As salamu alaikum rahmatullahi wa barakatahu main aisa sauna hoon machli ke Saath dhood ya dahi istemaal Nahin Karna Chahiye kya yeh sahin Hain please reply thank you so much
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuh kaise ho aap I'm from Hyderabad my self Yasmeen.. lots of love ❤ bhot hi achi recipe laye ho aap phir ek bar inshallah hum b cooking krynge aise hi aapko follow karte hue. Curd or fish egg yr sub ek saat ni khana bolte thae hmre bade log lekn aaj k generation me aisa kuch ni hai sub kha rahe hai.. function may ye sub use kr k hi recipes cooking karte hai... Phle itni knowledge ni thi na kuch maloom hota tha isliye hmre bade log rukte thae. Abi sub chiz ka treatment nikl gya hai.. agar kuch wrong boli ho tu mafi chahti ho lekn sach hai ye...
Haan Yasmeen actually pehle ke log educated nahi they, koi jane anjane koi afwa phailata tha toh sach samajhke wahi follow kartey they, deen may bhi yahi hua dekhiye, kithne biddat kartey log kyon ke unko Islam ki knowledge nahi thi, lekin ab educated hogaye Quran Hadees meaning ke padhke maloom hua deen kya hai, warna toh jo buzurg bolte wahi sahi samajhte they, isliye education zaruri hai na ke purane myths jo log bolte hain, scientifically experiments hochuke hain fish curd milk egg ghee combination kuch nai hota, doctors khud khate hain safiyon se khaya gaya hai , White patches ki ek autoimmune disorder hai curd fish egg milk se kuch lena dena nahi iska Actually fish curd sath khana aur healthy hota hai
@@CookWithFem: thanks mam aap mera rply itna ache sy diye bikul sahi bole aap log deen islam ki baatein b ni mante thae jo phle bade log bolte thae wahi follow karte gye lekn aab jaisa education bardri sub maloom hora hai... Jo aaj hum apne kids ko ache sy treat krynge deen islam k bare may.. ❤
@@OSstoriesoflife Haan dear isiliye toh Islam may education ithna important hai ladka aur ladki dono ke liye, Allah ka shukr hai hum log iss zamane may paida huey jissey hame hamarey deen ke barey may ithna sab seekhne ko milraha hai Alhamdullilah warna toh gumrahi may they log
Sôoo tempting really appreciate your efforts great job well done thanks for sharing such a nice recipe 👍🙂👍 Great job well done thanks 🎉🎉🎉🎉
Thanks a lot
Mashallah very beautiful and tasty recipe
Mashallah very nice 👌
nice
Nice
Mashaallah Mashaallah ♥️
Try karenge❤
Super delicious
Very nice ❤
Super 🤤🤤
Thanks
🎉🎉🎉🎉🎉wow
Nice recipe
Yummy😋😋
My first
Machhli mai ghee dalta sakte hai
As salamu alaikum rahmatullahi wa barakatahu main aisa sauna hoon machli ke Saath dhood ya dahi istemaal Nahin Karna Chahiye kya yeh sahin Hain please reply thank you so much
Walekum Assalam
Nahi ye sab fake hai
Myth hai
Didi fish aur curd ek saath nahi khaate..app toh dahi dalre
It’s fake just a myth
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuh kaise ho aap I'm from Hyderabad my self Yasmeen.. lots of love ❤ bhot hi achi recipe laye ho aap phir ek bar inshallah hum b cooking krynge aise hi aapko follow karte hue. Curd or fish egg yr sub ek saat ni khana bolte thae hmre bade log lekn aaj k generation me aisa kuch ni hai sub kha rahe hai.. function may ye sub use kr k hi recipes cooking karte hai... Phle itni knowledge ni thi na kuch maloom hota tha isliye hmre bade log rukte thae. Abi sub chiz ka treatment nikl gya hai.. agar kuch wrong boli ho tu mafi chahti ho lekn sach hai ye...
Haan Yasmeen actually pehle ke log educated nahi they, koi jane anjane koi afwa phailata tha toh sach samajhke wahi follow kartey they, deen may bhi yahi hua dekhiye, kithne biddat kartey log kyon ke unko Islam ki knowledge nahi thi, lekin ab educated hogaye Quran Hadees meaning ke padhke maloom hua deen kya hai, warna toh jo buzurg bolte wahi sahi samajhte they, isliye education zaruri hai na ke purane myths jo log bolte hain, scientifically experiments hochuke hain fish curd milk egg ghee combination kuch nai hota, doctors khud khate hain safiyon se khaya gaya hai , White patches ki ek autoimmune disorder hai curd fish egg milk se kuch lena dena nahi iska
Actually fish curd sath khana aur healthy hota hai
@@CookWithFem: thanks mam aap mera rply itna ache sy diye bikul sahi bole aap log deen islam ki baatein b ni mante thae jo phle bade log bolte thae wahi follow karte gye lekn aab jaisa education bardri sub maloom hora hai... Jo aaj hum apne kids ko ache sy treat krynge deen islam k bare may.. ❤
@@OSstoriesoflife Haan dear isiliye toh Islam may education ithna important hai ladka aur ladki dono ke liye, Allah ka shukr hai hum log iss zamane may paida huey jissey hame hamarey deen ke barey may ithna sab seekhne ko milraha hai Alhamdullilah warna toh gumrahi may they log
Mai masala lagi hui machli salan mein chodtu
Ok