Thank you sir aapka ye video me mere sabhi sawalo ka javab mil gaya aapki video itni easy tarike se banai hai aur sari chije itni acchi tarike se samjhai hai thank you❤❤❤❤
Earning km ho मंजूर पर problem से बचना है चाहे present हो या future domestic money transfer (Dmt) ka use kro Jyada upi transaction ke wjh se bank ne mere account ko blocked kr diya
Main 3/4 din se bhot video dekha satisfy nahi huwa lekhi apka video ajj dekh kar aisa lag raha hain Ki mere problem ka slv huwa ❤❤❤❤❤lov you bro...Pura Hd quality korke dekha apka video download vi kia ....Apka hlp chahiye apse bate karna hain bro
Sir mere alag alag 3 accounts me 15-20 lakh ke something cash aaya hai 4/5 lakh mene bank jake jama karaya hsi hai baki len den huye hai me ek student hu ghar walo ke pese the koi problem to nhi hogi
1 years me 2.5 crores upi transaction kar chuka hu current aur savings se itr 4 file kiya hu aur account bas 1 hi add huaa hai current wala next kya krna chahiye
Ek baat batao mere account se 6lakh ka transaction hua hai aur me nil ITR file karta hu meri income 1.2L hai to itr me 6L show karna hai ya 1.2l? 6l ka transaction khali is saal hua hai hamesa nhi hota
sir mere to bank account hai, jisase total 38 lakhs ka transaction huaa hai, kya usme gst lena padega, aur itr4 me gst ki jaroorat nahi hoti hai, please reply
sir itni simple or informative video youtube par first time dekh rha hu 🙏🙏🙏 aapne sab chize bahut easy way me samjhayi hai sir... Sir apse agar hum itr fill karwana chahe to aapse contact kaise kare or apki fees details bhi pls mention kare... Thank You!
Sir mera current account h us me 17 ,18 me 3cror transaction hua hai us ka ITR kaise file karu notice arhi hai per mere name se bc point hai us ka hai ITR notice
Hello si mera 2 acounts hai dono seving hai dono mila kr 60 lakh mai upi kiya hu or utna hi aaya hai yani 60 lakh upi kiya hu aor 60 lakha aaya hai mera profits 1% hai mujhe kya krna chahiye
Hello sir.....Credit card se Yaper k liye order krta hoon aur paisa NEFT k jariye bank m receive hota hai.....Please btaiye ki eske liye kaise ITR file kare...Thanks
Sir mara general saving account ha mara account par 10.50 lakh upi ka madhom sa credit huya ha, or upi ka madhom sa 10.50 lakh rs debit huya ha Previous financial year par muja kuch karna paraga? Income tax notice asakita ha? Ma student hu, mara family ma mara only upi ha is liya mara account par etna amount ho gaya.... Pls tell me
Sir, Paytm payment bank mein rs 24 lakh,uco bank main -10 lakh or sbi main 15 lakh upi se credit upi se hua hai or 49 lakh debited bhi upi se hua hai.osime se mera self account se self account upi transfer 13 lakh hai ,to mujhe kitne tax dena padega
Sir mai ek student hu mai p2p trading karta hu binance pe usdt kharid kar dushre side par sell kar deta hu mera transaction 60000/70000 par day hota hai aise me mai kya karu sir plz tell me ?
Sir mera current Acount hai sbi men or mera money transfer ka kaam hai meri 1 years mein 43 lac 20k ho gyi hai kya mjhe notice aa skta hai or mein itr bhi bhar raha hoo Pleese Reply dena Bhai shab ji.
Sir sal ka 3.5lakh ka income hai lekin income proof nahi unlisted factory me kam karta hu salary upi ke through aata hai Mujhe ITR bharna hai Kaise bhar sakte hai Please sir reply karna 😢
Me apney sare tranjection saving account se karta hu business ke kaam ke liye and UPI ka use Karta hu , me har saal ITR filing bhi karvata hu to kya dikkat aa Sakti hai????
