Bhai!! Homage new 1214 model ma solar or inventor k darmiyan dc breaker install karna zaruri hai? Agar han to kitney amp ka? Mera pass is waqt 150w ki 4 plate available hai to kis tarah se isi lagao plz help
Good MPPT Charge Controller... Mai aik saal sy use kr rha ho... But mry waly unit mai aik issue hy... O ye k 24volts set up pr ye har 30 second k bad restart hota hy... 12volts set up pr full operational rhta hy...
Naveed Bhai baghair bettery ke 12.5 v dega ya 14.8? Ya set Karne Ka option hai. Dosra agar solar in main 2 brttrio. Ke 24v fain to Kia out put per 12v 60 amp ki about put dega??
bhai kiya is par chota system lagaen to faida hay ya nahy. matlab 2 pannels 150w waly or 100 wali Acid bettry.?? kiyo k hamary 165 waly dry bettry ko sada sa charge controller laga hua tha to wo aik hi sal me kharab hogay hay.
السلام علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ جی بھائی جان آپ کی ویڈیو بہت اچھی ہے نوید بھائی کیا اس میں ایک 220 watt اور 24vکاسولر اور دو 150watt ,12v کشور سیریز میں کرکٹ کرکے لگا سکتے ہیں
@@NaveedNetworkk aoa. Sir mery pass 1painal 330 ka h or 2painal 150 waly hin. or 2 bettrey23paleti hin or mera currant use DC 12volt h. Tou moje is charge k sath kon sa connection krna chaye taaky pura fayda Hasil Kiya Ja sake . Solar panel + battery + supply 12volt DC
Bilkul sahi hum ny 2 saal mai iski waja sy 2 bar bettrey change kerni peri ab pher hum ny new osaka tubler 1800 lagai hn is MPPT Charjing ki waja sy ye sada menuel hn
Assalamu alaikum Bro . Yeh Mppt me ne Al Shafi shop se kharida hai Bro mere pass yeh opr se jo solar se current aa ra hai wo 14.0 tak show krta hai or aur niche wali display mein battery ka 13.0 ya is se opr nechy show kr rha hai ismein kya falt a raha hai please bhai help me
Bahut acchi information hai lekin is charge controller ko Andar Se Bhi dikhana chahie tha aapko Hamen is ka circuit Dekhkar andaza ho jata ke iski proformas kaisi hai
Asslam u alaikum Bhai es mppt 60amp k sath 400w me kitny penal single battery 12v k sistum k sath lgha sakty hin kitny or kasy..peralal ya sireez plz rply
@@NaveedNetworkk sr kindly ye bhi bta den k 150 watts k 6 panls k sath 1.2 kva k mppt charg controlr se agr 230 ampr ki batry lgaen tu 3 dc cooler jin men dc water pump hota hy full charging py kitna backup time ho ga plz rply
@@NaveedNetworkk bhai Men ye charge controller purchase karna chahta hoon Men Okara Cantt men rehta hoon Kindly mjhe 2 chezen btaen 1. Is controller men 12 v DC output available he take battery use na ho aur DC load direct chala sakoon. 2. Kia men is ke sath 2 x 400 watt wale bifacial pannels laga sakta hoon ?
@@NaveedNetworkk mere pass single battery he, men us k sath is charge controller ko 2 x 400 watt bifacial plates k sath chalana cha raha hoon Aur kindly ye btaen K men agar Inverex ka Aerox 1.2 KW inverter purchase karon Ya Ye solar charge controller konse chez behter ho ge ?
@@NaveedNetworkk Bhai Ye Manufacturer Jb MPPT Controller Bana Saktey Hain to Kyun Nahi Isme He Output Ka Option Detey ismey Kia Majboori Hai Batteries Pr WIre Ka Rash Lag Jata Hai warna Buss Bar Lagani Parti Hai, Issi Tarha Inverex Aur Dosrey Kyun Nahi Apne Inverter Mei Dc Output Ka Option Provide Kartey.
@@NaveedNetworkk janab price double to nahi hojani iss option se user ko sahulat hogi to wo thori ziyada price bhi pay kr dey ga, lekin imported charger mei bhi output terminal dekhne mei nahi atey price ke alawa he koi wajha ho sakti hai, ap review kartey hain manufacture se ye sawal uthaiye phr dekhen wo iss barey mein kiya farmatey hain.
