How to Make Automatic Emergency Light for Power Cut - Easy life hacks

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 янв 2025

Комментарии • 803

  • @MyShoebkhan
    @MyShoebkhan 5 лет назад +70

    Battery full charge hone par kya power automatic cut ho jayegi???

  • @moinshaikh9567
    @moinshaikh9567 6 лет назад +4

    सर आप बहुत ही अच्छे से समझाते हो ये हर किसी को आसानी से समझ में आता है nice job sir

  • @apnawholesalemarket
    @apnawholesalemarket 4 года назад +4

    Battery charger kaise hogi or over charging ka kya

  • @rashimponline1782
    @rashimponline1782 6 лет назад

    So reallly bhai mene kar ke dekh liya..Ek dam 10000000%...Bhai

  • @RavinderSingh-os8rg
    @RavinderSingh-os8rg 5 лет назад +1

    all is very clear diagrams are first class.

  • @ShealSupport
    @ShealSupport 4 года назад +1

    sir kyaa hum isme dual battry ka use kr skte h...or aga ha to isme hme kya changes krna hoga

  • @vickykumar-nu2um
    @vickykumar-nu2um 6 лет назад +2

    Maine karke dekha accha kam kar raha h...thanx for your video

    • @saurabhjikapyar
      @saurabhjikapyar 6 лет назад

      Bhai ye led strip kitne rupees ki milti hai?

  • @manmohansoni2385
    @manmohansoni2385 5 лет назад +1

    Sar aapki video BHUT achhi hai maine banaya hai achha chal bhi rha hai
    Thank you

  • @apnimargidostokimargi7358
    @apnimargidostokimargi7358 5 лет назад +2

    Thankyou sir essai mujhai padnai Mai koi rukabat nahi aaygi . thankyou so much ..,✔️✔️✔️✔️✔️

  • @powerofbanknifty5199
    @powerofbanknifty5199 4 года назад

    थैंक यू सर जी यूट्यूब में मुझे केवल आपका ही वीडियो अच्छा लगता इसलिए दिल से थैंक यू

  • @sonaswami8017
    @sonaswami8017 5 лет назад +7

    भाई आप की विडीयो देख कर मे काम सीख रहा हू आप का बहोत 2 धन्‍यवाद. ऊसताज जी

  • @rajeevrathor1339
    @rajeevrathor1339 4 года назад

    Bhai aap ka video bahut bahut Achcha hai kam component per aapane banate dikhaya

  • @achalsaini9092
    @achalsaini9092 4 года назад +1

    Bhai ke sab log video dekho
    Aur unko jyada jyada support kro
    Bhai Kitna khyal rakhte Hain ham logon ka

  • @shankarsinghsolanki1087
    @shankarsinghsolanki1087 6 лет назад

    आपका बहुत बचत,व उपयोगी गहन ,ज्ञान बताने के लिए बहुत धन्यवाद
    धनयवाद

  • @bigdaddy_official
    @bigdaddy_official 5 лет назад

    Aapke jaisa koi bhi youtuber nahi samjhata bhai aap great ho

  • @Anilkumar-dt1ct
    @Anilkumar-dt1ct 5 лет назад

    apne bahot achhe se samjhaya h..thank u....

  • @jagdishvarma2969
    @jagdishvarma2969 5 лет назад +1

    Bhot achi trick h bhai par Better h jo vo kya bord me lagi rehti h to charj hoti rahegi ya use charj kar ke lagna hoga bhai

  • @mrcreator2685
    @mrcreator2685 6 лет назад +4

    sr thank u so much Ye video sabse achi hai sr isme like aur sucsribe karna banta hai sr love this video

  • @saquibqureshi3480
    @saquibqureshi3480 5 лет назад +1

    bhai wo tarika batao light se bhi jale led or bettry se bhi jaldi batao

  • @achalsaini9092
    @achalsaini9092 4 года назад

    Very nice emergency light
    Today's is good video bhai

  • @vocalistgaurav8965
    @vocalistgaurav8965 4 года назад

    😃😃😃🤟🤟
    wah bhai.......
    bauhat badiya.......