Sir mene game me deposite withdraw ke chakar me 35 lakh transaction kiya hai upi sekuch withdraw enterprizes se ayi hai me 18 ka hu student hu pan connect hai no income acc balance 0 kya income tax notice ayega
Mere savings ac me IMPS se 45lakh credit and 45 lakh debit IMPS ke through hua h 2 month ke andar 2023FY me Meri income 3 lakh ke around hai kya mujhe itr file karni pdhegi, aue GST ka dikkat to nahi hoga Pls reply Income source- financial services
TIS OR 26 AS ME Kuch Show Na Hua Ho, To Phir Statement Me Se Credit total Nahi karna hai, Sirf 5-6 Lakh ka Bank turn over show kardo aur baki ka cash me show kardo....Koi Problem Nahi aayegi...Every Year 7.5 Crore Return File ho raha hai, To System Sabhi thoda bank a/c Download karke Dekhegi...Woh notice tabhi bhejta hai, jab system ke pass kuch information ho, jaisi ko 26 as or TIS...Baki System ko kuch pata nahi chalta hai...Maje Karo...Aur Return File Karo...
Rupay credit card se khudke merchant account mai UPI se paise transfer krke agar repayment krte hai to problem hogi kya agar ek saal mai credit card se upi transactions agar 10 lakh cross kar jaye to???
@@RIGHTWAY-tl6og sir len den matlab credit aur debit dono ko plus kar ke joda jayega?? Agar plus kar ke joda jaaye to Mera 10 lakh ke karib hua he to mujhe ITR bharna hoga??
में एक छोटा किसान हूं और बैंक के 3-4 अकाउंट में मेरा लेनदेन 250000के लगभग हो जाता है तो में itr भरूं तो ite कोन सी भरनी होगी और भरनी जरूरी है क्या बताना जी
Sir mai nri hoon maine apne bhai ke account me 6lakh ka transaction kiya h yahan se or phir wo upi or family expenses or family ke alawa bhi other transection kiye hain ab total 20 lakh ka torn over ho gya ka itr file karna hoga use uska koi income nahi h saving account hai uska axis bank ma
मैं लघु किसान हूं और मेरा यूपीआई ट्रांजेक्शन ज्यादा है अगर में itr भरू तो क्या pm किसान की राशी बंद हो जाएगी मेरे पास 2क्रेडिट कार्ड है और उनका टोटल 7लाख तक है बाकी लाईट बिल मोबाइल रिचार्ज का तो itr konshi भरनी होगी
Sir mere saving account pe 32 lakh debit hue 30 lakh credit. Isi k andar account linked 9 lakh rs ka loan hai. Closing balance 5 lakh h. kitna tax lgega aur loan ko itr me kaise show krna h
Sir mera 2 saving account hai aur 1st me 6.5 lakh ka lenden hai aur 2nd me 8 lakh ka lenden hai to itr file karni padegi notice aa sakti hai kya please reply sir
Hello Sir, Mere papa ne ghar banaye ke liye 15 lakh loan liya aur mere ac me transfer kar diya toh mene hi saare transaction kiye thorugh both Upi and Cash (above 12-13 lakhs) aur mera income zero hai toh kya mai ITR baru. Aur kya mujhe tax dena pdega ?
@@RIGHTWAY-tl6ogsir mera bhi Airtel payments bank upi transaction 10 lakh above hogya mere account blocked hoga wo mughe se ITR mangre kya kru mai students hu maine self bank se Airtel account upi se paise send Kiya tha phir blocked hogya mera 90000 rs usme
BANK ME INCOME TAX NOTIC KAB OR KYU ATA HAI PLEASE BATAY KYA HAM APNA PAISA BHI 10-12 LAKH NHI RAKH SKTE OR NIKAL NHI SAKTE 1 SAAL ME PLEASE REPLY ZAROR
10-12 rkh skte ho koi dikkat nhi, but jo 10 to 12 lakh rkhe hai wo aapki savings ho ya fir ek valid income source ho, ek saal me 10 lakh tk cash bhi deposit kr skte ho, rkhne me koi dikkt nhi, condition sirf yhi hai ki uks source valid ho
SIR JI HAM TO STUDENT HAI HAM GAME KHLE K PAISE KAMATE HAI JAISE 3 PATTI APP OR BHI OTHER GAME HO GYI JAISE GREEN / RED COLOUR GUESS KRNA TO YE KYA INCOME SOURCE NHI HAI YE TO SAYD JUA HUA ISME AA SKTA H KYA ?
Ham seving account se kitna Len den kar skte h year ka jisse koi issu na ho ager hame apne seving account se limit cross nhi krte h Len den me to koi DIKKT ho sakti h ya nhi ..or saal ka kitna lene den kr sakte h
Sir i m student 80k cash deposit and 6 lakh online transaction income is 1.6 lakh should i file itr? If u should file which itr should i file ? Will there be aby problem
Sir mei recognised npci approved aeps portal se money transfer ka kam karta hu.toh mein mera current account se 50 Lakh company ka wallet mein top up karke wallet se money transfer kiya hu.toh isme 0.5% charge automatic wallet se kat leta hain.Aur baki 0.5% commission mera pas rehta hain.kyunki money transfer me 1% charge lagta hain customer ko.toh mujhe itr file karne ki zaroorat hai ? Please reply.