میں 6 ماہ سے سکول میں استعمال کررہا ہوں اور میں مطمعن ہوں اس پراڈکٹ سے
Bht he acha hai mai use kr raha hun very very nice
Nice Naveed bai
جزاك اللّه خيرًا بہت بہت شکریہ
Naveed bai agr inviter ko supply day to betry lagany ki zarort hy is Mae ya ni
ماشاءاللہ جی ماشاءاللہ بہت اچھی ویڈیو بنائی ہے
بہت ہی اچھا چارج کنٹرولر ہے
اللہ پاک آپ کو خوش رکھے آمین ثم آمین
Kya hm 250 Watt k teen panel series may lga skte hn? 24 volts ka system ha
Naveed bhi is per 400 wat ka panal series main lga skty ha ya parell main
slam . ya without battery kay kam sahi karay ga sir g kya
Bhai!! Homage new 1214 model ma solar or inventor k darmiyan dc breaker install karna zaruri hai? Agar han to kitney amp ka? Mera pass is waqt 150w ki 4 plate available hai to kis tarah se isi lagao plz help
63amp ka laga dy jo pv ki oper se wire aa rhi wo breaker k input pe lga dy or out se nikal k inverter me laga dy
Nice g ALLAH AP ko khush rakha
Kya is k sath UPS b connect ker sakte hen
4 panel pe 30 Ampr 8 lagyen gye tu contoller wase hi jal jye ga 60 Amper k tu contoller hai ya 4 panel k video main 33 ampr aa raha hain
Bhai mere pas 110 ah ki battery hy agar usko 28,30 amp dy ga to kya battery kharab nai ho gi?
Good MPPT Charge Controller...
Mai aik saal sy use kr rha ho... But mry waly unit mai aik issue hy... O ye k 24volts set up pr ye har 30 second k bad restart hota hy... 12volts set up pr full operational rhta hy...
Naveed Bhai baghair bettery ke 12.5 v dega ya 14.8? Ya set Karne Ka option hai.
Dosra agar solar in main 2 brttrio. Ke 24v fain to Kia out put per 12v 60 amp ki about put dega??
bhai jaan is ko open kar k dikhain inducter laga hua hai is main ? or in 4 panels k parallel connectivity main kitne ampere a rae thay?
Tall tubular battery 245 ampere per iski perfarmance kesi hy
Bohat achi video bnai hai bhai
Rashid bhai agr ap ko Electrical say mutaliq khuch issue ho toh ap muj say phuch saktay hain or mera channel b dekh saktay hain
bhai kiya is par chota system lagaen to faida hay ya nahy. matlab 2 pannels 150w waly or 100 wali Acid bettry.??
kiyo k hamary 165 waly dry bettry ko sada sa charge controller laga hua tha to wo aik hi sal me kharab hogay hay.
Brother es k sat km se km kitna laga sakty hai
Sr isky sath hum 900 watt ka solr pannl lga sakty hen
G
Mjhy ye chahye sr
السلام علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ
جی بھائی جان آپ کی ویڈیو بہت اچھی ہے
نوید بھائی کیا اس میں ایک 220 watt اور 24vکاسولر اور دو 150watt ,12v کشور سیریز میں کرکٹ کرکے لگا سکتے ہیں
Brother is me solar panel or battery lagane keliay terminal hen, load ke terminal kidher hen.?
Haf ton ac chaly ga
Battri charge point kon sa hy
Kya ye without battery b kam kerta hy
sir we share same problem about solar system ?
ماشاءاللہ
AOA. Sir is k sath 2bettry series Mein Laga sakte hain jo K 24volt bnta h
G bhi
@@NaveedNetworkk aoa. Sir mery pass 1painal 330 ka h or 2painal 150 waly hin. or 2 bettrey23paleti hin or mera currant use DC 12volt h.
Tou moje is charge k sath kon sa connection krna chaye taaky pura fayda Hasil Kiya Ja sake . Solar panel + battery + supply 12volt DC
بہت اچھی ویڈیو ہیں استاد
Zaheer bhai agr ap ko Electrical say mutaliq khuch issue ho toh ap mera channel dekh saktay hain or mj say phuch b saktay hain
Asalam alikom Bhai jaan kia ham es mppt ko do ko apas ma parallels laga sakti hay
Ni bhi
Doesn't the MPPT charge controller run the risk of overcharging the battery
Bilkul sahi hum ny 2 saal mai iski waja sy 2 bar bettrey change kerni peri ab pher hum ny new osaka tubler 1800 lagai hn is MPPT Charjing ki waja sy ye sada menuel hn
Assalamu alaikum Bro .
