Qarma bohat Sandar banaya ha ap nay Irfan BHI ap par ya colar mohat acha lag Raha ha ap shermal banana sekhay plz ap bohat achi resapi banatay han may ap ke her resapy tray Kartey hoo
Look so yummy😋 Chef maza aa gaya aaj mein beef qourma hi bana rahi ho Insha Allah kal aap ko iss ka feed back dongi keyun ke new style ka banaya hy. Thanks chef share secret tips and tricks 👍 Allah bless you💐💐💐
A.salamo alykum bhot bhot Eid mubaruk ho Aaj korma bhot acha banaya hai mey jarur banawgi Aalah hafiz apna bhot khyal rukhna Aalah hafiz chef irfan kiya Aap cake banaker gher per dlivari kertey ho Aap key kiya charj hai aur karachi mey hi dilivery kerni hai please Aap juru bata na Aallah hafiz
Chef Dahi aur gosht ki kya quantity hai? Long aur elaichi k baad in do ingredients ki quantities nahi hain aur description mei tho koi recipe nahi hai. Thank you.
میری نند ناظم آباد میں رہتی ہیں انکے گھر بہت بار کھایا ہے یہ قورمہ مگر مجھے ایسا لگتا ہے جیسے اس قورمے میں یا تو دہی کی مقدار زیادہ ہوتی ہے یا پھر وہ صحیح بھنا نہیں ہوتا عجیب سی کھٹاس محسوس ہوتی ہے اسمیں
Zabardast recipe ❤
Outstanding 😍
Ap ny jo qorma bnaya hy wao wao wao👌😋
Look Yummy 😋
Awaiting for Ghousia Nalli Biryani liaquatabad ❤
Aaj M ny shan sy hi qorma bnaya hy dawat pr 👍🏻😍
aap ny farmish pori kar di i am very happy,
It's really amazing recipe and perfect time to posting
Bht achi recipes Hoti hn
Qarma bohat Sandar banaya ha ap nay Irfan BHI ap par ya colar mohat acha lag Raha ha ap shermal banana sekhay plz ap bohat achi resapi banatay han may ap ke her resapy tray Kartey hoo
Wasti Bhai main ye qurma two time bana chuki ho aap ki recepie say bohat hi mazadar banta hay sukria aap ka itni achi recepie denay ka
MashaAllah
Ary wahh
A very happy Eid to you n qorma is very tastey
Nice sharing Allah'bless you. Please share the ingredients list.
Main na kal bnaya tha mashaAllah bht mazy ka bna
JazakAllah
MashaAllaha bohat khoob
Masha Allah aap ki recipe bohat simple Aur tasty hoti Hain.😊
Zabardast bhai ye aap ka qorma he👍
Hahaha bahi beef Ka hai
vo behen men thi, shukria buhut aap ka, allah aap ko byinteha kamyabi dy, u r the best
Very easy and quick recipes
His chef wow its mouth watering God bless u keep it up take care
Superb recipe
I try this recipe today and turns amazing thanku for giving us street foods recipes ❤
MashaAllah
بہترین😊😋😀
ماشاءاللہ بہت خوب
Chef You are the best,must try recipe.
Thank you so much
Shandar MashAllah
Thank you for this amazing recipe
buhut zabardust
Beef khorma wow looks tempting 😜😜😜😜 sir
Sir badami qorma bhi btaiye
Very Decent
Very Down to earth personality MashAllah may Allah bless you more Chef Irfan .
Thank you so much Irfan bhai buht secret secret batin Shar kry zabrdastt mashallah keep it up ❤
Ek dum Yami Bhai Allah Paak app ki umer daraz Kary Ameen,❤
Aameen
Kal ki recipe ky liyee im so excited ☺️❤❤❤
SIR U R AMASING SHEF I TRY UR LOTS OF RESCIPE PUNJABI ALOO SAMOSA AND WHITE CHIKEN KARHI
JazakAllah
Zindagi m Kabhi aisi Recep nhi dekhi pakaya bht Hai pet aisa nhi inshallah kl pkaoogi
insha'Allah
And please share feedback
Eid Mubarak chef amazing recipes ❤
Pls karela ghost banaye
Now I will try qorma👍👍👍❤️
insha'Allah
Perfect Recipe
Apko bhi bht Eid Mubarak ho chef aaj mn shahi tukry bnaiy very yammy👌🏻👌🏻👍👍👍♥️♥️♥️💐
MashaAllah
Look so yummy
Chef
Eid Mubarak ✨♥
A.salamo aleykum bhot bhot sukriya key Aap hamarey savalo key javab deytey ho koi bat nahi Aap batadiya zazakulla Aapna bhot khyal rukhna Aallah hafiz
W salam
Amazing
hamary ghar men bhi bong ka gosht zaror use hota khany men
Masha Allah❤❤❤❤
Look so yummy😋
Chef maza aa gaya aaj mein beef qourma hi bana rahi ho Insha Allah kal aap ko iss ka feed back dongi keyun ke new style ka banaya hy. Thanks chef share secret tips and tricks 👍
Allah bless you💐💐💐
insha'Allah
Hum logon nay khaya hai kui k nazimabad mai rehtay thay
Eid Mubarak Irfan bhai❤
Written recipe?