@@RIGHTWAY-tl6og Sir mei agar itr 4 file karta hun toh mujhe kitna % profit dikhana padega.0.5% ya 6 %.kyunki yaha per bmera income hai 25000 aur 25000 toh charge company ne pehle hi se kat liya .
Bhai mera savings account hai jisme cash withdrawal 50k hua hai ek saal me or upi se 8 lakh debit or credit kiya hai to koi dikkat hai kya mera koi business ya earning source nhi hai
@@RIGHTWAY-tl6ogsir aap mujhe reply nahi kar rahe why?? Sir mere 2 saving account he ek account se upi aur other credit debit mila kar 9 lakh rupees hua he aur dusara account he jisme salary aati he usme credit debit mila kar 5 lakh ho raha he to kya mujhe ITR bharna jaruri he..agar he to konsa bharu..jis se notice na aaye sir reply jarur karna
Hello sir reply please savings account me 3 lakh cash deposit 20 ka kabhi 10k karke uske bad 4 lakh upi aur itna hi maine transfer bhi kr diya pure year me itr nhi bharta notice chance koi hai 😪
If cash deposit more than 10 lakh in a year ya fir UPI more than 20 lakh in a year Dono me se koi ek condition fullfill krte ho to may be notice aa skta hai
Sir 5 .6 lakh credited 4 lakh debited in which 2 lakh is self account to account transfer and finally debited so left 1.6 lakh in my account should i file itr i m student
Sir mera saving account hai aur main ek student hu, No source of earning, mera ek saal me upi transaction credit aur debit milakar 16-17 lakh k aas Paas ho chuka hai family me kisi ka hospital me treatment chal raha hai is wajah se aur sara paisa mujhe mere relatives ne bheje hai to koi dikkat to nahi na hogi. 😢😢 Sir please reply me
sir fy2021-22 me 50lakh+ transaction hia us case me kya karu. and i have no idea about itr fillling of upi at then time and did not files itr us me kya karu sir ? sir plaese guide me. fees chahiye to wo bhi lelijiye.
Sir maine ak dost ko apna savings account de diya tha and uske kahne par usi ka mo. Nu link kraya jisme 2023 FY ke last 3 month me 56 lakh transaction huye hai imps aur other gateway ke through Ab mai kya karu sir btaiye Mujhse mistake ho gyi hai pls , fraud wala transaction nahi hai ,kyuki account freeze nahi hua hai, jab jankari Hui to maine account close kraa Diya hai ITR bharu yaa nahi pls btaiye
Sir i m student 5lakh 60k credit and 4 lakh debit due to fees and lest 1 lakh 60k is left in account should i file itr n i have no income rest 1.6 from family members
Thank you sir aapka ye video me mere sabhi sawalo ka javab mil gaya aapki video itni easy tarike se banai hai aur sari chije itni acchi tarike se samjhai hai thank you❤❤❤❤
Thank you sir.. Mujhe bahut tension hora tha itr filling ko leke apne bahut hi ache se solve kar diya ❤
जबरदस्त आपने बहुत आसान भाषा मैं सबकुछ समझा दिया धन्यवाद
Earning km ho मंजूर पर problem से बचना है चाहे present हो या future domestic money transfer (Dmt) ka use kro
Jyada upi transaction ke wjh se bank ne mere account ko blocked kr diya
Sir mere ac me 35 lakh collection house se aya h or 4 lakh ke Lona h
Oe 8 lakh ki upi h salf to notice ayega kya or age kya kar padega sir
😊
8 + lakh hua credit upi or debit bhi hua hai kia itr barna hoga
Sir kya ,20 lakh ke transaction par ITR bharna padega
NICE INFORMATION it is really needful
Sir 20L or 40L ke upar turnover par GST lena Padta hai fir inko Notice nahi ayega kya?