Yeh Mppt me ne Al Shafi shop se kharida hai Bro mere pass yeh opr se jo solar se current aa ra hai wo 14.0 tak show krta hai or aur niche wali display mein battery ka 13.0 ya is se opr nechy show kr rha hai ismein kya falt a raha hai please bhai help me
Bhai is per ac load kitna chala sakte hen
Bhai 150 ke 5 penal perallal lga skty hai... single barty ke sath
Ap 4 plate series me lagay or ak panal wo b ak panal ki postiv negtiv k sath laga dy agy single battry b use kr sakty ha
Me burewala se hOo..mjy ye mil skta hai
Or kia as ki koi warranty be hai
Apka number plzz
Bhai mere pas 4 panal hai 150 ke..or single batry hai
Epever Mppt charge controller best charge controller
Slam phonex tubler 2 battery 1800 wali kitny ghanty main charge karega 300w wali 2 plates pe.
Bhi ap ak baar charj kr k dekh ly.. Q k mosem pe depend ha pananl humain kitne ampair dyty ha...
@@NaveedNetworkk 4 plates 14 amp dete hen eik charge controller laga howa he.
Kia is per single battery ke saat 300 watt ki plat laga saktay hai
G
naveed bhai kaisa chal raha hay mppt controller ab to itnay mah ho gay? plz reply. lena chahiay?
Pure sine wave or modified ?
Talal bhai agr ap ko Electrical say mutaliq koi issue ho toh ap muj say phuch saktay hain or mera channel b dekh saktay hain
Oooo bhai ye charge controller hy inverter nai!
Bhai yeh charge controller hai inverter nahi hai. Ap is say dc out put lay sakty ho ac output nahi
@@nasirkhan2875 bilkul sirf 2 logon ne hi Sahi Jawab Diya Hai me ye dekhna chah raha tha kitne response dete hen
Agar 150 w wale 3 solar panels ko mppt ke sath Lagaya Jay. To series Mein Lagani pary gie
G 3no series me lagy
@@NaveedNetworkk to Sir aj kal is ki kia price ha. Ager ap ka whatup ka num ha to d dny.
03036969887 whatsapp
اگر دو سولر پینل 150 واٹ کے ھے تو اس کو کس طرح شفیع mppt کے ساتھ کس طرح لگائے
Please help me
2panal k sath lagane ka koi fayda ni
Naved bhai kya yah controller mein teen solar plate ok Chala sakta Hoon
G
Thanks - Naveed network.
I need12/24 v hybrid mppt solar charge controller .Price and a dress to contract plz
Bahut acchi information hai lekin is charge controller ko Andar Se Bhi dikhana chahie tha aapko Hamen is ka circuit Dekhkar andaza ho jata ke iski proformas kaisi hai
Kiy ye ac chlay ga
kia ye expensive solar.inverter ka mutbaadil hai ?
Sar mppt khan SAA mila ga
Without battery setup main is kay sath 220 volt inverter chal sakta ha - Please inform.
Wo check ni kea.
Chal sakta hy
2.56 sr 150 wat waly 6 pannels se direct dc load chla skty hen ya nhi
G chla sakty ha
Mtlb without batry k 150 wats k 6 panals se direct load chla skty hen...???
بہت خوب
Very informative video👍
Gd information bhi
How can I get this in peshawar?
Mere pass Jo panel Lage hue hain 1200 wat bnta hai please help me
Asslam u alaikum
Bhai es mppt 60amp k sath 400w me kitny penal single battery 12v k sistum k sath lgha sakty hin kitny or kasy..peralal ya sireez plz rply
4
@@NaveedNetworkk bhai jan
Kesay 4 peralal ya sereez.
Mujay mppt chahay contact nomber . shukriya
03036969887
@@NaveedNetworkk Asslam-u-alaikum bhai jan ye nomber band hai.
Jis No py rabta ho sakta hai wo no din plz
Naved Bhai mujy cotrolar chye .pattoki main kesy delivery ho by
Tcs ho jay ga
Ye battery kaisy charging kry ga
ya 1200 watt 12 volt k lea ha ya phr 24 volt k lea ?
2no pe use kr sakty ha.
400 watt kitny pannel Laga skty hy please rehnomai kary Anwar from Karak
very good naveed bahi nyc
Mppt ka kea matlb kiss kam ata hai
Bhai ye kya keval output Mai d. C karant deta hai kya AC nahi deta kya
Output dc hi dy ga bhi
Kya pagalo waly sawal krty ho ap log pv ka current DC hota hy k ac jab pv ki power DC hy toh mppt ki output kese ac hogi?
24volt 1800watt wala kitny ka hai
Good 👍
Karachi mai kahan say milayga.3kw ka hay??
Bhai yah inverter nahi controller hay mai bhi karachi say hi hon
Bhai is k sath UPS kese lagaen ge
After watching Shafi Electronics sticker I knew its from Okara ♥️
very nice vidio and good charg cotrolar
Aslamualikum bhai jaan kia hum 150 waly 2 serese main laga saktay hain?
Bhi 150 waly 4 b laga sakty ha series me.
