Hello mam Mere BA 1st year m 1) Hindi language 2) Education 3) Political science BA 2nd year 1) Hindi language 2) Education 3) Political Science BA 3rd Year 1) Education 2) Political Science Mera kis subject se BPSC 4.0 6 to 8 m Subject combination bn rha h plzzzz reply me bhut confuse hu plzzzz reply me mam
@@DEEPAKKUMAR-po9nw maaf karna bhai tumhara koi combination nhi ban raha hai kyunki 2 subject atleast hone chahiye chahe wo language ka ho ya Sst ka ho ya fir math science us hisab se koi bhi 2 subject match nhi kar raha hai jyada jankari k liye bpsc tre 3. 0 ka notification padh lo samjh aa jayega
Agar language k teacher banana h to - Hindi /Eng/ ya urdu tino me se ek subject tino saal liye hona chahiye Sst k teacher k liye - history, geo, polity, economic, etc me se koi do at least graduation m hone hi chahiye
@@musormarelaxation2811 bhai notification m 2 option h ek hons to dusra subsidiary hona means koi subj. 3 saal tk rha ho bt subsidiary ka kuch confirm nhi ho rha h kuch log utube pr kh rhe h ki subsdiary means apne 1 ya 2 saal Padha helping subject k roop m .....
@@musormarelaxation2811 bt notification m to ek hi language mangi gyi h na....doubt only itna h ki 3 saal tk rha h tbhi chlega ya 2 saal tk padhe ho tbhi chl jayega
Dear Ma'am, Mera Graduation B.A me General english aur hindi literature subject hai aur meri B.ed bhi complete hai.kya mai Bpsc tgt hindi subject ke liye eligible hu ya nahi Please help.
कोई channel नही है जो subject combination अच्छे से बता सके । मै english से M.A किया हु और b.ed भी किया हु मेरा subject combination क्या होना चाहिए Plzz reply
@@preetimanauta-vx2ir Graduation me english hai. Mai english teacher banna chahta hu to mujhe bihar bpsc teacher me kaun sa subject choose krna chahiye
@@Million-wi8bt Aap form online ker sakte ho aur English ke teacher ban sakta ho because English ek Language hai isliye iska liya koi combination ki jararut nahi hai all the best for your future 💯🌹💯🥰
Hello mam Mera BA 1st year me education, sociology, geography h 2nd year me bhi education, sociology, aur geography h Aur 3rd year me education aur sociology h mera bpsc 4 me 6to8 ke liye kya sub hoga plzzzz reply me bhut confused hu
Ma'am mera graduation me history aur sociology h, aur stet pass hu kya 9-10 me bpse tre me from bhar sakti hu?kya Subject combination nhi ban pa rha h.
Mam mera B.A Program me 1st year 2nd year aur third year me Litrature group me Urdu hai Aur social science group me history hai to kya 6to8 aur 9/10 me Urdu ka teacher ban sakta hun Mam bahut confused hun thora bataiy please
Sir maine graduation me BA kiya hua h, aur mere subject Geography, English, Sociology hai, maine last year me Sociology ko chodh diya tha to ab mere pas sirf Geography hi h, aur English to language ka subject h, plz sir kya kai bpsc tre 4.0 me apply kr sakta hu ki nhi?
Maam Maine b ed Kiya h Bt mera subject combination kya rahega Maine commerce padha h graduation Plz btye na Mujhe bpsc 4 fill Krna h CTET me obc female 82+ me fill kr skti h ky form
Maine maths honours ki h But mere pas science ka koi subject nhi h Mere pas arts ke subject h To kya me social science se apply kar sakti hu degree mere pas maths honou ki h
Mam B.A. 1-2 year me Mera geography, home science aur art hai final year me Mai geography chhod di aur home science aur art subject liya kya mai 6-8 ka form apply kar paungi Please mam reply Please please please please please please please please please please mam please reply
MAM EK QUESTION HAI BAHUT BDA DOUGHT HAI MAM MAI SC CATEGORY UP SE HU BPSC 4.0 PRT ME General ME COUNT HOUGA... MERA INTER MEDIATED 64% HAI DELED 89% HAI. ..PAR MAM MERA GRADUATION 48.1% HAI KYA MAI BPSC 4.0 PRT ME FORM BHARNE KE LIYE ELIGIBLE HUNGA?? PLS MAM REPLY PLS
Thanks ma'am finnally aaj aapki video se satisfaction mila😊
Hello mam
Mere BA 1st year m
1) Hindi language
2) Education
3) Political science
BA 2nd year
1) Hindi language
2) Education
3) Political Science
BA 3rd Year
1) Education
2) Political Science
Mera kis subject se BPSC 4.0 6 to 8 m Subject combination bn rha h plzzzz reply me bhut confuse hu plzzzz reply me mam
@@DEEPAKKUMAR-po9nw maaf karna bhai tumhara koi combination nhi ban raha hai kyunki 2 subject atleast hone chahiye chahe wo language ka ho ya Sst ka ho ya fir math science us hisab se koi bhi 2 subject match nhi kar raha hai jyada jankari k liye bpsc tre 3. 0 ka notification padh lo samjh aa jayega
Agar language k teacher banana h to - Hindi /Eng/ ya urdu tino me se ek subject tino saal liye hona chahiye
Sst k teacher k liye - history, geo, polity, economic, etc me se koi do at least graduation m hone hi chahiye
@@musormarelaxation2811 bhai notification m 2 option h ek hons to dusra subsidiary hona means koi subj. 3 saal tk rha ho bt subsidiary ka kuch confirm nhi ho rha h kuch log utube pr kh rhe h ki subsdiary means apne 1 ya 2 saal Padha helping subject k roop m .....
