Mahabharat Episode 238 || Shakuni stabs Abhimanyu || Part 2 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 июн 2024
  • Mahabharat Episode 238 || Shakuni stabs Abhimanyu || Part 2 || Pakistani Reaction

Комментарии • 106

  • @Anchal-yb7td
    @Anchal-yb7td 20 дней назад +30

    Famous pose of Abhimanu with chakra in his hand 🥺
    Vedvyas ji likhte hai ki yudhakshetra me Atirathi Abhimanu chkra dharn kar dusre bhagvan ShreeKrisna ki tarh prakasit ho raha tha😊

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 20 дней назад +59

    Abhimanyu ke mrithyu ka pratishodh sirf Arjun nahi Yudhishtir ka puthr Prathivindhya bhi kiya. Wo Dushasan ka puthr Durmasan ko agle din mem khatham kiya

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 20 дней назад +3

      Ye Dusshasan ka putra Durmasan ne hi Abhimanyu ko mara tha na? Jo ki yaha par dikhaya hai ki Karn ne mara hai

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад +5

      ​@@debarnobsfashion8066 Wo galath dikha hai bhai. Karna ne uska dhanush aur Brahmakavach thoda. Lekin wo nahi maar dala

    • @The_Final_Boss_18
      @The_Final_Boss_18 20 дней назад +1

      ​@@harikrishnank1312 abhimanyu ko to 7 yodhao ne milkar mara tha n, 7tho ne war kiye tab death Hui thi to kisi ek se to kese mar skta he

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад +1

      ​@@The_Final_Boss_18 Aap ne kripaya BORICE aur Geeta press pado. Thab samjayega bhai

    • @The_Final_Boss_18
      @The_Final_Boss_18 20 дней назад +1

      @@harikrishnank1312 kaha se padhu btana bro
      Jay shree ram
      India won the toss choice to bat first
      Hey karishna aaj india ko finel jeeta dena 🚩🙏🙏

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas123 19 дней назад +3

    Veer Abhimanyu ji hmesha Amar rhengy Qayamat tk jinhone Ishwar ki raah me Dharm ki sthapna krne ke liye apni shahadat di 😢❤

  • @topoint878
    @topoint878 20 дней назад +24

    Arjun ka isse pahle bada beta iravan mar chuka tha,Marne ka dukh nhi tha Arjun ko jis tarah mara gya uska dukh tha

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj 20 дней назад +18

    Veer abhimanyu 😢

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 20 дней назад +12

    Sameer bhaiya Yudhishthir ji aisi minnate nahi kiye, aur aise bina kuch kiye baith nahi gaye the 4 Pandav.. yahan serial ne galat dikhaya hai

  • @mVshk-hk9md
    @mVshk-hk9md 20 дней назад +7

    Courageous' Abhimanyu🔥🎯

  • @Srijeetjr-wv8dh
    @Srijeetjr-wv8dh 20 дней назад +3

    The immolation of Abhimanyu' will never be forgotten...

  • @Divyanshi_Srivastav
    @Divyanshi_Srivastav 20 дней назад +5

    Is serial me galat dikhaya hai ki pandav aise hi baithe hue the...real me pandav lagatar yuddha kar rhe the jaydradh se abhimanyu ke paas pahuchne ke liye rasta bana rahe the...aur abhimanyu ke sath kya ho rha hai unko nhi dikh raha tha kyonki itne saare sainiko ki bheed thi aage...yaha pe keval emotional banane ke liye aise scenes add kiye hai..

  • @aditichoudhury3425
    @aditichoudhury3425 20 дней назад +5

    Abhimanyu was not even 18, i guess 16 yrs only at this time and he fought all this alone. He is the bravest warrior among all of them. They are not Maharathi in my eyes who together conspired to kill a young boy. They knew they don't have the competence to fight with him one on one.
    And people admire/ praise Karna, what an insult. The only thing i hate in this serial is that they tried to whitewash Karna's character, which is far from reality.

  • @topoint878
    @topoint878 20 дней назад +10

    Film serial Wale ko shauk hai negative kirdar ko mahaan aur Nirdosh dikhane ka

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 20 дней назад +11

    Hare Krishna🙏🙏

    • @ShrishtiSahu-zn2kp
      @ShrishtiSahu-zn2kp 20 дней назад

      Hi..can u pls provide the real source of Mahabharata in english..I want to read whole epic??