  • @mangeshdeshmukh7633
    @mangeshdeshmukh7633 4 года назад

    Superb , detail mein explain kiya thanx

  • @suneelkushwaha459
    @suneelkushwaha459 6 лет назад +1

    relay one contractor ka ya double contractor ka le

  • @UmeshKumar-gm8il
    @UmeshKumar-gm8il 5 лет назад

    Good yaar hamesa ayesa video bhejahi karo

  • @manishprajapati9866
    @manishprajapati9866 4 года назад +5

    it is useful i made it at home thankyou

  • @techcreativefacts
    @techcreativefacts 5 лет назад +3

    Aapko relay protection or surge protection keliye relay ke across ek diode dalna chahiye,
    and
    battery charger bhi over charge protected hona chahiye is ki vajah se battery ki life badhegi.
    Baki over all 10/10.
    Keep it up.

  • @emotionallines6679
    @emotionallines6679 4 года назад +1

    Battery charge bhi hoti hai kya...es prakar se

  • @ashuchoudhary6297
    @ashuchoudhary6297 5 лет назад +8

    Shandar sir. I proud to indian

  • @RajuKumar-iw8xu
    @RajuKumar-iw8xu 4 года назад

    Bahut mast banaya hai Bhai aapane

  • @rajdasgupta880
    @rajdasgupta880 4 года назад +1

    automatic emergency light dekhkar bahut accha laga, mai aap ka channel subscriber kar liya hai agli bar aur accha video lana. thank u dada.

  • @mahendrakale8844
    @mahendrakale8844 5 лет назад +1

    Bahot badhiya bhai... Lekin battery lagata charg hoti rahegi. battery full charj hone ke baad charging cut hona. Hiye aisa kuch karo aur agli video me batao.. Thank you

  • @shyampathak9313
    @shyampathak9313 6 лет назад

    It is very good and interest ing video

  • @sirajansari8302
    @sirajansari8302 6 лет назад

    12vold ki baitari torch wali lga sakte h

  • @g1rai497
    @g1rai497 6 лет назад +1

    Bhai bahut aachhe se samjhate ho g

  • @rjmusicstudio....1840
    @rjmusicstudio....1840 5 лет назад

    Is sarkit me bettary ko alg se charg karna pdega kya?

  • @arvindrajpoot8593
    @arvindrajpoot8593 5 лет назад +1

    Bhai aapka project main bhi karke dekha hua accha work kar raha hai dhanyavad aapne Jaise jaisa kaha tha main waise waise hi kiya tha dhanyavad relay se ek aur naya project Bana kar dikhaye na please bilkul dhamakedaar project

  • @mangeshdeshmukh2140
    @mangeshdeshmukh2140 4 года назад +1

    superb , you are best teacher , pls make more videos

  • @sujeetkumaryadav6573
    @sujeetkumaryadav6573 4 года назад +1

    Sir kya baitree bhi isase charj ho gi kya automatically

  • @deepakmaurya5948
    @deepakmaurya5948 5 лет назад +1

    Ye Jo adapter laga hay issay battery bhi charge hogi?

  • @ArifKhan-uh6qy
    @ArifKhan-uh6qy 4 года назад

    Bahut achcha video hai sach me

  • @amanchauhan3888
    @amanchauhan3888 4 года назад

    Kya hum is light ko main current pe isi circuit me chala sakte hain.

  • @khomeshwarpatel56
    @khomeshwarpatel56 6 лет назад

    Sir ji meko krishi pump ko timer ghadi lagakr control krna hai to uske liye koi idea h kya

  • @GagandeepSingh-sh2yy
    @GagandeepSingh-sh2yy 6 лет назад

    sir es ke sa adapter ki jagha pr soler penal ka estmal kr skte hai

  • @rohit2418
    @rohit2418 4 года назад

    Nice,
    UPS ka relay use kar sakte hai

  • @barichoudhury5591
    @barichoudhury5591 5 лет назад +3

    Very nice demonstration . thanks

  • @imranmohd5856
    @imranmohd5856 5 лет назад +1

    Sir ji agar adapter hata k 12v 2amp Ka transformer laga de to kaisa rehega

    • @TechnicalSokil
      @TechnicalSokil  5 лет назад

      ha par usko dc banana honga bridge rectifier ke dwara

  • @anujkumar276
    @anujkumar276 4 года назад

    बहुत-बहुत धन्यवाद सर , इस रिले से बैटरी भी चार्ज होती है

  • @firstwayofeducation
    @firstwayofeducation 5 лет назад +1

    Sir kya battery charg ho rahi hai

  • @prathvirajsinghrathore8340
    @prathvirajsinghrathore8340 6 лет назад

    helloo sir..... apka ye video mujhe bhut pasnd aya he.... .but sir vi abputar ka +,- kese chek krye he