@@musormarelaxation2811 bt notification m to ek hi language mangi gyi h na....doubt only itna h ki 3 saal tk rha h tbhi chlega ya 2 saal tk padhe ho tbhi chl jayega
@@DEEPAKKUMAR-po9nw maine bhi ache se clear kar liya bhai ki at least 2 saal hone chahiye na ki tino
Dear Ma'am,
Mera Graduation B.A me General english aur hindi literature subject hai aur meri B.ed bhi complete hai.kya mai Bpsc tgt hindi subject ke liye eligible hu ya nahi
Please help.
कोई channel नही है जो subject combination अच्छे से बता सके ।
मै english से M.A किया हु और b.ed भी किया हु मेरा subject combination क्या होना चाहिए
Plzz reply
Aapk pas graduation me kon sa subject tha M bata sakti combination
@@preetimanauta-vx2ir
Graduation me english hai.
Mai english teacher banna chahta hu to mujhe bihar bpsc teacher me kaun sa subject choose krna chahiye
@@Million-wi8bt Aap form online ker sakte ho aur English ke teacher ban sakta ho because English ek Language hai isliye iska liya koi combination ki jararut nahi hai all the best for your future 💯🌹💯🥰
@@preetimanauta-vx2ir thank you for your support
@@Million-wi8bt welcome 🤗
Kya applied economics aur commerce class 6 to 8 ke liye eligible hai.
Hello mam
Mera BA 1st year me education, sociology, geography h
2nd year me bhi education, sociology, aur geography h
Aur 3rd year me education aur sociology h mera bpsc 4 me 6to8 ke liye kya sub hoga plzzzz reply me bhut confused hu
@@priyankagpt9224 Sst me aap geography aur uska sath polity ya economics le sakti ho
Ma'am mera graduation me history aur sociology h, aur stet pass hu kya 9-10 me bpse tre me from bhar sakti hu?kya Subject combination nhi ban pa rha h.
Mam kya hindi teacher ke liye hindi ke sath Sanskrit combination chahiye
Mam Maine pcm se graduation kiya hai but last year me physics chemistry hai to Mera subject combination kya hoga ?
Hnji mujhe bhi yhi puchna h apko pta chla kya is bare me
@@Itspallaviverma tum math and science k teacher ban paoge
Ma'am mera Home science ,hindi, education hai to kya mera sub combination nhi bnega
Ok ma'am
Mam 6 to 8 me Jo do subject chahiye wo kya tino saal hone jaruri h?
Ha
Mam mera B.A Program me
1st year 2nd year aur third year me Litrature group me Urdu hai
Aur social science group me history hai to kya 6to8 aur 9/10 me Urdu ka teacher ban sakta hun
Mam bahut confused hun thora bataiy please
Qki ma'am graduation me mera koi bhi combination hi nhi mil rha hai.... Bas english literature hi hai... Baki ek polity hai aur ek CA hai... 😢
Sir maine graduation me BA kiya hua h, aur mere subject Geography, English, Sociology hai, maine last year me Sociology ko chodh diya tha to ab mere pas sirf Geography hi h, aur English to language ka subject h, plz sir kya kai bpsc tre 4.0 me apply kr sakta hu ki nhi?
Thanks🙏🙏 mam
Ma'am botany zoology wala eligible hai 6 to 8 science ka liya plz reply me...😢
Maam Maine b ed Kiya h
Bt mera subject combination kya rahega
Maine commerce padha h graduation
Plz btye na
Mujhe bpsc 4 fill Krna h
CTET me obc female 82+ me fill kr skti h ky form
Same here dear mera bhi graduation b. Com ki hu or smjh nhi aarha ki bpsc tre 4.0ke liya kya subj combination hona chahiye
Mam graduation me subject(chemistry.botony.biotechnology) hai kis subject me apply kar sakte hai class 10 me
hey guru maa kya Hindi me bhi subject combination chaiye hota hai please ❤❤❤❤ guru maa and guru dev reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aapko pta chala kya Hindi ka?