    • @Anmol_Singhaniya
      @Anmol_Singhaniya 20 дней назад

      @@ShrishtiSahu-zn2kp Mahabharata is a big Epic History , yha possible nhi Batana
      Apko Real Book Read Karna hoga
      Like Geeta Press KMG vaid vyas Mahabharata etc.

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад

      ​@@ShrishtiSahu-zn2kp Bibek Debroi English translation of BORICE and Kisari Mohan Ganguly (KMG) English translation of Geeta press are available in pdf online. You can search in Google itself

    • @ShrishtiSahu-zn2kp
      @ShrishtiSahu-zn2kp 20 дней назад

      @@harikrishnank1312 thank u so much...but there are so many pdf showing..which one the real one??

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад

      ​@@ShrishtiSahu-zn2kp​​ Well the 3 editions are almost the same. Only a few things are changed in KMG and Geeta press from BORICE like Abhimanyu death and Karna death are fair as per BORICE but through unfair as in KMG and Geeta press. You can believe 3 editions. Though many may say that BORICE is not authentic it has removed some parts and added after very well research

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 20 дней назад +9

    Are 4 Pandav aise bina reaction ke baithke ro nahi rahe the aur na itne request kiye, serial ne ye poora galat dikhaya Mahabharat book ke hisab se ve bebas nahi the

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад +1

      Aur Abhimanyu ke mrithyu ka pratishodh sirf Arjun nahi Yudhishtir ka puthr Prathivindhya bhi kiya. Wo Dushasan ka puthr Durmasan ko agle din mem khatham kiya. Lekin koi serial walom Kauravom ke betom ko kabhi nahi dikhenge. Tho kaise Uppandavom ka importance inko samaj saktha hum

    • @vinashak8312
      @vinashak8312 20 дней назад +1

      Bhai pahele confirm kare ki galt dikhya ki nahi, comment karne se pahele 10 baar confirm kar le..
      Maine pura MAHABHARAT nahi dekha hai, to kah nahi sakta ki galt hai ya nahi..🙏🙏🙏

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 20 дней назад +2

      @@vinashak8312 confirm karke hi bol rahi ki Yudhishthir ji dukhi avashya the Abhimanyu ke maut par lekin minnate nahi maange aur na aise baithe rahe 4 Pandav

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 20 дней назад +2

      @@harikrishnank1312 ha janti hu, Uppandavo ko to rath tak nahi diye, pata nahi kis pichle janm ki dushmani hai serial walo ko Pandavo ke beto se

    • @vinashak8312
      @vinashak8312 20 дней назад

      @@pallavi.vaidik...... 🙏🙏🙏🙏

  • @akshayagarwal1931
    @akshayagarwal1931 20 дней назад +4

    Next part peak 🔥🔥🔥
    Karna acknowledges Abhimanyu

  • @kingkishu01.
    @kingkishu01. 20 дней назад +4

    6 maharathi nhi the bhai total 7ahatathi the😢😢

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 20 дней назад +16

    Its ok , in sabki mrityu itni bhyankar hogi apko satisfaction hoga😌😌

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад +4

      Prathyek mem murkh Dushasan ka mrityu😂😂

    • @Anmol_Singhaniya
      @Anmol_Singhaniya 20 дней назад +6

      @@harikrishnank1312 yeah the most satisfying Part in whole Mahabharata 😅😅

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 20 дней назад +9

    Arjun aik aik jakhm ka badla lega

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7m 20 дней назад +4

    Jai Shree Krishna

  • @trendsmaster
    @trendsmaster 20 дней назад +4

    Jaydrath ko nhi rok sakta tha usdin koi
    Or chakravyuh bahut bada hota hai kevel serial me saamne hain

  • @harjinderkumar7744
    @harjinderkumar7744 20 дней назад +3

    Brother vardaan mahadev ka tha usko.. krisha or mahadev me koyi frk nhi.. so pandaws us time sindhu raaj k sahmne kush nhi kr skte the. Even sindhu ko tuch v nhi kr skte the.. arjun k siwa

  • @Anchal-yb7td
    @Anchal-yb7td 20 дней назад +4

    Kya kya hua Mahabharat me sad to say that Chandra putra(Abhimanu) ko Suryaputra (karn )ne dhokhe se mar dala😞

