@@Mehulpatel-1969 भाई ज्यादा नहीं लगा 4 साल में कम सै 2 लाख लगे जायदा सै ज्यादा बाकी बीमारी पर डिपेंड करता है क्या तकलीफ है जैसे कोई चीज की कीमत 10 रुपए है तो अपने 4 रुपए लगेंगे ऐसा समझो आप
Orthopedic department ka full video banae aur kaun dr kis din baithte hai aur wahan k sabhi tarh k lab test xray mri ka bhi video banae aur operation krane ka kya kharch aaega please
मेरी पत्नी का सिर भारी होता है सर भारी होने के साथ साथ उसकी याददाश्त पर भी असर पड़ता है जब सिर भारी होता है तो बहुत कमजोरी महसूस करती है क्या इसका इलाज
भाई साहब सादर अभिवादन मेरी मदर को लार बहुत बहुत आती है बहुत सारे डाक्टर को बताया अहमदाबाद के अपोलो व नवरंगपुरा व मीठी रोड पर भी बताया पर फायदा नहीं हुआ आप वहां कार्यरत डाक्टरों पर भी विडियो बनाऐ प्लीज़ ओर उनके अस्पताल व मोबाइल नंबर भी बताइए तथा धर्मशाला पर भी बहुत विडियो बनाऐ धन्यवाद
sir mera yaha pichle 20 year se saara ilajj muft me hota he mera manna he civil jesi koi hospital nahi he meri life me alag alag surjery bilkul free me hui he me bhit santust hu i like hospital
सर मुझे किडनी स्टोन बार बार हो रहा है एक बार लेजर करवा लिया है अब अहमदाबाद दिखाने का सोच रहीं हु क्या वहा मेरी बीमारी का पता लग सकता है की बार बार किडनी स्टोन क्यों बन रहा है
Plzz kahi or mat jav ek bar civil hospital Ahmedabad dikhado mene private hospital 7 years davay li kuch nai huva bbir muje yaha ka pata chala 2 days me muje 12 stone nikal gya bina operation k
@@abirdas8534hospital best he bhai mene bhot dekhe ese case jaha kisi hospital me lene ke liye mana kr dete he uss ko yaha thik hote hue dekha he meri bhabhi ko ganth ki problem hogayi thi civil me operation hua aur thik hogayi he abhi meri didi ka jab delivery hui thi tab private me krvai thi par unlogo ne dhyan nhi diya ur serious case krdiya tha koi hath me nhi le raha tha sabhi jagah mana kr diya tha ki nhi bacha sakte inko fir last me civil leke gaye vaha treatment chalu krvayi aur unhone thik kiya 8-9 saal hogaye iss baat ko abhi ekdum thik he to sirf Lever problem ho to mat dikha na kyuki meri mummy ko bhi Lever problem thi 3-4 saal se treatment chalu thi pr nhi bacha paye mummy ko 😢 baki dusra koi bhi bimari ho to soche bina civil hospital me visit krlo best hospital he
इस अस्पताल में न्यूरो डिपार्टमेंट में डॉक्टरों की टीम सही नहीं है वह नकारात्मकता से परिपूर्ण है कम उम्र के डॉक्टरों की टीम बैठा दिया जिन्हें कोई अनुभव नहीं है यहमेरा व्यक्तिगत अनुभव है
Ayushyaman card private hospital me chalu hote par sirf fir koi bada operation hota he usme hi lagu rehta he aur yaha civil hospital me agar aap admit hue ho bhot badi bimari he ya kuch bhi sab free me hota he
Sir ji plz ek bat pichni hai ki agar koi accident.me tanke lage ho or vhah baal nahi aaye ho to yha check karva sakte hai kya plz sir reply or ye konsi jagh hai ahmdabad me hospital... me rajsthan se hu
Aap bahar se yaha treatment karwane aaye ho to stemina accha rakhna. Ye log khoob ghumate he. Civil se opd opd se gate no 3 khub ghumate he. Ayusmaan card lana mat bhulna. Or aap gujrat ke baahar se aaye ho to ye log aap ko is gate se us gate bahot bhagayenve or baat karne ki tamij to staff me he hi nahi or yaha ke security garda bhi bahot gandi tarah se behave karte he
