Accident case me owner ko jail nahi hoti kyu ki Gadi driver chalata hai. Third-party insurance rakhna jaruri hai jo financial compensation ke liye use hota hai. Financial compensation is only the liability of the owner.
@@VivekKumar-kd8km apki gadi se kisi ka accident hota hai to us person ya vahan ko 3rd party Kahte hai. Aasan bhasha me apka vahan 1st party, vahan ka malik 2nd party aur us vahan se jisko thokte hai wo 3rd party.
Agar esa hai to bhai is business me koi fayeda no, Desiel itna mehenga or upar so bus full na ho, fir toll Tex, permit, driver, conductor, bus mantinance, office rent, Agar 90% sawari ho to bhi loss h.
Sir detail me yahi puchna h ke jaise konsa root rakhna h aapne kaha na galat root raha to loss honga ... To root konse konse city rakhna chahiye jisse bus se zyada profit mile
जो कोई भी बस का ब्यवसाय करना चाहता है उसे ज्ञान स्वतः मिल जाता है ! तुम्हे ज्ञान अधिक हो गया है तो शार्ट में समझाओ, अनावश्यक बात करने से विडिओ लम्बा हो जाता है ! बस का ब्यवसाय करने वाले मुर्ख नहीं होते उन्हें तुम्हारे ज्ञान की जरुरत नहीं है ! इस लिए मुद्दे की ठोस बातें करो ! फालतू की बातों में समय नष्ट मत करो !
Sir aap ko comment me kaisa batau ....detail me ... Aapka contact no mil sakta h kya aap no donge to zyada help hongi bus ke business ke liye Q ki knowledge kuch bhi nahi h mujhe bus ki
Sir aap bole dhacha wali bus lena h usse quality pata chalti h bus kite mechanic apna rakhna padega kya check karke ke liye Bus ki company wale mechanic check marenge kya parts ko wo samjha nahi sir video me Aur bus kaha se buy karna h sir...
1 bus Saal me Carore Kama kar deti hai? Kya sap bhi. Ek video deta collection pr bhi banaiye. Ki kaha kaha kitna kitna kharcha aata ha, or net profit kitna banta h?
dekho jo rate mene video me bataya hai wahi rate hota hai baki kam jyada bhi hota rehta hai aap c care walo se baat karke iski complete information le sakte ho
If Govt allows 5 more year extra life, go for LNG mode and save money and environment. One fill can travel 1000 plus KM per fill. Save environment and fuel cost since LNG shortly will be available 20 %less than dirty diesel fuel cost. Hamara Bharat Mahan. Jai Hind
फ़ोर्स ट्रेवलर या टाटा विंगर जो औरंगाबाद बिहार या भभुआ के लिए चलाया जाता है उस व्यवसाय का पूर्ण जानकारी पर एक वीडियो बनाइये। जैसे यह गाड़ी का परमिट किस प्रकार का होता है रुट विशेष का या टूरिस्ट परमिट। इन गाड़ियों का परिचालन गांधी मैदान और हार्डिंग पार्क से होता है । क्या इन लोगो के संघ का सदस्य बनना पड़ेगा गाड़ी खुलने का समय कैसे निर्धारित होता है
Bhai fitness certificate ka matlab driver ka fitness nahi gaddi ka fitness ki bat kar raha hain . Eg., ki gadi thik hain ki nhi, gadimain darwaja khirkiya sahi hain ki nhi, light thik hain ki nahi bhaijaan. Humara bhi transport ka business hain isiliye bata diyaa
100 kilometres me 1hi trip ka chakkar lagta hai koi aisa rule hai sir. Ya fir jitna chaho utna chakkar laga sakte hai .. Please 🙏 sir pata karke jarur batana....
