Hello sunita ji. Bohot sukoon milta h aapki videos dekh ke. Aap bohot logon ke liye inspiration hai. Main bhi ek school teacher hun. Meri 3 saal ki beti hai.jab main job karne jati hun to aaya(maid) and mere husband meri beti ko sambhalte hai. Maine love arrange marriage ki. Mere husband shadi ke time se hi unemployed h. Ab unke paas achha excuse h ki beti ko sambhalte h. Aaya ko mahine ke 9000-10000 dena parta h jo bohot mushkil ho raha h.main husband ko kehti hun ki shaam ko main beti ki dekhbhaal karungi. Aap kuchh part time kaam kar lo but vo agree nahi hote. Ghar ka kharcha pura karne ke liye kabhi kabhi jewellery bhi mortgage rakhni part h. I am depressed day by day. Please give me some suggestions.
Hello dii.. Plzz ek baat btao ki editing kaha se sikhe.. Muje videos bnane ka nan h per sochti hu ki editing hi sahi se, nhi kr payi to kya fayda... Aapne kese sikhi ye jarur btana
मैं भी वर्किंग वुमन हूं,आपके काम करने के तरीके फॉलो करती हूं।आपको देख कर हिम्मत मिलती है कि मैं अकेली नहीं और भी महिलाएं हैं जो घर और बाहर दोनों संभालती हूं।😊
Hello Sunita ji mujhe ye janana hai ki jab aapne you tube channel stat Kiya tha tab aapne school se kisi tarah ki permission Li thi kya please answer me
Mera beta 4 sal ka hi or wo nursery me hi is sal hi school jane laga hi sarural balon ne pichle sal bhi school nhi jane diya kahte hi ki abhi chota hi or me ab me use homework krwati hun to wo mere pass baitha hi nhi or mere pass ata hi nhi bs uske dada ji ke pas hi rahta hi meri koi bat bhi nhi manta me kya krun usko danti hun to ghar bale ladte hi yahan tk ki mujhme or mere husband me bhi jhagda ho jata hi plz mam me kya krun
Di you are great, job ke sath ghar, bachche sab achchhe se manage karti ho app mujhe bahut kuchh sikhne ko milta hai mene aapke vlogs 4 month se dekhne start Kiya hai per m like to karti hu , comments first time Kiya h di aapke vlogs ka m daily wait karti hun or aapko dekh kar he mene bhi apna channel banaya hai aap mujhe bahut achchhi lagti ho di❤
Only one way is there revision. Jruri nhi ki aap likhwa kr hi kraye jaise hi vo koi Kam kre khi Jaye rok ke bol do iska answer batana TB jao. Nhi yad ho to aap use bta do aur Jane do. Dhire dhire yad ho jaiga
Meri beti 8 sal ki ho gyi h uske brest ubrane lge h Di please muje suggest kre isi Umar m hote h ya doctor ko dikhane ki jarurat hai Aapki beti ke kb suru huye hai
Di mera two questions hai unka please answer de dijiye Meri beti grade 1 mai use km reading ati kya kru ma Second ki mera Bhai ki shadi hai ghr bhi reh jan mai huni hai to Jo hm kapda lega unme kharacha bhut ayga kaise km kra😊
Thank u for lovely tips... love your videos.... didi plsss suggest me how to solve or handle siblings fighting and arguments????? Plssss reply... awaiting....
