thanks bro mein 3rd drum unit order karne wala tha kyun ki 4 mahine pehle jo drum order kiya tha wo bhi lining problem aa gaya hala ki mein blade saaf karta tha par niche jame hue dust reh jata tha aaj video dekhne ke baad nakhun se kharoch khroch ke saaf kiya to ab sara proble solve hua.
Sir apke ink me moisture aa gya hai ho skta hai usi karan baar baar aisa ho rha ho aap ink puri nikal kr new trike se fill kriye iska bhi agar possible huya to mai video upload krunga
sir mainey bhi kiya but mera light print he kar rahaa hai mainey dekha k roller ki ink purey roller per sahi sey nahi aa rahi hai jis key karan print kahin thik aa rahaa hai or kahin light kya karun plz sir

Wlcm sir please support my chennal by like & share
thank u dost..mera bhi sm prblm tha parishan tha mera prblm solved ho gaya.. purana drum unit bhi isi tarah thik ho gaya ..thanks again
Wlcm sir
Nice bro apne Mera problems solve kr di thanku so y❤❤
Always wlcm bhai
Thank you sir it's working keep it up
Glad to hear that
Bhai drum and magnetic roller kounsa company ka accha rehta hai
Always use spare of the same company
❤
Sir mai dr blade ko saaf kar dene ke baad problem slove ho jata hai
But after 3 to 4 days same problem aa jata hai please help me thanks
Sir apke ink me moisture aa gya hai ho skta hai usi karan baar baar aisa ho rha ho aap ink puri nikal kr new trike se fill kriye iska bhi agar possible huya to mai video upload krunga
Aur sir idka electric rod kaise saaf hoga agar uske ander dust ho to
Sir iska ek or video upload krunga uska link apke comment me daal dunga
Ok
thanks
Welcome
sir mainey bhi kiya but mera light print he kar rahaa hai mainey dekha k roller ki ink purey roller per sahi sey nahi aa rahi hai jis key karan print kahin thik aa rahaa hai or kahin light kya karun plz sir
App steel rod ko dhyan se dekho uske upar ink jami hogi use saaf kro dhyan se dekhne pr hi dikhayi degi
Fir bhai aa rha bhai kya kre बताए
ruclips.net/video/Zj1Gu8WWfGk/видео.html
Ise dekhiye shayad isse ho jaye
Mai pura drum unit change kar liya solve nhi hus
Problem kya aa rhi ho sir
@@Salotra_techs paper clear print nhi hota hai middile mein chauda line aata hai
Apne steel plate ko ache se saaf kr liya tha
saaf kiya fir bhi nhi hua@@Salotra_techs
@@hiteshmarkam6117 agar nhi ho rha hai to iska electric rod check kro iske upar dust lga hoga
❤