Fitness certificate bus ka hota hai Aapki bus road me chalne layak hai ki nahi ye jis rto me register hai wo rto me fitness certificate bana ke dega Tumko bus line ka experience hai kya ji driver condutor ka fitness banwa rahe h Driver or conductor ka medical certificate lagta hai Lekin sirf license banwane ke time @@ShareMarketKaKing111
Sir air ek question yeh puchna h ke aap bole video me ke diesal me driver ghotala karte h to driver se diesal ke paiso ke ghotalae bachne ke liye karna padega
Bhai bus business karne ke liye apna brand kaise banana hai aur naam kya rakhna hai kaise design karna hai aur kaise online mein like karna hai yah online mein ticket dalne ke liye kaise karna hai karke detail se video banakar
Jiskye pass 2 no ka paisa vahi tikh sakta es dhandeme..aaj kal m l a . Amdar khasdar..es dhandye me pade hai ..sadharan insan nahi tick sakta..intrest oil ..r t o ..drver ..helper.uprse bank intrest hafta..agar koi permanant company'. Ya school..milye to ..thick hai baki out
Sir RUclips me bus business ki lakho video hai ,lekin aapke video sabse jyada easyway aur helpful laga,
Thanks 👍
thanku so much ap na hama bahut acha jankari di thanku ❤❤❤❤❤❤❤❤
Your welcome
Accident case me owner ko jail nahi hoti kyu ki Gadi driver chalata hai. Third-party insurance rakhna jaruri hai jo financial compensation ke liye use hota hai. Financial compensation is only the liability of the owner.
I88iiiii8i
Third party insurance Kya hota hai
@@VivekKumar-kd8km apki gadi se kisi ka accident hota hai to us person ya vahan ko 3rd party Kahte hai. Aasan bhasha me apka vahan 1st party, vahan ka malik 2nd party aur us vahan se jisko thokte hai wo 3rd party.
Good knowledge 👌👌👌
@@VivekKumar-kd8km kishi our ke liye life insurance krwane
Bhai tu ne to dil hi jit liaa. ❤❤❤❤❤🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir g mujhe aap ki information achaa laga.
Thank you soooo muchhhhhhhh for your mosttt valuable information ❤️❤️❤️😍😍😍🥰🥰🥰
Hi
Good video good informatiom sir.thanks lot.👌👌👌
Aap bhout acche sai hame samjha diye ho Bhai thank you so mach
वीडियो बहुत अच्छा लगा सर जी राधे राधे
Thanks
Very usefull information all about Bus business
Abhi toh all india permit bhi shuru ho Gaya hai. Max 3 lakh per year for sleeper bus.
Agar esa hai to bhai is business me koi fayeda no,
Desiel itna mehenga or upar so bus full na ho, fir toll Tex, permit, driver, conductor, bus mantinance, office rent,
Agar 90% sawari ho to bhi loss h.
Sir apna no do
@@harswaroopkostha1534 galatfahami m jee rahe ho aadhi bus bhare toh bhi profit h
@@financialfreedom7438 aap ka bus ka bussness he kya
Insurance wale ke taraf se held nahi hoga kya
Bhai thanks for information
Accident hone se jail kyuy hogi...
Insurance rahega fir bhi sit
Sir detail me yahi puchna h ke jaise konsa root rakhna h aapne kaha na galat root raha to loss honga ...
To root konse konse city rakhna chahiye jisse bus se zyada profit mile
New 🚌 bus, sleeper 52seater ka vartman prize kya hai, vistar se batayen.
Aaap ka bahut bahut danneye vat
जो कोई भी बस का ब्यवसाय करना चाहता है उसे ज्ञान स्वतः मिल जाता है ! तुम्हे ज्ञान अधिक हो गया है तो शार्ट में समझाओ, अनावश्यक बात करने से विडिओ लम्बा हो जाता है ! बस का ब्यवसाय करने वाले मुर्ख नहीं होते उन्हें तुम्हारे ज्ञान की जरुरत नहीं है ! इस लिए मुद्दे की ठोस बातें करो ! फालतू की बातों में समय नष्ट मत करो !
無駄な時間を使っちゃダメだな、本当に。
Sir kia hama jis route ma bus chalana ha kia wo sara jago ki rto sa permit lana padta ha kia
Nahi
To sir aap ek no information diye yr
Sir aap bata sakte konsi root rakhna h jaha zyada profit h
thoda detail me batao tabhi samjha paunga aapko
Sir aap ko comment me kaisa batau ....detail me ...
Aapka contact no mil sakta h kya aap no donge to zyada help hongi bus ke business ke liye
Q ki knowledge kuch bhi nahi h mujhe bus ki
Ok no problem sir
Drs cdc
Sir aap bole dhacha wali bus lena h usse quality pata chalti h bus kite mechanic apna rakhna padega kya check karke ke liye
Bus ki company wale mechanic check marenge kya parts ko wo samjha nahi sir video me
Aur bus kaha se buy karna h sir...
1 bus Saal me Carore Kama kar deti hai?
Kya sap bhi.
