LG inverter refrigerator he usme compressor cut oute hone ke baad compressor cahlu hone me bohot time leta 2 .3. hours ke baad compressor cahlu hota hai
Bhai ji agar galti se gas jyada dal jaye to charging line se freeze ko 10mint band krke nikalna ye hi tarika ya koy shotcut safe triks. Bi hai btao na bhai ji
Dost yha eko friendly Gas hi, safety se kaam karo is se koi problem nhi hogi, fridge compresser blast nhi hoga kyoki ya bhut kam Gas charge ki jati hi।।is ka pressure jyada nhi hi
@@rjmusic6531 dost me dono trha se karta hu,aur jyada log salf vakyum hi karte hi।me bhi,lakin jha jarurat hoti hi wha vakum pump jarur istemal karta hu। Linear compressor me vacuum pump jaruri hi
Bhai ji agr 600 a pinching krne ke bad agar halka leakege reh jaye charging line se agg nhi pakde ga kya pls btao Or ye cupler gauge kha se milega iska koi naam
Dost iska r600 ka runing back pressure 0psi chalta hi lekg nhi hoga... aaram se punch ho jata hi....aur iska name aapne sahi liya hi....yha delhi me dariya ganj se liya hai mane
Piyershing tools aatahe bhai jise aap gas kam karna ho ya fridge me choking he ya uska pumping chek karne he tho aap kar sataheho ya gas top up karnahe deepfreeze me
Sorry Bhai sahab.Ye karne se pahale agar aap ne condenser fan blade circulation sahi kiye hote phir bhi thik hota kyo ke fan blade compressor pe hawa sahi nahi mar Raha.Rotation aur air flow sahi nahi hai.Vedeo mein gar se dekhna.
Dost yha problem gas charge ki baad aayi hi.... agar aap ki baat shi hoti to gas kam karne ki baad kuch aur problem hoti.... Khan sahab yha fridge Aaj bhi ok chal raha hai.... shukriya bhai 🌹🌹🌹🌹
Bhai mere pass jo pich off 15 sal hogaya he bhai mere pas pich off he vo panese titit karne vala use kartahu bhai me kabhibhi nrv use nshi kartahu kyo ki nrv likej hotithi he tho likej check me bahut heran hojatihe bhai kabhibhi nrv use nahi karni chahiye r600 me bhi
Intezar bhai very good
Shukriya bhai ji 🌹🌹🌹🌹
Good 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Very good
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Varry,nis,sir
Thank you
Very nice video sir 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
LG inverter refrigerator he usme compressor cut oute hone ke baad compressor cahlu hone me bohot time leta 2 .3. hours ke baad compressor cahlu hota hai
404 gas ka back pressure kitna hoga
Capillary fridge ke bahar dalne se moisture ayegi suction pipe ke satth fridge me internal hoke jaye to nahi
Ha ji
@@electrogeg bahut sari company bahar se dalti hai lekin usme cover vagaira acche se lagakar pack kar deti hai
Good 👌👌👍👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Cargeng gaj 1/4 ni pipa par kasa lgaya apne
Mera caplar gage 3/16 aur 1/4 dono me lag jata hai
Bhai ji agar galti se gas jyada dal jaye to charging line se freeze ko 10mint band krke nikalna ye hi tarika ya koy shotcut safe triks. Bi hai btao na bhai ji
Bhai jald is par ek video upload karunga
R 600 ya R290 mai NRV Laganay say koi fire Rick hai kya, (warranty ho na ho)
Fire risk nhi hota
Good explain sir 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Punching tool konsa hai
Sir koi bhi punching tool ho sab accha hai..... seting karna jaruri hi 🌹🌹🌹🌹 thanks 🌹🌹🌹🌹
Badiya video Bana Rahe Hai ap
Sir gauge me jo laga adepter hai o kahan mile ga uska link hai to bataye please
Delhi dariye Ganj
Very good👍. Good explain 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Sir agar r600 gas jyada jvalanshil hoti hai to
ise fridge mein kyon dalte Hain . Isse compresser blast hone ke chance badh jaenge
Dost yha eko friendly Gas hi, safety se kaam karo is se koi problem nhi hogi, fridge compresser blast nhi hoga kyoki ya bhut kam Gas charge ki jati hi।।is ka pressure jyada nhi hi
@@electrogeg sir r600 gas charge self veccum karna sahi h ki vacuum pump dwara vacuum karke Sahi Tarika hai?
