Mangalnath Mandir Ujjain | मंगलनाथ मंदिर उज्जैन | मंगल दोष शांति ।मंगल भात पूजा। संपूर्ण जानकारी
HTML-код
- Опубликовано: 22 ноя 2024
- 🔴 मंगलनाथ मंदिर में मंगल दोष निवारण पूजा के लिए सम्पर्क करे 👇🏻:
Acharya Pandit - Om Bhardwaj - 9981159011
दोस्तों उज्जैन में है मंगल नाथ का चमत्कारिक मंदिर जहां मिलती है कुंडली के मांगलिक दोष से मुक्ति । इस वीडियो के द्वारा आप मंगल नाथ में मंगल दोष निवारण के लिए होने वाली विशेष भात पूजा की संपूर्ण जानकारी प्राप्त के पायेंगे ।मांगलिक दोष क्या होता है से लेकर भात पूजा द्वारा मंगल दोष शांति पूजा की संपूर्ण विधि आप समझ पायेंगे उज्जैन का भगवान मंगलनाथ मंदिर सदियों पुराना है। सिंधिया राजघराने ने इसका पुनर्निर्माण करवाया था। यहां की गई मंगल की पूजा का विशेष महत्व है। लोग दूर- दूर से यहां मंगल दोष की पूजा कराने आते हैं। मंगलनाथ ही मंगल का जन्म स्थान माना गया है। दरअसल मंगलनाथ मंदिर में भगवान शिव ही मंगलनाथ के रूप में विराजमान हैं। मंगलनाथ मंदिर में मंगल की शांति के लिए विधि-विधान से पूजा-पाठ का आयोजन किया जाता है। इस मंदिर की सबसे बड़ी विशेषता है यहां की भात पूजा। इस विशेष पूजा के दौरान मंदिर में स्थापित भगवान शिव का भात श्रृंगार किया जाता है। कुंडली में मंगल दोष के निवारण के लिए भक्तों के द्वारा मंदिर में भात पूजा कराई जाती है। अत्यंत पवित्र क्षिप्रा नदी के तट पर स्थित होने के कारण इस मंदिर का और यह होने वाली पूजा का महत्व और भी बढ़ जाता है। इसके अलावा इस मंदिर में नवग्रह पूजा भी संपन्न होती है।
#ujjain #mangal #magicalmits #mangalnathmandir #mangalnath #explore
हर हर महादेव 🙏
🙏🙏🙏
Jai Baba Mangalnath❤️🙏
🙏
Om Namha Shivaya 💕💕
🙏🙏
Har har Mahadev 🙏🙏
🙏🙏
Nice information video
Thanks 😊🙏
Very helpful. Thanks for your efforts sister. Har Har Mahadev.
“Heartfelt thanks for watching and liking the video!”😊🙏
Savan ke bad kya mangalwar Ke Din mangalnath Ki Puja hoti hai,mujhe Puja krani hai, mai up se hu,please bta dijiye tbhi Aaye jisse ki puja safal ho jaye,Vapas lautna n pade🙏🙏🙏
is pooja m kon se colour ke kapde phne ?
AAP apni pasand ke koi bhi Colors ke Kapde pehen sakte ho but avoid black colour and try to wear red as red is the colour of Mangal
1100 wali pooja me hawan bhi hota hai kya?
Hawan nahi hoga 2100/- wale se hawan start hota hai
madamji reply soon, madam ji mangalnath mandir me mangal dosh pooja ki rasid kab le sakte hai, kya ak din pahle monday ko bi rasid kat saktihai kya, mandir me ak din pahle bi samparak kar sakte hai kya
jai mahakal ,jai mangaldev ki , aapki jankari achi algi abhi sawan k mahine jane ka plan kar raha hu
Bhagwan Shree mahaakaal or shree mangal nath aapki manokaamna puri karein 😊🙏
Jai Maa Kamakhya❤️🙏
🙏
Mam manlo agar may mangal dosh puja kar diya uske bad astrology dikhaya to wo kya bolega mangal dosh chala gaya ???
Nahi ye dosh toh kundali me dikhega hi but aapke life se iske hone wale dushprabhav bahut had tk samapt ho jaayenge 😊🙏
Mam hum bhi pooja krwana ja rahe h…Tuesday Tak din m hi pahuchna hoga…toh kya hmari Pooja uss din hona possible h???
