Mam plzz suggest me 1 thing ...kya jab hum question KO ppr ma solve krege us wkt kya humeey upr given hoga kya isme 3 author ki entry bnak😢ya 2 ki ya 1 ki ya subject ki
Ye added entry like 2nd author, 3Rd author subject title......sare questions k liye bnani hoti h kya Jo main enrty mein likhi jati ho..unke liye alg entry table bnegi kya mam
Beta AACR 2R me time lgta h isiliye Maine wo video pehle start kr di h , aj kl me wo khatam ho jayegi TB Mai DDC k upar video daal dungi. Please be updated on channel
Mam kitni videos aur aayengi iski and viva question ki videos bhi daal dijiye kal plz and DDC ki kitni videos aayengi Agar time ho to 2-3 videos daal dijiye ekdin mai mam plz
Ma'am, physical description m confusion h. Roman(viii) likhne k baad comma lgega ya semi colon? Or Pages ka p likhne k baad p. ; Ya. p. , Aayega? Entry me alg tarike se likha aapne or MARC-21 me alg tarike se
Mam Blis me kitna subjects ka Practical hota hai . Kyo ki Blie 227 ka hi Date aaya hai or theory Exam me Bli 224 or Blie 229 ka paper bhi to only 35 marka ka hua hai. To please reply mam kitne subjects ka Practical hoga.
Beta blie 227 aapka 70 marks ka hai..3o ki assignment....224 and 229 35 marks ka exam and 35 marks ka practical.. Kuch centres par 224 and 229 ke practical ho chuke hai or kuch centres par abhi hona baaki hai....so aap pta kariye apne study centre se
Beta 35 marks ka aapka DDC hai and 35 marks ka aapka AACR 2R hai jismein se Maine aacr ko start Kiya hai. jab beta yeh wale 35 marks ka complete kar dungi main explanation tab aapka main jo 35 marks ka DDC hai usko start karungi.
Agar aapne form fill karte time hardcopy wale option par click Kiya hoga then book. Aayegi warna book nahi aayegi....agar book na aaye then aap ignou ki official website " e-gyankosh" se book ki pdf download kr lijiye free of cost hai.
Beta blis me ek subject h apka bli230 .. aur y apka internship hai ... Y krna zaruri h ,iske bina apki degree poori nhi hogi... Agar ap internship nhi kr payi h toh ap internship alternative report bna lijiye. Warna apka session late ho jayega.
Beta SOP jo ignou se aayi h ... Mere channel pe full video available hai ap dekh lijiye internship alternative report ka video.... If ap nhi bna skte h so message me on my telegram discussion group, waha Mai apne ek student ka number provide kr dungi, wo apki help kr dega.
Great work. Plz make all possible videos .......god bless you.
Ok beta done
Thank you so much ma'am
Very nice learn video
Thanks beta
Ty so much Mam you r best ❤
Welcome Beta 🙂
Thank you ma'am
Welcome Beta
Thank a ton mam for ur valuable efforts…..
Welcome Beta
good videos ma'am
Thanks beta
Mam please make vedio on important question for Mlis
Mam ye Marc 21 ki table k tag indicator subfield...yaad krne honge kya or sabhi ques m yhi table bnani h kya....bas data different hoga questions ka
Haan Beta kuch common tags aapko yad karni padegi
Ok mam🥰
Welcome Beta
Mam pls upload next part
Ok
Mam plzz suggest me 1 thing ...kya jab hum question KO ppr ma solve krege us wkt kya humeey upr given hoga kya isme 3 author ki entry bnak😢ya 2 ki ya 1 ki ya subject ki
Beta questions dekh ke aapko khud aa jayega or three author mantion hoga
Ye added entry like 2nd author, 3Rd author subject title......sare questions k liye bnani hoti h kya
Jo main enrty mein likhi jati ho..unke liye alg entry table bnegi kya mam
Haan Beta
Thank you mam
Welcome Beta
Mam please DDC ka b bta do..20 ko exam hai..aur inrership par bhi ik video bna dena..practical exam ke bad
Beta AACR 2R me time lgta h isiliye Maine wo video pehle start kr di h , aj kl me wo khatam ho jayegi TB Mai DDC k upar video daal dungi. Please be updated on channel
Kha pe h apka exam
Chandigarh
Ma'am added entry me accession number likhna sahiye ya nahi, aapne 1st video mein nahi likha tha
Beta sab me accession number likha jayega
@@LibraryAffairs thank you maam
Welcome Beta
Mam added entries me accession number nahi likhna hota h
Mam kitni videos aur aayengi iski and viva question ki videos bhi daal dijiye kal plz and DDC ki kitni videos aayengi
Agar time ho to 2-3 videos daal dijiye ekdin mai mam plz
Beta 1 - 2 din me saari videos aa jayengi ..
