Naino Ki Jo Baat Naina Jaane hai | Sad Love Story | Krishna & Yogita | kk ki power

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 апр 2022
  • kk ki power Present A Heart touching Love Story Video On "Naino Ki Jo Baat Naina Jaane Hai
    "(Hum Deewane Ho Gaye Hai Apke) Song Which Is Beautifully Sung By " Altaaf Sayyed.
    The song is composed and penned by Chandra Surya. Hit 'LIKE' if you ♥ this song.
    #newsong
    🎧 Song Credits:
    ✓Audio Credit : Affection Music Records
    ✓Music : Chandra surya
    ✓Singer : Altaaf sayyed & Chandra surya
    ✓Composer : Chandra surya
    ✓Music director : Chandra Surya
    ✓ Song : Naino ki jo baat naina jaane hai (Hum Diwaane hai Aapke )
    ✓Lyrics : Akhtar nafe
    ✓Music Lable : Affection music records
    Lyrics :
    Naino ki to baat naina jaane hai
    Sapno ke raast rena jaane hai
    Naino ki to baat naina jaane hai
    Sapno ke raast rena jaane hai
    Dil ki baatein dhadkan jaane hai
    Jispe guzari woh dil jaane hai.
    Hum deewane ho gaye hai aapke
    Hum to bas itna jaane hai
    Tu mera hai sanam
    Tu mera hum dum.
    Tere sang jeena ab sathon janam
    Tu mera hai sanam
    Tu mera hum dum.
    Tere sang jeena ab sathon janam.
    Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria
    Kahi kare de na ye. mere liye dushwaria
    Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria
    Kahi kare de na ye. mere liye dushwaria
    Husan ki baat to husan hi jaane hai
    Roop ke naaz to roop hi jaane hai
    Sahi galt to darpan jaane hai
    Jispe guzari woh dil jaane hai.
    Hum deewane ho gaye hai aapke
    Hum to bas itna jaane hai.
    Tu mera hai sanam
    Tu mera hum dum.
    Tere sang jeena ab sathon janam
    Tu mera hai sanam
    Tu mera hum dum.
    Tere sang jeena ab sathon janam.
    Sukhe patton ki tarha
    thi meri ye zindagi
    Osa ki bundon ke jaise
    Jab se mujhpe tu geeri
    Sukhe patton ki tarha
    thi meri ye zindagi
    Osa ki bundon ke jaise
    Jab se mujhpe tu geeri
    Ruh ki baat to saans hi jaane hai
    Honton ki khwaishein pyaas hi jaane hai
    Kyu jogi ho jogan jaane hai
    Jispe guzari woh dil jaane hai.
    Hum deewane ho gaye hai aapke
    Hum to bas itna jaane hai.
    Tu mera hai sanam
    Tu mera hum dum.
    Tere sang jeena ab sathon janam
    Tu mera hai sanam
    Tu mera hum dum.
    Tere sang jeena ab sathon janam.
  • ВидеоклипыВидеоклипы

Комментарии • 393