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 20 дней назад +3

    Book mai bhi ek ek details likhi hai...jub Sanjay short mai bolta hai ki pura din abhimanu ke sath fight hui...to dhritrashtra sanjya se bolta hai ki kaise uss veer balak ki mratu hui..mujhe ek ek bat batao...tab sanjya details batata hai

  • @Anchal-yb7td
    @Anchal-yb7td 20 дней назад +3

    Itna jo dikhya ja raha hai n Duryodhan Abhimanu ke satha jo kar raha hai sab galt hai
    Abhimanu ke pas pahuchna bhi muskil tha use koi chu bhi nahi paya tha bas sabhi log dur se hi us per prahar kar rahe the
    Yaha tak ki dhanush kat jane per bhi Abhimanu Talvar aur dhal lekar hava me aise uchle ki sabhi yodha dar kar un per teero se bauchar karne lage ki ye hamare per hi to prahar nahi kar raha
    Veer Abhimanu 👍

  • @bijayalaxmisamantaray5
    @bijayalaxmisamantaray5 20 дней назад +2

    Bakwaas! Pandavas weren't sitting idle crying for mercy.
    Adharmi Tiwary tu Nark jaayega😂

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 20 дней назад +1

    Bharat mai heroes ki history mai real heroes ki kami nahi ...jara maharanapratap , chatrapati shivaji , rani laxmibai , bhagat sing , shambaji ..inki veerta bhi mahabharat ke veer yodhao ki yad dila degi ..bharat ki respect ko jub bhi kuchalne ki koshish hui hai...tab tab mahan yodhdhao ne junm liya hai..mahabharat kal ke bad bhi

  • @srp3840
    @srp3840 20 дней назад +3

    Mahaveer Abhimanyu❤

  • @vipulmalik9406
    @vipulmalik9406 20 дней назад +1

    108 sharp wound they abhimanyu ki body par blunt countless

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 20 дней назад +3

    Isse pehle Arjun aur Naagkanya Ulupi ka putra Iravaan bhi mar chuka hai Shakuni aur unke bhaiyo ke hatho.....kintu is serial me nahi dikhaya hai wo sab...

    • @topoint878
      @topoint878 20 дней назад +2

      Iravan ka sar kaat diya tha alambush demon

  • @mrhks0574
    @mrhks0574 14 часов назад

    Abhimanyu sirf hindu means hamara nahi tum log ka bhi purvaj hai ( ancestors) the 😢❤

  • @HarmanMander-bn6gm
    @HarmanMander-bn6gm 20 дней назад +2

    Bs ab sindhuraj ki maut ayi hai arjun ke hatho se😊 bohut bhag lega arjun se aur krishna ji ne bhumi ukhaad kar nikal lena bahar🤣🤣

  • @parveshgora1207
    @parveshgora1207 20 дней назад +1

    Bhai jab serial banta h tho usme change jarur karta hai banane waala, vastav mai inhone koshis ki thi par baat nhi ban paai thi ,ek tho chakarvyu tha dusra sinduraj ki sena thi, vardan ka matlab hota hai koi aaisa astar dena jiska tod in chaar pandavo ke pass naa tha ,baaki taakat uskibwahi thib,par sinduraj ke pass jo vepon tha wo advance tha , aur uska tod sirf arjun ke pass tha

  • @Jai1234.
    @Jai1234. 20 дней назад +1

    Karn ne nhi Dusashan ke bete ne mara tha Abhimanyu ko , phle sabne mil ke ghayal kar diya tha

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 19 дней назад

    Dil chkna chur ho gaya sanatan dharm ko rkacha karne ke liye etna peeda saha😢😢😢😢

  • @ishantsharma-ml7xf
    @ishantsharma-ml7xf 20 дней назад +2

    Bhaiyo Aaj ki video kyu nahi daali abhi tak ya nahi daloge to bata do❤❤

  • @kingkishu01.
    @kingkishu01. 20 дней назад +2

    Gurudron ka sala krupacharya missing hai

  • @Trimurti9876
    @Trimurti9876 19 дней назад +1

    In real 6 ne nahi 7 Yodhao ne milkar maar tha abhimanyu ko isme guru kripacharya ji bhi the is series me unhe nahi dekhaya gaya

  • @Ak-qp2um
    @Ak-qp2um 20 дней назад +2

    Apne putra ka badla ek ek kar ke sabse lega arjun 😠😤

  • @Random_user7948
    @Random_user7948 20 дней назад +3

    Bhai har bgm aur music mute karne ki zaroorat nahi hai. Sab par copyright nahi aata to please Abhimanyu ki bgm mute na karein next episode me.

