*Dear Subscribers & Viewers :* *"SP Talks" चैनल आपके लिए नियमानुसार ज्ञानवर्धक वीडियो बनाने में कड़ी मेहनत कर रहा है जिन्हे आपके द्वारा पसंद किया जा रहा है l अगर हमारे वीडियो आपको अच्छे एवं ज्ञानवर्धक लग रहे है तो आप स्वेच्छा से ऐच्छिक धनराशि सहयोग स्वरुप "SP Talks" चैनल की मदद हेतु Google Pay या UPI के माध्यम से Mobile Number : +918054196065 पर भेज कर कृतार्थ करें l हम आपके लिए भविष्य में ज्ञानवर्धक नियमों पर आधारित एवं अच्छे-अच्छे Videos लाते रहेंगे l इस बाबत "SP Talks" आपका आभार व्यक्त करेगा l*
Sir agar kisi gpf employee ki age 53 year m death ho jati h to employee k nominee ko kya -2 benifit milega. (Kya Bs pay+medical +Da) HRA? Or many benifit?????? Pls tell
Sir mere father Haryana government employee thy UHBVN Department me. Unki Death October 2011 me huyi thi. Hume haryana deceased government rule 2006 k hisab se financial assistance mil rahi hai. Hume 12 yrs k liye financial assistance allot huyi hai. Lekin jab mere father ki death huyi tab hume sirf GPF aur Leave encashment he mila tha. Naa to death gratuity mili Naa he GIS fund mila aur naa he Ex gratia grant mila . To kya ye sab abhi mil skta hai. Mere father ne department feb 1990 me join kiya tha aur oct 2011 me vo expire ho gye. Service time 21 yrs 8 months. To jo death gratuity milegi vo hume kis hisaab se milegi aaj k hisaab milegi ya 12 saal pehle k hisaab se milegi. Aur GIS fund milega ya nhi. Aur ex gratia grant abhi mil skta hai ya nhi. Aur ab humari financial assistance band hone wali hai. Uske baad family pension milegi. To vo family pension Ehanced Rate per milegi ya normal rate per. Kyu ki jis time mere father expire huye mai 12 years ka tha.aur mummy ko kuch pta nhi tha. Aur department wale kuch ache se btate nhi hai . GIS k bare me pucha to Bolte hai GIS to 2006 band ho gyi thi sab ko paise ussi time mil gye thy jiska jo fund tha. Aur death gratuity ka amount kis hisaab se milegi jab death huyi thi uss time jo last emolument jo 6th pay commission k hisab se thi uss hissab se ya aaj k time per jo emolument 7th pay commission k hisab se hai uss hisaab se. Aur Kitni emoluments milegi death gratuity me. Please clear my queries it's a humble request
Dear Sir 🙏🙏🙏 mere father sahab haryana police me job krte the joki heart attack se 1986 me expire Ho gye tab Main 2 Sal ka tha kya ab mujhe new policy ke according mujhe job mil skti hai please suggest me
Hum online paid consultancy dete hain. Yeh prtyek video ke description box mein bhi bataya gaya hai . Online paid consultancy lene ke liye hamare channel ke contact number 8054196065 par appointment book karva kar pratyek service matters par hum se online paid consultancy lle Jaa sakti hai.
sir mere father eduaction department me sanskrit teacher the. 53 years 4 months 17 days pe expire huve the. Date of death 24 july 2017 sir unki jagah pe kya mujhe job mil skti h or sir kya ye grant hme bhi mil skti h. plzz reply sir
Send your detailed question of actual happening of the case with reasons under "Ask your query" link which is given in description of video. Avoid imaginary questions created without reasons or rhyme.
1) in case of retirement : Balance of saving fund of gis 2) in case of death : amount of insurance as applicable plus balance of gis fund. Video coming soon in this regard also. Keep watching.
@@nitikataneja8266 Send your question of actual happening of the case with complete detail & reasons under "Ask your query" link which is given in description of video. Avoid imaginary questions
Sir Questions ye hain Mere mother govt job me 1994 me join ki thi un ki death 2012 me ho Gaye Or un ki Retermemt 2028 me thi to hame jo finashaly Assistance (sailery) vo hame 60 month ki mili hain jab ki hame total 144 month ki milli thi. Ab age kya kare
@@nitikataneja8266 Office waale iss baare mein kya kahte hain ki less period ki financial assistance kyon milli ? Aapke case mein Financial assistance ka period smapt hone par Family Pension lagoo hogi.