Haan ji possible hai but try to reach as early as possible 😊🙏
Mujhe to bahut aaram hai puja ke baad
Ye Bhagwan Mangalnath ka aashirvad hai 😊🙏
Har Har Mahadev❤️🙏
🙏🙏
5:27 mam mujhe inme se kaun sa puja krwani chahiye mai bhi manglik hu aur meri life puri trh barbad ho chuki hai 😢😢
आप सच्चे मन से कोई भी मंगल दोष निवारण पूजा करवा सकते है अपने बजट के अनुसारऔर ईश्वर पर विश्वास रखिए वह आपके जीवन से मुश्किलों को ज़रूर दूर करेंगे 😊🙏
madam ji mangalnath mandir me mangal dosh pooja ki rasid kab le sakte hai, kya ak din pahle monday ko bi rasid kat saktihai kya
7 octomber ko monday ko ujjain ja raha hu
Haan aap ek din pehle bhi Rashid kata ke puja book kar sakte hain or aap same day bhi puja kar sakte hain 😊🙏
Then agar Tuesday ko puja karni hai toh aap Monday ko hi puja Mangal nath temple me book. Kr Lena 😊🙏
@@magicalmits thank you
Har har mahadev
@@vikaskhatri5270 🙏🙏
Mangldosh pooja krane ke liye book kaise krna hota h
No online facility available aap ya toh temple counter se ya description me Panditji ke no. Se contact kr sakte ho 😊🙏
बहुत सुंदर वीडियो बनाई दीदी
जय श्री महाकाल 🙏🌻 श्री राधे
धन्यवाद ,आपको मेरी भगवान मंगलनाथ मंदिर में मंगल दोष निवारण की पूजा द्वारा भक्त कैसे अपने जीवन की मुश्किलों से छुटकारा पा सकते है की जानकारी देने वाला यह वीडियो पसंद आया इसके लिए दिल से शुक्रिया 😊🙏जय महाकाल
Thanks for info, do we need to do booking in one day advance or can do booking & puja on same day??
No need to book in advance you can easily book puja after visiting the Temple but try to reach as early as possible 😊🙏
Kitna din pehle pooja keliye ana chahiye udar
+1
आपने मांगलिक पूजा की जानकारी बहुत ही सुंदर से बतलाया हैं कृपया कर के पितृ दोष , कालसर्प दोष , विष दोष पूजा की जानकारी व पूजा में कितना खर्चा आएगा ।इसकी जानकारी का एक वीडियो होता तो बहुत अच्छा होता।
जी ज़रूर , बहुत जल्द ही वीडियो पोस्ट करने की कोशिश करूँगी 😊
Mam mangalik puja ujjain me online video call par available he na nahi Long distance log keliye...
Mangal nath mandir me puja ke liye aapko mandir me visit karna hoga temple ke taraf se koi bhi online facility available nahi hai😊🙏
@@magicalmits ok mam
@@n.pritilatachoudhuri3823 kon manglik hai
बुकिंग करने के बाद पुजा कोणसे दिन कितने दिन मे पुजा कि जाती है
मंगल नाथ मंदिर में काउंटर से पूजा बुक करने के तुरंत बाद ही पूजा की जा सकती है यह पूजा क़रीब 2घंटों में संपन्न होती है और पूजा तो सप्ताह के सभी दिन की जाती है परंतु मंगलवार का दिन सर्वोत्तम माना गया है 😊🙏
Cost of pooja??
1100 to 110000/- depending upon the puja you select
Mam mujhe please ek baat jaani hai plss mai manglik hu jo pandit ji kahte h meri age 26 hai or jise ma pyar karta hu wo non manglik hai pr uske age sahi ni pta shyd badi h pr koi dikkat nahi lakin baat ye h meri pooja abhi nahi hui or ladki 28 tk meri age hone tk nahi ruk skti begar shadi to main next year 27 saal ka hone se phle ya 27 hone ke baad usse shadi kr skta hu ya sagai jo ho ske please help btaiye ma dukhi hu bs
Warna wo mujhe nahi milegi😢😢😢😢
Pandit jaha per token counter pr receipt pay kerte hai wahi pr say pandit provide kiya jata hai ya fir ujjain say koi dusre pandit ko lekar Jana hota hai waha Puja kerne bhat Pooja k liye
Haan aapko rasid katwane ke baad counter se hi pandit mil jaayega bahar se koi pandit le kr jaane ki zaroorat nahi hai 😊🙏
Ghore manglik khi bhi pooja ho jati he
Haan mangalik dosh puja ho jaati hi 😊🙏
Kya pitrpaks me bhi ye pooja karwa sakte h kya
Pirtripaksh me pitrudosh ki puja karna best hota hai 😊🙏
मांगलिक दोष की पूजा करनी है पता चाहिए नंबर
Mam ye pooja kis din hoti haii..??
