Ha bhai pehle borivali se Bhayandar tak aapne dekha hoga already borivali to Bhayandar ke bich me track dala hua hai. Par usse pehle goregaon to borivali harbour line complete hoga usko hi aage extension dege Bhayandar tak par shayd bahut time jayega. Kyunki abhi virar to dahanu 4 line pe project chal raha hai 2 line WDFC project ke liye aur do line local ke liye. Bhai main baat aap bhi jante ho jab tak vasai virar me government change nahi hogi vikas hona muskil hai. Total gunda raaj hai. Rikshe vale ka to jante hoge
santacruz station ke pehle jo track mein curve hai, train ka speed adha ho jata hai 3rd and 4th line pe
Vo harbour line ke bridge ke vajah se uske liye kuch bhi option nhi hai
Malad me toh jagah hi nai hai
Shayd vo 4no ka platform todkar jagah edjust kr sakte hai
@@jjcrailworld2086 mushkil hai
@@vishalanand8865 shayd isliye goregaon se malad tak hi kaam chalu rakha hai 6th line ka amalad se borivali tak abhi kuch nahi kr rhe hai
@@jjcrailworld2086 yes
Borivali ke aage ka kuch hoga? Kyuki virar vasai tak bas 4 line hi h
Ha bhai pehle borivali se Bhayandar tak aapne dekha hoga already borivali to Bhayandar ke bich me track dala hua hai. Par usse pehle goregaon to borivali harbour line complete hoga usko hi aage extension dege Bhayandar tak par shayd bahut time jayega. Kyunki abhi virar to dahanu 4 line pe project chal raha hai 2 line WDFC project ke liye aur do line local ke liye.
Bhai main baat aap bhi jante ho jab tak vasai virar me government change nahi hogi vikas hona muskil hai. Total gunda raaj hai. Rikshe vale ka to jante hoge