Sir mere sasur ki death 2021 mein hui thi aur vo driver ke pad per seva kr rhe the ex gratia policy ke anusar humne sare document jama kara diye ab file pass hone ke liye Chandigarh gayi Hui hai sir kitna time lagega job mein please bataye
Sir jii mere Papa Treasure Department Bhiwani me the or mere Papa ko cancer ki bimari se 31 July 2020 ko 3.50 pr Death' ho gyi thi Or mere papa ki Retarment 31 July 2021 ko honi thi 57th year ke ho gye the mere ko job mil Shakti h kya
*Dear Subscribers & Viewers :*
*"SP Talks" चैनल आपके लिए नियमानुसार ज्ञानवर्धक वीडियो बनाने में कड़ी मेहनत कर रहा है जिन्हे आपके द्वारा पसंद किया जा रहा है l अगर हमारे वीडियो आपको अच्छे एवं ज्ञानवर्धक लग रहे है तो आप स्वेच्छा से ऐच्छिक धनराशि सहयोग स्वरुप "SP Talks" चैनल की मदद हेतु Google Pay या UPI के माध्यम से Mobile Number : +918054196065 पर भेज कर कृतार्थ करें l हम आपके लिए भविष्य में ज्ञानवर्धक नियमों पर आधारित एवं अच्छे-अच्छे Videos लाते रहेंगे l इस बाबत "SP Talks" आपका आभार व्यक्त करेगा l*
Dear Sir Maine aapko episode 34/111/114 me aapki advice lena chahi Lekin 4 Din Bad bhi koi reply nhi aaya thank you sir
2019 से पहले परिवार को रोजगार नही केवल वितिय सहयोग कर रही रोजगार चाहिए उन्हें भी
MFA का भुगतान ज़्यादा होने पर क्या इसकी रिकवरी फ़ैमिली पेंशन से की जा सकती है या नहीं बताना sir
Sir agar kisi gpf employee ki age 53 year m death ho jati h to employee k nominee ko kya -2 benifit milega. (Kya Bs pay+medical +Da) HRA? Or many benifit?????? Pls tell
Sir mere father Haryana government employee thy UHBVN Department me. Unki Death October 2011 me huyi thi. Hume haryana deceased government rule 2006 k hisab se financial assistance mil rahi hai. Hume 12 yrs k liye financial assistance allot huyi hai. Lekin jab mere father ki death huyi tab hume sirf GPF aur Leave encashment he mila tha. Naa to death gratuity mili Naa he GIS fund mila aur naa he Ex gratia grant mila . To kya ye sab abhi mil skta hai. Mere father ne department feb 1990 me join kiya tha aur oct 2011 me vo expire ho gye. Service time 21 yrs 8 months. To jo death gratuity milegi vo hume kis hisaab se milegi aaj k hisaab milegi ya 12 saal pehle k hisaab se milegi. Aur GIS fund milega ya nhi. Aur ex gratia grant abhi mil skta hai ya nhi. Aur ab humari financial assistance band hone wali hai. Uske baad family pension milegi. To vo family pension Ehanced Rate per milegi ya normal rate per. Kyu ki jis time mere father expire huye mai 12 years ka tha.aur mummy ko kuch pta nhi tha. Aur department wale kuch ache se btate nhi hai . GIS k bare me pucha to Bolte hai GIS to 2006 band ho gyi thi sab ko paise ussi time mil gye thy jiska jo fund tha. Aur death gratuity ka amount kis hisaab se milegi jab death huyi thi uss time jo last emolument jo 6th pay commission k hisab se thi uss hissab se ya aaj k time per jo emolument 7th pay commission k hisab se hai uss hisaab se. Aur Kitni emoluments milegi death gratuity me. Please clear my queries it's a humble request
Sir ye monthly amount par tax lagega ya nahi . TDS to nahi kata h abhi tak
Very very nice ji
Major Head 2235 is changed into functional major head of department concerned vide fd haryana letter dated 21.10.2021
👌👍
Nps employees ke liye pension aur gratuity ki koi video h kya sir
Sir aap se bat ho skti h koi no ho to sir aapka
Our channal's official contact number has already been given in the description box of each video.