Ye puja aap weak ke kisi bhi din kar sakte ho but mangalwar ko puja ka mahto adhik hai 😊🙏
@magicalmits ok thnq mam..
thank you soo much for this informative video…
Meri behn Purta Mangalik h, jiske wajh se unki shadi me dikkat aa rhi…. kya yaha pe pooja hone se wo dosh kat jaega?
Haan ji …..desh or duniya bhr se log manglik dosh nivaran puja karwane ke liye Mangal Nath mandir me aate hain 😊🙏
Mam Tuesday hi puja karna sahi ki Saturday ko bhi karva skte hai
Tuesday sabse accha din maana gya hai lekin agar Tuesday ko puja karwana possible na ho toh aap week ke kisi bhi din puja karwa sakte hain 😊🙏
ॐ नमः शिवाय ॐ❤
🙏🙏
Isme Mangal dosh ke liye kon si Puja karni hoti hai
Aap in chaar prakar ki puja me se koi bhi pooja opt kr sakte hain ,ye sab Mangal dosh nivaran puja ke types hain 😊🙏
Kitna kheach ata h maam 1 pooja me
1100 se lekar 11000 rupaye tak ki puja uplabdh hai😊🙏
Bachon ko ye pooja karasakte hai kya
Haan chote bacche ke liye bhi mata pita puja karwa sakte hain😊🙏
Kya hum ek mahina pahele Puja ta time slot advance book kar sakte hai?
Haan advance booking kr sakte hain
Through mobil no booking or personal visit.
Pls share mobile number
@@magicalmitskese advance booking karte hai
September m Mangal dosh ki pooja ho skti h
Haan ji September me bhi Mangal dosh puja hoti hai 😊🙏
Grahdosh pooja ka price kya hai???
Grahdosh Puja aapko approx ₹2100/-me ho jaayegi🙏
Kis war ko Pooja krwani chahiye
Mangal dosh nivaran puja sabhi din hoti hai but mangalwar ko sarvottam mana gya hai 😊🙏
Pata hi nahin chalta manglik hona gift hai ya shraap 😢
Savan ke baad bhi karwa sakte hai kya puja
Haan sawan ke baad bhi aap kabhi bhi Puja karwa sakte hain 🙏😊
जिसे मंगल नहीं है,
वह नवग्रह की पूजा कर सकता है क्या
Haan ji aap नवग्रह की पूजा मंगल नाथ मंदिर में करवा सकते हैं 😊🙏
Mam hme v bta do kch upay Bahut pareshan hu
Kitna rupya lgta h
आप मंगल नाथ मंदिर में जा कर मंगल दोष निवारण की पूजा काउंटर से दो सौ रुपये में बुक कर सकती है इसके और 1500,2000,5500,or 11000 रुपये में अपने बजट के अनुसार पूजा करवा सकतीं है 😊🙏
Har Har mahadev❤️❤️🙏🙏
🙏🙏
Saadi ke baat eye puja hota hai mam
Haan ji aap shadi ke baad bhi Mangal dosh nivaran puja kr sakte hain
Thank u mam
Mam mangal dosh aur bhat puja me kitna time lgta hai pls bataye
1-1.5hr time lagta hai 😊🙏
Mangal dos ki pooja m kitna khrcha h pura bta dijiye
मंगल दोष पूजा विभिन्न प्रकार की होती है इसलिए कितना खर्च होगा ये आप और निर्भर करता है कि आप कौन सी पूजा करवाना चाहतीं हैं । सामान्य भात पूजन में ₹150 रसीद राशि + ₹1100 पूजन राशि =₹1250/-रुपये का खर्च आएगा जबकि नवग्रह पूजन के साथ भात पूजा के लिए ₹200 रसीद +2100 pujan =₹2300/-
भात पूजन पंचांग कम के साथ करवाने पर पूजा का खर्च ₹500/- रसीद +₹5100पूजन =₹5600/- आएगा
भात पूजन जाप के साथ करवाने पर ₹1100/- रसीद +11000/- पूजन =12100/- रुपये का खर्च आएगा
😊🙏
मंगल शान्ति पुजा की बुकिंग कैसे की जाती है
Mangal nath mandir ke counter se Rashid katwa kar aap puja book kar sakte hain 😊🙏
अच्छे से पूजा के लिए कितने रुपया बाला पूजा बाला रसीद कटवाना चाहिए 🙏🙏🙏🙏
जो आप वीडियो में देख रहे हैं वो नवग्रह शांति के साथ भाथ पूजा है इसके लिए ₹201/- ki rasid कटनी पढ़ती है और (पूजन का ₹2100/- )इससे भी अच्छे से पूजन के लिए ₹501/-(5100 का पूजन ) or ₹1100/रसीद और (₹11000/- का पूजन )करवा सकते हैं
Price of manglik dosh puja at mangalnath ?