Hlo Di m apni family me single lady baki sb gents h unki yrf se mujhe koi bhi dikkat nhi h unke sath m apni life me MST hu lekin unka chacha chachi mujhe bhi samjh nhi aata dusri bhu Jo Aai h unke samne meri burai krte h unko lekr m bohot distrub rhti hu kbhi khi se to kbhi khi se baate sunne ko milti h apne husband ko btau to vo bolte h k terse bhtr koi ni janta k tu kya h chup rh or stayaye ko prman ki jarurt nhi h hme pta h tu kya h hmare liye meri ab to HD hogi ab chacha or bolte us bhu k aage k vo to kisi ko chai Pani b ni puchti thi hm e usko sikhaya ab baat aagi meri self respect PE m kl se bohot presaan hu sb bolrey chup rh ldai hojegi m kya kru unko krrrra jwab b Dena h mujhe or mind b apna set karna please di jldi reply karna k m kya kru vrna ye pagl bna dengye. Mera chahe MSG hi krdo
Aap apne husband ko samjhaiye ki bahot zaroori hai kuch baato ko clear karna. Agar abhi nahi kiya toh bahot badh jaegi baatein. Jab hamari khamoshi ko kamzori samjha jae toh aap communicate karein. Kabhi kabhi jab baatein dil mein reh jaati hai to ek din phat kar bahar aati hai. Aap apne chacha aur chachi se zaroor baat kariye aur samajhiye ki aisi kya baat ho gayi ki unhe aapse itni shikayat hai. Nayi bahu se apna communication saaf rakhiye toh usse galat fehmi nahi hogi. Bahot zaruri hai ki iss tarah ki negativity ko handle kariye. Ladna nahi hai bas aaram se beth kar unhe samjhana hai ki jo wo kar rahe hai galat hai. Jab baat self respect ki ho toh phir peeche na dekhna.
Thank you di Maine abhi aapka MSG seen Kiya or problem ko solve Kiya unke sath vo bole k hmne to tarif ki aapki kbhi burai ni ki jisne bhi aapko bola vo baat Mila k bola h tb Maine bol Diya k na to Maine koi tarif ka kaam kiya h jo h vo Mera meri family k liya pyaar h or rhi baat meri tarif ki to Mera jikkr krne ki jarurt nhi h charcha Krne ko bohot mudde h Desh ki baat kro apnegav k development ki kro
Mai usi dabbed me upar plastic ki choti theli ya kagaj me pack karke pahli vali jo cheej rahti hai vo rakhti hu. Aur banate samay pahle vo use karti hu.
Hi di i am also a private teacher and i have 4.5 yr old son. Pr ab mai second baby plan kr rahi hu. Bahut dar lag raha hai ki krna chahiye ya nhi. Kyuki mjhe job chorna padega aur finance me thoda dikkat to aa hi jati hai phir. Lekin phir jyada late bhi nhi krna chahti hu. Ek you tube channel create kiya hai @learnwithpriya502 but samajh nhi aata teaching me aisa kya karou jo dusre nhi krate. Mai maths aur science pdati hu. Ghar me tuitions bhi jyada nhi aayengi kyuki location thik nhi hai. Koi income generate krna chahti hu apne liye baby hone se phle while staying at home. Please give some suggestions di.

Ok will try agar aapko koi chiz Lage ki aapke school ke bachho ko ye chiz kaam aa skti hai to plz btaiyega I'll try to do that. Kyuki jinke paas Paisa ho vo to khi bhi afford kar skte hai but asli jarurt lower class ko hoti hai Jo chah kr bhi achha guidance nhi le skte hai.
Good
Thanks Mam sharing this video
Nice❤❤❤❤
❤❤😊
Nice blog di
Nice 🎉
😊❤❤😊😊
Wow
Very nice vlog ❤
Lv. U di❤
😊👍🏻👍🏻👍🏻
Hello sunita ji. Bohot sukoon milta h aapki videos dekh ke. Aap bohot logon ke liye inspiration hai.
Main bhi ek school teacher hun.
Meri 3 saal ki beti hai.jab main job karne jati hun to aaya(maid) and mere husband meri beti ko sambhalte hai.
Maine love arrange marriage ki. Mere husband shadi ke time se hi unemployed h. Ab unke paas achha excuse h ki beti ko sambhalte h. Aaya ko mahine ke 9000-10000 dena parta h jo bohot mushkil ho raha h.main husband ko kehti hun ki shaam ko main beti ki dekhbhaal karungi. Aap kuchh part time kaam kar lo but vo agree nahi hote. Ghar ka kharcha pura karne ke liye kabhi kabhi jewellery bhi mortgage rakhni part h. I am depressed day by day. Please give me some suggestions.