Nazimabad me Rasheed qorma nearest my location 😊
Spices table spoon measutement me btaein plzzzz?
insha'Allah
Es recipee K tablespoon me spices K measurement mention kar dein.
Eid mubarak,
apny winer ka btaya nhi
Best
G hamary liye ye new method ha k pehly dahi daal den
Please show me zafrani kewra bottle
Irfan bhai is qorma mein degi lal mirch aur sabut kali mirch add ker sakte hein taste mein acha ho ga kya
G zarur
Tried your peri bites recipe turned out really yummy jazak ALLAHkhair. Can we use chicken instead of beef in qorma recipe.
Yes
Irfan bhai 1kg Qorma mein fry hone ke bade onion 350g hone chaye hai yah before frying 350g hine chaye hai. Please let me know
Wait Allahwali biryani
Sir yummy qorma _ sir ap chicken salan banana sekhayen _ sir prawn ya fish fry kerte Hain tu oil KO Kisi aur dish main use Ker sekhte hain
insha'Allah zarur
Waooooooo👌👌
Kia hum pyaz ko chura karkre dal skate hain
G bilkul Woh zyada behter hai
irfan wasti ka qorma
Ginger garlic ni add krna???
Kerna hai men ne bhi kya hai
Rashid ka asli qorma paposh nager
Irfan bhai app ny written recipe share nahi ki ..
Salam , 1kg gosht ke liye 350-400g fry piyas lene hai, please confirm ker dein
W salam no kacha piyaz
A.salamo alykum bhot bhot Eid mubaruk ho Aaj korma bhot acha banaya hai mey jarur banawgi Aalah hafiz apna bhot khyal rukhna Aalah hafiz chef irfan kiya Aap cake banaker gher per dlivari kertey ho Aap key kiya charj hai aur karachi mey hi dilivery kerni hai please Aap juru bata na Aallah hafiz
W salam G cake delivery Nahi kertay
Dear ap nay zafarani garm masala ki qty nahi bahta hi 🤔
1/2 tea spoon
Bhai! Qurma hum bhi bana te hain, mugar is main bohat se log tomato 🍅 bhi dal te hain? 😮 yogurt tu dalte hain mugar tomato’s??
Punjab region men tomato kat sath banta hai.
Kousar Khan Aziza bad Karachi Pakistan
❤
Chef Dahi aur gosht ki kya quantity hai? Long aur elaichi k baad in do ingredients ki quantities nahi hain aur description mei tho koi recipe nahi hai. Thank you.
Meat 1kg, Dahi 400gm, ilaichi 6-8 and long 8-10.
Perfect! Thank you very much!
irfan bhai qormay mai gravy kaisay barhai ja sakti plz mai dubai mai khanay ka kaam krta hu or aksar gravy kam hojati hai
Dahi or piyaz perha saktay Hain masala bhi usi hisab SE berhana paray ga
Chef Irfan apke purani videos ki audio ghaeb hai
Karachi Biryani
Kachori
Aur bhi bohat videos ki
G Kuch copyright Ka issue tha.
👍
I am Almas here
❤❤❤❤
Sir ye classic kitchen k utensil kahan milygy Imtiaz supper pr mily gy plz reply me❤️❤️👌
+92 300 6668819
Bhai bartan to sahi saaf suthra honi chahie aapka kukar Ganda hai
میری نند ناظم آباد میں رہتی ہیں انکے گھر بہت بار کھایا ہے یہ قورمہ مگر مجھے ایسا لگتا ہے جیسے اس قورمے میں یا تو دہی کی مقدار زیادہ ہوتی ہے یا پھر وہ صحیح بھنا نہیں ہوتا عجیب سی کھٹاس محسوس ہوتی ہے اسمیں
Nand k ghar ki taaseer
Bauth zaburdust