There r four types of puja and cost ranges from ₹1500 -₹5500/-😊🙏
Mam mere bete ke liye mangal dos ka puaja krana h
Jaroor jaayein Bhagwan Mangal nath ek bhot hi chamatkari mandir hai jahan saare doshon se mukti milti hai🙏😊
Suppose mai mandir mai ticket 2 baje katwau tho kya ush din hi meri puja ho jaye gi.plzzz bataye
Dekhiye pooja toh ho jaayegi but jaldi jaldi ki puja ka kya fayda isliye try to book your puja in morning if possible 😊🙏
Thank you so much for your video.
Mein mangalik hu aur mein jana chati hu dosh katane ki liye. Kya mein advance booking kar sakti hu?
Mangal Nath me online Puja booking available nahi hai ..aapko temple counter se ho puja book karni hai ….😊🙏
@@magicalmits Thank you for the guidance.. 🙂Kya aap mujhe hotels suggest kar sakti ho near mangal nath temple?
Kon sa hotel accha hoga samaj nehi a rahi hein
Thankyou ❤
🥰
Kya hm mangaldosh ki puja kisi or din v krwa krte hai plzzz reply
Haan kisi bhi din karwa sakte hain 😊🙏
Har har mahadev
Mai bhi manglik hu
Meri sadi me bhot problem
Aarahi h
Mangal dosh puja kab karvani chahiye
Mangal dosh ki puja aap kabhi bhi kisi bhi din Ujjain ke Mangal nath temple me karva sakte hain😊🙏
Mai bihar se hu. Pooja ki booking kaise kra sakte h?
Please guide
@@aashuupadhyay3612 puja ki booking aap Mangal nath temple me jaakar mandir ke counter se sirf 200 rs me book kr sakte hain ….😊🙏
Ha ho jayega
Kis time phuchna pdta h pooja kai liye
Morning 7:30-3:30 tk Timing hai …jitni jaldi pahunch jaao uthna accha hoga 😊🙏
Kundli dekhkar bataenge kya ke kaun kaun s dos h
Haan wahan bhi pandit ji kundali dekh kar batate hain ki kon sa dosh h but better ye hoga ki aap pehle kisi yogya jyotishacharya se hi kundali dikha ke salah lene ke baad hi wahan jaayein😊🙏
Kal sarp dosh nivaran Pooja Mahakal temple prangd m hoga uska kya charge hai
Approx 2100/- To ₹5100/-
Kaal sarp dosh ki puja kaha hoti hai mam
@@Jyotika408 kaal sarp dosh ki puja Ujjain me kai mandiron or ghat pr hoti hai jaise mahakal temple ,Mangal nath ,Ram ghat full information or cost ke liye channel or ek video available hai aap use dekh sakti hain 😊🙏
Kitne din phele Mangolik dos puja ka booking korna parta he.bolia please
Jis din puja krna ho usi din jaa kar counter se rasid katwakar puja kr sakte hain 🙏🙏
Mai manglik hoon aur mere hone wale nahi. Mai manglik puja karwa chuki hoon lekin kya mai fir bhi shadi k baad puja kara sakti hoon mangal nath mandir mein? Isse kya kuch thik hoga?
