Sir ji mere pass platina 100 ES CBS MODEL 2019 hai, isme reserve and main may hamesha confusion rahta hai, res and on likha nahi hai, please ye clear kijiye ki iska point upar rahega to kisme rahega and niche rahe to kisme rahega reserve and main please sir...
Sir mere bike me P0509-12 code show ho rha ha or likha aa rha ha ki- air solenoid actuator short to battery Mera bike Bajaj platina 100cc ES ha Is bare me mujhe help kre ya fir is code par video bnaye Please help me Please help me Please help me
@@biketechnicaldanveer ye kon sa sensor ha mere ko is bere me pta nhi ha is bare me aghar koi video hoga to bataiye ya like share kar do sir ji please 🙏
@@biketechnicaldanveer mere bike. Me dosra ecu lgane par air solenoid kam karne lagta ha Isi liye mere bike me new ecu lgega mere showroom me order de diya ha Ab new ecu Aane ke bad ya fir new ecu lgane ke bad pta chal jayega??
Sar mere pas bjaja pletina bike 100 cc 2017 bs 4 he subha chalu nahi hoti chok dene ke bad chalu hoti he or kuch dud chok pe hi chalana padta he or jhatke bahut jada leri he jese petrol khatam hogya ho
Bhai mera tp sensor lagaya lekin kuch set nhi kiya bas lga ke de diya fault aa raha raha tha tp sensor P2109 usne change kiya fir v milage nhi de rahi hai bike please reply kijiyega
@biketechnicaldanveer bhai agar aapse bat karani ho to kaise karayenge kyuki waha koi senior mechanic nhi hai jisko iska gyan hai ek ladka hai wahi karta hia thoda bahut jo ki sikh raha hai meri bike milege 50 ho gayi hai carbortar v ched diya tha tukka lagane me
भाई साहब मैं आपकी सारी वीडियो देखता हूं मैंने बजाज प्लैटिना अप्रैल 2022 में खरीदी है ही अब उसमें उसका हेड में packing leakage hai उसके इंजन की रिप्लेसमेंट हो जाएगी
Bhai number de do bahut meharbani hogi Bahut paresan ho gaya hu mistri ko dikha dikha ke lekin koi sahi nhi kar pa raha hai average kam de rahi hai @@biketechnicaldanveer
Nahi jati bhai on off krne se bhi ye saali nikammmi bike h 50 ki average bhi nahi de rhii first service bhi ho chuki h kachra h mere pas 110 e20 2023 h without abs sali bekar hai 50 ki average mushkil se de rhi h 😢
Good Bhai
Useful
Hii
Good
🙏 bhai ji haridwar se
Ok.sir.❤
Thank you sir 🙏🙏🙏🙏
Bahut badiya
Thanks bro
Bahut Attche mere bhai....yeh tool kaha milega Kara bolna bhai.mere ko Lena hai
Ye tool Bajaj authorised service centre me hi milta hai, bahar nahi milega
Sir ji mere pass platina 100 ES CBS MODEL 2019 hai, isme reserve and main may hamesha confusion rahta hai, res and on likha nahi hai, please ye clear kijiye ki iska point upar rahega to kisme rahega and niche rahe to kisme rahega reserve and main please sir...
Petrol T ki knob agar upar hai toh reserve hai, agar niche hai toh main hai, aur bich mein hai toh off hai thik hai
@@biketechnicaldanveer thank u
Shop kha h bhai
Panipat ki branch suvidha bajaj valo sa bi nahi hua
Sir mere bike me P0509-12 code show ho rha ha or
likha aa rha ha ki- air solenoid actuator short to battery
Mera bike Bajaj platina 100cc ES ha
Is bare me mujhe help kre ya fir is code par video bnaye
Please help me
Please help me
Please help me
Air solinoid check krlo agar kharab hai toh change kardo , problem solve nahi hua ho toh ECU change karna padega
@@biketechnicaldanveer ye kon sa sensor ha mere ko is bere me pta nhi ha is bare me aghar koi video hoga to bataiye ya like share kar do sir ji please 🙏
Right side me air solinoid actuator hota hai jo ki tik tik sound krta hai
@@biketechnicaldanveer
Apki ye bat shi nikli Air solinoid check kar liya wo tik ha mere bike ka ecu karab ha
@@biketechnicaldanveer mere bike. Me dosra ecu lgane par air solenoid kam karne lagta ha
Isi liye mere bike me new ecu lgega mere showroom me order de diya ha
Ab new ecu Aane ke bad ya fir new ecu lgane ke bad pta chal jayega??
Aap ki shop kidarhhh
Sir ji mai batry chenj karwane ke baad updet karwaya hu fir bhi chek injan light jal rha hai gadi hei ct 100 bs6 ks hai
Uske sensor and actuators check krlo thik ho jayegi
Sar mere pas bjaja pletina bike 100 cc 2017 bs 4 he subha chalu nahi hoti chok dene ke bad chalu hoti he or kuch dud chok pe hi chalana padta he or jhatke bahut jada leri he jese petrol khatam hogya ho
Carburettor ko set karwalo thik ho jayegi, air and fuel ka jo mixture hai usme air jyada ja raha hai jiski wajah se subah starting problem aa rahi hai
Bhai kya ABS ki light on rhni chahiye gadi chalte time. Platina 110 ABS 2023 model
ABS ki light 5 ki speed ke baad chali jati hai. Agar chalte time light on hai to ABS me kuch problem hai
Aap ki shop kaha par hai
Gsm Bajaj gurgaon
Bhai vese ise Koi porblam to nahi hoti mere bhi bike me sem hai or mene bhi kai jagah dikhya hai nahi jati
Kaha milega bhaiya kitne ka milega
Sir mere bike mein lock karne ke Baad bhi Meter mein neutral ki light or engine ki light on horahi hai kya problem hai usme sir please guide me
Wiring harness check krlo
BoSch tols price kitna hai
14500 Rs ka hai
Sir platina 100cc 2020 madal chalti chalti hi achanak bnd ho jati hai kese thik hogi please jarur bataye
Hex file update karna hai aur fuel tank me air problem toh nahi woh check krlo thik ho jayegi
आप पानीपत के आस पास हो क्या सर जी
Nahi gurgaon se hun
Bhai ap pune se ho kya?