Ek video deta collection pr bhi banaiye. Ki kaha kaha kitna kitna kharcha aata ha, or net profit kitna banta h?
ok bana dunga
Sir
sleeper bus 48-52 seater bus ka kitna
Coast ayega use road par utarne tak ki
Reply jarur karna sir mai wait karunga
dekho jo rate mene video me bataya hai wahi rate hota hai baki kam jyada bhi hota rehta hai aap c care walo se baat karke iski complete information le sakte ho
City bus ke liye konsa root best h konse root me bus ko chalwana chahiye jisse profit zyada ho ...koi loss na ho
Jha sbse jada croud ho
Delhi to manali vale route par .
24Hr chala sakte hain kya
Yes
Or sir permit kitne time mai mil jayega
Kya permit lena asaan h
Aam aadmi ko permit mil skta h
Agar hamna Matadoor chlana ka buisness start karna ho to kya karna chia
Samajh nahi aaya mujhe
Dear sir.
Bus dealer varansi ya utter pradesh me kaha kaha hai
Me to delhi se hu
Jar company registration bus nasel tar mag dusara konta option aahe sagu shkta....???
Kuch samajh nahi aaya Bhai Hindi ya English bolo
Sir permet lane k leya kitna pessa lgta ja to btaiya he nhi
uske liye aap google par search karlo mil jayega
Bhai AC sleeper bus kon si company ka sabse achha hota hai ? Aur wo full body ke saat me milega ya sirf chasis dega .?
Tata company ka acha hai har trah ki mil jayegi
SIR KYA HUM BUS KO EK STATE SE DUSRE STATE ME TRANSFER KAR SAKTE HAIN
PLEASE REPLY ME
yes pure india me kahi bhi
@@ShareMarketKaKing111 thank you so much sir love you❤😘
@@ShareMarketKaKing111 jaise Chennai ki bus Bihar me chal skti hai?
@@N._.SR1 nahi permit lo
@@ShareMarketKaKing111 registration Chennai ki hai to Bihar me local city to city chalane k liye permit mil jayega? Kerla registration ke sath hi
If Govt allows 5 more year extra life, go for LNG mode and save money and environment. One fill can travel 1000 plus KM per fill.
Save environment and fuel cost since LNG shortly will be available 20 %less than dirty diesel fuel cost.
Hamara Bharat Mahan.
Jai Hind
国際的世界中の排ガス規制のバスを忘れません。
Skoi mujhe please mujhe bataiye ki
Truck business krna chahiye ya bus business
Please 🙏 🙏
Truck
@@ShareMarketKaKing111 sir truck business hi kyu krna chahiye
Thode mujhe karan bataiye ga please 🙏
Second hand bus ko bhi pure india me kahi bhi transfer kar sakte hain na❤sir
Yes
Sir agar koi bus second hand kharidte h to uske saath parmit milta h ya nahi
Sir please help
Nahi milta wo to aapko alag se karwana padega
Agar koi banda bus kharid le or permit na mile to kya hoga
Dikkat hogi chala nahi sakte
@@ShareMarketKaKing111 is regard bhi ek video banao warna logo ka paisa waste ho sakta hai
Mere pas balance ki dikkat h aur ye business m kese start kr skta hu delhi se bihar route tk kya mujhe help mil skti h😔
Bank se loan Lelo
Sir kya second hand me bus le sakte hain aur le skte hain to kya uska permit hoga mtlb garhi road pr laa skte hain
Yes
Bhaiya isme jaan ka risk hai kya??
I mean case of fights
Gadi ki line me to hota hi hai
@@ShareMarketKaKing111 asia hota hai kya ki jhagda hi na ho aur apna business chalta rahe
Bhaiya rtc tender kaise dale
भाईसफ जी नमस्कार,,सिलपर बसका एक हमारे लिए डिभियो डना दिजिए,, बेंगलोर टू नेपाल रुडके लिए बस चाहिए भाई,,
Best 👍👍👍
Thank you sir ❤️💝
Agar second hand bus lete h, or we jis route ki h, usse alag route pe chalana ho to kya doosra route permit Banwana padega?. Isme kharcha kitna hogs?
