आपका वीडियो मुझे बहुत अच्छा लगा लेकिन मुझे कुछ और भी जानना है कृपयाबताएं क्या फ्लिपकार्ट फैक्ट्री का सेटअप देखने आता है ? क्या फ्लिपकार्ट हमारी पेमेंट रोक कर रखता है ? क्या फ्लिपकार्ट जीएसटी काटकर पेमेंट करता है ? अपने प्रोडक्ट का प्राइसकैसे चुने ? फ्लिपकार्ट प्रोडक्ट सेल करने का कितना चार्ज करता है ? फ्लिपकार्ट क्या क्या सुविधादेता है और क्या क्या बेनिफिट्स है ?
Sari bate chodo ye btao what about sellers loss bcz of customers jo product damage krke ya phir uski jgah koi bkwas item refund krte hai I research a lot there is no listening of u in the whole worlds e commerce business
@@traditional8794 Ha loss hota hai but Agar flipkart dilivery partener hai to Vaha pai aap claim dal sakate hai Product apko kaise mila hai usape ....( Claim ka prosses bhi sunake tetion ata hai ) but mere ek frd kar raha hai usane bataya ki Hota hai claim kar sakate hai ham kuch bhi loss hua to ...kuch % mai refund ata hai Sare Proof rakhana hoga mere khayal se Imagech video packing or ..no odea .. other
Sir kya hum kisi aur ka gst no. Use kr sakte hain ?? Jaise ki mere ek dost hain unka gst no. Hai mera nahi hai to mai unka gst no. Flipkart me use kr sakta hun appne liye ??
Hi! I have already registered as seller. But due to some reasons I was unable to sell for some duration. Now my account is frozen. How to unfreeze? Please guide me.
Maine apna seller hub account deactivate karne ke liye bahut baar ticket raise kiya. Flipkart deactivate nahi kar raha hai aur account on hold rakha hai. Iska complain kaha kare ??? Please help kare.
Bhai me ek housewife hu aur mujhe beauty se related products sale karma . Like clothes shoes makeup brushes eyeshadow palette artificial jewellery esa sab like toh hoga kya ue sab chij ka me thela lagati hu
bro, product ko flipkart mei dalne k liye monthly rental lagta hai kya? koi mujhey bata raha tha ki apka product bikay ya na bikay apko har month 5k rent pay karna hoga. ye sach hai kya?
Sir tumari video dika bahut achi he par mujhe ak Question ❓ he ke Flipkart me seller ban ne ke liye kitna investment karna padta he or product kaha se mangvayi 🤔
Bhai excellent video......I have a dot......mai product pack kardiya aab uss ka invoice bill aur box ke upar address ka bar code kon lagate mai ya Flipkart
@@TechRohittbrother yaar help line no. Bta do aap vo maine ek baar registration Kiya but complete nhi kr paya vapas fir se ussi no. Se kr rha hu to vo no. Already use bta rha h plzzz help dost
bhai humko seller banana hai par mere pass na current ACCOUNT HAI NA GST aur humko realme gt 2 pro sell krna hai kese kare humko ye phone 24k ka bechna hai flipkart pe
0:41 video start thx me later ❤😊🎉
Inshot mujhe flipkart ka seller nhi banna hai ye clear ho gya
THANKS BHAI ❤❤
हर बात बारीकी से समझाने के लिए धन्यवाद❤
Nice
Aap ईमानदार है
आप का ईमानदारी ही कामयाबी के शिखर पर लेजाएगी
Before watching the video, I have seen the ad of Amazon then my mindset changes to Amazon
😂
Do both make right decision to sell. Right profitable product and gain profit from both❤
It takes you minimum 1 lakh to become seller on amazonn
Same yr
Paise lete h kya bhai@@rafathfarhana5148
Waah boht kuch sikha diya sari important jankari ab new year me krunga😈
😂 Suru Kia business 😁
Thank you so much bro ❤ details me batane ke liye ❤❤❤❤
Kya homemade product k liye v applicable hai gst number
Ji applicable hai
Yes
Bhai ap tarakki kro Puri emandari se apne hme bataya hai tq Bhai bhagwan apka sath hmesa de
Bhut acche tarike se bataya h apne mere bhai thanks
❤
आपका वीडियो मुझे बहुत अच्छा लगा लेकिन मुझे कुछ और भी जानना है कृपयाबताएं
क्या फ्लिपकार्ट फैक्ट्री का सेटअप देखने आता है ?