Kyu ki muje bhi apne platina me kuch issue araha hai
Gurgaon haryana se hu
Bhai meri baik ki bhi ingan lait nhi ja rhi hai aap apna address bata do me up 25 Bareilly se hun
Koi bhi code aa raha hoga esliye engine light aa jati hai mera location gurgaon hai, esliye wahi par check karwalo
Bhai mera tp sensor lagaya lekin kuch set nhi kiya bas lga ke de diya fault aa raha raha tha tp sensor P2109 usne change kiya fir v milage nhi de rahi hai bike please reply kijiyega
TPS sensor ko set karwalo,650mv se 750mv tak rakhna hai uske baad thik ho jayegi
@biketechnicaldanveer bhai agar aapse bat karani ho to kaise karayenge kyuki waha koi senior mechanic nhi hai jisko iska gyan hai ek ladka hai wahi karta hia thoda bahut jo ki sikh raha hai meri bike milege 50 ho gayi hai carbortar v ched diya tha tukka lagane me
Dukh ki baat to yah hai Safar paath bahar nahin milta platina mein bahut pareshani a rahi hai
भाई साहब मैं आपकी सारी वीडियो देखता हूं मैंने बजाज प्लैटिना अप्रैल 2022 में खरीदी है ही अब उसमें उसका हेड में packing leakage hai उसके इंजन की रिप्लेसमेंट हो जाएगी
Engine replacement nhi hoga Lekin packing change ho jayegi
Sir ji bosh tools kha mile ga
Bajaj authorised service centre me
Gsm bajaj workshop hai kya ?
Haan ji
Multimeter se bhi kr sakte h
Yes kr sakte hai
Aapka service center kaha hai sir add send me yehi problem hai
GSM Bajaj gurgaon
Meri bike me bii yahi problem hai ..........
To ab kitna aayega tps voltages
650mv se 750mv ke bich me aayega
Bhai bhai humara pass to a toll nahi kaise. Bajaj bikes repair karee plz🙏
Bhai Mera bick me band hone ke bad bhi ye problem aa rahi hai
Warranty m ni badal rhe
सही करने का क्या चार्ज लगेगा
Hum toh free mein kar dete hai agar service record sahi ho toh
Bajaj platina bike me problem h bhut sari
Check karwao
Sir hamare baek ki light nahi ja rahi hai and petrol Jada kha rahi hai
Service centre me Jake Bosch tool se code check karao, aur meri baat karao senior machenick se me samjha dunga, thik ho jayegi
Bhai number de do bahut meharbani hogi Bahut paresan ho gaya hu mistri ko dikha dikha ke lekin koi sahi nhi kar pa raha hai average kam de rahi hai @@biketechnicaldanveer
इंजन अपडेट लाइट के कितने रुपए लगते हैं
Agar service time to time service centre me hi ho raha hai to koi bhi rupaye nhi lete hai, aur time se nhi ho rhi hai toh Rs200 lete hai
SOLUTION :- Jab bike chal rahi hoti hai raaste me . Tab chalti hui bike me KEY OFF ON krdo. Light chali jayegi 😂
Mere WhatsApp number pr problem ki video shoot karke bhej do fir batata hun karna kya hai thik hai
Nahi jati bhai on off krne se bhi ye saali nikammmi bike h 50 ki average bhi nahi de rhii first service bhi ho chuki h kachra h mere pas 110 e20 2023 h without abs sali bekar hai 50 ki average mushkil se de rhi h 😢
Set karwalo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer kya set hoga iska bhai fault kya h wohi to pta nhi h 😭
Bosch tool se check karna padega ki konsa code aa raha hai tab jake sahi hoga
Mare wale main v a rahi hai ye problem onse sahi nahi ho rahi
Service centre me jaake check karado
@@biketechnicaldanveer10 Baar ja aya hu thik kr dete hai but 10 20 km ke baad fir a jata hai
Bajaj service centre me Check karao aur Bosch tool me jo bhi code aayega uska photo mujhe send karna, fir main batata hu karna kya hai
Hi
Sar jhatka hi leke chalri he
Or engine light bhi hmesha on rehti hai
भईया जी मेरी बाइक top 85 स्पीड पर आने के बाद झटके क्यो लेती है जैसे फ्यूल खत्म हो गया ऐसे करति है
Bike name ct 100cc model 2020 hai
Update karke dekhlo uske baad uske spark plug check krlo kharab toh nahi hai check krlo thik ho jayegi
Temperature wala sensor dimag ho gya h
Change kar do
Warranty mein nhi hoga damage ho gya esliye
Haridwar me pushpak Bajaj me bekar mechanic h
Good
Sar jhatka hi leke chalri he