ye sab aapko कस्टमर केयर wale hi bata payenge
@@ShareMarketKaKing111 coustomer care ka number do
@@chaitalisrecipesminiature5570 RTO se permit banega new , or permit nd tax fees lagegi monthly
2023 me konsi bus Sabse zyada achi hai sir
फ़ोर्स ट्रेवलर या टाटा विंगर जो औरंगाबाद बिहार या भभुआ के लिए चलाया जाता है उस व्यवसाय का पूर्ण जानकारी पर एक वीडियो बनाइये।
जैसे यह गाड़ी का परमिट किस प्रकार का होता है रुट विशेष का या टूरिस्ट परमिट।
इन गाड़ियों का परिचालन गांधी मैदान और हार्डिंग पार्क से होता है । क्या इन लोगो के संघ का सदस्य बनना पड़ेगा
गाड़ी खुलने का समय कैसे निर्धारित होता है
Force traveler अछा फोर्स ट्रैवलर अच्छा होगा
Sir mai 16 saal ka hu music banata hu average income meri 500$ hai.8 saal me kharid sakta hu but yeh business successfull hai??
Not so easy to do the business,u r explaining that 🎉😂
Bhai koy bus sakand hand vecchavani hoy to batavo mare levi che
Google par search karlo
Bhai fitness certificate ka matlab driver ka fitness nahi gaddi ka fitness ki bat kar raha hain . Eg., ki gadi thik hain ki nhi, gadimain darwaja khirkiya sahi hain ki nhi, light thik hain ki nahi bhaijaan. Humara bhi transport ka business hain isiliye bata diyaa
Bhai all India rout permission milega kya
ye to costumer care wale hi bata sakte hain
Good Mashallah
मध्यप्रदेश परिवहन mprtc
Indore - Ahemdabad
Tourist Bus ke Permit ka Kya Process Hai Ji ?
Video me bataya to huaa hai
Bhai ye batao ac bus kitta me aata hai muhhe chalwana hai
Tata ki bus lena unse baat karo
Good knowledge sir ji
Sir bus konsi company ki lena chahiye
Scania
@@prabhu0768 Scania lene ka paisa tera baap dega 😂😂😂😂😂😂😂😂
Bus kitna mai athi hai 50 sleeper
Muje kamm chalu karna hai or konsi Leni hai or kitna mm ki sheet Leni hai plz jaldi sa jaldi reply Karo
Video pura dekho uske baad jo na samajh aaye wo Google par search karo sab pata chal jayega
Nawada se kolkata wali bus ka kia reat hoga sir
Pata karna padega
भैया मैं जी के बारे में जानकारी लेने आया था वो जानकारी तुमने तो नहीं बताया 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Me ke bare me jankari kiya matlab
Government bus ki tarah chala sakte hai
Yes
@@ShareMarketKaKing111 lekin woh log Bus Stand pe khade karne denge
Maximum 50 seetar bus kitna maileg de Sakti hai
Google par search karlo alag alag rate hain
@@ShareMarketKaKing111 Google pr batata nhi hai 😭
@@XRv565 sab bata dega thik se search karo
100 kilometres me 1hi trip ka chakkar lagta hai koi aisa rule hai sir.
Ya fir jitna chaho utna chakkar laga sakte hai ..
Please 🙏 sir pata karke jarur batana....
Jitna chaho utna laga sakte hain koi rule nahi
Thank you so much
Nice information
1sleeper bus mahine me kitna kma skta hai deizel aur driver ka pement kat ke🤔🧐
Bhai apko pata chalgaya hoto mujhe bata do please
Fitness certificate driver ka nhi chahiye bhai bus ka chahiye hoga thik se batao
bus me koi jaan thodi hoti hai jo uska chahiye hoga kesi baat karte ho panday g
Fitness certificate bus ka hota hai
Aapki bus road me chalne layak hai ki nahi ye jis rto me register hai wo rto me fitness certificate bana ke dega
Tumko bus line ka experience hai kya ji driver condutor ka fitness banwa rahe h
Driver or conductor ka medical certificate lagta hai
Lekin sirf license banwane ke time
@@ShareMarketKaKing111
This is not so easy... calculative profit ar real profit mey bohut fark hota hayy...
Koi ni ek bar ye bhi bus Lele fir ye video banana bhul jaega
@@sumitpandey1365aap ka bus business hai kya bhai
Sir air ek question yeh puchna h ke aap bole video me ke diesal me driver ghotala karte h to driver se diesal ke paiso ke ghotalae bachne ke liye karna padega
bus mai ek camara laga sakte hai
bus mai camara laga sakten hai is se pata bhi chal sakta hai ki kitne passanger baithe hai bus mai
Kya hum City to city chala sakte hai bus ??