  • @jitendrakanojiya4860
    @jitendrakanojiya4860 5 лет назад +1

    bhai bahut badhiya bataya

  • @HariOm-uk8bl
    @HariOm-uk8bl 5 лет назад +3

    I very Thank you so much for this trip
    Ye trik hm bhut din see dhundh rhe the I'm full sport for thik trik

  • @HariOm-uk8bl
    @HariOm-uk8bl 5 лет назад +1

    Very nice experiement

  • @vickyjangir2190
    @vickyjangir2190 4 года назад +1

    Solar palet light ki video bnao....

  • @rajeshhalder3753
    @rajeshhalder3753 4 года назад +1

    Battery charge kya adapter se hoga??

  • @SantoshKumar-uz7ft
    @SantoshKumar-uz7ft 4 года назад

    Kya baat hai bahot acha thanks

  • @rameshnarkar2956
    @rameshnarkar2956 5 лет назад +1

    Diode konsa he bro value

  • @comedyshorts8987
    @comedyshorts8987 5 лет назад

    Choti battery lga skte h?

  • @adilshaikh22
    @adilshaikh22 5 лет назад +1

    Bhai aap ka video bahot kaam ka hota hai but aap se ek request hai ki aap jo bhi tools ya instrument use krte ho device banane ke liye to plz discription me sabhi tools ka naam aur iska diagram aad kro taki yaad rahe ki kunsi chize lagegi device banane me

  • @ismailmappila899
    @ismailmappila899 5 лет назад +1

    Dhanyawad bhai.. battery charge kaise karoge?

    • @TechnicalSokil
      @TechnicalSokil  5 лет назад +1

      sab bataya hai video me battery bhi charge hongi bhai

  • @sauthmuviesduniya9121
    @sauthmuviesduniya9121 5 лет назад +2

    Savi materiyal ka link nahi veja yer

  • @BabluKumar-pv1hr
    @BabluKumar-pv1hr 6 лет назад

    Sar Jee aapka batane ka tarika bahut achha hai eseTarah ka LED inverter Chala Hai is a banana sikhaye

  • @ratneshkumarverma8862
    @ratneshkumarverma8862 5 лет назад

    Ac current k liye yahi banaiye

  • @vikashkumarsah4696
    @vikashkumarsah4696 5 лет назад

    Baitri charge bijli aane par hi hoga pls btay

  • @g1rai497
    @g1rai497 6 лет назад

    Mujhe bahut aachha laga bhai

  • @n.l.gangwar4089
    @n.l.gangwar4089 5 лет назад

    Kya saath me bettery bhi charge hoti rhegi is chhote se adeptor se.

  • @jameelKHAN-zc5wb
    @jameelKHAN-zc5wb 6 лет назад +3

    Bahut acha bhai thanks me bhi electrician. Hu saudi me

  • @zikragreenfarm
    @zikragreenfarm 6 лет назад

    Isme Kya DC thermostat controller lags sakte hai

  • @creativedoublesmarty3654
    @creativedoublesmarty3654 5 лет назад

    Sir ise banane ke liye kya kya chahiye plz bt dijiye

  • @ankitpathak6437
    @ankitpathak6437 5 лет назад +5

    Sir ek battery se kitni light jala sakte h

  • @NileshKumar-uf5lw
    @NileshKumar-uf5lw 5 лет назад

    Isko 6volt ka bna skte hai kya sir

  • @shyamsundarkumar4785
    @shyamsundarkumar4785 4 года назад

    Ye change hoga ki nhi lt hone pr

  • @aashishthakur9974
    @aashishthakur9974 5 лет назад +1

    Battery charge ka option kya hain
    Is circuit se charge bhi ho jayegi kya

  • @samadhanbhagat2591
    @samadhanbhagat2591 5 лет назад

    Sir iske battery ke vaier ko switch bitaya to chalega kya.