Sir shop ka address kia ha Okara mein
Google map pay ha
Mera mtlb singal 12 voltage ki batry ke sath 4 panal 150 ke kesy lgaye
Series me lagao bhai
wire kitny MM ke use ke ha ?
کیا اس پر ایک ٹن کا انورٹر Ac چل سکتا ہے
Bhi ye inverter ni h
A. C Load kaisay chlay GA?. Khool Kar bhee dikhain wiring aur PCB ka meyar.
Ups sath lga k video dekhi ni ....
is ki price kiya hai
agr aik soler 7 amp de raha hai tu 4 soler 28 amp deain gy parlal me
or agr mppt se 4 pannel chlain tu 30 amp a rahy hai, kya fida howa
Koi fayda ni hua.
@@NaveedNetworkk ap ne use kya hai koi fida hi ya ni
Bhi is ki demand pori ni ho rhi.
Price warranty or Hyderabad me Laban she Emily ga
Ab is ki price Kya hy?
Is ki warranty kitni hai ???
bahi jan mah nay app ki video dekh kr ya MPPT charger mangwaya but is charger nay mari battery ko kharab kr diya ha.
Good bhai
Kya is per AC load nhi chàle ga?
Ni
Brother load 2 ya 3 AC fans aur 1 led 32" ha
Ma kia karo, please help me
300 watt k 3 soler or 100 impair ki 2 battry 30 impair controller
Hyderabad me kahan se mily ga
Yr shafi walo sy kahen k 200 volt wala banaen mai ye 6 sy 7 picec use kr raha hn 90 volt sy upr nai jata
بھائی اس کے ساتھ ڈیڑھ ٹن کا اے سی چل جائے گا پلیز ضرور بتائیں
No
اسلام علیکم ماشاء اللہ عزوجل
Bro apny video men kaha hy 300 wats solr pnls se without batry k chla skty hen but ap ny 150 wats k panls py without batry kesy lgaye
Ye kon c bri baat ha 4 panal k volt or watt 300 watt se b zyda ha.. Khyr us pe b video bn jay g
@@NaveedNetworkk ok brother 150 watts k 6 panls hen unko 1.2 kva ky mppt charg controlr k sath conect kr k wiring ki video bna den
@@NaveedNetworkk sr kindly ye bhi bta den k 150 watts k 6 panls k sath 1.2 kva k mppt charg controlr se agr 230 ampr ki batry lgaen tu 3 dc cooler jin men dc water pump hota hy full charging py kitna backup time ho ga plz rply
Ac chly ga is p
Youthoob channel 👑👑👑
Bhai
400 watt bifacial plates kitne attach ker sakte hen ?
24 volt system k sath 1800w attach kr sakty h
@@NaveedNetworkk bhai
Men ye charge controller purchase karna chahta hoon
Men Okara Cantt men rehta hoon
Kindly mjhe 2 chezen btaen
1. Is controller men 12 v DC output available he take battery use na ho aur DC load direct chala sakoon.
2. Kia men is ke sath 2 x 400 watt wale bifacial pannels laga sakta hoon ?
@@NaveedNetworkk mere pass single battery he, men us k sath is charge controller ko 2 x 400 watt bifacial plates k sath chalana cha raha hoon
Aur kindly ye btaen
K men agar Inverex ka Aerox 1.2 KW inverter purchase karon
Ya
Ye solar charge controller konse chez behter ho ge ?
Invrex inverter lagay
God
Or y srf dc lod hi chlta ha y ac bi chlata ha
Good work bro💞👌
V Good pro
48 Volts me bhi available hy?
Ni bhi.
بہت اچھا
کنٹیکٹ نمبر کیاہے ایم پی پی ٹی والوں کے ؟
Load kis taraf se lena hoga
Bhi battry se
@@NaveedNetworkk Bhai Ye Manufacturer Jb MPPT Controller Bana Saktey Hain to Kyun Nahi Isme He Output Ka Option Detey ismey Kia Majboori Hai Batteries Pr WIre Ka Rash Lag Jata Hai warna Buss Bar Lagani Parti Hai, Issi Tarha Inverex Aur Dosrey Kyun Nahi Apne Inverter Mei Dc Output Ka Option Provide Kartey.
Wo option nikalne pe controller ki price mazeed bardh jati ha is lea price km yhi tyaar kea
@@NaveedNetworkk janab price double to nahi hojani iss option se user ko sahulat hogi to wo thori ziyada price bhi pay kr dey ga, lekin imported charger mei bhi output terminal dekhne mei nahi atey price ke alawa he koi wajha ho sakti hai, ap review kartey hain manufacture se ye sawal uthaiye phr dekhen wo iss barey mein kiya farmatey hain.