Yes
Driver or conducter jo chori karta hai uska solution batai kaise bachai us se
Uske liye bus me cctv camera laga do
ak 2 hand bas kitne ke pad jati h
Mujhe nahi pata
Bhai bus kitna average deti hai
google par search karo
Konsi bus sab alag alag deti hein
कंपनी/फर्म का रजिस्टेशन कहा से होगा कंपनी कैसे बनाए
Sir Sleeper Bus Lene ke liye Loan Deti hai sarkar ?
Aur Ek Sleeper Bus ki desiel average kitni Hoti hai ?
sarkar har business ke liye loan deti hai
@@ShareMarketKaKing111 Sir Mey 15k per month Job karta hu me soch raha hu ek Bus Lekar Travelles chalu karu toh ky Ye risk Lena Chahiye?
@@wearehussaini8421 bilkul aajkal iska business bohot chalta hai bohot log ghumne ke liye bus book karte hain bohot chalega
@@ShareMarketKaKing111 OK SIR 💝
😊 THANKS😊
Good video 👍👍👍
City to city chalani hai . State ke andar hi
Toh permit chaiye kya
🌚
@@varunkushwaha69 🌚
app google par search kijiye
@@ShareMarketKaKing111
Nahi batah raha google pe .
@@carloversjaihind5772 chatgpt ka use karo
How many bus tax we will pay 💰 in one ☝️ year
tax department wale batayenge
@@ShareMarketKaKing111 but you say approx
Please tell me
@@Classic_blogger_350 kiya
@@ShareMarketKaKing111 how many tax of bus we will pay in one year? Please tell me approx
Sar,Muje,new,bus,Nikal,Bani,h,aap,ka,sobrum,Kaha,h
Mujhe kuch samajh nahi aaya
अरे तुम केहना क्या चाहते हो भाय?😢
finence bus sliper complit on road price
Full body me jo new bus aati he uspe video banav
Ok
Bhai bus business karne ke liye apna brand kaise banana hai aur naam kya rakhna hai kaise design karna hai aur kaise online mein like karna hai yah online mein ticket dalne ke liye kaise karna hai karke detail se video banakar
Adhuri jankari hey sari
Bus Loan par lene ke liye Hamare pass kitna Ke sampati hona chahiye
Depend karta hai konsi bus leni hai wese kam se kam 50 lakh ki sampatti honi chahiye
Kumar guddu kha se ho aap
@@ankitjha1753 kiya matlab
@@ankitjha1753 ok
Yaar bhai mere business ke bare me bata rhe ho ki dara rhe ho.. baar baar jel jano ko bol rhe ho .... but nice information
kisi bhi kaam ko sahi trah se karoge to kisi ka baap bhi tumhe jail nahi bhej sakta bhau
Tourist bus main agar everytime different route ho to... like aaj shirdi....next week ashtavinayak.....mujhe iski enquiry chahiye
aap google par search karlo waha se sab pata chal jayega
Ok thank u👍
@@ShareMarketKaKing111 google se smjh ni aya
Are Ajay bhai kab se suru kiy rghav
Abhi to dikh rha hu
Dhanyvad sar
Thanks you
Ml a chalu kraycha aahe bijnes
Jiskye pass 2 no ka paisa vahi tikh sakta es dhandeme..aaj kal m l a . Amdar khasdar..es dhandye me pade hai ..sadharan insan nahi tick sakta..intrest oil ..r t o ..drver ..helper.uprse bank intrest hafta..agar koi permanant company'. Ya school..milye to ..thick hai baki out
Is business ko kaise Shuru kiya jaaye
Video me sab bataya hai complete dekho
Kya school bus ko passenger bus wala permit mil sakta he ?
Plz reply sir
@@Moenglish30 uske liye gaadi ko apke naam transfer karana hoga
2000000 - 2500000 under bud hoga 50 sit bala
Malda se chanchal Tak chalane ke liye konsa bus achha hobe
Bhai aap kyu nahi karte hai😊
Bus kha milegi ye batao Baki hm Dekh lenge
google par search karlo kaha milegi
Bhai iska monthly income kitna hoga ye batao na
Thumbnail me dekho
Bus kharidke hi peise wale banenge muje 8 bus kharidni padegi
Hii
Ek sleeper bus lane ke liye Hume kitna down payment Karna hoga
Ye bhi depend karta hai ki kitne saal ki installment karwani hai down payment to jitni marzi kardo
Bhai aapko 50% chassis kii value kii payment karnii padtii hai or bki body building + 50% chassis value loan hoo jaata hai