❤❤❤❤goodvideosir❤❤❤❤❤
Jaise ek se jyda account se traction ho rhe uss cash toatal kese sabhi account add krkre likhna hai
Main sir student hu aur mera transaction cr me chala gya hai aur income nahi hai kese fill karu mei ITR
Contact 9509201468
Main 3/4 din se bhot video dekha satisfy nahi huwa lekhi apka video ajj dekh kar aisa lag raha hain Ki mere problem ka slv huwa ❤❤❤❤❤lov you bro...Pura Hd quality korke dekha apka video download vi kia ....Apka hlp chahiye apse bate karna hain bro
9509201468
@@RIGHTWAY-tl6og kya aap mera itr file kr denge
Bhai jodhpur से है 💪🏾💪🏾💪🏾💪🏾
Agar 5 ya 7 lakh se tragection h to konsa itr file kare
सर मेरा जीरो खाता बैलेंस है और मैंने पिछले साल में 50 लाख का ट्रांजेक्शन किया है मुझे कितना टैक्स भरना होगा
5lack
Sir mere savings account me 14 làkh sal ka ho jata h upi se or upi se hi nikal jata h
Sir have a question ki bank balance kaun sa hota hai pass book ka balance ya ya hum jo yono app mein dekhtey hai voh vala balance. Plz reply
31 March ko closing balance in bank account
Sir g meri ..ITR bhar do pls
Home lone liya uski details kya dalni hai
Sir mere alag alag 3 accounts me 15-20 lakh ke something cash aaya hai 4/5 lakh mene bank jake jama karaya hsi hai baki len den huye hai me ek student hu ghar walo ke pese the koi problem to nhi hogi
Very good 👍
1 years me 2.5 crores upi transaction kar chuka hu current aur savings se itr 4 file kiya hu aur account bas 1 hi add huaa hai current wala next kya krna chahiye
Income aapne kitna dikhaya
Sir Paytm payment bank saving account 25 lacs upi transaction ka kitna tax dena padega
zero
Kyu? @@arignabarman6447
Sir kya aap bata paoge ki credit aur debit dono ko plus kar ke transaction count Kiya jata he ya koi bhi ek ??
Koe bhi 1 credit Wala conte karye sir ❤@@bhaivasim93
@@bhaivasim93pta lga?
Credit card payments ke liye kaise itr bhare, pls bataiye
Sir.....Saving account ki limit hoti hai 10 lakh as per ITD....tho kya UPI transactions bhi ushme aayega...yaa UPI ko alag se dekha jata hai?
Same question ❓
Kitne ru ki lenden par itr file karna padta hai sir help please bataiye
UPI se keval transfer huwa to kon sa itr bhare
Aeps me konsa RTR file karna
Sir mere account me 15 lakh credit hua upi se phir upi se bhej diye 15lakh to kya hame itr bharna hoga
Sir 11 lakhs upi transactions in last financial year need to file or not...?
Yes brother it's more than 10lakh
Ek baat batao mere account se 6lakh ka transaction hua hai aur me nil ITR file karta hu meri income 1.2L hai to itr me 6L show karna hai ya 1.2l? 6l ka transaction khali is saal hua hai hamesa nhi hota
No problem, bhs ITR file kr do
Seme account seme transfer karatau kya income tax laguhoga
Aeps ka kaam karta hoo kon sa itr bharu plaese help me
bhi 40 lakh se upper gst registration compulsory hai ......
Nice 👍🏼
sir mere to bank account hai, jisase total 38 lakhs ka transaction huaa hai, kya usme gst lena padega, aur itr4 me gst ki jaroorat nahi hoti hai, please reply
Mera 13.5lakh UPI se. Huwa hai keval
sir itni simple or informative video youtube par first time dekh rha hu 🙏🙏🙏
aapne sab chize bahut easy way me samjhayi hai sir...
Sir apse agar hum itr fill karwana chahe to aapse contact kaise kare or apki fees details bhi pls mention kare...
Thank You!
9509201468
I love you 😘
Sir mera current account h us me 17 ,18 me 3cror transaction hua hai us ka ITR kaise file karu notice arhi hai per mere name se bc point hai us ka hai ITR notice
mujhe bhi jankari chahiye
Sir upi se 4 lakh mile h wo kaha dikjau
Hello si mera 2 acounts hai dono seving hai dono mila kr 60 lakh mai upi kiya hu or utna hi aaya hai yani 60 lakh upi kiya hu aor 60 lakha aaya hai mera profits 1% hai mujhe kya krna chahiye
Savings account diye business kora thik na apni carrent account open kore nin ..r itr file ta obosi korben
सर आपका जो एक्सेल में स्टेटमेंट निकाला है वो saving h ya curant या फिर mini merchant acaunt
Saving
Sir ma har month par 400000 rupees apna account me transfer karta hu online gambling kar ka to mugha kitna tax dana padaga
Hello sir.....Credit card se Yaper k liye order krta hoon aur paisa NEFT k jariye bank m receive hota hai.....Please btaiye ki eske liye kaise ITR file kare...Thanks
ITR 4
Sir mara general saving account ha mara account par 10.50 lakh upi ka madhom sa credit huya ha, or upi ka madhom sa 10.50 lakh rs debit huya ha Previous financial year par muja kuch karna paraga?
