Bhaiya niser me app kitna fee pay karte he yearly plzz reply. Aur bsms ke baad koi placements hote hai kya q ki ghar me pehle puchte hai ki kya scope hai. Plzz reply❤❤
@@FactXBook general ke liye 9800 fees he aur sc st ke liye 2300 he .... Scope he aaccha....lekin agar research ne interest he toh.... Tum chaho toh iske baad... 1) phd kar sakte ho 2)barc me direct interview de sakte ho 3) labs join kar sakte ho 4) gate exam dekar mtech ya fir aur koi psus me kaam kar sakte ho 5) government job ke liye apply kar sakte ho
Daily vlog dalo Bhai😊
@@saraswatikishan7343 okk didi ...sure
Does ragging happened in NISER?
@@Splendiferous.hazel420 no ....ragging bilkul bhi nai hoti yaha
Ok Thanks
Bhaiya niser me app kitna fee pay karte he yearly plzz reply.
Aur bsms ke baad koi placements hote hai kya q ki ghar me pehle puchte hai ki kya scope hai.
Plzz reply❤❤
@@FactXBook general ke liye 9800 fees he aur sc st ke liye 2300 he ....
Scope he aaccha....lekin agar research ne interest he toh.... Tum chaho toh iske baad...
1) phd kar sakte ho
2)barc me direct interview de sakte ho
3) labs join kar sakte ho
4) gate exam dekar mtech ya fir aur koi psus me kaam kar sakte ho
5) government job ke liye apply kar sakte ho
@@SIKSHAsharam Thank you ❤ bhaiya confusion ho rahi thi ki exam du ya nahi.
Ab clear ho gya.
@@FactXBook 😁 welcome... Do sab exams do ... Tum iat, isi ,cmi exams bhi de sakte ho ....yeh bhi research se related he
Bhaiya , ek doubt h , general Ews walon ko sirf CEBS m hi milta h kya . NISER me chances nahi h kya general Ews k liye .
@@anshgaming8941 chances he par reservation nhi he....unka admission unreserved category me hota he
@@anshgaming8941 ok Thanks
@@SIKSHAsharam Thank you bhaiya