क्या फ्लिपकार्ट हमारी पेमेंट रोक कर रखता है ?
क्या फ्लिपकार्ट जीएसटी काटकर पेमेंट करता है ?
अपने प्रोडक्ट का प्राइसकैसे चुने ?
फ्लिपकार्ट प्रोडक्ट सेल करने का कितना चार्ज करता है ?
फ्लिपकार्ट क्या क्या सुविधादेता है और क्या क्या बेनिफिट्स है ?
GST apke sale bill mai add ho jayega jo ki customer pay krega
Nutrition agr sale karna h or ushme gst pay kar dete h to flipkart or gst lenge kya
@@jyotiyadav4145 purchase pe GST ka ITC (refund) milta hai or sale pe tax dena hota hai
@@jyotiyadav4145 koi or help chahiye
@@jyotiyadav4145 comment auto dlt ho rha h
Apka samjhane ka tarika bahut mast laga bhai 👌👍
Thank you 👍
Wahhh, very nice, I m very happy from your help🙏
It's my pleasure
बहुत-बहुत shukriya bhai aapka samjhane ka Tarika aapka kafi achcha hai thank u so Mach
Bhai aapka business se profit ho rha h agr ho rha h to monthly income kitna kma lete ho??
thank you so much many doubts has been resolved
Thank you aapki video bahut useful thi 🙂🙂
🤝
Sabse acchi bat ye lga ka ki aap ne ek bar bhi like nahi manga nahi ab tak 9:28 tak me kitni bar bol chuka hota
Kya painting books m aayega ya phir iske liye mujhe all categories select krna hoga Flipkart pe
Painting books ki category me kaise ayega??
Sari bate chodo ye btao what about sellers loss bcz of customers jo product damage krke ya phir uski jgah koi bkwas item refund krte hai I research a lot there is no listening of u in the whole worlds e commerce business
Insurance hota hai na Uss chij ka
@@priyathought phli baar sun rhi hoon insurance ka jitne logo ko main jnti hoon sb yhi bolte hai ki heavy loss hota hai kyi bar
@@traditional8794 Ha loss hota hai but Agar flipkart dilivery partener hai to Vaha pai aap claim dal sakate hai Product apko kaise mila hai usape ....( Claim ka prosses bhi sunake tetion ata hai ) but mere ek frd kar raha hai usane bataya ki Hota hai claim kar sakate hai ham kuch bhi loss hua to ...kuch % mai refund ata hai Sare Proof rakhana hoga mere khayal se Imagech video packing or ..no odea .. other
@@priyathought ok thx a lot for ur valuable advice
Meesho m to bhai gzb hi khel hota h...rto m v wrong return aa ra h... Heavy loss
Bhai bohut sundhor idea ❤
Kya apn order ghar bethe hi pack kar sakte hai and packaging box kahan se milenge
Tum rehne do tumko kuch seller banne ki itti si bhi knowledge nhi hai
Packaging materials ka liya pay krna hota h??
Sir kya hum kisi aur ka gst no. Use kr sakte hain ?? Jaise ki mere ek dost hain unka gst no. Hai mera nahi hai to mai unka gst no. Flipkart me use kr sakta hun appne liye ??
Jawab nahi deta hai
sir aik GST no se kitney business kr saktey he ki aik GST no se onlt aik hi business kr saktey he
Minimum 5
Sir mujhe ye btaye mai kon konsa product sell kar sakta hu like any brand issue or any issue please clear me
Meri readymade garments ki shop h to uska gsti no lag sakta h ? Flipkart seller k liye?
Bhai GST no hona chaya bass❤
Brother flipkart Seller aise bhi kar sakta hai apna product per return ya refund ka option hi Na rakhen taka fraud se bach jaaye?