Janmashtami ka log daliye
Nice 👏👏👏👏
ਮੈਂਡਮ ਆਪ ਸੁੱਕੀ ਦਾਲ ਬਹੁਤ ਖਾਦੇ ਹੋ ੲਇਸ ਨਾਲ ਸਰਵੈਕਲ ਜੋੜਾ ਦਰਦ ਬਹੁਤ ਜ਼ਿਆਦਾ ਹੁੰਦਾ ਹੈ ਹਰੀਆਂ ਸਬਜ਼ੀਆਂ ਖਾਉ ਚਾਵਲ ਵੀ ਘੱਟ ਖਾਉ ਟਾਇਮ ਟੇਬਲ ਹੋ ਵੇ ਹ
Beautiful 💕💕
Beautiful vlog
I love ur vlogs ❤ ur house is very nice n beautiful
Happy sri krishna janmashtami
Don’t stop aao bahen bat kare series.That connects with everyone.God bless you
Hello mam
Hello dii.. Plzz ek baat btao ki editing kaha se sikhe.. Muje videos bnane ka nan h per sochti hu ki editing hi sahi se, nhi kr payi to kya fayda... Aapne kese sikhi ye jarur btana
Thanku mam 🙏
🙏
मैं भी वर्किंग वुमन हूं,आपके काम करने के तरीके फॉलो करती हूं।आपको देख कर हिम्मत मिलती है कि मैं अकेली नहीं और भी महिलाएं हैं जो घर और बाहर दोनों संभालती हूं।😊
Bilkul sahi h di apka same to u❤
Ap ki beti bahut hi sanskari hai, you .... Intelligent bhi hai
Very very nice video mam 👍👍👍👌😊
Ma'am kahan ho aap Janmashtami ka video Nahin Banai kab video aaega aapka Kab Se Meri family aapke video Ka Intezar kar rahi hai
Very nice vlog 👌
Janmashtmi ki shubh kamnaye🎉❤😊
Please buy Rajdhani seviyan Roasted... Humbles request didi
I too feel exhausted after teaching❤
❤
Happy janam ashtmi dear
Hello Sunita ji mujhe ye janana hai ki jab aapne you tube channel stat Kiya tha tab aapne school se kisi tarah ki permission Li thi kya please answer me
Mera beta 4 sal ka hi or wo nursery me hi is sal hi school jane laga hi sarural balon ne pichle sal bhi school nhi jane diya kahte hi ki abhi chota hi or me ab me use homework krwati hun to wo mere pass baitha hi nhi or mere pass ata hi nhi bs uske dada ji ke pas hi rahta hi meri koi bat bhi nhi manta me kya krun usko danti hun to ghar bale ladte hi yahan tk ki mujhme or mere husband me bhi jhagda ho jata hi plz mam me kya krun
Di you are great, job ke sath ghar, bachche sab achchhe se manage karti ho app mujhe bahut kuchh sikhne ko milta hai mene aapke vlogs 4 month se dekhne start Kiya hai per m like to karti hu , comments first time Kiya h di aapke vlogs ka m daily wait karti hun or aapko dekh kar he mene bhi apna channel banaya hai aap mujhe bahut achchhi lagti ho di❤
Shaam ko 4 bje ki chai aur aapka vlog...bs jindagi yuhi chalti rhe...kripa h prabhu aapki❤️
First first like and comment ❤️❤️😍❤️
Happy 😊 Janmashtami dii, nice 👍👍 vlog
❤️❤️Happyie Janmashtami❤️💝Lots Of Love From- Jaipur💞
Such a great person on the earth.
Every video gives us a new thing to learn .
Lots of love
Sunita ji❤❤
Love you so much di....❤❤
Hi Sunuta ji same as Janmashtami preparation bache ke exam 11 se start h and aj Sara cleaning Kiya sab set.
11 se meri beti ke start h
@@SonuUpadhyay-th9xh acha ji😊
Your way of teaching is very apt ..
