@@zoyaaman2086ismei bura manne ko baat nh, unhone suggestion dia jisse unko zada views mile. Ache bartan pe thumbnail bhi acha aega aur clicks zada milega
Itna koi Ameer zada nahi hai. Itna hi pasand hai toh aap apne ghar vese bartan use kare na. Vese bhi taste achha hona chahiye, skills sath naah ki bartan.
Assalamualaikum mein bhi kolkata se hoon r wahan se mein hamesha kamini chawal mangati hoon mein lucknow mein rehti hoon yahan kis naam se yeh chawal milta hai plzz bataye
Walaikum Assalam Main v Kolkata se hu pr ab Lucknow me rahti hu Yaha nhi milta hali ye kamni chawal pakka Or haan main v istype ki video banati hu aap check krskti hai
Assalam walikum. Main apki purani viewr hun.. Achhi recipe dali hai aapne. Great!!! Plzz.... Aminia style chicken handi boneless ki recipe upload kariye plzzz.
Burnt onions😅.... Her pronunciations are typical bustee wala... Sona masuri is a typical South Indian rice but it takes lot of time to cook & consumes much water...
Main jharkhand se hoon...main every Friday isi rice k pulaw bnati hn bht khushbu wala rice hota h... jharkhand m is rice ko Sona chur bolte h Yaseen Mane is pulaw ke aage biryani fail h
Aapi main v jharkhand se hi hu ise arwa chawal bolte h yh sona chut bolte h main bht confuse hu dukan me kon sa naam lekar lu yh batyea real name chawal ka kya h aapi
Meri bahen thoda ap mistake kr rhi hai pehli baat ye ha k mai Kolkata se hoon jo ap ne salan tayyar Kiya hai us aloo mai orange food colour dala jata hai aur sukha khada lal morcha nhi dal te hai
Aap shayed UP yaa fir Bihari hi hongi, Jo waha ki chicken aloo ki baat kar Rahi h, but Kolkata me pyaz k saath sukha laal mirch ka bhi istemal kiya jaata, na ho gharon me balki bade bade restaurant me bhi, sahi information rakhiye fir kisi ko bhi comment kijiye,,,
Bahut majedar
Zabardast bana hai very delicious 😋
😲 wow
Boht boht Shukria! Allah aapko Sehat waali lambi Zindagi ataa krai, Khush baash rakhe hamesha .
Aameen 🤲🏻 Yaa Rabbul Aalameen.
Boht lazeez Chicken Aalo ki ye curry bni thi.. Baar Baar bnaengai insha'Allah.
Mashallah 💖
Sister bhuk lag raha ab 😂
Ja raha hu hotal khana khaney😂
মা শা আল্লাহ খুব ভালো হয়েছে
12:03 Mai to hamesha bnati hu bhut mazedar ❤
So yummy 😋😋😋😋🤤🤤🤤
Very delicious recipe looks so yummy full watch
Bihar,bengal ka favourite pulao gosht !!
Cooking to jabardast h magar jab regular video banana h to bartan thoda ache quality Ka rakhe video quality v Acha rahega
Ok thanks dear
Taste matters utensils doesn't matters your cooking is outstanding ❤
@@zoyaaman2086ismei bura manne ko baat nh, unhone suggestion dia jisse unko zada views mile. Ache bartan pe thumbnail bhi acha aega aur clicks zada milega
Itna koi Ameer zada nahi hai. Itna hi pasand hai toh aap apne ghar vese bartan use kare na. Vese bhi taste achha hona chahiye, skills sath naah ki bartan.
@@zoyaaman2086exactly
Jabardast recipe 🎉🎉
Bohot acci recipe batayi hai ❤️
Very nice chiken pulaav recipe friend❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊😊😊😊😊😊
All your recipes are yummy...
Bahut achcha Laga aapka Kolkata ka pulao chicken recipe aapka ham dost ban Gaye Hain intezar hai aapka
Jazaak Allah Hu Khair 🤲🏻 👌🏻👍🏻💕
Nice polao & chike alu ❤
Very very nice
मैं तो हमेशा बनाती हूं मैं कोलकाता से हूं
Walekum assalam masaallah Delicious recipe 🎉🎉🎉🎉
289 L ❤❤ nice sharing ❤❤
Walekum assalam
So yummy❤😋❤
meri all' time favourite dece hhh
Amazing
Jeera fry nhi krna h fry oil m Kiya jata h jeera dry rost bolye
Behtareen recipie, thanks so much!!