Viva nhi hoga 227 ka only written exam hota hai 70 marks ka in 3 hrs
Maam,BLI 221 class dejiye please
Mam jo title added entry bnate hai us m fr se title likhna xarori hai ky?
Ma'am, physical description m confusion h.
Roman(viii) likhne k baad comma lgega ya semi colon?
Or
Pages ka p likhne k baad
p. ; Ya. p. , Aayega?
Entry me alg tarike se likha aapne or MARC-21 me alg tarike se
Comma
Ddc kese nikalenge ..book k hisab se bta do mam... plzz
Ok Beta ...... kal Tak video aa jayegi DDC ke upar....book ke according
Mam Blis me kitna subjects ka Practical hota hai . Kyo ki Blie 227 ka hi Date aaya hai or theory Exam me Bli 224 or Blie 229 ka paper bhi to only 35 marka ka hua hai. To please reply mam kitne subjects ka Practical hoga.
Beta blie 227 aapka 70 marks ka hai..3o ki assignment....224 and 229 35 marks ka exam and 35 marks ka practical..
Kuch centres par 224 and 229 ke practical ho chuke hai or kuch centres par abhi hona baaki hai....so aap pta kariye apne study centre se
Thank you Mam for your Valuable Reply🙏
Added mai mam title likhna jruri hota hai kya mam please batiye hme clg valo j nhi krya
2nd entry me staring 1st indention se kyu nhi hua?
Mam DDC ka upload kr do please 20 Ko exam hai
Beta 35 marks ka aapka DDC hai and 35 marks ka aapka AACR 2R hai jismein se Maine aacr ko start Kiya hai. jab beta yeh wale 35 marks ka complete kar dungi main explanation tab aapka main jo 35 marks ka DDC hai usko start karungi.
okay mam, thank you
Welcome Beta
Aap jabalpur sa hai kya
Aaj exam h apka
Mam premchandra ki kaise banaye
Mam 224 and 229 ki practical kab hogi saath mai hogi kya ya phir alag se date aayegi
Beta 224 & 229 ka practical alag hoga ... Ap apne study centre pr Jake pta kr lijiye ki kab hoga practical.
Apne mail pe updated rahiye wahi par ignou se message ata h .
Mam ek notice aya h ke apki practical 22 ko h b.lib 227 ke kya practical bna k le jani h ua whi bnani h btana jrur
Beta Wahi pe apko krna hoga Jake, written exam hota hai 3hrs ka... Mere channel par video hai ap dekh lijiye
Ignou k traf sy book aata h ya nahi. Kuki m. Com. M aaya thaa.
Agar aapne form fill karte time hardcopy wale option par click Kiya hoga then book. Aayegi warna book nahi aayegi....agar book na aaye then aap ignou ki official website " e-gyankosh" se book ki pdf download kr lijiye free of cost hai.
Kya hame itne cards banane honge ya fir itne cards given honge
Cards Bane huae ayenge beta
@@LibraryAffairs ok thanks mam
Welcome Beta
Pg no. Kon se mam es questions ka
I will provide question on telegram channel beta
Ok mam
Bs isi type me ayega kya papr
Haan Beta....maine original previous year question paper ki bhi video Dali hai...aap channel pr dekhiye
Mam blis ke assignment Kb honge
Beta apka session kaun sa h ??
January mei addmisson Lia tha
Beta January 2023 session ke assignment aa chuke hai...aap September tak deposit kr sakte hai... You have much time to submit your assignments
But how mam I have no study material so what I do
Suggest me mam
Maine internship nhi kiya hai aur exam de di hoon to kya internship karna jaruri hai aur kya main ab internship kr skti hoon
Beta blis me ek subject h apka bli230 .. aur y apka internship hai ... Y krna zaruri h ,iske bina apki degree poori nhi hogi...
Agar ap internship nhi kr payi h toh ap internship alternative report bna lijiye.
Warna apka session late ho jayega.
Ye kaise banega mam
Alternative report kaise banega mam please reply
Beta SOP jo ignou se aayi h ... Mere channel pe full video available hai ap dekh lijiye internship alternative report ka video.... If ap nhi bna skte h so message me on my telegram discussion group, waha Mai apne ek student ka number provide kr dungi, wo apki help kr dega.
@@LibraryAffairs mujhe bhi internship alternative report me help chahiye
सही नही दिख रहा है
Beta settings me ja ke quality improve kar lijiye 720p
MARC 21 ka contents apne se likhana hai ya likha hua milaga
Beta apko poora table khud banana hoga ... Kuch bhi likha hua nhi milega except questions.