55-watt ke solar panel ke liye, aapko ek 6A (Ampere) solar charge controller lagana chahiye. Yeh size aapke panel ke wattage aur current output ke liye suitable hoga aur aapki battery ko efficiently charge karne mein madad karega.
sir luminous ka charge controler 12 volt 24 volt 6 amp ka hai to kiya ismey 24 volt ka 6amp solar panel lagakar 12 volt ki battery charge kiya ja sakta hai ?
Luminous is better option, because it has so many extra features especially those three leds which indicates 10 different modes.
Sr mera 55wtt ka panal hai konsa control r lena padaga
55-watt ke solar panel ke liye, aapko ek 6A (Ampere) solar charge controller lagana chahiye. Yeh size aapke panel ke wattage aur current output ke liye suitable hoga aur aapki battery ko efficiently charge karne mein madad karega.
In donome best charging efficiency charge controller konsa hai?
Luminous
@@SolarTechInsider thank you
Ye dono controlar ko repair kiya ja skta he???
Sir 12v 10w ka solar panel or 6amp charge controller bike ki battery charge kar dega 12v 2.5ah wali
Haa
@@SolarTechInsider thank you❤🌹
Ha Bhai kar dega
Sir jumper use karne per battery over charger cut off Kitna hai?...
Lumnions ch...me
13.7 volt
sir luminous ka charge controler 12 volt 24 volt 6 amp ka hai to kiya ismey 24 volt ka 6amp solar panel lagakar 12 volt ki battery charge kiya ja sakta hai ?
Nahi
Excid 10 amp controller may kitna watt ka panal laga sakte hai
55 wtt
luminous 20percent current jiada deta hai ji yeh toh btaya ni ji
Sir mere Exide ka 10 a ka cantroler h solar penal 160 watt ka betery 120ah ki auto Catt nhi krta h betery me pure khdde lg jate h sir me kya kru
Solar charge controller change kijiye wrna battery damage ho jayega.
Sir mai battery aur solar cannect kar raha hu overload ka light jal raha hai aur spv charging ka bhi light jal raha hai please reply sir
Ek baar Sara connection hata ke phir se sequence me connect kigiye sahi ho jayega.
Luminous solar charge controller ko AC adaptor yah DTH adaptor Se Kaise chalayen Iske bare mein video Jarur video Jarur banae dhanyvad
Ok
Most welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Yeh eaisa hota hai
Kya ye controller bina battery ke chalega?
Nahi
Lumens problem
Low bolteg soly na
Sar exit solar charger control badhiya Laga
Konsa charge controller accha rahega amicismart. Utl. luminous .loomsolar. Ya fir koi dusra
UTL MPPT SOLAR CHARGE CONTROLLER
Luminous aur exide me kiska solar panel acha rahega 100 watt 12 volt me???
Dino sahi hai
komsa accha hea aap keahesab sea mera 10w loom solar panale hea and 12 volt 8 ah ke batery hea 2 dc bulb and 1 dc fan used karta hu
Luminous Solar Charge Controller
Isme inverter kanect kar shakte he
Inverter battery terminal se direct connect hogi.
Battery full hoga to kaise pata chalega
Luminous solar charge controller me upper side wala Green LED blink karega.
80 watt ki panel pe 6amp wala chalega
Haa
Konsa charge controller accha rahega amicismart. Utl. luminous .loomsolar. Ya fir koi dusra
Sir 10watt ki thin-film solar online may kaise Kharidu??
Thin film solar panel 10 watt me to muskil hai Online.
Ager sir battery full ho jaye to
Exide ke Kisi kisi model me SPV indicator blink krne lagta hai. Battery full charge hone pe.
But same product me kabhi kabhi SPV indicator blink nahi krta hai.
Our luminous me battery full hone per kiya hota h
Li ion battery charge hogi
Haa, agar proper BMS laga ho to.
@@SolarTechInsider haa 20 amp wala laga hai lekin
Send buying link
Visit Amazon's website
Luminus Output /Load 0.3 batat he, kya kare ????
Solar charge controller ka MOSFET kharab ho Gaya hai.
Hi
😢
youtube.com/@solartechinsider?si=8OmkkZ38jByHQAcf
तुम्हारा नंबर,भेजे
Sir muja Kam sa Kam dygarm baan ke Mera mail id pe mail Kar dijya na
Thik hai
Aap apna email id digiye.