Income tax notice asakita ha?
Ma student hu, mara family ma mara only upi ha is liya mara account par etna amount ho gaya....
Pls tell me
Bhaiya meri kirane ki retaile shop hai, 1 saal ka turnover 2 lakh se 2.5 lakh ho jata hai to mujhe kaunsi ITR bharni hogi
Koi nahi tax free hai 2 se dhai lakh
Sir, Paytm payment bank mein rs 24 lakh,uco bank main -10 lakh or sbi main 15 lakh upi se credit upi se hua hai or 49 lakh debited bhi upi se hua hai.osime se mera self account se self account upi transfer 13 lakh hai ,to mujhe kitne tax dena padega
No tax, only file ITR 4, to avoid notice from income tax department
Sir kya aap tir bar dege@@RIGHTWAY-tl6og
1.5 creror tourn over ke upi se kiya hai iski jaankaari mil sakti he
mujhe bhi chahiye
Mujhe bhi@@DIY77777
Thank you sir..
Sir mai Aeps service chalata hu....mera cr me transction ho gya hi ky kre
Mere filhal ek bank freeze ho gya hai. ITR mang rha h
@@shashishashi8341 contact at 9509201468
Kya hua bhai?
@@shashishashi8341unfreez hua?
Sir service call dete hai kya
Sir mai ek student hu mai p2p trading karta hu binance pe usdt kharid kar dushre side par sell kar deta hu mera transaction 60000/70000 par day hota hai aise me mai kya karu sir plz tell me ?
Koi problem hota hain kya
Thank you sir
Sir mera current Acount hai sbi men or mera money transfer ka kaam hai meri 1 years mein 43 lac 20k ho gyi hai kya mjhe notice aa skta hai or mein itr bhi bhar raha hoo Pleese Reply dena Bhai shab ji.
Bhai aaya kya?
Best video ❤
Sir मै aeps संचालक हूं कैश withdrawl itr 4 में कहां show करूं
Same question
Sem question
Mene pehle itr4 bhari thi ab wo business mera off ho gya h ab m ek salary person hu to kya me itr 4 hi bharu ya itr 1 file kru
1
Sir sal ka 3.5lakh ka income hai lekin income proof nahi unlisted factory me kam karta hu salary upi ke through aata hai
Mujhe ITR bharna hai
Kaise bhar sakte hai
Please sir reply karna 😢
ITR 4
Me apney sare tranjection saving account se karta hu business ke kaam ke liye and UPI ka use Karta hu , me har saal ITR filing bhi karvata hu to kya dikkat aa Sakti hai????
Koi dikkat nhi, leking un sare trangscation ki total as per bank statement krke dikhayi ho
Sir mera 1 year me UPI se 1cr.ka transaction ho gaya hai...uske liye kaise..ITR..bhara jaye.....mera koi proper business nahi hai
mera bhi
To fir kya keya ITR bhara?
Kya hua bhai fir?
Sir mene game me deposite withdraw ke chakar me 35 lakh transaction kiya hai upi sekuch withdraw enterprizes se ayi hai me 18 ka hu student hu pan connect hai no income acc balance 0 kya income tax notice ayega
Nhi aayega
Mere savings ac me IMPS se 45lakh credit and 45 lakh debit IMPS ke through hua h 2 month ke andar 2023FY me
Meri income 3 lakh ke around hai
kya mujhe itr file karni pdhegi, aue GST ka dikkat to nahi hoga
Pls reply
Income source- financial services
Itr file kr do
@@RIGHTWAY-tl6og sir GST ka issue to nahi hoga n kyuki service me hai
Koi dikkat to ni hui ?
