Raj sir good morning sir I want to more knowledge of induction stove and spare parts I can join your course and I want some. Spare parts that how I get thank you sir
Raja Bhai aapse pahle bhi aapse ek question kiya tha to uska answer nahin mila hamare pass west point ka induction kukar hai aur uski supply bilkul theek hai yani ki uska fuse blast hua hua tha aur Maine usko open Kiya open karne ke bad uska fuse Lagaya Lagane ke bad Maine serious Mein Lagaya supply bilkul theek hai Koi ki wire utaar Di Thi Aur Jana sirf check kiya to vah bulb glowing kar raha tha supply bilkul okay theek hai uske bad Maine Jaise hi coil ki wire Lagai to bulb glow karna shuru ho gaya uski igpt bhi Maine check ki transistor bhi check kiya Sab Kuchh theek hai lekin Jaise hi Koyal ke bare Lagate Hain To bulb glow karna Shuru kar deta hai Iske bare mein Hamen Jankari chahie
Raja vh me ektho cula leke pareshan hoo.cula ka taklif he jo hit to HOTA he par hote hote hit band ho jata he.cula on rehta he par hit Chor Deta he phir 10sec bad pir hit ajati he phir hit band ho jati hephir 10sec bad ajati he koi E1 E2 Nahi dekhati he par 10sec bad bad hit band ho jati he plis help me solutions
Mera bajaj company ke 1908 induction hai bhaiya ji usmein display per power aankhe band ho raha hai chalu kar rahe hain to fir ,e ,e likh raha hai please bhaiya bata de
Sir mera fan display 5v supply 18 volt supply sab araha hay ....firbhi mera kuch second chalne k bad E5 ERROR araha hay...sabhi technician ko dikha diya koi nehi kar pa raha hay
Sabhi induction seekh lo aor Anda dene baith jao !!!!!! Hahahahaha kyunki yeah mahaprush aap ko ek ic chahiye to 20 ic lenna padegi RUclips channel se kamane ka maksad Aap ki help ka maksad nahi Rupy ka lobi
Raj bhai apka jabab nehi etna badhiya se samjha te ho mujhe bahut achha lagta hay
Namaskar Sar
🌳🌹🌺🍀🍁🌼 bahut Sundar jankari ke liye बहुत-बहुत Badhai
राज भाई आप इंटुमेन्ट को जान डाल देते हो। धन्यवाद भाई।
सर जी बहुत बहुत धन्यवाद ❤❤❤
Raj sir ji bahuth achha bathaya sir Dhanyavad sir
Thank you Raj sir yejo video acha sea thikaya nai please give us the details and video good
Good job sir thanks🌹🌹🌹
Good raj bhai
Thank you🙏🙏🙏🙏🙏 Raj Bhai Danavad
Bahut hi important jankari thi sir
Sir meri help kariye mera bhi ak problem me fasha hu mera induction me fan voltage 35v aarhi hai please help kariye
GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👍👌👍👌👍👌👍✌️👌👌👌🌹
Thnx a lot induction Guru G.
good सर
Very.nice.infourmition.thank.you.sir. Very.good.useful knowledgeable
Nice video raj sir
Thanks Raj bhai
GREAT SOLUTION BRO BHAI KABHI TO RIPLEY DO P. W M. MODUL KE WIRING BATAO
Very good information Raj bhai Thanks 🙏🙏😊
Valuable knowledge sir
Very nice information sir ji
Nice way to solv problems
Best information of fan section 🙏
Nice information sir
Thenks bhai
Very good
Nice vidio
Thanks you raj sir ji🙏🏻🙏🏻
Bhai is pcb mein voltage thrthrati hai kuchh samaj nahin aata
Nice sir thk u
Superb
Very nice Boos 🌹👍👍👍
Sir ji Ic Dk100 ke jagah kon so ic use ker sakte hai
Grate brother
Thanks sir
Thank you very much 🙏
Thanks sir SMD rjistens पूरी तरह जल जाय तो कैसे पहचाने
Raj sir good morning sir I want to more knowledge of induction stove and spare parts I can join your course and I want some. Spare parts that how I get thank you sir
Sir USHA cooktop smd kit me jo 5 trangister lage rahate hai agar wo kharab ho jaye to usko kaise change kare or kon se jagah npn. Pnp. Lagega
D101 ka touch pad ke ic ka number pta chal skta hai kya
Sir 🙏🙏🙏🙏🙏
induction heater garam hone par E2 dene lagta hai 2mint k baad 🙏🙏🙏🙏🙏kiay problam ho sakti hai sensor theek hai v
Bhai mere pass lazer 2000w induction hai Sab thik hai 4mode proper work karta hai or 4mode pe heeting speed kam Jyada nhi hota batayen
Sir main induction module laga raha hon isme 4 code hai 18v-12v-5v aur(g) inmaise konsa connection krna hai sir
Nice
Nice mujhe supply kharab hone par jo module lagana h vo kaise lagaye v mujhe 5 module bhi lene h kya karna padega
Sir mera bltra ka infred cook top hay khlee fan chlta hay