I also used to teach my son same way
Aapki tarif k liye sabad nahi hai mere pass love you
Apki choti beti bilkul aap jase legte hai so cute ❤
Happy janmashtmi💙💙
Love from utarrakhand❤
Sis aapne black bourd khan se perches kya hi please reply
Kisi bhi toy shop aur stationery ki shop se mil jayga
Local market
Mam meri beti padhai kar ke bhul jaati hai please help 🙏🙏🙏🙏
To aap use kaha jo yad kiya use turant likhe 1 ya 2 bar fir wo nahi bhulegi mai yahi karte hu apne bete ke saath I hope aap ke kam aaega 😊
Only one way is there revision. Jruri nhi ki aap likhwa kr hi kraye jaise hi vo koi Kam kre khi Jaye rok ke bol do iska answer batana TB jao. Nhi yad ho to aap use bta do aur Jane do. Dhire dhire yad ho jaiga
काफी सही जवाब मिल गए आपको
Kanhs ji ke pursane kapdo ka kya karti ho
Abhi to sab rakhe hain
Ma be asa he karte hu di purano uper
Happy janmashtami ❤🎉😂❤❤😂😂❤❤❤😂😂all of you
Hi di ❤❤
Meri beti 8 sal ki ho gyi h uske brest ubrane lge h
Di please muje suggest kre isi Umar m hote h ya doctor ko dikhane ki jarurat hai
Aapki beti ke kb suru huye hai
Meri beti to 10 ki ho gyi uske to kuch nhi h abhi aisa
hr bachhe ki puberty ka alag time hota h.And 8+ is normal these days. fr bhi to clear your doubt better visit a doctor.
आजकल नॉर्मल है 8
ʜʟᴏ ᴅɪ
Aapko aur aapke parivaar ke sabhi sadasyon ko Shri Krishna Janmastami ki hardik subhkamnaayein🙏.. Yeh Janmastami aap sabhi ke liye mangalamay siddh ho🙏
Aap k bolne ka way hema malini ki tarah hai😊
Didi vidyut to copy mei galat likha hai
Ab nayi spelling yahi hai
Hello mam 👋👋
Aapse milna hai kash basic ki training me mil jaye...
❤❤
Hii mam
Hii mam 😊
Mam ur daughters are twins?
Yes
Hello mam❤
Ma'am aapki betiyaan kaun se class me hain??
4
Hi didi❤❤
Janmashtami 7 ki hi hai
Video thori aur lambi banaye, dekhne se man nhi bharta 😊
Di mera two questions hai unka please answer de dijiye
Meri beti grade 1 mai use km reading ati kya kru ma
Second ki mera Bhai ki shadi hai ghr bhi reh jan mai huni hai to Jo hm kapda lega unme kharacha bhut ayga kaise km kra😊
Reading needs more practice and clothes expenses kam karne ke liye online sale se shopping kijiye
Mam aap primary m h ya junior me h
Primary
Kitne saal ki h aapki betiya
Going to be 10
@@livelifeeasy7681 ❤️❤️
Etni energy kaha se late ho yar di
Thank u for lovely tips... love your videos.... didi plsss suggest me how to solve or handle siblings fighting and arguments????? Plssss reply... awaiting....