@@kavyafab1313achhailaaj hota he bhai 0 se start krte he sare reports krke bimari ki Jard tak pahoch kr kaam krte he aur Jo ye bol rahe battamizi ki to pure din vo log vaha sab sambhal te he ese ese dardi ate he mene dekha he bhot se patience bhot hi gande tarike se baat krte he doctors se par mene nhi dekha ki koi doctors galat tarike se baat kiye ho achhe tarike se treatment krte he
Sir my is shweta gupta from mumbai mere ko renal failure hua hai September mai hamko pata chala abhi tak hamne usaka dylisis nehi kar waya hai so aap ki idar transplant hota kya
Jindgi se pyar hai to yahaaa kabhi mat janaaa .. koi doc ya staff sahi se jawab nahi deta ..5 kebin hai doctor ke magar sabka tarika tritment ka alag hai .. jisko marne ki jaldi h vahi jaaaanaa
Sir ji kidney ke treatment ke liye mp se AA sakte hai ke nahi meri wife ki dono kidney kharab hai aur 1year se dyalasis chal rahi hai me unka transplant karwana chahte hai
Aap me se koi bata sakta hai kya ki agar cancer ke liye se semi private room me shift karte hai toh charges har cheez ke double ho jate hai kya?? ... Like surgery medicine test.... Kyonki waha ka staff misleading hai theek se kuch batata nahi... Kuch log bolte hain ki aap cancer ke liye general se semi private me shift karte ho toh sirf tests ke charges double hote hai surgery and medicine ke nahi
Civil hospital me All documents leke Jane ka Addhar card Pan card Income proof Ayushman card Dr file report Or wha 2/3memwbr ko sath me leke Jane ka q ki wha bhaga dodhi me time west ho jata heh or marij ka ilaj bohut slow hota hey... Meri beti off ho gai canser hospital me 😢 bohut try Kia lekin Mera or meri wife ka mind pagal ho gya hospital me bhaga dodhi me L...
Sir mere papa ko eshophegous cancer h unka chemotherapy indore m hua h or aage ki process k liye hm civil gye the to kya aage ka treatment hm vhi s krva skte h cancer starding m hi h to m vha ja k treatment krva skti hu acche hone ki rate kitni hoti h yha
अचछी जानकारी देने के लीए आप को
दिल से धनयवाद भाइ 🙏
ये हॉस्पिटल वर्षो से अहमदाबाद में है और यह एशिया का नंबर एक हॉस्पिटल है
Juth sabse bekar hospital
नही भाई नबर 1 है पापा का इलाज करवाया है
@@mukeshmodi9254aapka pita ji ko kya hua tha? Kitne dini me think hue?
@@jayrachh9464 पेशाब सै प्रोटीन निकलता था और पेरो में सूजन आती थी अब नही आती है अब ठीक है भाई
6 महीनो में अच्छा फर्क पड़ गया था भाई
शानदार इलाज होता है यहां मेने पापा का इलाज करवाया है किडनी का❤❤❤
Bhai paise kitne huye
@@Mehulpatel-1969 भाई ज्यादा नहीं लगा 4 साल में कम सै 2 लाख लगे जायदा सै ज्यादा बाकी बीमारी पर डिपेंड करता है क्या तकलीफ है जैसे कोई चीज की कीमत 10 रुपए है तो अपने 4 रुपए लगेंगे ऐसा समझो आप
@@Mehulpatel-1969 मेरे पापा की तकलीफ पेसाब में प्रोटीन निकलता था और पेरो में सूजन आती थी अब ठीक है 4 साल सै
क्या प्रॉब्लम था आपके पापा को किटनी में
Sir apke no dena
Mari beti ka bhai hart opresion u n mehta me hi hua bahut acha hospital hai u n Mata thanks doctors
Bahut achhi jankari mela
बहुत अच्छी जानकारी दी सर आपने🙏🙏
Bahut bhut dil se dhanywaad
Apaki janakari sunakar or dekha kar bahut Accha laga badaleme sabhi seva karne vale doctars sistars ko dhanyavad
U.N Mehta heart hospital best h or yaha ki treatment lajawab or doctor's bhi experience wale h.number one h
Sir un meheta me pet liver aat ka ilaj ho sakta he
Bahut acchi jankari Di sar
Me bhi Mera ilaj abhi yahi karwa that hu..best treatmen❤, tnx Gujrat govt🙏🏼😢
UN Mehta heart hospital mein investigation ke charges lagte hain, its not free.