mery pas dsp ka induction kd 5049 h us ka front ka ic khrab ho gya h ic ka no nhi malom agr apko pta h to mjhe bta dn
Sir bajaj popular induction mai standby dikhata hai please ek video banao
Raja Bhai aapse pahle bhi aapse ek question kiya tha to uska answer nahin mila hamare pass west point ka induction kukar hai aur uski supply bilkul theek hai yani ki uska fuse blast hua hua tha aur Maine usko open Kiya open karne ke bad uska fuse Lagaya Lagane ke bad Maine serious Mein Lagaya supply bilkul theek hai Koi ki wire utaar Di Thi Aur Jana sirf check kiya to vah bulb glowing kar raha tha supply bilkul okay theek hai uske bad Maine Jaise hi coil ki wire Lagai to bulb glow karna shuru ho gaya uski igpt bhi Maine check ki transistor bhi check kiya Sab Kuchh theek hai lekin Jaise hi Koyal ke bare Lagate Hain To bulb glow karna Shuru kar deta hai Iske bare mein Hamen Jankari chahie
Bhai ye ampere meter kitna millenga Or kon sa company asha hai, mujhe bhi chahiye
Mst h
Sir philips mdl4929 2100w induction me kuchh der chlne ke baad 0000 ka error aa raha hai aur heating band ho jata hai koi upaye bataiye sir
Raja vh me ektho cula leke pareshan hoo.cula ka taklif he jo hit to HOTA he par hote hote hit band ho jata he.cula on rehta he par hit Chor Deta he phir 10sec bad pir hit ajati he phir hit band ho jati hephir 10sec bad ajati he koi E1 E2 Nahi dekhati he par 10sec bad bad hit band ho jati he plis help me solutions
Sir infrared induction chalu hone k 2 minute bad pura band ho jata hai or phir automatic on ho jata hai.
Sirjiinfraredinductionme 16pin micro controlar icka in outvdatachahiye
Enfared endekshan me Pa var saplai khrab hone par madul Kai she steal kre
Sir ek Kent ka induction Hai our esame erere ka problem Hai kaise Thik hoga
Raja Bhaiya in front cooker E2 ka er tha rah ha
100 में से 5 लोग इन्फ्रारेड कुकर टॉप और 95 लोग इंडक्शन कुकर टॉप इस्तेमाल करते है ।।
इसलिए इंडक्शन का वीडियो बनाओ राज जी
Raj bahi inadactian ka apny MBBS kar rakha hai doctor ki tera
🌹
Tocks infrared 2000w cc 031 knob jam kar raha hai magr coil ki heat minimize nahi ho Rahi plz Muje bataye main kya karoon
Pigeon infared me coil on honeke 2sec bad E7 error arahe cooling fan ghoom ra hai temp sensor sahi hai kaise problem solve karu jera batai
Sir mere pass yahi cooker aya hai
Jisme beep aur display continue aa raha hai
Please batao
Mera bajaj company ke 1908 induction hai bhaiya ji usmein display per power aankhe band ho raha hai chalu kar rahe hain to fir ,e ,e likh raha hai please bhaiya bata de
Prestige PIC-120 mein E6 error kaise repair karen?
Infrared cook top ke sensor ko kaise check kare
Infaret indection me E4 error par video banawe
Infrared cooktop on of or function chang hona
सर सूर्य स्टारर sk 1001 का फैन बंद नहीं होता है। डायरेक्ट बंद करना पड़ता है
Bhai Aapka no. Milsakta hai to please Dena ya aapke team me jo no. De Thodi si problem aarha hai jo induction me
Sir mera fan display 5v supply 18 volt supply sab araha hay ....firbhi mera kuch second chalne k bad E5 ERROR araha hay...sabhi technician ko dikha diya koi nehi kar pa raha hay
Induction fen tochal raha he lekin slo chal raha he ic no 8124 he iske uper video banao
इंफ्रारेड कुकर में हीटिंग काम ज्यादा होता है
Sair induction ki display on nahin ho rahi hai
E1 dikha raha h to kya kare
E4,problem, ka,,fault
Induction responce nhide raha h
On hota he band hojata he on karne se
Is ka fault blo
SMD sakit koi Jada musakil nhi hai bas koseees karnaa hai
Infrared induction hit nahi ho ta hi
To gas stove per khana banao
Yahan aap ki 10. Saman purchase karna padega
Sabhi induction seekh lo aor Anda dene baith jao !!!!!! Hahahahaha kyunki yeah mahaprush aap ko ek ic chahiye to 20 ic lenna padegi
RUclips channel se kamane ka maksad
Aap ki help ka maksad nahi
Rupy ka lobi
is topic pe video bana raha hu .
Ye mugal mobile to.....jeelisi admi hai.....kud to kuch kar nahi sakte or suaro KO karne nahi dete hai...😠😠😈😈
Infrared induction cooker fault e 1 coil sensor badalane ke bad bhi problem pahela jaiha hi hai to kya karen
Thanks raj bhai
Nice video