Dear Sir 🙏🙏🙏 mere father sahab haryana police me job krte the joki heart attack se 1986 me expire Ho gye tab Main 2 Sal ka tha kya ab mujhe new policy ke according mujhe job mil skti hai please suggest me
Hum online paid consultancy dete hain.
Yeh prtyek video ke description box mein bhi bataya gaya hai .
Online paid consultancy lene ke liye hamare channel ke contact number 8054196065 par appointment book karva kar pratyek service matters par hum se online paid consultancy lle Jaa sakti hai.
Pl provide link for form
Two family pension k e liya kya kre
Sir 2020 mein death hui ho, kya ab grant ke liye kar sakte hai
क्या Haryana मै भी एक्स ग्रे शिया लागू है तो यह किस उम्र तक लागु है
Mere father Haryana police me serve krte hue 1997 me expire ho gye the
Or hme aaj 2023 tk koi benefits nhi mila h
For expert advice get online appointment by calling our channel's official contact number given in description of videos.
sir mere father eduaction department me sanskrit teacher the. 53 years 4 months 17 days pe expire huve the. Date of death 24 july 2017 sir unki jagah pe kya mujhe job mil skti h or sir kya ye grant hme bhi mil skti h. plzz reply sir
Sir Kya Ex-gratia case m nominee ko Basic pay+DA k alwa HRA milega ji????
Send your detailed question of actual happening of the case with reasons under "Ask your query" link which is given in description of video.
Avoid imaginary questions created without reasons or rhyme.
Sir es se संबंधी form की pdf शेअर करना please
These may be downloaded from the website of C.S. Hry. www.http//csharyana.gov.in
Sir 2012 main mere Papa ji ki death hui hai Haryana police main kya job milegi bataye plz
Sir ek funeral ka amount milta h 25000 ya 35000
wo rule kha milega
Ex-gratia grant पहले ₹ 10000 थी फिर 25000 हो गई थी अब एक लाख है!
Sir ji Group insurance scheme me kya diya jata hai
1) in case of retirement : Balance of saving fund of gis
2) in case of death : amount of insurance as applicable plus balance of gis fund.
Video coming soon in this regard also. Keep watching.
I have one Question
Sir
My mother exper 2012
But hame monthly financial nehi mili
Unki Reatermet 2028 me thi
Please reply
@@nitikataneja8266 Send your question of actual happening of the case with complete detail & reasons under "Ask your query" link which is given in description of video.
Avoid imaginary questions
Sir
Questions ye hain
Mere mother govt job me 1994 me join ki thi un ki death 2012 me ho Gaye
Or un ki Retermemt 2028 me thi to hame jo finashaly Assistance (sailery) vo hame 60 month ki mili hain jab ki hame total 144 month ki milli thi.
Ab age kya kare
@@nitikataneja8266 Office waale iss baare mein kya kahte hain ki less period ki financial assistance kyon milli ? Aapke case mein Financial assistance ka period smapt hone par Family Pension lagoo hogi.
Sir mere sasur ki death 2021 mein hui thi aur vo driver ke pad per seva kr rhe the ex gratia policy ke anusar humne sare document jama kara diye ab file pass hone ke liye Chandigarh gayi Hui hai sir kitna time lagega job mein please bataye
See my video episode 33
Sir mere father ki death 2010 me hui thi or ve govt. Employee the..or ust time ex gretia lagu nhi thi...to ab muje job mil sakti hai kya
See video episode 33
Sir ex service man ka liya koi post nikalte h kya haryana civil services m
Yes, HSSC ke advertisements dekhte rahen.
Ok sir
Namaskar sir.kya ex-gratia grant ki file CFA file se pahle alag se bhej sakte hain?
Yes. It should be paid within 15 days from the date of death.
But after receipt of death certificate fro the family of deceased govt employee.
Sir jii mere Papa Treasure Department Bhiwani me the or mere Papa ko cancer ki bimari se 31 July 2020 ko 3.50 pr Death' ho gyi thi Or mere papa ki Retarment 31 July 2021 ko honi thi 57th year ke ho gye the mere ko job mil Shakti h kya
Office se aapko sare benefits mil chuke hain. Ab sandeh kis baat ka hai.
@@SPTalks21 job to nhi mili
Mere father 2014 m expire hua thaa hma kuch benifit mile ga ??
These Rules do not applicable in your case.
Sir hum case krr skta h
Sir please tell kya family I'd ke bina saral portal par hum ex-gratia grant le sakte hain affidavit de kar?