@@manishjadwani2013 nahi hui
@@differ-h1o bhai apka phone number dena
Sir ji mere 4 account h jis per mene something 2 cr ke transaction kiya hu mujhe kaise ITR file krna hoga
100%
40lakh ke uper income dikhayega to gst vale notice bhejege income tax to free hoga par gst ka notice aa sakta he
Yes muje bhi aaya que ki yeh sarkar poora middle class ko garib banata hai aur jo ati shrimant hote hai unko out of country bej deta hai 😢
Fir kya hua bro
@@prasadpdesai6961
fir kya hua mera bhi yearly 40 L tak ka hota hai plz guide me
TIS OR 26 AS ME Kuch Show Na Hua Ho, To Phir Statement Me Se Credit total Nahi karna hai, Sirf 5-6 Lakh ka Bank turn over show kardo aur baki ka cash me show kardo....Koi Problem Nahi aayegi...Every Year 7.5 Crore Return File ho raha hai, To System Sabhi thoda bank a/c Download karke Dekhegi...Woh notice tabhi bhejta hai, jab system ke pass kuch information ho, jaisi ko 26 as or TIS...Baki System ko kuch pata nahi chalta hai...Maje Karo...Aur Return File Karo...
But income to kam dikhaiye hai 5 lack dikhai hai 40 lacks to bussness dikaya hai jis pr income 5 lacks dikhai hai
Sir if turnover is 10 lakh and income is 3 lakh can gst notice come?
No, if above 40 lakh than
@@RIGHTWAY-tl6og 40 lakh only if business is of trading goods only
Sir if turnover is 10 lakh and income is 2.5 lakh can income tax department notice come??
Rupay credit card se khudke merchant account mai UPI se paise transfer krke agar repayment krte hai to problem hogi kya agar ek saal mai credit card se upi transactions agar 10 lakh cross kar jaye to???
10 lakh credit card cross than need to file ITR, otherwise future me notice aa skta hai
@@RIGHTWAY-tl6og iss condition me kaise file kre khud se .. koi vedio ho to bta dijiye
INDIAN BANK BC hu kon sa ITR fill karu ITR 4 Ki ITR 3 bata dijiye bhaiya ji🙏🙏
1
Sir mera 2023 se abhi tak 1.5 cr ka transaction hua hai , sir me har sal itr file krta hu .
Koi problem to nhi hai n sir
Pls bataye
Aa sakti hai problem
Gst se notice ayega
Turnover limit up ho gyi
GST Notice tb aata hai jb aapka turnover bd rha ho or turnover pr aapka profit margin 5% or above ho
ITR 3 kis chij ka hai
Kaun si itr file karey
ITR 4
Sir merab same problem hai kar ke do sir pls
9509201468
Thank you so much sir ❤❤
Bhai mera eMitra hai 1 cr se jyada upi kr diya hai
Apne ITR file keya kya bro?
@ last year ka kiya hua hai is year ka bhi kr dunga
@@SunilKumar-vi2si or GST leya?
@@pradipbayen1109 nh money transfer m Kya gst lu ab 1% milta h commission hame
Sir 44AD k through aap gross turnover 40lakh k upar dikha rhe ho ky ye GST k under ye issue ni ho skta????
Bro ye service ka business h isme 20 lac ka limit hi hai gst registration k ly
Pagal h ye log aadha knowledge leke gyan batne chle h report karo inke channel ko
1 year me upi se 18 lakh ki len den ho gayi hai to notice aayega kya
Shyad aa skta hai, File ITR4, you below GST limit
@@RIGHTWAY-tl6og sir len den matlab credit aur debit dono ko plus kar ke joda jayega?? Agar plus kar ke joda jaaye to Mera 10 lakh ke karib hua he to mujhe ITR bharna hoga??
में एक छोटा किसान हूं और बैंक के 3-4 अकाउंट में मेरा लेनदेन 250000के लगभग हो जाता है तो में itr भरूं तो ite कोन सी भरनी होगी और भरनी जरूरी है क्या बताना जी
ITR 2
Wese bhrna jruri bhi nhi hai
Sir mai nri hoon maine apne bhai ke account me 6lakh ka transaction kiya h yahan se or phir wo upi or family expenses or family ke alawa bhi other transection kiye hain ab total 20 lakh ka torn over ho gya ka itr file karna hoga use uska koi income nahi h saving account hai uska axis bank ma
Need to file ITR
Apka contact number chahiye bhai legal advice ke liye itr se related
मैं लघु किसान हूं और मेरा यूपीआई ट्रांजेक्शन ज्यादा है अगर में itr भरू तो क्या pm किसान की राशी बंद हो जाएगी मेरे पास 2क्रेडिट कार्ड है और उनका टोटल 7लाख तक है बाकी लाईट बिल मोबाइल रिचार्ज का तो itr konshi भरनी होगी
Agr aapki agriculture income hai to ITR 3 lagega nhi to ITR 4 file krna hoga
PM kisaan ki rasi band nhi hogi ITR bhrne se
Sir mere saving account pe 32 lakh debit hue 30 lakh credit. Isi k andar account linked 9 lakh rs ka loan hai. Closing balance 5 lakh h. kitna tax lgega aur loan ko itr me kaise show krna h
Sir kya aap bata paoge ki credit aur debit dono ko plus kar ke transaction count Kiya jata he ya koi bhi ek ??