M yha gyi hu bhut hi achha hospital h doctor bhi bhut hi achhe h
Leb test kitne din me hota hai same day ho jata hai
Free hota kya
Acha apko kon si problem thi
Orthopedic department ka full video banae aur kaun dr kis din baithte hai aur wahan k sabhi tarh k lab test xray mri ka bhi video banae aur operation krane ka kya kharch aaega please
Nice informations
Yha pr kedny, liver (urology) Wednesday or Saturday ko dekha jata hai plz bake k day nhi aaye nhi to bhot problem hoti hai ,,gat number 8 me aaye
Kya yha par neuro bone ke doctor hai aur agar hai toh kon se number gate ? Kya koi Inka helpline number hai ? Jo bta sake sab kuch
Jaisa aapne kaha if sahi hai to garibon ke liye civil hospt, mandir and God sab kuchh hai thanks
मेरे सिर का ऑपरेशन सक्सेस हुआ था 2017 में अभी तक कोई तकलीफ नही है।
सर मुझे रीड की हड्डी में प्रोब्लम हे गीरने की वजह से क्या सीवील मे ईसका अच्छा ट्रीट होगा ओर रीड की हड्डी के अच्छे डाक्टर हे
Hoga mere papa ka karvaya hai
@@devsolanki5129 kya karwaya bhaiya
Very good sir ji 🙏
Thanks and welcome❤️
Yaha par piles ki treatment hoti he ? Plzz answer dena ...
Dear sir,
Kya yaha ostiopoikilosis ka treatment hota hai
Ha hota hai
DR.PAKAJ.SHAH.PROFESAR ko bapas bulao vo bhut achçhe doctor garivo ke masiha h
Yaha gallbleder stone ka treatment hota hai kya lajor se surgery hoti hai kya
Yes
सबसे अच्छा हॉस्पिटल है गंभीर बीमारी हो तो कही भी धक्के मत खाना डायरेक्ट अहमदाबाद सिविल जाना
मेरी पत्नी का सिर भारी होता है सर भारी होने के साथ साथ उसकी याददाश्त पर भी असर पड़ता है जब सिर भारी होता है तो बहुत कमजोरी महसूस करती है क्या इसका इलाज
पहले ही बीवी को bhogne की वस्तु न समझते तो अभी स्वस्थ ही रहती 😅
मेरे सर पर 7...8 साल से दाद है क्या यह ठीक हो सकता है क्या
Sir meri mummy ki shoulder ki gadi fat rhi hai or back ki 2nas chokep ho skti hai to yha thik tritment hoga im from Surat..?
भाई साहब सादर अभिवादन मेरी मदर को लार बहुत बहुत आती है बहुत सारे डाक्टर को बताया अहमदाबाद के अपोलो व नवरंगपुरा व मीठी रोड पर भी बताया पर फायदा नहीं हुआ आप वहां कार्यरत डाक्टरों पर भी विडियो बनाऐ प्लीज़ ओर उनके अस्पताल व मोबाइल नंबर भी बताइए तथा धर्मशाला पर भी बहुत विडियो बनाऐ धन्यवाद
sir mera yaha pichle 20 year se saara ilajj muft me hota he mera manna he civil jesi koi hospital nahi he meri life me alag alag surjery bilkul free me hui he me bhit santust hu i like hospital
Ha jarur
bhai apke konsa surjary hue aur kitna kharcha aya h mujhe bhi hip replacement karana h
Aayushyaman card ho aur sabhi documents ho tabhi free hota hai other time paisa lagta hai 😢
Kya ankho ke nasur ka bhi oprection hota he
Neurology department kaisa hai
बहुत अच्छा काम किया है आपने धन्यवाद
आपका हार्दिक स्वागत
Mera chota bhai ka ek kidni kam nahi kar raha hai so Mai bhi civil hospital Ahmedabad. Me ja raha hu umid hai ki sahi se tritment hoga
Sir bihar ke rahne wali AK larki hi jiska name Roushni hi gujrat ahemdabad se gayab hi jiska name Roushni hi
Bahut supar
Sir mere kaan ke samne me tumer hai,Bina cancer wala,kya mera operation is hospital me free ya ayushmaan card per ho sakta hai ya nhi
Hojayega
mera bhi
Cross aakho ko option waiting date dete hain sir nagri hospitel me ja ke thak gya kam hi nhi ho rha 1 sal ho gya
Ear ke operation k lye sahi rahega kya yha
सर मुझे किडनी स्टोन बार बार हो रहा है एक बार लेजर करवा लिया है अब अहमदाबाद दिखाने का सोच रहीं हु क्या वहा मेरी बीमारी का पता लग सकता है की बार बार किडनी स्टोन क्यों बन रहा है
Aap is number par Whatsp massage kare 7602255056
Ap kha se ho
Plzz kahi or mat jav ek bar civil hospital Ahmedabad dikhado mene private hospital 7 years davay li kuch nai huva bbir muje yaha ka pata chala 2 days me muje 12 stone nikal gya bina operation k
MRI machine available hai ke nahi sir ji
Kya IVF treatment hota hai vaha...ha to please reply..