Laziz
Mai rahti hu Jharkhand from Dhanbad me waha is chawal ko govind bhog bolte hai
Mai kal hi bnaungi
Mast bana h
0:37
So yummy recipe 🤤😋
Aaj hum banaye testy bana tha
Mummy ke trf se 500 ka prize bhi mila😊😊😊
Thank u mam for this wonderful recipe
Bohut bariya huwa main Sunday try karungi khuda hafij
Lajawab 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻✨🕊️
Super❤❤
Lazeez😋
Wow kamni chawal ke polou my all time fav
Yummy tasty yummy tasty ❤
Mashaallah 😊😊
Mashallah ❤❤❤❤❤❤ kb se ye reipe khouj rhi thibut why add sugar
Mashallah ❤
Very nice 👌 👍 thanks for sharing 👌 recipe
One more recipes please 🙏 ❤🎉🎉🎉
शुक्रिया सिस्टर अच्छा लगा आपके द्वारा बनाई गई रेसेपी,,अब किसी दिन मैं भी ट्राई करूंगा,,, शुक्रिया
Aapne isme dahi mis kar di , but masaallah aapki recipe bhi achhi hai, mai bhi Kolkata se hi hu❤
Kolkata mein kis jagah se main bhi Kolkata se hun
Maja
All time fav❤
Assalamualaikum mujhe aap ki recipe achhi lagi👌👌👌👌👌👌👌
Walaikum assalam
ভালোবাসাটা দিয়েই দিলাম বুঝে নিও
Mashaallah 👌🥰
Assalamualaikum mein bhi kolkata se hoon r wahan se mein hamesha kamini chawal mangati hoon mein lucknow mein rehti hoon yahan kis naam se yeh chawal milta hai plzz bataye
Kamni chawal na bolke koi v kheer ka purana chawal se pulao badhiya hoga ya koi v choti choti Arwa chawal se pulao bhut badhiya bnta h
Good day chawal ya fir sona chur bolo to mil jayega
Main bhi Kolkata se hun aur Lucknow mein rahti hun mujhe khud nahin pata is chawal ko ki yahan kya kahate Hain
Walaikum Assalam
Main v Kolkata se hu pr ab Lucknow me rahti hu
Yaha nhi milta hali ye kamni chawal pakka
Or haan main v istype ki video banati hu aap check krskti hai
Pulao me Shahi jera dal sakte hai.?
Aapne Long, Badi Elachi, Choti Elachi, Dalchini, Tejpatta, Jawetri dala hai
ماشاء اللہ، لاجواب وڈیو، دعاگو ہوں کہ اللہ ربالعزت آپ کو ہمیشہ خوش رکھے آمین
Assalamu alaikum mai jamshedpur se hu or yaha kameni rice nhi milta h yaha kis naam se chawal milega plz mujhe bataiye mai v try karungi
Sona choor k naam se pure jharkhand me jaana jaata h, aap jamshedpur se h to iss naam se iss rice ko le
Bihar m kis naam se jana jata hai ye chawal
Sonam chawal use kre ان شاء الله العزيز bohat ache se banega chawal. Main bhi jamshedpur se hun r main bhi Sonam chawal use krti hun
Jamshedpur me kaha se ho aap
Mai bhi jamshedpur se hun @@rabiarabia1591
Assalam walikum. Main apki purani viewr hun.. Achhi recipe dali hai aapne. Great!!! Plzz.... Aminia style chicken handi boneless ki recipe upload kariye plzzz.
Walaikum assalam, m jaanti hun aap ko abhi bhi bhuli nhi hun, aap Lucknow ke Rahane wali hai aur rahti hai Kolkata
Thank u soo much. Itne sare viewers hain apke.. Aur un sabke beech mujhe yaad rakha hai aapne. I'm so glad n grateful.