  • @ganpatganpat7676
    @ganpatganpat7676 20 дней назад +2

    Very good Reation sir❤

  • @musiciiansankalp5305
    @musiciiansankalp5305 19 дней назад +1

    Aare episodes upload karo yaaar weekend pe aaj tho Karo 3

  • @Amazingview0
    @Amazingview0 20 дней назад +1

    Draupadi ke Putra bhi shaktishali the,wohsab bhism pitmah se bhi vidhya sikhi thi,prativindh uttaradhikari tha indraprastha ka aur unki maa ka bhi apmaan hua tha, isliye woh achche yodha the

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 20 дней назад +1

      Draupadi ke puthrom kabhi Hastinapur mem nahi raha. Tho kise Bhishm pitamah un sabko shiksha denge. Wo Panchal aur Dwaraka mem raha. Unko Dhrishtadyumna aur Shri Krishn ka puthr Pradyumn sare shasthrom aur vidyayem seekha

    • @Amazingview0
      @Amazingview0 19 дней назад

      @@harikrishnank1312 Jake padho,usse kabhi panchaal m Mann nhi lagta tha,isliye dwarika aur Hastinapur ka chakkar lagate rahte the.

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 19 дней назад

      ​@@Amazingview0 Mene poore Mahabharat BORICE, KMG aur Geeta press se padne ke baad ye bulaya. Uppandavom ko Pandavom aur Draupadi kyom Hastinapur mem bechna chahiye? Mem Vana Parva se reference bhi dunga. Thab samjayega

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 19 дней назад

      And causing Subhadra and Abhimanyu to ascend his golden car,
      p. 50
      [paragraph continues] Krishna, mounted it himself, worshipped by the Pandavas. And consoling Yudhishthira, Krishna set out for Dwaraka on his car resplendent as the sun and unto which were yoked the horses Saivya and Sugriva. And after he of the Dasharha race had departed, Dhristadyumna, the son of Prishata, also set out for his own city, taking with him the sons of Draupadi.
      (Sacred text Aranyaka Parva section XXII)

  • @madhuri4591
    @madhuri4591 20 дней назад +1

    Mai ye episodes nehin dekh sakti, sorry, skip karna pad raha.

  • @shakuntala780
    @shakuntala780 20 дней назад +1

    Wait for 247

  • @dhanyashreesgowda2086
    @dhanyashreesgowda2086 19 дней назад +1

    Next episode please

  • @tarunraghav5146
    @tarunraghav5146 20 дней назад +1

    ab Bhim k putr ki entry hone wali h

  • @Harsh-py4jx
    @Harsh-py4jx 20 дней назад +2

    Duryodhan or uske bhaiyo ki mot isse bhi gandi hogi

  • @Mahen_Jodhpur
    @Mahen_Jodhpur 20 дней назад +1

    Reality main iss time sbhi 4 pandav sindhuraj aur uski sena ke saath Yudh kar rahe the, aur dusari taraf abhimanyu inn sab se Ladd raha tha, lakho ki sena thi Bhai, 4 pandav ko tho pata bhi nahi tha ki abhimanyu ko maar rahe hai. Lekin yaha bhi director ne Pandav ko abhimanyu ke pass khadda dikhaya, her taraf bakwas scene banaye hai. Bahut badda Yudh tha bhai logo, dono taraf se lakho Sainik Ladd rahe the, but director ke pass itana budget nahi tha ki isko proper way main dikha sakhe. Aryavart ( aaj ka bharat) bahut badda tha, jismain aaj ke time ki 21-22 countries aati hai. Alag alag rajya( State) the aur unn state ke chotte chotte Raja the, adhe Kauravas ki taraf se Ladd rahe the aur adhe Pandavas ki taraf se Ladd rahe the, but jyada Kauravas ki taraf se Ladd rahe the, Pandavas ki taraf se kam State ke Raja Ladd rahe the. Jyada baddi Sena Kauravas ki taraf thi. Fir bhi last main Pandavas ki Jeet hui. Sirf naash hua. Aur fir dharam ki sthapana hui. Abb Dharam ka matlab religion mat samjh lena. Kyu ki sanatan dharm ka na koyi aadi hai naa koyi anth. Kyuki ye Mahabharat aaj se lagbhag 5000 saal pahle hui thi, aur Ramayan usase pahle Traytha Yug main hui thi, Mera Matlab Bhagwan Shree Ram hi ka Avtar , Bhagwan Shree Krishna ji se pahle hua tha. Aap logo ke liye samjhna thoda complex ho sakta hai. Kyuki Bhagwan Vishnu ke 9 avtar hue hai aur kalki ji 10 th Avtar honge.🙏🙏🙏