Colostomy k liye kitane din admit hona padta hai
Mere fefade mein infection Hua Hai Kya Mera Ilaaj ho sakta hai
Civil hospital is the best. No need for private hospital. Im amdavadi .
Sir me gomtipur rahta hu yha tak kese aaye civil hospital tak
Sir apki number milega?
Kuch information chahiye tha is hospital ke bare me....
West Bengal se hu isliye agar jankari ap de sakte to bahut upkar hota.
@@abirdas8534hospital best he bhai mene bhot dekhe ese case jaha kisi hospital me lene ke liye mana kr dete he uss ko yaha thik hote hue dekha he meri bhabhi ko ganth ki problem hogayi thi civil me operation hua aur thik hogayi he abhi meri didi ka jab delivery hui thi tab private me krvai thi par unlogo ne dhyan nhi diya ur serious case krdiya tha koi hath me nhi le raha tha sabhi jagah mana kr diya tha ki nhi bacha sakte inko fir last me civil leke gaye vaha treatment chalu krvayi aur unhone thik kiya 8-9 saal hogaye iss baat ko abhi ekdum thik he to sirf Lever problem ho to mat dikha na kyuki meri mummy ko bhi Lever problem thi 3-4 saal se treatment chalu thi pr nhi bacha paye mummy ko 😢 baki dusra koi bhi bimari ho to soche bina civil hospital me visit krlo best hospital he
Kya yaha ivf treatment hoti he
Ha hota hai, IVF infertility ka suvidha hai
Kya Aap yha ivf k liye gye Hain?
Mujhe bhi jana h please tell me
Sar jesa aap btare ho asa wha ni hota amar jancy me bhi tareek dete he cha he pesant kitna hi seeriyas q na ho
इस अस्पताल में न्यूरो डिपार्टमेंट में डॉक्टरों की टीम सही नहीं है वह नकारात्मकता से परिपूर्ण है कम उम्र के डॉक्टरों की टीम बैठा दिया जिन्हें कोई अनुभव नहीं है यहमेरा व्यक्तिगत अनुभव है
Tumhe kya huaa hai
Blood report karvane hai to koi charge hogA ??
kabhi kabhi Bahar se karne ko pade to charge to lagega hi
Sir aausmaan card se gender surjri ho skti bataye sir
केंसर का इलाज हो सकता है सर प्लीज
रिप्लाई 🙏
Jiha bhut hi sayandar
Lung ka ebus test avlival hai kya
Sayed hoga lagta hai Aapko bahar se hi test karwana parega
मेरे पिताजी का टेस्ट करवाने पर ओरल कैंसर आरा परंतु गाठ नी है ना शुरुआत में थी परंतु सड़न शुरू हो गई हैं अप ही बताइए कहा पर दिखाना चाहिए 🥺..?
Tata Memorial Hospital Mumbai me le jaiye waha par minimum cost me first class Cancer ka treatment hota hai
Dr arpit Chopra Indore homyopathy treatment best doctor
Sir ji utirain fibroid ka treatment hota h kya new tacknic se
Ha similarly
Dermatologist appointment kaise le sakte hai.