@@bhaivasim93koi ek
Sir mera 2 saving account hai aur 1st me 6.5 lakh ka lenden hai aur 2nd me 8 lakh ka lenden hai to itr file karni padegi notice aa sakti hai kya please reply sir
Koi notice nhi aayga
No need to file ITR
thankyou sir
@@RIGHTWAY-tl6ogmere bhi do saving account he aur dono me 9 lakh 9 lakh ka transaction hua he to me ITR bharu to koi dikkat hogi??
U/s 133(6) kya hai
Notice to asking evidence
Sir cash transfer Mera income source hai din main 400 500 earn ho jata hai
Sir Ab notice a gya hai ab kya kru plz😢help
@@sanjaykumarkumar9705kya raha bhai tumhara
@@sanjaykumarkumar9705kya hua bhai apka
Sir mera 5 account h aur yearly 50 lakh tk ka upi trasaction ho gya... income tax bharna hoga kya
ITR filing keya?
What's about own account transfer?money from parents? friend to friend same account transaction in sama day ?
ITR - 4
@@RIGHTWAY-tl6ogyou shown that total deposit in bank account is its income.How ?
@@RIGHTWAY-tl6og how to calculate it ?
@@abhijitsahoo2527 it's turnover, no income
@@abhijitsahoo2527 any one side total which is higher
Hello Sir,
Mere papa ne ghar banaye ke liye 15 lakh loan liya aur mere ac me transfer kar diya toh mene hi saare transaction kiye thorugh both Upi and Cash (above 12-13 lakhs) aur mera income zero hai toh kya mai ITR baru.
Aur kya mujhe tax dena pdega ?
Bhai kya ha apke Case ma Itr Bhara ?
Sir mera Airtel Payment Bank me 50 lakh ka UPI transaction ho gaya hai kya kare
Kitna tax lagega
No tax, But ITR 4 file kr do
Jiske paas koi file nahi h,,,RTR Ki uska kya hoga sir
@@RIGHTWAY-tl6ogsir mera bhi Airtel payments bank upi transaction 10 lakh above hogya mere account blocked hoga wo mughe se ITR mangre kya kru mai students hu maine self bank se Airtel account upi se paise send Kiya tha phir blocked hogya mera 90000 rs usme
@@eventupdaterpro2172Phir kya hua usmein
@@eventupdaterpro2172on hua kya bhai?
BANK ME INCOME TAX NOTIC KAB OR KYU ATA HAI PLEASE BATAY
KYA HAM APNA PAISA BHI 10-12 LAKH NHI RAKH SKTE OR NIKAL NHI SAKTE 1 SAAL ME
PLEASE REPLY ZAROR
10-12 rkh skte ho koi dikkat nhi, but jo 10 to 12 lakh rkhe hai wo aapki savings ho ya fir ek valid income source ho, ek saal me 10 lakh tk cash bhi deposit kr skte ho, rkhne me koi dikkt nhi, condition sirf yhi hai ki uks source valid ho
SIR JI HAM TO STUDENT HAI HAM GAME KHLE K PAISE KAMATE HAI JAISE 3 PATTI APP OR BHI OTHER GAME HO GYI JAISE GREEN / RED COLOUR GUESS KRNA TO YE KYA INCOME SOURCE NHI HAI
YE TO SAYD JUA HUA ISME AA SKTA H KYA ?
Ham seving account se kitna Len den kar skte h year ka jisse koi issu na ho ager hame apne seving account se limit cross nhi krte h Len den me to koi DIKKT ho sakti h ya nhi ..or saal ka kitna lene den kr sakte h
@@aryashverma799 20 to 30 lakh tk koi dikkat nhi, only in UPI
Sir i m student 80k cash deposit and 6 lakh online transaction income is 1.6 lakh should i file itr? If u should file which itr should i file ? Will there be aby problem
Mai kr dunga aapki itr
Sir mei recognised npci approved aeps portal se money transfer ka kam karta hu.toh mein mera current account se 50 Lakh company ka wallet mein top up karke wallet se money transfer kiya hu.toh isme 0.5% charge automatic wallet se kat leta hain.Aur baki 0.5% commission mera pas rehta hain.kyunki money transfer me 1% charge lagta hain customer ko.toh mujhe itr file karne ki zaroorat hai ? Please reply.