  • @trendsmaster
    @trendsmaster 20 дней назад +1

    Log to marte hain but gherkr nhi maarna chahiye
    Tadpana nhi chahiye

  • @vipulmalik9406
    @vipulmalik9406 20 дней назад +1

    Yudh k baad karan ka 1 ladka bacha tha jisko wo arjun ko de k swarg sidhar gya

  • @ope_nheart4453
    @ope_nheart4453 20 дней назад +1

    Next part se achha hai❤

  • @kiranmysore6890
    @kiranmysore6890 20 дней назад +1

    Very cruel beyond words

  • @Fattgrover
    @Fattgrover 20 дней назад +1

    239 episode aaaaaaaaaggggggg hoga🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥

  • @harjinderkumar7744
    @harjinderkumar7744 20 дней назад

    Wo sare bebas the pandaws kush nhi kr skte the koyi shkti ka use nhi kr skte the … mahadev+vishnu+ barahma =1 like tredave of universe no one can beat them

  • @deepakrath5733
    @deepakrath5733 20 дней назад +1

    Are Pandav ro nhi rhe the Bhai... Bhai ye seriel h... Thoda dimaag lagaao... Pandav pura try kiye the par Mahadev k bardaan k wajeh se us din Arjun ji ko chhod kar koi v yodhha Jaydrath ko hara nhi sakta tha.... Ye h reality.... Seriel me har cheez ko dramatise karte h.... Itna idea toh hona chahiye aap logon ko

  • @parmarraman9420
    @parmarraman9420 19 дней назад

    2 episode pahle jo maine bheja tha Dronacharya Parv usmein Jo Abhimanyu Vadh hai vah real hai please react this

  • @swarnitadas3518
    @swarnitadas3518 20 дней назад +1

    3 parts laiyee...

  • @itskajol376
    @itskajol376 20 дней назад

    Abhimanyu was just 16 years old.

  • @Chefwholifts
    @Chefwholifts 19 дней назад +1

    Jldi video laao arjun ke episodes dekhne h agle

  • @arnabsantra7560
    @arnabsantra7560 20 дней назад +1

    4 part kar ke dalo

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 19 дней назад

    😢😢😢😢😢

  • @archanashukla5387
    @archanashukla5387 20 дней назад

    😢

  • @pathikparekh3403
    @pathikparekh3403 18 дней назад

    Abhimanyu k saath cheating hui hai… Bhism pitah maah ne rule banaye the k ek k sath ek hi ladega yaha toh 6 in 1 ho gaya…

  • @Hreshksnjawi
    @Hreshksnjawi 20 дней назад

    App bilkul Sahi kerhe hin

  • @vivektiwari5750
    @vivektiwari5750 20 дней назад

    Bas yahi din tha jaha se Pandav aggressive ho gye and forward pe aa gye

  • @neox-d4s
    @neox-d4s 20 дней назад +1

    Beech wala har baar nonsense hi boltha hai 😑 , Kuch toh theek se samaj lo

  • @parmarraman9420
    @parmarraman9420 19 дней назад

    Abhimanyu Ko Darshan Ne Mara tha

  • @atulmishra3118
    @atulmishra3118 20 дней назад +1

    Ye sab galat hai,

  • @Chefwholifts
    @Chefwholifts 19 дней назад +1

    Aaj ki video kaha h bkl

  • @kaushiksunapu5657
    @kaushiksunapu5657 20 дней назад +1

    Karn ke baare me bilkul sahe kaha hai aapne!

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge6961 20 дней назад +1

    Hmmm...karn ke bare me sahi samjhe aap

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput8040 20 дней назад +1

    Arjun putra Abhimanyu 💎🔥♥️

  • @dogras4332
    @dogras4332 20 дней назад +1

    BR chopra ki mahabharat pay reaction do

  • @defensepropeganda109
    @defensepropeganda109 19 дней назад +3

    Gaazab break lete ho tum log ... unsubscribe 😢