General information ke liye Usme se kisi bhi number par call kar sakte hai
Mujhe hath ki haddi me problem hai uske liye kya krna padega
i hate thi hospital is hopital me mere husband expire ho gye cancer se miss youuuu jaan😢😢😢😢😢
Mem cansar ka ilaj h hi nhi
Mere papa bhi hue h off
kiska cancer tha
😢😢😢
Jinda jayega marke aayega 😂😂
Is hospital mai rectovegianl fistula ka opretion hota hai
Dear sir,
Kya Piles ki sarjari hoti hai
Yes ofcourse
Mujhe karwani h aapka kya bhai ji piles surgery
@@TheDreamsFly mat karwawo sari sarjari fail hai
Har state ke bade city main 2/3 hospital aise hote hi hain. Ab 'ayushman card' pvt main bhi chalta hain.aap ke city ki inquiry karo.
Ayushyaman card private hospital me chalu hote par sirf fir koi bada operation hota he usme hi lagu rehta he aur yaha civil hospital me agar aap admit hue ho bhot badi bimari he ya kuch bhi sab free me hota he
Sir ji plz ek bat pichni hai ki agar koi accident.me tanke lage ho or vhah baal nahi aaye ho to yha check karva sakte hai kya plz sir reply or ye konsi jagh hai ahmdabad me hospital... me rajsthan se hu
Ji ha jarur AA sakta hai, iske liye Aap kisi first class dermatologist se pehle miliye, to woh apko sahi sahi guide karega.
Phir kis kam ka gobarment hospital jab sari janch ke pyse lete hy bat kar rje asia ka
Paise nhi lete sir meri mummy ko bhot baar admit krvaya he vaha kabhi paise nhi hue ayushyaman card ke upar hojata he sab
Or agar ayushman card no ho to Kia. Hard se relative ilaaj ho sakta hai.free me
@@Al.harf-channel ayushyaman card vahi hospital se nikal jata he bhai aur hospital me se hojata he
Urology Department ke bare mey batao
सिविल अस्पताल के बहुत विडियो बनाए भेजना
Kya kuposhit bacho ka ilaj hota hai bache ki umr 26 year hai
Ji ha jarur hota hai
Aap bahar se yaha treatment karwane aaye ho to stemina accha rakhna. Ye log khoob ghumate he. Civil se opd opd se gate no 3 khub ghumate he. Ayusmaan card lana mat bhulna. Or aap gujrat ke baahar se aaye ho to ye log aap ko is gate se us gate bahot bhagayenve or baat karne ki tamij to staff me he hi nahi or yaha ke security garda bhi bahot gandi tarah se behave karte he
Yha ilaj kesa he
Bahar ke aaye logo ka ilaj kese kya hota h
Jldi Dr .log dekhte h ya nhi
Hmm please if u have idea about this hospital please tell us
Bilkul sahi kaha me khud dekh ke aaya hu
@@kavyafab1313achhailaaj hota he bhai 0 se start krte he sare reports krke bimari ki Jard tak pahoch kr kaam krte he aur Jo ye bol rahe battamizi ki to pure din vo log vaha sab sambhal te he ese ese dardi ate he mene dekha he bhot se patience bhot hi gande tarike se baat krte he doctors se par mene nhi dekha ki koi doctors galat tarike se baat kiye ho achhe tarike se treatment krte he
Sir cancer ka ilaj ho jata h kya..
आंखों के इलाज के लिए क्या प्रोसेज है
Sidhe jaye aur ilaj karwaye bilkul aasan hai
Aakh me Kya probalm he aapko
Avn laser tatatmet ho sakta h kya
Yahan vericose vein ulcer ka treatment hota hai??
Ha hota hai
Sir my is shweta gupta from mumbai mere ko renal failure hua hai September mai hamko pata chala abhi tak hamne usaka dylisis nehi kar waya hai so aap ki idar transplant hota kya
Ji bilkul hota hai ma'am aap ikdrc ahmedabad me aa jao wo sabse best hai aapke liye jo bhi hoga wo sab bata denge aapko..
Sir kye wahan ivf hota h plz batao
Jindgi se pyar hai to yahaaa kabhi mat janaaa .. koi doc ya staff sahi se jawab nahi deta ..5 kebin hai doctor ke magar sabka tarika tritment ka alag hai .. jisko marne ki jaldi h vahi jaaaanaa
Hair transplant v hota h kya
Sir me MP se hu,Civil hospital Migration,tuemer,ka treatment hota he kya ? or uske liye kaha jana padega ?