Agar aap ne mangalik dosh puja karwa li hai and your would be husband is not mangalik then I think there is no need of mangalik dosh nivaran puja but phir bhi ek baar kisi acche jyotishacharya se app dono apni kundali zaroor dikhwa lein or uchit salah le lein 😊🙏
Jai mahakal 🙏🌹
🙏🙏
Aanshik managal dosh and mangal dosh dono kinpuja same hai kya ji
Haan ji😊🙏
Mangal dosh mangal dosh hota ha aansik nhi hota ha
Mangolik dos puja me kitna khoroch hoga bolie please.
1200 se lekar 2500,5500hr prakaar ki puja hai 😊🙏
Yha pr pooja me red suit pehn na jruri h ky
Nahi aisa koi compulsory nahi hai red suit pehnna 😊🙏
Prasad swarup di gayi vastuo ka kya karna hoga
अभिमंत्रित धागा हाथ में बांध लेना है ,प्रसाद आपको सिर्फ़ अपनी फ़ैमिली के साथ बाटना है ,यंत्र और फूल अपने पास संभल के रख लेना है 🙏😊
Mujhe karani h yeah puja
Zaroor kijiye agar aapke jeevan me koi takleef ho toh kyonki prarthna mein bahut takat hoti hai😊🙏
Jai mangalnath ki jai
🙏🙏
Jay mahakal Jay jagannath Jay Baba mangalanath
🙏🙏
Agar hum mangalnath mandir me manglik puja Kara le Phir bhi hume peed se Shaddi krne hote h ? Yaa hum Phir Normal Shaddi kr Sakte h
Ped se vivah aap maarrige se pehle ki jaati hai jabki Mangal nath temple me puja aap vivah ke pehle or baad bhi kr sakte hain 😊🙏
Mam suppose mujhe aj puja karwani hain mangal dosh & kalsarp dosh both usidin subah ticket kat ke usi din puja ho jati hain kya? Please help
Haan ho jaati hai but temple jaldi Jana chahiye aapko kyonki do puja me time adhik lgega 😊
Mam kalsarpa ke pujaka kitna lete hain? @@magicalmits
@@letsgowithme461 ₹2100 se ₹5100 /-
Mangal dosh hatwane m kitn kharch ayega
Es puja ki kai tithi hota hai
Ye puja pratyek din Mangal nath madir me hoti hi parantu Mangal war ko is puja ka mahatv adhik hai
Mam shadi ho gyi h 2 saal ho chuke or ek beta h or meri wife manglik h mujhe 2 saal baad pta chala to uska koi solutions bataye me pooja krwana chahta hu me bahut pareshan hu...
Agar kisi yogya jyotishacharya se kundali dikhane ke baad aapko pata laga hai ki aapki wife mangalik hai or aap nahi or aap mangalik dosh shanti puja karwana chahte hain toh Ujjain ke mangal nath temple me Mangal shanti puja karwane se Mangal dosh sada ke liye samapt ho jata hai or yeh puja aap bahut aasani se Mangal nath mandir ke counter se book kar sakte hai …..😊🙏
Kis age me krani chahiye ye puja
Kisi bhi age me Mangal dosh puja kr sakte hain waise ज्योतिषाचार्य के अनुसार 28 वर्ष की आयु तक मांगलिक दोष का प्रभाव बहुत ज्यादा होता है और कई लोगों की राशि और कुंडली में 28 साल की उम्र के बाद ये समाप्त हो जाता है, वहीं कुछ लोगों के लिए इसका असर पूरे जीवन रहता है😊🙏
Mangaldosh puja me kitna cost aata hai?
Puja ka cost &1500,₹2500,or₹ 5500 tk aayega depending upon the puja you select😊🙏
@@magicalmits ok thanku. ❤️
Online booking hoti h pooja ke liye?
Nahi, online booking direct temple website se nahi hoti hai🙏
Mam puja kitte time se start ho jati h ( morning to evening) & kya kitte hour chlti puja
Pooja Timings: 7:00 am - 3:00 pm, or puja me 45 to 90 minutes ka time lagta hai😊
New mndir prangd m hoga
Haan ji
Very good vlog ❤❤
Thank you 😊
Mam , me manglik hu , mera sadhi ho gia ha , abhi married life me problem chal raha ha . Abhi sadhi ke bad kia me ujjain mangal nath mandir jake puja kar sakta hu ? Sadhi ke bad mangalnath ka puja karnese kia lav hoga ?
