Al-Aqeeda Al-Tahwiyyah || Class 10 || 🎙️ Shaykh Inamullah Gorakhpuri حفظه الله

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024
  • 📤 Share the Benefit by Passing this on! {One who guides to something good has a reward similar to that of its doer}
    Subscribe to our Telegram Channels: t.me/Ashabulha...
    Follow us on
    Facebook : bit.ly/3fUDk0Z
    Instagram : bit.ly/3wFizNz
    Twitter : bit.ly/3fxOWZ7
    🌐 Visit our Website - www.Ashaabulhadees.com
    __________________________________________
    Donate & Support us for our work & effort : +918309402799 you can pay through Google pay or Paytm or Phone pe
    Allah Ta'ala ka Farman hain :
    "يٰٓأَيُّهَا الَّذِينَ ءَامَنُوٓا أَنْفِقُوا مِمَّا رَزَقْنٰكُمْ مِّنْ قَبْلِ أَنْ يَأْتِىَ يَوْمٌ لَّا بَيْعٌ فِيهِ وَلَا خُلَّةٌ وَلَا شَفٰعَةٌ  ۗ وَالْكٰفِرُونَ هُمُ الظّٰلِمُونَ".
    "Aye imaan walo ! Joh hum ne tumhe de rakha hain us mein se qarch karte raho is se pehle ke woh din aaye jis mein na tijaarath hain na dosti aur shifa'ath , aur kafir hi zalim hain".
    {Surah Al-Baqara 2: Ayaat 254)
    Aur Farmaya :
    "ءَامِنُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِۦ وَأَنْفِقُوا مِمَّا جَعَلَكُمْ مُّسْتَخْلَفِينَ فِيهِ  ۖ فَالَّذِينَ ءَامَنُوا مِنْكُمْ وَأَنْفَقُوا لَهُمْ أَجْرٌ كَبِيرٌ".
    "Allah par aur uske Rasool par imaan le aao aur us maal mein se qarch karo jis mein Allah ne tumhe (dosro ka) jaanasheen banaya hain, pas tum mein se joh imaan laaye aur khayraath kare unhe bahut bada sawaab milega".
    {Surah Al-Hadid 57: Ayaat 07}
    Aur Rasoolullah صلى الله عليه وسلم ne farmaya :
    "مَا مِنْ يَوْمٍ يُصْبِحُ الْعِبَادُ فِيهِ إِلاَّ مَلَكَانِ يَنْزِلاَنِ فَيَقُولُ أَحَدُهُمَا اللَّهُمَّ أَعْطِ مُنْفِقًا خَلَفًا ‏.‏ وَيَقُولُ الآخَرُ اللَّهُمَّ أَعْطِ مُمْسِكًا تَلَفًا ‏"
    "Koi din nahi jis mein bande subah karte hain magar (is mein Aasmaan se ) 2 farishtey nazil hote hain in mein se ek kehta hain : Aye Allah! qarch karne wale ko bahtreen badal Adaa farma aur doosra kehta hain : Aye Allah! rokne wale ka maal talaf karde".
    {Sahih Bukhari 1442, Sahih Muslim 1010}
    ------------------------------------------------------------------------
    COPYRIGHT NOTICE :
    We allow anyone to translate our content & reshare videos but the video must remain branded under the ASHAAB UL HADEES (with our logo and channel link) all speakers and artists should also be credited in the description.
    #Ashaabulhadees #Ashaabulhadeescourse #masjideibaduerahman #onlinecourses #zoom #onlinecourses #shaykhinamullah

Комментарии • 1