Mera esi somvar ko 5va din hai periods ka kya mai Pooja kr sakati qki koi bolta hai 7 va din tak shivji k mandir me pravesh nhi Krna chahiye or Mera somvar ko 5 va din hai to us din agar Pooja nh kr sakti to Jo churma ka bhog hai o 3 kre ya only 1 mere liye plz didi 🙏 help kijiye muje bataye
Puja ke baad shivling ka kya kerna hai Dusri baat ek jagah apne bola app ye prasad nahi khayega gharwalo main baat dae aur phir last main bola ki prasad grahan kare...agar main 6 kela bhog main lagati hoon toh doo kela khud khaungi na?? Kripa mujhe batae
Kya hum 16ve somvar ko vrat bhi rakhe or udhyapan vidhi bhi usi din kar sakte hain, kyuki vratkatha me to 16ve somvar ko hi udhypan karna esa bataya hain.
@dipalisingh567 to isme bhi shivji, gauri mata, ganesh ji kalash sahit vidhivat puja aur hawan karwayenge unse ya bas normal roop se pooja hi karayenge... Please help
Aap jis Vidhi se har bar Puja Karti Hain usi Vidhi se agar aapane kisi aur se Puja karva Li hai apni jagah per to vah vrat count hoga ji bilkul Gina jaega
Mam agar karva chauth chhut jaaye to kya ham dobara kar sakte hain ya nhi please bataen Maine ek bar hi ki hun uske bad cesarean delivery ke Karan nhi kr pai
@@GyanAnusar mam solah somvaar vrat m to ann ki manyata hai Or prasad me wahi churma rakhna hai kya? Kyuki aapne falahar khane ko kaha hai kya is tarah se mera solah somvaar vrat purn hoga?? Mam clear it plz
@@GyanAnusarma'am pls rly kariyega ..16 somwar ka sankalp jis manokamna k liye liya tha vo badal liya hai do somwar k bad to kya badli hui manokamna ka fal milega is vrat mai????kyoki jo sankalp liya tha uska koi matlb hi nahi tha..lekin 2 somwar k bad se continue ek hi manga bhagwan se to kya bhagwan ji pura karenge??? Pls pls rly
Maam please reply dijiyega please please solha Somwar ka 17 va somar mein udyapan ke joh apne vidhi batae thi ky mein jaise puja kartu hoon vaise he Karungi leken ky mein khana jemana apne maa pita ko khela sakti hoon ? Koi brahmand nahi hai tho aut mere pass koi aur vivahth joda nahi hai aur 5 kilo churmi ka bhog shivaliye mein jake de sakti hoon ? Aur yeh kacha hona chahiye yaa phir ladu bane huye ? Mukhe mahi smaj aa raha hai please please Please batadijiye ky mein esa kar sakte hoon ? Mere dono question ka utar dedijiye
Mera esi somvar ko 5va din hai periods ka kya mai Pooja kr sakati qki koi bolta hai 7 va din tak shivji k mandir me pravesh nhi Krna chahiye or Mera somvar ko 5 va din hai to us din agar Pooja nh kr sakti to Jo churma ka bhog hai o 3 kre ya only 1 mere liye plz didi 🙏 help kijiye muje bataye
January month me suru kar skte hai vrat
Puja ke baad shivling ka kya kerna hai
Dusri baat ek jagah apne bola app ye prasad nahi khayega gharwalo main baat dae aur phir last main bola ki prasad grahan kare...agar main 6 kela bhog main lagati hoon toh doo kela khud khaungi na?? Kripa mujhe batae
Mam kya shradh k dino m mitti ka shiv ling bnaya ja skta h
Di panchak mein 16 somwar ka vart utha sakte h is somvar mein panchal laga rhega
Kya hum 16ve somvar ko vrat bhi rakhe or udhyapan vidhi bhi usi din kar sakte hain, kyuki vratkatha me to 16ve somvar ko hi udhypan karna esa bataya hain.
Kya kal 9 December se 16 somwar vart suru kar skte hai
Mam sham ko puja aaj nhi kr payenge late ho jayega to kya abhi kr le mam ?? Bahar rhenge plzz btaiye mam ??
Maam mera ek somvar me khana kha liya tha usme namak b tha me dubara vrat shuru kar sakti hu kya pahle wale chodke
Mam please batai na ki 16 somwar tak ye aise hi rake pooja karni hain hatna nhi hain please batai
Har monday ko lagani hoti hai aur FIR hatana hota hai
Pehle somvar galat vrat katha pdh li thi , dusre somvar vrat se sahi katha pdhi , kya mana jaega vrat ?
