मैने लोकल क्लच डाले थे. वेरियेटर उसकी गोटी सब जेनुईन बदला था. तब भी प्रोब्लेम था. बाद मै जेनयूईन क्लच शू डाले और पुल्लि को पेट्रोल से साफ किया. और ठीक हो गया. मै मिकेनिक नहीं हूँ.
Kai pareshani ho sakti hain caroter per dikkat ho sakti hai plug shot ho sakta hai Karishma dikkat ho sakti hai ek bar check karaya jakar mechanic ko Apne
Bhai mere Activa 125 bs6 me belt tutge rasteme gadi bhot jam chalrihi thi garaj pe vesehi chalake laya.khola to belt tuta nikla nya veriatar boll,belt,cklach shoo dalneke bad aab gadi maileg kam dene lgi he.kya problem hoskta he bhai bta skte ho.bhot preshan hogaya hu meto
Veer Singh ji .......meri maestro edge scooty bhot dabb k chalti he ...........clutch shoe new padwaaya he , rollers k condition thik he , servicing bhi karvali , air filter wagerah sab kaam ho gya but gadi jezi bhagni chaiye vesi nahi bhagti ..... Belt bhi acchi condition me he but gadi dabb k chalti he......pls koi solution batayein....mene bhot mistrion ko dikhayee but koi kuch batata he ...aur koi kuch
@@veersinghustadmechanic2392 ha sir mere bhi same problem hai sab original dala hai pura assembly roller clutch liner aur uski Puli clutch katora jo jo saman clutch me aata hai sab original hi daala hai uske baad bhi 2 ya 3 din hote hai to vibration aa hi jata hai 😢 Kya engine ya velve ka locha ho sakta hai ya koi ur samshya 😢😢
जबरदस्त वीर सिंह जी ❤
Bahut jaruri suchna thanks ustad ji
मैने लोकल क्लच डाले थे. वेरियेटर उसकी गोटी सब जेनुईन बदला था. तब भी प्रोब्लेम था. बाद मै जेनयूईन क्लच शू डाले और पुल्लि को पेट्रोल से साफ किया. और ठीक हो गया. मै मिकेनिक नहीं हूँ.
जो आपने पेट्रोल से साफ किया वही तो सबसे अच्छा काम किया यही तो इस वीडियो में बताया है कि ग्रीस आ जाती है कलच शू के ऊ पर तभी वाइब्रेट करती है
New work new ideas done, 💯
Jabardast ustad ji. Yeh oil ring kahan milta hai.
@@priyaranjanmishra75 spair parts ki dukan par Aaj bhi dala hai nahi to sarvice senter per mil jayega
भाई सारे काम कर लिये फिर भी बाइबरेशन नहीं जा रही
Very good 👍🏻
Always use pneumatic gun. Proper tools must be used.
Sir mere pass dio het model hai woh 60 kmh ke upar nhi jata hai kya problem hai please help 😢
Kai pareshani ho sakti hain caroter per dikkat ho sakti hai plug shot ho sakta hai Karishma dikkat ho sakti hai ek bar check karaya jakar mechanic ko Apne
Bhai mere Activa 125 bs6 me belt tutge rasteme gadi bhot jam chalrihi thi garaj pe vesehi chalake laya.khola to belt tuta nikla nya veriatar boll,belt,cklach shoo dalneke bad aab gadi maileg kam dene lgi he.kya problem hoskta he bhai bta skte ho.bhot preshan hogaya hu meto
@@mili1672 agar clutch mein sab kuchh theek hai to yah clutch ka yishu nahin Hai kuchh aur Hai
Camera too much shaking.
Sir scooty ka engine overheet ho raha he
Jalne jaisi mahak ati he
Oil company ka us kro
@@DipaliDipalibarman oil achchi company ka dalna hai gred check karna hai oil pump check kara le aur wheel check kare jaam to nahi hai
Bhai hamari Activa 5g mein sab kar chuka hai usi vibration nahi ja rahi hai mujhe batay ki kaise sahi ho gi please help
Clutch drum face kara kar dekho ek bar
clutch drum nayaa dale ton kitne ka hai@@veersinghustadmechanic2392
Veer Singh ji .......meri maestro edge scooty bhot dabb k chalti he ...........clutch shoe new padwaaya he , rollers k condition thik he , servicing bhi karvali , air filter wagerah sab kaam ho gya but gadi jezi bhagni chaiye vesi nahi bhagti ..... Belt bhi acchi condition me he but gadi dabb k chalti he......pls koi solution batayein....mene bhot mistrion ko dikhayee but koi kuch batata he ...aur koi kuch
Clutch belt jarur check Karen Kai bar belt dusri gadi ki hoti hai to bhi nahin bhagati gadi
Carborator ki dikkat bhi ho sakti hai chalane per pata lagta hai
Cluch puller kasa bna new pati sa please comment me
Tools ki dukaan per available hai yah pular
@@veersinghustadmechanic2392 price kya ha
200 ₹
Clutch bus chang kr k
Roller weight....
Meri scooter Yamaha RayZR hai.... Bhot zada vibration h scooty me... Sirf 3 months hue h le kar.... Kuch solution bataiye
Service center mein check karao pahle
Sir ye sab try kr liya fir bhi vibration nhi ja raha pura assembly hi badal diya fir bhi same problem kya kare kuch samj. Nhi aa raha
@@TheLion-e4p local to nahin dala hai
@@veersinghustadmechanic2392 original hi daala h sir
@@veersinghustadmechanic2392 ha sir mere bhi same problem hai sab original dala hai pura assembly roller clutch liner aur uski Puli clutch katora jo jo saman clutch me aata hai sab original hi daala hai uske baad bhi 2 ya 3 din hote hai to vibration aa hi jata hai 😢
Kya engine ya velve ka locha ho sakta hai ya koi ur samshya 😢😢
Bhaiya aapki shop Kahan par hai plz... address de dijiye
@@FaizMohammad-v8w Veer Singh automobile Ashok vihar phase 3rd Delhi 52 near Domino's Pizza
Ustad tu ustadd hi hoya hai
Sir aap ka adress kya hai
Veer Singh automobile Ashok vihar phase 3rd near Domino's Pizza Delhi 52
Ye to mai hu 😂😂😂😂😂😂
Ye karne k baad b vibration ho rha h belt b slip ho rahi h aisa lgta h jb gadi accelerate karo kch or solution btao sir
Kuchh dikkat dekhne ke baad hi pata lagti hai