Bro bahot acha samjhaya apne keep it up bro acha samjh aya mujhe
Thank you 😊
Hi! I have already registered as seller. But due to some reasons I was unable to sell for some duration. Now my account is frozen. How to unfreeze? Please guide me.
After how many month your I'd frozen
Maine apna seller hub account deactivate karne ke liye bahut baar ticket raise kiya. Flipkart deactivate nahi kar raha hai aur account on hold rakha hai. Iska complain kaha kare ??? Please help kare.
Ku dlt kre ho ap
Aapka account hold ho Gaya hai mera bhi hua tha sahi ho gaya
Kon Kon 2024 Me Dekh Raha Hai
Me
@@vikashgamingandstatus8080 sahi h na gosse
Me
Bhot ache se samjhaya apne well done 👍🏻
Thank you so much samjhane ke liye 😊😊
Gober ke kande pe bhi GST Lage ga kya sir
Bhai me ek housewife hu aur mujhe beauty se related products sale karma . Like clothes shoes makeup brushes eyeshadow palette artificial jewellery esa sab like toh hoga kya ue sab chij ka me thela lagati hu
Heyy
Thaks For Information About Seller in Flipkart
Nice information bro ur way of explaining was sooo good keep it up bro
Thanks bro
Bro tum start kiye selling
Best Bhai ❤❤
Bro candle sale karna ma be GST number chiya kaya
Sir can i sell branded products like realme earbuds..realme phone ..oppo phone
Nic video bro is the same process applicable for selling in Amazon and in myntra? Or any other platforms
Can I sell my handicraft product plzz reply it is a humble request and is GST necessary for handicraft product selling
Thenks sir bahut ache se samjaya
Bhai savings account se register kr skte hai??
nope
Nahi
Kuch security bhi Deni padti hai kya
Superb ha Lakin ak bath muja smojma nahi jo delhivery charger ba return charge ho kon pay kora ga?
We don't have Current account it's saving account posible ha kya
Tq so much 😊😊😊 bht achi information
Sir lagta hai part time me impossible hai main soch Raha tha ki sirf company ka saman apne I'd se sell karna hai aur uske badle me commission milega
Sir ye catalogue partner koi fees lete h kya??
haan.. chahiye toh boliye
Nice explanation bro, thanks for this information.❤❤❤
🤝
Old coin seller gst mere ko kya lagega sar
Bahut achhe se samjhaye ho bhai....
bro, product ko flipkart mei dalne k liye monthly rental lagta hai kya? koi mujhey bata raha tha ki apka product bikay ya na bikay apko har month 5k rent pay karna hoga. ye sach hai kya?
If any customer returned the product, who will pay for the shipment?
You 🙃
Hi rohit.. this video helped many.. keep shining
Nice one heart 💓 for your explanation 👍
Sirf Delivery ka vendor kaam bhi hota jai kya
Kitane achhese samaja ya apane. Thanku thanku thanku
Thanku for nice information, pls loss or seller ko overcome kaise karna hai loss uspar video jarur banaye
Nice one buddy ♥️🌍🎬
Mujhe ek bat samjh me nhi aya agar maine product 300 rakha hai to 300 Flipkart ka tax v jurega kya plzz btaiega
Are bholi aurat ye percentage pe depend krta h 1500 ka 300 per 300 ka sirf 60😂
Sir mere Frames or posters ka business par small scale pa to kiya mujha GST no banana padega
Bhai 21 min barbad.. thank u for that 😇🥳
Kyu kyu esa lag raha hai ?
Me rent pr rehti hu or saman karid kar baechti hu ky me GST lena jarori hai Flipkart pr apna saman sale karne ke liye please reply 🙏
Sir kya delivery boy har ek product ke liye baar baar aata h yaa fir din me ek baar ake sare product leta h sir plz plz plz reply
Bhai registration karte time current account den ha ya saving account
Hlo bhai kyaa is online business laptop 💻 ka bhi jarurat hota hai kya
Thank you bhaiya for helping me ❤
Flipkart sirf unlogo ke liye sahi hai jo clothes ko sell krte hai
Aur kisi product pe i don't think ki sahi hai ❤❤
Comment your opinion guys ❤❤
Thank you for clear explanation!