Haan ji Aap vivah ke bad bhi Mangal nath temple me Mangal dosh puja krwa sakte hain..पण्डितजी के अनुसार विवाह के बाद मंगल शांति पूजा करने से ये फ़ायदे आपको हो सकते हैं
दांपत्य जीवन में समृद्धि आती हैं।
जीवनसाथी के साथ रिश्ता अच्छा होता है।
पति-पत्नी को अपने जीवन मे प्रसिद्ध, मान्यता और मान-सम्मान प्राप्त होता हैं।
स्वास्थ्य समस्याओं से निजात मिलती है।
यह पूजा अथवा अनुष्ठान कराने से आपके महत्वपूर्ण कार्य संपन्न होते हैं।
इस पूजा के शुभ प्रभाव से आपके जितने भी रुके हुए काम हैं वो, पुनः सफ़लतपूर्वक पूरे हो जाते हैं।
शारीरिक और मानसिक चिंताएं दूर होती हैं।
नौकरी, करियर और जीवन में आ रही विभिन्न प्रकार की बाधाएं भी दूर होती हैं।😊🙏
Mam mere kundali me magal dosh hai mai pooja karwane 9 july magalwar ko ja rahi hu mam kya pahle se booking karwana se hi us din pooja ho payegi ya pahuch kar rashid katwa lene par bhi ho sakti hai kripya btaye mam
Wahan pahunch kr bhii aap Rashid katwa kr puja karwa sakte hai but try to reach Mangal Nath temple early morning because Tuesday ko wahan bhush rush rehta hai
mam to kya kru please suggestion de mai Monday ko ja rahi hu Thursday morning pahuchugi mai please btaye kya kru...
@@bindukaushik4678 you can call acharya vijay Bharti..ye Mangal Nath temple me pujari hain jaisa inke visiting card pe likha hai ,inka contact no.09826045308 hai…inse baat kr lo but koi advance payment nahi karna …inka no.mujhe mangal Nath temple me mila tha ..but phir bhi agar aap temple jaa kr pandit se baat karengi to pujan Tuesday ko ho jayega otherwise next day puja karwa lena 😊
thankyou mam😊
@@bindukaushik4678 😊
How to contact them.. online me puja de sakti hu ?
Mangal nath mandir me aap direct jaa kar counter se rasid kata kr pooja book kr sakte hain ….online puja aap net pr search kr sate ho but beware of online scams….isliye mandir jaa kr puja krna is the best option 😊🙏
Savan ke bad aungi to thik hoga
Haan ji 😊🙏
Maine online karvayi hai Shri Mandir app se , pandit ji ne bola hai ki mangalwar ko Mahadev ji ka vart Krna hai to eski vidhi puchna hai aap bta skte hai kya
Aapne app ke through kon si puja karwai hai ?
@@magicalmits manglik dosh ,bhat puja
@@rinasaini4736 actually I don’t have any idea about online puja…..kyonki Mangal nath temple me toh puja ke baad koi bhi fast karne ko nahi bola gya tha 😊🙏
Turant booking ho jati h kya
Haan booking toh turant ho jaati hai but agar aap agar bahut late temple pahunchoge toh next day puja ho paaye gi isliye temple jaldi pahunchna chahiye🙏
mandir trust se mangle pooja puja hoti hai?