ITR 4
@@RIGHTWAY-tl6og
Sir mei agar itr 4 file karta hun toh mujhe kitna % profit dikhana padega.0.5% ya 6 %.kyunki yaha per bmera income hai 25000 aur 25000 toh charge company ne pehle hi se kat liya .
@@Lifesuman 6%
Sir mera total transaction 41 lakh hua hai
Itr file karne me business konsa batana hai me toh ek student hu?
Itr 4
Business description me kya lihku sir me?
Mera koi business ya koi service nhi hai me sirf ipo lagene ke liye friends ko paise deta hu
@@riteshphalak582 name as per your pan card and discription me financial services
Bhai mera savings account hai jisme cash withdrawal 50k hua hai ek saal me or upi se 8 lakh debit or credit kiya hai to koi dikkat hai kya mera koi business ya earning source nhi hai
No dikkat, don't worry, its normal, no need to file ITR
@@RIGHTWAY-tl6og Bro Mera transaction 19L dikha rha h me student hu koi job vgera nhi krta koi itr file Krne ki jarurt hogi?
@@WTZOFFICIAL ITR 4
@@RIGHTWAY-tl6ogsir aap mujhe reply nahi kar rahe why??
Sir mere 2 saving account he ek account se upi aur other credit debit mila kar 9 lakh rupees hua he aur dusara account he jisme salary aati he usme credit debit mila kar 5 lakh ho raha he to kya mujhe ITR bharna jaruri he..agar he to konsa bharu..jis se notice na aaye sir reply jarur karna
Sir aap ITR bharte h kya aapki fees kya h
Hello sir reply please savings account me 3 lakh cash deposit 20 ka kabhi 10k karke uske bad 4 lakh upi aur itna hi maine transfer bhi kr diya pure year me itr nhi bharta notice chance koi hai 😪
No chance of notice
If cash deposit more than 10 lakh in a year ya fir UPI more than 20 lakh in a year
Dono me se koi ek condition fullfill krte ho to may be notice aa skta hai
Sir 5 .6 lakh credited 4 lakh debited in which 2 lakh is self account to account transfer and finally debited so left 1.6 lakh in my account should i file itr i m student
No need to file ITR
Thank u sir
Sir mera saving account hai aur main ek student hu, No source of earning, mera ek saal me upi transaction credit aur debit milakar 16-17 lakh k aas Paas ho chuka hai family me kisi ka hospital me treatment chal raha hai is wajah se aur sara paisa mujhe mere relatives ne bheje hai to koi dikkat to nahi na hogi. 😢😢 Sir please reply me
No
But april me itr fill kar lena
@@ASHISHKUMAR-dg2dd why need to file itr total transaction bol Raha wo na ki credit sirf ya debit sirf
sir i am a student. i and my friend transaction through upi per day 3000 *10 =30000. for cashback for 1 year . should i file itr?
No need to file ITR don't worry
@@RIGHTWAY-tl6ogSir if turnover is 10 lakh and income is 2.5 lakh can income tax department notice come??
ITR 4
Please make a video on this
sir fy2021-22 me 50lakh+ transaction hia us case me kya karu. and i have no idea about itr fillling of upi at then time and did not files itr us me kya karu sir ? sir plaese guide me. fees chahiye to wo bhi lelijiye.
@@krunalrana7425 File ITR-4 for FY 2021-22 under the business head show complete transaction 50+ lakh, You can File ITR 4 in back date
@@krunalrana7425 if you need to help file back date itr than whatsapp 9509201468
Sir maine ak dost ko apna savings account de diya tha and uske kahne par usi ka mo. Nu link kraya jisme 2023 FY ke last 3 month me 56 lakh transaction huye hai imps aur other gateway ke through Ab mai kya karu sir btaiye
Mujhse mistake ho gyi hai pls , fraud wala transaction nahi hai ,kyuki account freeze nahi hua hai, jab jankari Hui to maine account close kraa Diya hai
ITR bharu yaa nahi pls btaiye
If account me aapka PAN card tha to bhrna padrga
Sir i m student 5lakh 60k credit and 4 lakh debit due to fees and lest 1 lakh 60k is left in account should i file itr n i have no income rest 1.6 from family members
First no need to file ITR, If you want to file ITR than go with ITR -4
Sir if filed itr 4 income will be 1.6 lakh right?
@@pranavgadadi1468 ok hai, no problem
Ok sir thank u
Sir in this 50k is cash deposit no issue right?