Hmm, this is wrong information given to their employee Block section me to karna hi pedega unko station staff kaha se milega waha. Aur yard me bhi aage se locopilot 6 wagon or piche se guard 6 wagon k handbreak apply karenge. Pointsman outer wheels par dono side wooden wedges apply karega aur dono side wheels k axel me ( 2 rounds on axel and 2 round on track) safety chain lagaega aur phir check and ensure karega ki gaurd or locopilot ne handbrake sahi se apply kare hai ya nhi . AGAR KISI WAGON KA HANDBREAK NHI LAGTA KISI BHI KARAN SE, JAISE TOOTA HAI, NHI HAI, JAMMED HAI TO USKA NO. NOTE KARKE ON DUTY SM KO SOOCHNA DEGA AUR PHIR SM C&W KO INFORM KAREGA JISSE KI VO THEEK KAR SAKE.
Thank you sir....eisa or bhi video daliye....is se practical concept jyada clear ho raha hain
👍🏿
Very nice sir... Ese hi or bhi video daliye....
Thanks dada
Bahut achhi knowledge mili sir
Operating department SM or PM ke bich kya kyaa kaam hota hai
HAPPY🎂🎁🎊🎉🚂👍
Ye video Bahot achha tha sir aap bahut achhe se ek ek ek part dikhaya hai kaise gaadi ko stable Kiya jata hai
This video dijarve millions of viewes
Nice videos mam and good job
Hand break down karna guard ka kam hai.or engin side loco pilot ka kam hai?
Sare kaam Station staff TMR(Guard) ji supervision mein karega. Block section Mein TMR(Guard) aur LP/ALP rear aur front side ka kaam milbant ke karenge
Hmm, this is wrong information given to their employee
Block section me to karna hi pedega unko station staff kaha se milega waha.
Aur yard me bhi aage se locopilot 6 wagon or piche se guard 6 wagon k handbreak apply karenge.
Pointsman outer wheels par dono side wooden wedges apply karega aur dono side wheels k axel me ( 2 rounds on axel and 2 round on track) safety chain lagaega aur phir check and ensure karega ki gaurd or locopilot ne handbrake sahi se apply kare hai ya nhi .
AGAR KISI WAGON KA HANDBREAK NHI LAGTA KISI BHI KARAN SE, JAISE TOOTA HAI, NHI HAI, JAMMED HAI TO USKA NO. NOTE KARKE ON DUTY SM KO SOOCHNA DEGA AUR PHIR SM C&W KO INFORM KAREGA JISSE KI VO THEEK KAR SAKE.
Block Section mein TMR aur LP/ALP karenge but station mein station staff securing karega under the supervision of TMR
@@naveenvedwal517 Block Section mein TMR aur LP/ALP karenge but station mein station staff securing karega under the supervision of TMR
Sir plz Daly one video upload..
Guard my dream job
Goods me kabhi kabhi dono side ghuma k bhi hand break lag jate hai