Jo fight na kare wo sibling Kahan 🤣
मैडम बच्चों को कैसे चुप कराये कक्षा में 🙏🙏🙏
Busy rakhkar
@@livelifeeasy7681 अच्छा 🙏🙏
Hlo Di m apni family me single lady baki sb gents h unki yrf se mujhe koi bhi dikkat nhi h unke sath m apni life me MST hu lekin unka chacha chachi mujhe bhi samjh nhi aata dusri bhu Jo Aai h unke samne meri burai krte h unko lekr m bohot distrub rhti hu kbhi khi se to kbhi khi se baate sunne ko milti h apne husband ko btau to vo bolte h k terse bhtr koi ni janta k tu kya h chup rh or stayaye ko prman ki jarurt nhi h hme pta h tu kya h hmare liye meri ab to HD hogi ab chacha or bolte us bhu k aage k vo to kisi ko chai Pani b ni puchti thi hm e usko sikhaya ab baat aagi meri self respect PE m kl se bohot presaan hu sb bolrey chup rh ldai hojegi m kya kru unko krrrra jwab b Dena h mujhe or mind b apna set karna please di jldi reply karna k m kya kru vrna ye pagl bna dengye. Mera chahe MSG hi krdo
Aap apne husband ko samjhaiye ki bahot zaroori hai kuch baato ko clear karna. Agar abhi nahi kiya toh bahot badh jaegi baatein. Jab hamari khamoshi ko kamzori samjha jae toh aap communicate karein. Kabhi kabhi jab baatein dil mein reh jaati hai to ek din phat kar bahar aati hai. Aap apne chacha aur chachi se zaroor baat kariye aur samajhiye ki aisi kya baat ho gayi ki unhe aapse itni shikayat hai. Nayi bahu se apna communication saaf rakhiye toh usse galat fehmi nahi hogi. Bahot zaruri hai ki iss tarah ki negativity ko handle kariye. Ladna nahi hai bas aaram se beth kar unhe samjhana hai ki jo wo kar rahe hai galat hai. Jab baat self respect ki ho toh phir peeche na dekhna.
U r absolutely right 👍
Thank you di Maine abhi aapka MSG seen Kiya or problem ko solve Kiya unke sath vo bole k hmne to tarif ki aapki kbhi burai ni ki jisne bhi aapko bola vo baat Mila k bola h tb Maine bol Diya k na to Maine koi tarif ka kaam kiya h jo h vo Mera meri family k liya pyaar h or rhi baat meri tarif ki to Mera jikkr krne ki jarurt nhi h charcha Krne ko bohot mudde h Desh ki baat kro apnegav k development ki kro
Same set m layi hu aj kahna ji ke to copy 😊😊
Di ap anpe kanha ji ke dress khud se stich kr lo..apko stich bhi ati hai...Happy Janmashtami ❤
Try karungi
Madam piche ki dal pehele giregi chaho to experiment krke dekhlo
ese thoda bacha ho to I usually mix them all and make mix daal 😅
@@anjulather1593 haan vahi to vo mix hi ho jata h thoda aage ka girta h thoda piche ka
Mai usi dabbed me upar plastic ki choti theli ya kagaj me pack karke pahli vali jo cheej rahti hai vo rakhti hu. Aur banate samay pahle vo use karti hu.
@@mrinalikasharma0 I mean mix all type of daal in one container to make mix daal.
@@anjulather1593 ohh ☺ nice
Hi di i am also a private teacher and i have 4.5 yr old son. Pr ab mai second baby plan kr rahi hu. Bahut dar lag raha hai ki krna chahiye ya nhi. Kyuki mjhe job chorna padega aur finance me thoda dikkat to aa hi jati hai phir. Lekin phir jyada late bhi nhi krna chahti hu. Ek you tube channel create kiya hai @learnwithpriya502 but samajh nhi aata teaching me aisa kya karou jo dusre nhi krate. Mai maths aur science pdati hu. Ghar me tuitions bhi jyada nhi aayengi kyuki location thik nhi hai. Koi income generate krna chahti hu apne liye baby hone se phle while staying at home. Please give some suggestions di.
Hi Mam
U r such an inspiration for me.
Pls share ur email address. Mujhe apko mail krna hai. Pls share
Description me hai
❤❤❤❤
Hi di i am also a private teacher and i have 4.5 yr old son. Pr ab mai second baby plan kr rahi hu. Bahut dar lag raha hai ki krna chahiye ya nhi. Kyuki mjhe job chorna padega aur finance me thoda dikkat to aa hi jati hai phir. Lekin phir jyada late bhi nhi krna chahti hu. Ek you tube channel create kiya hai @learnwithpriya502 but samajh nhi aata teaching me aisa kya karou jo dusre nhi krate. Mai maths aur science pdati hu. Ghar me tuitions bhi jyada nhi aayengi kyuki location thik nhi hai. Koi income generate krna chahti hu apne liye baby hone se phle while staying at home. Please give some suggestions di.
Math science ke same topic alag tarah se samjhane ki koshish kijiye