@@rjmusic6531 dost me dono trha se karta hu,aur jyada log salf vakyum hi karte hi।me bhi,lakin jha jarurat hoti hi wha vakum pump jarur istemal karta hu। Linear compressor me vacuum pump jaruri hi
Aapka channel Deka mane, accha म्यूजिक bza lete ho 👍
@@electrogeg thank you sir ji 🙏🏼
Bhai ji agr 600 a pinching krne ke bad agar halka leakege reh jaye charging line se agg nhi pakde ga kya pls btao
Or ye cupler gauge kha se milega iska koi naam
Dost iska r600 ka runing back pressure 0psi chalta hi lekg nhi hoga... aaram se punch ho jata hi....aur iska name aapne sahi liya hi....yha delhi me dariya ganj se liya hai mane
Mujhe bhi AAP jaisa caplary gauge chahiye kha milega Bhai our uos ki price kya hai
Dost fridge spare parts Shop se purchase kiya hai mane.....agar AAP ki nhi mill rahe hai to me jald hi isko awelebal karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
Kis job pe apnea Kitna charges liya approx vo bhi batata kijiye pls
Hariom ji yha par price nhi bta sakte....sab ka aapna aapna price hi.... thanks 🌹🌹🌹🌹
Sahi Bolle par use Pata chal Jatan hai ki markt me kya rate chal rha hai
Piyershing tools aatahe bhai jise aap gas kam karna ho ya fridge me choking he ya uska pumping chek karne he tho aap kar sataheho ya gas top up karnahe deepfreeze me
Right sir....lakin is ki jarurat saal me 3 ya 4 baar hoti hi is liya mane nhi liya hi
Sorry Bhai sahab.Ye karne se pahale agar aap ne condenser fan blade circulation sahi kiye hote phir bhi thik hota kyo ke fan blade compressor pe hawa sahi nahi mar Raha.Rotation aur air flow sahi nahi hai.Vedeo mein gar se dekhna.
Dost yha problem gas charge ki baad aayi hi.... agar aap ki baat shi hoti to gas kam karne ki baad kuch aur problem hoti.... Khan sahab yha fridge Aaj bhi ok chal raha hai.... shukriya bhai 🌹🌹🌹🌹
Where i can get the gauge coupler
where are you from
Goa
Can i hv
Bhai mere pass jo pich off 15 sal hogaya he bhai mere pas pich off he vo panese titit karne vala use kartahu bhai me kabhibhi nrv use nshi kartahu kyo ki nrv likej hotithi he tho likej check me bahut heran hojatihe bhai kabhibhi nrv use nahi karni chahiye r600 me bhi
Good.....jo aapne btaya wha tool me bhi istemal karta tha phale....... AAP baat karne ke liye number send kar do me call kar lunga aapko
Nice video sir 👍
Sir jee aap ka ph mil jaye to kam or vi best ho jayega
Thank you 🌹🌹🌹🌹........ AAP kha se ho
Kolata
Sir aap neh dryer k paas pinch hua hai head pressure toh kum batayega
Dost wha extra pipe vekum ki liya hota hi, usko pinch karne se kuch nhi hoga।।।।। sukriya Bhai 🌹🌹🌹🌹
Sir mei bol raha hoo aap neh pinch karneh k baad low pressure gauge waha laga yeh hai woh pinch toh baad mei kholna hoga na
Dost mera experience kiya hi, wha se gas ka pura pressure aata hi
One thing sir how to chech door sensor for fan motor
Ye bat apki sahi lgi
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Bhai aap ka phone number milega kya?
AAP aapna phone number send kar do sir
Very good
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Very good
Thank you 🌹🌹🌹🌹