You can use the same 47k but you have to increase the capacitor value. I do not know how to calculate the capacitor value may be someone can help.use 47k 1/2 or 1 watt value.
Bhai yah colours Hai kam Jyada kar rahi hai iska Koi Jugaad batao yah to Ghat pad rahi hai light continue ek hi speed Mein Chalna chahie Kuchh Aisa system batao aapki video Tumhare bahut acchi nice video
2 set banaya hai bhaiya. Ak set thik jal raha hai. Dusra set mai light dim jal raha hai. Kya problem samjh nehi a raha hai. I request you eska solution bolie please.
Very nice video Bhai ek video mobile signal booster network ka uper bhi bana do please please please may I request you who bhi kamse kam price me all signal networks
Sir koi video bnao aap jisme hme ye btao ki 3volt ya 5 volt ya 7 volt ya 12 volt ke liye kitne ka registance lgega kitne ka capicitor lgega or kitne ka diod lgega hme confusion hota hai aapki video real hoti hai esliye request kr rha hu please
Sirji blue light 3.5volt ki ac 230 volt se chalane ke liye kitne ohms ka resistor use kare kya har led par resistor lagana ho sirf ek hi resistor kafi hai
Very good information.
Weldon Sir you are explained very good clearly
Your video is superb sir. Great 😀
Nice video bro
Very good talent 👍🙏
Great... thanks my dear 🌹
achcha Laga👍
Sat es ko chat jar kaise banayajaye
Bahut badhiya. Keep it up........
Thanks Sir
Very nice , also provide schematic diagram. That will help a lot.diagram will help to understand all technical peoples.
Super bro
Nice I like it
Very nice video
Excellent Explanation
Supar se upar
Apki idea such me mithi he. Thanks. 🌹🌹🌹
Nice video bhaiya ji 👍👍👍👍
very useful idea thank you.
Superb sir I like it.....
Show!. God Job!.
Very. Good.
very nice vedio -- tq
Super light
*Very nice*SuradipTube*
So nice
tussi great ho sir ji
Good bhaai
Mast idea
Capecitar +,- vala hay kya
Bahut good explain kiya apne. Mera ek ques hai ki diwali wali rice lights ko 9v ya 12 volt dc power par kaise chaleya jaye. Pls jaroor bataiyega
Single colour ki LED ke liye kaunsa register lagega please bataiye
Very nice brother i like you
Aur sir please make more and easy decoration lights
Sir isko agr 5 mtr, 10 mtr bnana ho tb bhi kya yahi sb lagega same.. Plz bataye
Nice Bhaiya ji
capacitor 470uf/25v sir ea jo capacitor use kiya apne uska +,- he ya use led ki +,- pe lagane
Good looking Bhai ji
Good
Very nice sir sir 30 led ka series bi bana k batao please
20LED KE LIYE KITNE OHMS KI RAJISTENCE LAGAYENGE
Hi बताओ न, 20एलईडी में केपेसिटर और रजिस्टेंस कितनी वेल्यू की लगाएंगे
बताओ सर 20एलईडी के बारे मे
बताओ sr
You can use the same 47k but you have to increase the capacitor value. I do not know how to calculate the capacitor value may be someone can help.use 47k 1/2 or 1 watt value.
Sir simple led 5mm ki 2.2volt se ac ki jalar kaise banaye
मे 50 led जोडूङ्गा तो कितना पावर का resistant जोड्ना होगा
Sar ismein Kitni LED Laga sakte hain
100-150 tak but fir diode aur resistance lagane ki bhi jarurat nahi hai directly ac se..
@@TechnicalSokil thanks
Nice video
Bhai yah colours Hai kam Jyada kar rahi hai iska Koi Jugaad batao yah to Ghat pad rahi hai light continue ek hi speed Mein Chalna chahie Kuchh Aisa system batao aapki video Tumhare bahut acchi nice video
bro ye kam jyada nahi kar rahi hai.. actually me aap logo ko achche se dikhane ke liye apne room ki light ko band aur chalu karwa raha tha.. ok
Nhi bord me hi liting fit hi
Very nice sir.i have to ask one. Qst.if we use from 25 to 50 LEDS so we have to use the same component or have to use the different size thx
@mukesh sokil bhai ek cheap fm radio reciever bnaye..
Agar hum bina glu krne wali bnai tu us me kia krna hoga
20led jala neke liae resistoe aor cepisetar ki velyou kit ni rakh sakte hai
This is 47k 1watt resistor not 470k ohm
Wohi me kahi, RGB glow nahi ho rahi
470 k ohm se glow nahi ho rahi
@@LinFongLee 47k 1watt resistance lagao fer Dekho led glow hoti hai
Tab bhi glow nahi ho rahi
Jab tak 4 didode se bridge rectifier na banaye tab tak glow nahi hogi, ye single diode hai, mene 47 K se bhi try kiya but glow nahi hui
Sir resistant ( __ ) ya (+) side btay
2 set banaya hai bhaiya. Ak set thik jal raha hai. Dusra set mai light dim jal raha hai. Kya problem samjh nehi a raha hai. I request you eska solution bolie please.