@@Diva-t9r Ha bpsc me form fill kar skte hai agar graduation me tino saal Hindi padhe ho tb
@@radhikakeshari9890 2 year padhe ho to fill kr skte h😢
Graduation m combination 6-8 m bhi necessary
Mam aapne ye confirm nhi kiya ki teeno year me ye subject ho ya kisi bhi year me
Mam mera b.a me history or sociology h to ky me eligible hoti up me char subject magte h usme sociology nhi rhti h
Ma'am english teacher k liye english language padhna padega
Mam मैं भूगोल हिंदी और समाजशास्त्र से बीए किया हूं तो बहुत सारे लोग बता रहे है की कॉम्बिनेशन नही बन पाएगा
Bhai tumrha subject combination hai
@@musormarelaxation2811 तो mam bpsc मे भूगोल समाज शास्त्र तो बताए है लेकिन 9 10 के लिय नही हो पाएगा ।।।
@@musormarelaxation2811knowledge nhi hai tum ko
Mera B.A me 2 saal english hai B.Ed me English nhi hai kya mai eligible hu bpsc 9-10 ke liye plz koi reply dijiye
Mera graduation me 50% se kam hai par pg me 55% hai to kya mai sst se apply kar sakta hu?
Koi plz btaye mera B.A FINAL TK home science tha but sst 2 saal tha kiya me form bhar sakti hu kiya class 8 tk bala plz koi btaye
Maine maths honours ki h
But mere pas science ka koi subject nhi h
Mere pas arts ke subject h
To kya me social science se apply kar sakti hu degree mere pas maths honou ki h
Mam B.A. 1-2 year me Mera geography, home science aur art hai final year me Mai geography chhod di aur home science aur art subject liya kya mai 6-8 ka form apply kar paungi
Please mam reply
Please please please please please please please please please please mam please reply
Same pro hai meri bhi
mam koi aspirant 2 subject ( english aur social science) dono me fill kr sakte h
Maim plz reply...
Hme v bach lena h But 7july wale 4.0 me exame depayenge ya nhi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤
De payenge
Tq@@DeepakRawat-hv1mw
Ji yes
MAM EK QUESTION HAI BAHUT BDA DOUGHT HAI
MAM MAI SC CATEGORY UP SE HU BPSC 4.0 PRT ME General ME COUNT HOUGA...
MERA INTER MEDIATED 64% HAI DELED 89% HAI. ..PAR MAM MERA GRADUATION 48.1% HAI KYA MAI BPSC 4.0 PRT ME FORM BHARNE KE LIYE ELIGIBLE HUNGA??
PLS MAM REPLY PLS
Pls mam reply
Mera honour paper English h lekin subsidiary me history polity h to kya social science ka teacher ban sakte h... please reply
@@Hdyghfh yes
Mam agr Geography ke sath polity ho bt polity bs 2 years tk ho final me na ho to kya Geography se apply kr skte h
Mam mera graduation me 47 %h bsc me deled kiya kya m 6 to 8 form bhr skti hu . Plzzz reply
And ma'am 6 to 8 k teacher k liye aapne bas... Bhasa.... Sanskrit, urdu 2 subject batai hai.... English ka kaise hoga ma'am i am confused ma'am😢😢
Mam mera b. Com me 50marks ka hindi 2nd year me tha to kya m hindi subj ke liye eligible hu plz reply
Mam 6to 8 ke liye ke liye jo subject hai vahi barna hoga usi se q aayege
Mai sirf ctet qualify hu aur stet ni diya to form bhar skte hain? Please reply
Ma'am mere pass B.A sociology or military science है
6 to 8 ka teacher ban ne liye subject combination chahiye honga kya
Maim bsc home sci wale kisme bharege , junior level pr ...plz btaye maim
Other state ka cota hai nhi please bataeye
Ji yes
Ma'am mera graduation mai History English and sanskrit tha to mai sst se From fill kr skti hu plz bta dijiye
Nahi
6 to 8 ke liye to subject combination nii chahiye hota hai na
Ma'am help me mera gmail register h aur mai password bhul gai hoon app ka kya karun Ma'am please meri madad kariye
Batch kal se start karo9to10 ka
Maim btai h 29Apr ko hoga...
mam other state girl's ki fees bhi 750 hi h
English ka combination kaise banega
English ek Language hai isliye aap form dal sakta ho aur koi sath me nahi chiya
Hnn English or hindi m koi combination nhi hota
kya sach me Hindi me koi combination nhi chahiye hota @@anamfatma3296
Bhai Mera graduation me 2 saal English hai bed me nhi hai to mai tgt bpsc 9-10 ke liye daal sakti hu@@preetimanauta-vx2ir
Please ma'am mera bhi doubt clear kar dijiye ma'am.... 😢
Ma'am ji 83 no hai ctet me general category se up me bihar chal jayega 83 no ctet
Nhi . Other state 90 chaiye
Maam btaye na
9, 10 ka nahee batayee
mam bed ka result aa gya h but markseat nhi h to kya hm form bhar sakte h
@@vinayshankhdhar3981 no
Mam d.el.ed ka result abhi nahi aaya hai agar result aa jaega to bhar sakte hai kya ctet clear hai please bataye
Bhr sakte ho aap
2021 batch d.el.ed. ka to a gya hai
@@poonamsingh5102 Abhi marksheet nahi aayi hai
@@poonamsingh5102 Mera batch 2022 ka hai but ab result AA gaya hai but marksheet nahi Diya hai abhi
Koi btado plz exam kbtk hoga
3.0 ka june me aur 4.0 ka 24 august me