Mam office Jane wale log pradosh kal me puja kaise kare please btaiye
Ap weekly off Monday ko hi liya kre ..brna or koi treeka nhi h ...kuki ye pooja only pradosh ke time hi hoti h
Somwar agr period me aaye or puja na ho tb pani pee skte hai ya nhi ?
Ma'am kb sa suru kare ye vrat
Mam 16 somwar tk ye pooja subah k samay kr skte h kya
2025 me 16 somawar ka vart mashivratri se start kr skte hai
Plzz mam reply 🥺🥺
Ji
Agar sombar ko puja ho jane k baad period ajaye to kiya wo brat ginti hogi ?
Ji
Agr vrat me period aajaye to hum khud bas vrat rahenge aur puja karwayenge kisi aur se vo wala somvar vrat mein count hoga ya nahi... Please reply...
Nhi hoga count
@dipalisingh567 to isme bhi shivji, gauri mata, ganesh ji kalash sahit vidhivat puja aur hawan karwayenge unse ya bas normal roop se pooja hi karayenge... Please help
Aap jis Vidhi se har bar Puja Karti Hain usi Vidhi se agar aapane kisi aur se Puja karva Li hai apni jagah per to vah vrat count hoga ji bilkul Gina jaega
@@GyanAnusar upar chat me pehle aapne kaha nhi count hoga ab keh rhe ho apki bilkul hoga count main toh confuse hogyi...
Ji vo Maine nahi kisi viewer ne bola h
Shiv ji ka bhog next day Gau Mata ko d skte h
shiv ji ka bhog ko rat nhi vashna chayiye
@ashabaghel9581 kya dii
Di. ..isko December month se shuru kar sakte h?
Ji Shukl Paksha me
Hlo dii kya pani garm karke hi naha sakte hai ja thande pani se hi nahana hai plz plz reply dii
Ji garam se bhi naha sakte h . Ismein garm ya thandi pani ka koi niyam nahin hota
Kl se rakh sakte he kya sister
Ji Abhi Na Karen makar Sankranti ke bad se Karen abhi kharmas Laga Hai
@GyanAnusar ok
Mam agar karva chauth chhut jaaye to kya ham dobara kar sakte hain ya nhi please bataen Maine ek bar hi ki hun uske bad cesarean delivery ke Karan nhi kr pai
Ha kr scte h
Bhog har bar alg alg bna skte hai ?
Nahi
वृत की कथा पढना भूल गए पहले दिन। तो क्या करे? वृत फिर से प्रारंभ करे? या पहले वृत को ही आगे बढाए?
नहीं दोबारा व्रत शुरू करने की जरूरत नहीं है आप दूसरे सोमवार में दो बार कथा का श्रवण कर लें
Aaj se start Kar sakte kya
Mam kya vrat me kotu ki mithi puri bana sakte hain ya ann khana hi jaruri hai
Plz reply...
Koi jaruri nahin aap kuttu ki meethi puriyan ya kisi bhi tarah ka koi fal bhi kha sakte hain
@@GyanAnusar mam solah somvaar vrat m to ann ki manyata hai
Or prasad me wahi churma rakhna hai kya?
Kyuki aapne falahar khane ko kaha hai
kya is tarah se mera solah somvaar vrat purn hoga??
Mam clear it plz
Miti ka Shiv ling ko kya kare 16 somabr Tak rakhe ya bisharjana karden
हर सोमवार बनाकर पूजन करके विसर्जन किया जाता है
Parthiv shivling ka kya karna hai ?
Puja ke bad visarjan
Didi
Subha ki pooja ka samay bhi same hi hona chahiye
Shyam ki Puja mein Hoti hai uska samay same hona chahie
Thik h mam thank You
@@GyanAnusarma'am pls rly kariyega ..16 somwar ka sankalp jis manokamna k liye liya tha vo badal liya hai do somwar k bad to kya badli hui manokamna ka fal milega is vrat mai????kyoki jo sankalp liya tha uska koi matlb hi nahi tha..lekin 2 somwar k bad se continue ek hi manga bhagwan se to kya bhagwan ji pura karenge??? Pls pls rly
Maam please reply dijiyega please please
solha Somwar ka 17 va somar mein udyapan ke joh apne vidhi batae thi
ky mein jaise puja kartu hoon vaise he Karungi leken ky mein khana jemana apne maa pita ko khela sakti hoon ? Koi brahmand nahi hai tho aut mere pass koi aur vivahth joda nahi hai
aur 5 kilo churmi ka bhog shivaliye mein jake de sakti hoon ? Aur yeh kacha hona chahiye yaa phir ladu bane huye ? Mukhe mahi smaj aa raha hai please please
Please batadijiye ky mein esa kar sakte hoon ? Mere dono question ka utar dedijiye