Sir dipawali k lia length light banaao plz
Nyccc
How to make 220v shock proof electricity.Pls make a video on this topic
Sir resistance 47k lena he,na ki 470k,.470k par led ni jalegi
Sahi hai video me 47k hai likh rahe hai 470k???!!!!!!!
Sir projector banana sikhaiye home cinema wala
Super
جيد جداً
Sir diode ka numbers btay aur resistance ka ye shot to nhi honga na. ....apne direct AC/crunt diya h......
1/4th watt resistance kam karega?
How to + mantap 💡🖒🖒🖒
Very nice video Bhai ek video mobile signal booster network ka uper bhi bana do please please please may I request you who bhi kamse kam price me all signal networks
Aur bhi banao sir ghil mill light aur bhi vidio banao sir hame dekhana hai
aapkay pass yeh konsa soldering iron hay pls .
30 malti colour light ke liye kya kya chahiye
Resistance ki value aur kam rakhni hongi bro..
bhai 100 watt ka laatu kaise repaire kare urgent reply
👍
Nice
Nice Bhai
100LEDके लिए विडीयो डाले
Sir koi video bnao aap jisme hme ye btao ki 3volt ya 5 volt ya 7 volt ya 12 volt ke liye kitne ka registance lgega kitne ka capicitor lgega or kitne ka diod lgega hme confusion hota hai aapki video real hoti hai esliye request kr rha hu please
Bhai 10 mm ki RGB LED lga sakte hai aur usme kya kuch badalna padega please Bhai reply kar ke batao
Sir me try Kia but blinking nhi ho Raha that..sirf constantly jal Raha that.
Sir is circuit mein kitne led bulb jal sakte hain 10 , 20 ,50. ......Or max kitnee we??
Pls batayee
100-150 tak but fir diode aur resistance lagane ki bhi jarurat nahi hai directly ac se..
Reply ·
Agar aapko jyada LED use karne hai to resistor ki value kam karni hogi.
But mujhe lagta hai ki aap transformerless power supply use karo
Sir can u supplying led series bulbs for detail decorations raw materials. I want to purchase in bulk quantities.
Kitni quantity chahiye aapko
I need minimum Ra.2000/- quantity of different colours led with all other accessories
sir esehi Direct current se jyada led bulb lagana ho toh ressistance capasitor dioud jyada lagana padegaki nahi?
@@creativeidea7566 thank u sir for good reply
Sirji blue light 3.5volt ki ac 230 volt se chalane ke liye kitne ohms ka resistor use kare kya har led par resistor lagana ho sirf ek hi resistor kafi hai
automatic battery charger Banakar dikhaiye
Sir tell us how much resistance fix for 40 nos. RGB
Bhaiji led thoda lite se brightness kam hai ..kya karnaa hai.
Sir I can use adaptor with small led
20led glow hoga ki nahi
Agar sir light 10 ki jagah 5 led lagaye to resistance aur capacitor ki value kam jyada karna padega
Sir ur videos r just awesome 👌🙏😎👍....... good work sir. Keep uploading this type of useful videos in day to day life
Sir aap kaha se ho???
Jaipur (Rajasthan)
Hi
Sir Kya hum issme colorful LED ki jagha white LED laga sakte ha
Sir mai singal colour led loun to woh bhi easi he jalegi sir please
Yes.. bilkul bro
Thanks sir
5 led me kya kya lagega please reply please 🙏🙏🙏
Led bulbs and resister kidhar Mumbai me milte hai
ha kyo nahi sab jagah milte hai bro..
Electronic store ya fir koi enterprise me
Hi apne jo bord liya he ac ka usme jo indiketar lagahe red klraka vo blinc q kar rha he
Mukesh bhai, 25 LED ke liye capacitor aur resister ke values kya honge ? Pls tell me.
Sir, aapne 10 RGB light use ki h, ham same component k sath zyada se zyada kitni RGB light use kr sakte h?
Jalar me RGB 6 led blubs Jo 5mm ki h us me konsa resgent or konsa capister us kre
Sir led lights m capacitor or diode ki repair kese kre. (Urgent )
With 3wire combination
@@keshavsharma577 kya matlab
Kys is circuit me led to tej jalane ke liye registance power kam ker sakte hai 470k se kam om ka register use karne me koi dikkat to ni???
let me know u run 220v in put with 25v capaciter out put is that? looking 4ur answer please.
Nice Sir 👌 sir solar panels DC current to AC Current free energy
Bhaai,24 8mm led bulb sirij kneksn krne PR direct ac line se jlaane ke lie kitne ka Resistance lgaana hoga
15k to 22k tak use kar sakte hai bro..
@@TechnicalSokil thanks bhaiyya.
Sir multi color led hai ja single color
3 bulb Night Lamp k leye kya karna hai
Sir, mereko 470kcapacitor 25volt ka nahim mila,40volt ka hai, ye use karne keliye kar sakta hai kya, aap thoda bathayi ye pls.
Is video circuit me kitna bulb laga sakte hai