@@Souvik.4.Ha bhai wo to hai. Shayad printing mistake ho. But Bhai power 16PS lag raha hai. Kyuki ek baat maine notice ki hai. N160 single seat ye N160 split seat jaise 10-12 secs me 100 ki speed cover karti hai. Jabki N150 jisme 14.5 PS ki power hai usko 14-17 secs lagte hai.
@ParthNaikpadave ha bhai yebhi hosakta hain. Yebhi hosakta hain ki waight 5kg gata di gayi hain isiliye kam power hone k badbhi kuch fadak nehi padraha hain. Q ki kuch unit pe ho to thik but sab unit k books pe printing mistake kuch hazam nehi ho raha. Pata nehi ye bajaj walo kya karta hain. Ek official tweet karke confirm bhi to kar sakta hain but nehi. Kyahi bole.
Head phone pe dono bike ka sound heart touch kar liya
Ok bro
3:15 Ram bhai "piche se agee nikla hu mai" seems unique
Hahaha
Bhai ek baar single seat variant me assist and sleeper clutch hai ya nahi ye bhi check karo ride review me.
Ok bro
Iske mid variant hai ke nahi ...?
telescopic with dual channel abs ? Hai na
Nahi single channel abs hai
@@TheUP46Rider bhai mid variant me bhi dual channel abs hai
n160 single seat vs split seat vs n150
Ok
Bhai ek baar N150 aur N160 single seat ka drag race karna pls
Ok bro
Add mirrors than it will be fair comparison 👍
Ok
Dono me 16 ps ki power hi hai na? Plz confirm
No bro. Single seat wala ka power kam hain...
@@Souvik.4. Nahi bhai. Motor redefined ne bhi confirm kiya hai ki 16PS power hai. Aap ek baar unke latest video ki pinned comment dekhna.
@@ParthNaikpadave but bhai user manual meto power or torque kam hain... Kispe bharosa karon
@@Souvik.4.Ha bhai wo to hai. Shayad printing mistake ho. But Bhai power 16PS lag raha hai. Kyuki ek baat maine notice ki hai. N160 single seat ye N160 split seat jaise 10-12 secs me 100 ki speed cover karti hai. Jabki N150 jisme 14.5 PS ki power hai usko 14-17 secs lagte hai.
@ParthNaikpadave ha bhai yebhi hosakta hain. Yebhi hosakta hain ki waight 5kg gata di gayi hain isiliye kam power hone k badbhi kuch fadak nehi padraha hain. Q ki kuch unit pe ho to thik but sab unit k books pe printing mistake kuch hazam nehi ho raha. Pata nehi ye bajaj walo kya karta hain. Ek official tweet karke confirm bhi to kar sakta hain but nehi. Kyahi bole.
Bhai power to thoda kam hua hai n160 single seat ka hlka hone ke baad bhi age nahi ja pa rahi hai
Ha bhai
I have split seat with dual chanel abs variant
Ok bro
Ns160 bs7 vs n160
Okk
N150 aur N160 single seat ka ek drag bnta hai
Ok
Bhai please🙏🙏🙏🙏🙏 video me nane lelo subscribe kiya he ❤❤❤❤❤
Ok bro
faltu ka extra 25000
Ha bhai
Apache 160 2v top speed video plz ❤😊
Ok bro