  • @PavanKumar-jj3eh
    @PavanKumar-jj3eh 6 лет назад

    Charjar lage rehene se bettri charjar hoti rahegi kiya

  • @swotantradeula8168
    @swotantradeula8168 4 года назад

    Sirji ... Kya hum normally use Kar sakte hai... Without battery

  • @shankargupta1121
    @shankargupta1121 4 года назад

    Bahut sundar hai sir ji

  • @NeerajKumar-uh5vt
    @NeerajKumar-uh5vt 5 лет назад

    Car ki betry lga sakte ha kya

  • @mumtazalam750
    @mumtazalam750 6 лет назад +1

    Sir lite to bana lenge lekin led kit kahan se lenge ye to bataye ya link dijye

  • @sandeshbhosale3223
    @sandeshbhosale3223 5 лет назад

    Kay hum 9v ka relay use kar sakte hai kay

  • @kumarjayprakash9568
    @kumarjayprakash9568 5 лет назад +1

    Iss me battery v charge hota hai kya

  • @radhakantabhoi8237
    @radhakantabhoi8237 5 лет назад

    Very nice your larning

  • @prasenjithalder8799
    @prasenjithalder8799 4 года назад +1

    App ne diode ka use kyu kiya sir ?

  • @mohsinsayyad148
    @mohsinsayyad148 6 лет назад

    Relay or diaodes konsa he matlab kya power ke hai plz batana

  • @patelsuresh4024
    @patelsuresh4024 4 года назад

    👍 👌 bro..12v 7.2A bettery ka link nahi diya he ...uska bhi dedo

  • @MohammadArif-jo4bn
    @MohammadArif-jo4bn 4 года назад

    Sir better kese charj hogi

  • @Sharozkhan92
    @Sharozkhan92 5 лет назад

    Bhae night m light bhi on kerna h and battery bhi charge kerna h

  • @shyambharti8698
    @shyambharti8698 6 лет назад +1

    sr bijali aur baitriy dono se Jalane wale led banao pliss

  • @munawarhussain4577
    @munawarhussain4577 4 года назад

    Sir very good video thank you sir very much

  • @vikashkumarfromindia7077
    @vikashkumarfromindia7077 6 лет назад +3

    Sir aapne bahut achha vedio banaye
    So thanks

  • @aatamparkash8979
    @aatamparkash8979 5 лет назад +1

    Veru bhot acha ha par Kaya batri ATO kat hona chahiye thanks so very much

  • @apniduniya3704
    @apniduniya3704 6 лет назад

    Sir 12 volt adapter ke sthan pr 12 transformer rectifier bhi le skte h

  • @vishalkhandave942
    @vishalkhandave942 5 лет назад

    Indicator ka DC bulb lagaya to chalega kya

  • @mohammedobaidullah114
    @mohammedobaidullah114 5 лет назад

    Is wairing me kitne mm ka waar ka istamal kiya hai

  • @mukeshkumarips3461
    @mukeshkumarips3461 5 лет назад +1

    diode kitna no ka hai or light aane per battery charge hoga kya

  • @jafarsindhi2991
    @jafarsindhi2991 4 года назад

    Sir agar 200ah ki battery ho tab bhi ye process karni he ya charging ka sorce kuch badhana padega

  • @tejlalverma3523
    @tejlalverma3523 6 лет назад

    Sir ager anytime on rah to kuch hota hai kya jasi ki day or night on hai to battery par kuch ifet hota hai kya

  • @goswamijdbapu6828
    @goswamijdbapu6828 5 лет назад +1

    Diode konsa number ka lagaya

  • @lalitpatel8856
    @lalitpatel8856 6 лет назад

    Battery bhi chargar hogi kya

  • @bharatpatel-xr6db
    @bharatpatel-xr6db 6 лет назад

    Emerjancy light me relye ke sath ke diode no.kya he ?

  • @rajuraj4303
    @rajuraj4303 5 лет назад

    Aapka project dekha bahut accha laga. Aap do chij bataea. 1. Esme battery saath saath charge hogi ya alag see charge karna padega. 2. Ese 150 mah battery me use kar sakte hai. Please reply me.