Kirana sell karna hai, kar sakte hai? Document kya lagega
Bhaiya savings account se kaam nhi hoga?
Sir tumari video dika bahut achi he par mujhe ak Question ❓ he ke Flipkart me seller ban ne ke liye kitna investment karna padta he or product kaha se mangvayi 🤔
Ss glass house se manga lo
Bhai apko kya product chahiye meko bato
@nonstopgaming7372 vai mein online product manga sakti hun?
@nonstopgaming7372 Upple bech skte hai Flipkart pw
@@palaksharma3742 Han
Registration aur gst charge mila kar kitna kharcha ata hai
GST registration mai 1k lg jte h
Bhai excellent video......I have a dot......mai product pack kardiya aab uss ka invoice bill aur box ke upar address ka bar code kon lagate mai ya Flipkart
Seller ko hi lagana hoga
Seller ko hi lagana hoga
Muje printer aur computer ke bhi zarurat badege kya......iss pay bahut confuse ho
Very nicely explained. But plz elaborate what kind probs can come as seller other than returned as bogus or different product??
Aap
@@AlokKumar-km2dc😅
Sir kya painting bechne ke liye gstin no lagega?
Kya trademarks ki bhi jarurat hai bro please reply
Thanks bro ❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Welcome 😊
@@TechRohittbrother yaar help line no. Bta do aap vo maine ek baar registration Kiya but complete nhi kr paya vapas fir se ussi no. Se kr rha hu to vo no. Already use bta rha h plzzz help dost
Current account jaruri hai kya ?
Yes
Thank you so much bahut achhe se samjhaya 🙏🙏🙏👍
Online mera kam hai matlb main hi online order krti hu prodct unke adress par main online kaise bheju gi isme bhej sakti hun
E cart par kijiye ga
Telour ka kam krti hu to dress khud se bna ke sell kr sakte he kya
Aapne ye nahi bataya ke GST no regular me hona chahiye ya Composition me
Kya sanitary bechne ke liye bhi GST number chahiye
Main T shirt design krti hoon toh mujhe uske liye kya karna hoga
Or main Nikahnama frame banati hoon toh main kar sakti hoon
Ha sale kr skte ho
Cash on delivery wali payment kaise milti hai sir plzz explain it also
1-2 week me delivery man tumko cash ya online de dega
bhai humko seller banana hai par mere pass na current ACCOUNT HAI NA GST aur humko realme gt 2 pro sell krna hai kese kare
humko ye phone 24k ka bechna hai flipkart pe
Olx pe ja bhai
Acha to y seller app pe whi log ragister kr skte hai jiski kudh k koe dukaan ho?
Yes
Bilkul salike se samjhaya h bhai ne 👏👏👏👏
Current account hona mandatory hai ? Bina uske sell nhi kr skte ? And gst no nhi hai aur bnwa nhi skte to kuchh kr skte hai 😢
Yes without gst aap books sale kr skte ho
Sir main lakri ka products manufacturing karta hu to ismain trade number or trade mark lena jaruri hai kya ?
Kya product h apke pas aap apna no de skte h
Hello Sir. Yeh video to acchha laga... GST registration ka v agar ek video banaye to bahot logo ka vala hoga...
Okk 👍
Isan guru ki video dhako
Sir mobile no apka batayiye
Bhai me flipkart pe reatilers ke shop ke product listed karta hu mujhe batao me kar dunga ( free of cost ) per gst numbers hoga chahiye
Thank you thank you so much for sharing such an amazing video bahot hi ache se explain kiya
😊🙏
Tum Flipkart bech rahe ho Kia?
your explanation is really superb, can u please make the same video for how to sell on groupick marketplace
Yes, soon
Seller Bnne ke liye city me hona jruri h ya village ke log bhi seller bn skte h
Product shipping cost who will pay?
Flipkart dono tarp se kamate hai seller se v buyer se v
Isme koi charge to nahi lagega