हाँ,यह मंदिर देवस्थान विभाग के तहत आता है और ट्रस्ट के माध्यम से इसकी देखरेख की जाती है। मंगल नाथ मंदिर में मंगल पूजन के लिए सरकारी रसीद काटकर दी जाती है।😊🙏🏻
@@magicalmits how much
@@sid.7146सामान्य भात पूजा के लिए टोटल ₹1250/-,navgrah pujan ke saath bhath pujan ka approx₹ 2500/-
@@magicalmitsjitna aap bole hai uske 5 times mangta hai
@@madhavkumar9501 then direct mandir jaa kr puja ki Rashid katwayein…humne bhi temple me se hi jakar book kiya tha or jitna aapko bataya hi utna hi pay kiya tha…even woh aapse dakshina bhi nahi mangte hain..aap chaho toh apni marzi se de do ye alag baat hai🙏
Mera bf manglik h or me non manglik hm 5 sal se sath h pr ab jb shadi krna chahte h to ye problem aari h pr me unse hi shadi krna chahti hu to kya yha pooja krane k baad unse shadi kr skti hu please reply
Please is question ki jawab aapko ek yogya jyotishacharya se hi lena chhahiye😊🙏
Same meri bhi yhi problem h jo inne btai mera 9 saal ka relationship shiip humare ghar vale bhi man gye h lekin 2 pandit ko diya to Mangal dosh btaya tha to kya krna hoga kuch bta sakte h aap kya m shadi kr sakti hu un se@@magicalmits
पति उच्च मंगल दोष -पत्नी निम्न मंगल दोष है
शादी को 10 बर्ष हो गये है पूजा मे टोटल कितना खर्चा hoga
AAP dono hi mangalik hain toh kya aapko bhi kisi ne mangalik dosh bataya hai …kyonki jab husband wife dono mangalik ho toh Mangal dosh automatically samapt ho jaata hai 😊🙏
@@magicalmits बहुत बहुत धन्यबाद 🙏🙏🙏🙏
@@hemendrakumarsharmatinku8698 😊🥰
कितना खर्च आता है।और कब कराते हैं ?
1500 से लेकर पाँच हज़ार तक की पूजा उपलब्ध है ,आप किसी भी दिन पूजा करवा सकते हैं😊🙏
🙏🙏🤞🤞
😊🙏
मांगलिक पूजा केवल मंगलवार को ही होता है क्या। मांगलिक पूजा के लिए बुकिंग आनलाइन कर सकते हैं क्या।मै छत्तीसगढ़ से हूं। कृपया बताईए
Mangalik puja week ke sabhi din hoti hai lekin mangalwar sabse best din mana jaata hai ..mangalik puja Mangal nath mandir me online temple website se book nahi kar sakte hain haan aap direct temple counter se puja book kr sakte hain 😊🙏
Hi
@@magicalmits
Thanks for giving valuable information
@@RealGT007 😊🙏
बुक करने के बाद कितने दिने के बाद पूजा की जाती है
क्या बुकींग करने बाद उसी दिन पूजा की जाती है
Mai bhi manglik hu meri sadi ho gyi h lekin non manglik se muje pujan krwani h pujan krne me kitne khrch aate hai
Pujan chaar prakaar ke hai jinka cost ₹1250, ₹2500, ₹5500,or ₹11100 tk aayega aa koi bhi ek pooja opt kr skte hain 😊🙏
@@magicalmitsMuje ye btaye me purn manglik hu or jisse pyar krti hu vo none manglik sadi ki baat chlri thi sb Maan gye bs eske kran cancel hogya agr hm gharvalo k khilaf Jake sadi krle or sadi k baad dono mangalnath mandir me aakr Puja kraye to kya ye dosh ht jayega ya phle hi krani pdti hai please btaye 😭😭😭
Jab ager sab kuch apne time pe hi hona hai to fir ye sab puja karwaane ka kya faayda ?
Ye puja path, dosh nivaran or bhagwan pe Vishwas sb aastha pr depend karta hai ……….Puja and belief in God never completely eliminate problems, but they reduce their effects to a great extent.😊🙏
@@magicalmits ap sahi keh rahe ho ye sab kafi personal aur individual hota hai
Pooja kabi bhi kara sakte hai
Haan Mangal dosh ki puja mangal nath temple me pratidin hoti hai but puja ke liye best day mangalwar ko mana gya hai …😊🙏
Merako didi a batao a 4 prakar ka puja mai difference kya hai
First puja me sirf simply Bhath puja karwai jaati hai second puja me bhatpuja ke sath navagrah ki bhi puja hoti hai third puja me bhath puja navgrah Shanti ke saath 2 Brahmin dwara jaap hota hi or fourth me 11brahmin dwara Mangal jaap kiya jaata hi ….😊🙏
@@magicalmits ok thanks alot didi I subscribed u🥰 mahakal temple ma jo kalsarp dosh ka Puja hota hai wo bhi ho sake to Dena
@@YT-Rohitgamer Thanks a lot for subscribing 😊🥰
@@magicalmits sab pooja mai same time lgta hai kya maam?
@@namitamehta8896 nahi …navagrah puja ke saath bhat puja me 1.5-2 hrs lagta hai iske baad or doosre puja me respectively 2.5-3 hrs lagte hain😊🙏