Dalhousie Snowfall Update Jan 2025 | Snowfall In Dalhousie - Khajjiar road open! Himachal Snowfall

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 24 янв 2025

Комментарии • 26

  • @himriderdev9639
    @himriderdev9639 15 дней назад +1

    Very nice

  • @raredust380
    @raredust380 21 день назад +1

    How lovely !!!! Love Dalhousie ❤❤❤

  • @TanujKashyp
    @TanujKashyp 20 дней назад +1

    Choro bhoru bloger ❤

  • @triloktandon9191
    @triloktandon9191 21 день назад +1

    ❤❤

  • @danyasharmamusic
    @danyasharmamusic 18 дней назад +1

    Kya mujhe aap ye bta skte hain ki mai dainkund jaa skti hun abhi?? Vha snow milegi?? Or ye bhi ki kya vo trek hai? Agr haan to kitne km chalna hoga ya car se jaa skte hain ya nhi.. ( sorry bahut ques hain😅 btw..I just subscribed to ur channel! )

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  18 дней назад +1

      Hi Namaste! Vlog dekhne aur channel subscribe karne ke liye dil se shukriya 🙏 Ji haan, Dainkund me snow milega aur trek kaafi enjoyable hota hai. Abhi ke update ke mutabik, aapko gaadi 5-6 km pehle hi rokni padegi, aur wahin se trek shuru hoga, uske baad 1.4 km trek hai Pohlani Mata Temple tk. Pichle winter ka detailed vlog bhi channel par available hai, zarur check kariye! ❄️ Happy trekking!"

  • @krn3389
    @krn3389 19 дней назад +1

    Daindkund ka track possible hai kya abhi???

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  19 дней назад +1

      Vlog dekhne k liye dhanyavaad!
      Ji haan aajkal toh jyadar tourist Dainkund hi ja rahe hai.

  • @amitashandilya0606
    @amitashandilya0606 19 дней назад +1

    Aaj ya kl snowfall vke chance hai?

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  19 дней назад +1

      Vlog dekhne ke liye dhanyavaad!
      Ji haan snowfall k chances toh hai, pr abhi tk clouds hi hai
      Snowfall hoga toh mai jarur update karunga shorts ya vlog me✌️

  • @shaktibhardwaj8979
    @shaktibhardwaj8979 14 дней назад +1

    We are planning to visit Dalhousie on 10 february.
    In which area should we stay, and what is the avg expense of hotel for 2 days

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  14 дней назад +2

      Thank you for watching our vlogs and supporting our journey! Regarding accommodations, it depends on the type of experience you're looking for. Whether you're interested in unique spaces, homestays, hotels, or luxury camps, your options may vary based on the specific location. Feel free to reach out for more details 82194-31393 or recommendations!

  • @Deepika-e8m
    @Deepika-e8m 20 дней назад +1

    Is time barf padi hai kya dalhousie m

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  20 дней назад +1

      Vlog dekhne ke liye dhanyawad! Ji haan, kuch din pehle snowfall hua tha. Town me snow nahi hai, lekin Dalhousie aur Khajjiar ke beech snow milega. Aap Dainkund Peak Trek plan karein, wahan kaafi snow milega.

  • @souravsaini2972
    @souravsaini2972 21 день назад +1

    Dainkund road open h kya ?

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  21 день назад +1

      Filhal Lakadmandi se log ja rahe hain. Khajjiar ka road filhal khul gaya hai, aur Dainkund bhi possibly kuch dino mein khul jayega agar snowfall nahi hua aur

    • @krn3389
      @krn3389 19 дней назад +1

      Confirm kro jaldi btao​@@NomadicAdventureTales

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  19 дней назад +2

      Karan ji, abhi toh nhi jaa rahi gaadiya Daindkund Peak tk, Lakdmandi se paidal hi

  • @archanadeshpande4359
    @archanadeshpande4359 21 день назад +1

    Feb 1st week main snow fall hoga kya

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  20 дней назад +1

      Hello Archana ji,
      Vlog dekhne ke liye dhanyawad!
      Snowfall ke baare mein kuchh confirm nahi hota, lekin pichle saal February ke first week mein snowfall hua tha. Baaki, 99% chances hain ki aapko snow dekhne ko zarur milega.
      Baaki aapko hum latest updates dene ki koshish karte rahenge
      🙏✌️

  • @chhatishgadiyasablebhadiya385
    @chhatishgadiyasablebhadiya385 21 день назад +1

    Same date ka ek blogger ko video dekha.. Uske hisab se khajjiyar me koi snow ni.. But tum dikha rahe snow hai... Kon galat kon sahi kaise pata kare

    • @NomadicAdventureTales
      @NomadicAdventureTales  20 дней назад +2

      Hello Sir, Namastey 🙏
      Vlog dekhne ke liye dhanyawad! Ji haan, Khajjiar mein snow nahi hai, aapne sahi dekha. Ye vlog Dalhousie aur Khajjiar ke beech ke area (Dainkund Peak, Lakadmandi) ka hai. Dalhousie aur Khajjiar ke beech ke 10-12 km upar ke area mein snow milega, lekin in dono jagahon par nahi.
      Yaha 1-3 inches snow tha jo abhi melt ho gya hai. Aur ye vlog me maine aapko Dalhousie Khajjiar ka road khul jaane k baare me bataya hai, aane wale dino me agar aur snow spells honge toh Dalhousie Khajjiar road phir se band ho sakta hai