बहुत अच्छे आप रेसिपीबनाते हैं 😋👌
Ek glass chawal lange to kitne glass pani lenge mam?
1.5 glass. yaani k 1 glass or aadha
@@LazeezDastarkhwan thnku mam
Hyderabad ❤
Dehli me kya bolte h is chawal ko
Sonam chawal ki polawo acha banti hai
Ymmmm chicken polaw
Ranchi mein sona chur bolte hn😮
Burnt onions😅.... Her pronunciations are typical bustee wala... Sona masuri is a typical South Indian rice but it takes lot of time to cook & consumes much water...
Yummy
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
In South India it is called Jeerakasala or jeera rice or ghee rice, Sona masuri is not a flavourful rice like Kamini rice
Masala allah
👌👌👌👌👌👌
Masaallah
Masha allah wow ❤
Hmare yha pulao aise hi bnta h
Dear kamini rice ko Bombay kya bolte hai plz batana
Amba Maurya
@@LazeezDastarkhwan thanks dear 💗
Main jharkhand se hoon...main every Friday isi rice k pulaw bnati hn bht khushbu wala rice hota h... jharkhand m is rice ko Sona chur bolte h
Yaseen Mane is pulaw ke aage biryani fail h
Aap ne sahi farmaya, my favourite rice
Aapi main v jharkhand se hi hu ise arwa chawal bolte h yh sona chut bolte h main bht confuse hu dukan me kon sa naam lekar lu yh batyea real name chawal ka kya h aapi
Nice
❤❤❤❤
Jharkhand me sonachoor bolte h😊😊😊
Thura sa milak dal deti to aur acha jabardast banta
Mai bhi aisa hi banati hoon
❤❤❤😋😋
👍👌
Assalam Walekum❤
Walaikum assalam
हम छोटे यूट्यूबर को कोई क्यों नही सपोर्ट करते ह प्लीज क्या आप लोग बताएंगे🙏
Aisa nhi h dear, Allah aap ko bhi kamyabi de ameen...
@@LazeezDastarkhwan ameen
Thanks sis 😊
❤
ہم بھی ایسے ہی پکاتے ہیں بہت پند کرتے ہیں گھر والے چکن کے شوربہ میں پیاز کھڑی نظر آرہی ہے
4 saabut laal mirch nhi aap ne dala 4 saabut Hari mirch aap ne dala h
Sorry dear my mistake
Hi❤😂good❤😂👌👌🙏🙏😘😘😘
Hm yakin ni manenge ap mere hath ka khaiye ap yakin maniye hm apse acha banate h🤣🤣🤣😅😅😅😂😂😂
chawal k dugna pani dalte h n 2glass chawal h to 4glass pano denge n pulaw m
Nhi dear, Naya chawal me duguna paani nhi dena chahiye, pulao soft ho jaayega,
Meri bahen thoda ap mistake kr rhi hai pehli baat ye ha k mai Kolkata se hoon jo ap ne salan tayyar Kiya hai us aloo mai orange food colour dala jata hai aur sukha khada lal morcha nhi dal te hai
M bhi kolkata se hun meri pyari bahna,, food colour yellow dalo yaa orange, woh apni marzi h, khuch bhi comment kar do Bina hath pair ka hadd h🫣
Aap shayed UP yaa fir Bihari hi hongi, Jo waha ki chicken aloo ki baat kar Rahi h, but Kolkata me pyaz k saath sukha laal mirch ka bhi istemal kiya jaata, na ho gharon me balki bade bade restaurant me bhi, sahi information rakhiye fir kisi ko bhi comment kijiye,,,
Kolkata me aise nhi banate Hain 🫤
Lal mirch nahi hai hari mirch h
Meat mein oil nahi hua hai pulav mein chini nahin dalna chahie
Chawal gila ho gya hai 😂
Very yummy and super tasty recipe ❤ new friend 🎉 stay connected with me ❤❤
Dekchi 😂😂handi v bol sakte hai
Hat pglli chicken aloo patla shorba iska naam ni h 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Chicken to achha h but pulao gila h pulao bnana phle sikho tb post kro
Bemaza bakwas road chaph reciepe😢
Kya aap ne test Kiya tha dear...??? 😀😀