Aap sidha Ahmedabad Civil Hospital me ja sakte hai
@naveenbhargav4162 me bhi MP se hu aap civil hospital ja sakte he ilaj ke liye
Bhengepan ka operation hota h kya
Herpies PHN ka treatment h
Achha laga
EECP treatment available hai
Yha laser treatment hota he kya
Sir ji kidney ke treatment ke liye mp se AA sakte hai ke nahi meri wife ki dono kidney kharab hai aur 1year se dyalasis chal rahi hai me unka transplant karwana chahte hai
Ha jarur AA sakte hai
Bhai contect no
@@Mrhealthsamacharsir mai kidney transplant korna chata hu kitna korcha ayga
Aap me se koi bata sakta hai kya ki agar cancer ke liye se semi private room me shift karte hai toh charges har cheez ke double ho jate hai kya?? ... Like surgery medicine test....
Kyonki waha ka staff misleading hai theek se kuch batata nahi...
Kuch log bolte hain ki aap cancer ke liye general se semi private me shift karte ho toh sirf tests ke charges double hote hai surgery and medicine ke nahi
Haaaa
Civil hospital me
All documents leke Jane ka
Addhar card
Pan card
Income proof
Ayushman card
Dr file report
Or wha 2/3memwbr ko sath me leke Jane ka q ki wha bhaga dodhi me time west ho jata heh or marij ka ilaj bohut slow hota hey... Meri beti off ho gai canser hospital me 😢 bohut try Kia lekin Mera or meri wife ka mind pagal ho gya hospital me bhaga dodhi me
L...
Really sorry for the situation
MRI available je ? Plz replie
Hepetitis c ka treatment ho sakta hai sir
Ha jarur ho sakta hai
Sir mere papa ko naak me problem h kon se department me jana hoga ky ilaj ho sakta h mp se hu
जी हां जरूर हो सकता है।
Mat Jana bhai
Plastic Sarjan doctor ka name bataiyen
Sir mere husband ko chest me ghath hi surjari ho jayegi aayushman card par ho sakta hi please sir
Sir mere papa ko eshophegous cancer h unka chemotherapy indore m hua h or aage ki process k liye hm civil gye the to kya aage ka treatment hm vhi s krva skte h cancer starding m hi h to m vha ja k treatment krva skti hu acche hone ki rate kitni hoti h yha
Aap free me ilaj karwayenge to Mumbai Tata Memorial Hospital me ja sakte hai aur waha par private me bhi first class treatment ki jati hai
Aapke papa ki age kya hai
Unke symptoms kya the
@@deepvlogger557650year
@@deepvlogger5576khana niglne m problem aati h
Mheera name Praveen khadheda, hiru Dhawdhabydha ghaw phust aashapur theesil maheeshwar jeelha khargon mp,25april 2024mheera nam Praveen khadheda,
Sir red birthmark ka ilaaj hota hai kya
Ji ha uske liye kisi private hospital me dermatologist ko dikhaiye
good acha hai , but ek ojas hai gujraat me bhi wha ka doctors ka achaa behave nhi hai dr rahul nishad ka
सर मेरी बहन का क्रेटीन लेवल 6,2 है क्या बिना डायलेसिस के वँहा उपचार हो सकता है क्या और उसमें क्या खर्चा आयेगा ।
Waha par ayusman card bhi chalta he card nikla ke chle jao
मेरे भाई का लड़का 12 साल का है वह 2-3 साल से वह चलता नहीं है उसका इलाज हो जाएगा क्या
Sir isme duct cancers ka illayz h kya ??
Ji ha jarur hota hai
Meri mummy 59 saal ki hai unke heart mein blockage hai Unka Ilaaj vahan ho sakta hai kya
Very good
स्वागतम्
उम्र 75 वर्ष 6वर्ष से बहरापन है
दवाईयों से इलाज सम्भव है आपरेशन नहीं करवाना चाहता हूं।
Pehle to ek first class ENT specialist ko dikhaiye
Gynecologic hospital batayega Ahmedabad may
Nova IVI Fertility, Ahmedabad and Shalby Hospital, Ahmedabad
@@Mrhealthsamachar mam. Gynecologist bataye.
Are sir mujhe apni wife ka transplant karana h pehle hua h phir ab doctor dialysis ko bol rahe per m yaha karana chahhta hu m meerut se hu