Hyundai i10 petrol pickup problem and RPM problem solution video
HTML-код
- Опубликовано: 28 ноя 2024
- Hyundai i10 petrol pickup problem and RPM problem solution video
Hyundai i10 petrol pickup problem solution video
Hyundai i10 throttle body service video
Hyundai i10 spark plug changing video
बहुत खुब भाईजान.....👌👌👌👌
बहुत-बहुत धन्यवाद पटेल साहब 🙏🙏❤️❤️
Bahot acchi jankari vala video he
Best ❤
🙏🙏🙏
फोन पर जानकारी देने के लिए और दोपहर में फोन करने के लिए यह रेहान भाई थोड़ी थोड़ी माफी चाहताहूं भाई
अरे भाई जान कोई चिंता नहीं है यार
आपके हाथों को चूम लूं ऐसा कारनामा कर दिखाया क्या बात है आपके वर्क को सलाम है
Thank you mere bhai thank you thank you so much 🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️❤️
Keep it up bhai🎉
Yes bro thank you bhai 🙏👍👍
Bhaut badia video sirji, mere dzire petrol same issue ha.... Mane clutch plate change karwya tha... Agle din yeh same problem ho gayye.. kay ye clutch karke hoga ke spark plug karke?
Sar aap sabse pahle apni gadi ki puri detail likho problem ki aur clach plate aapane kab aur kaun si company ki dalvai hai yah bhi batao
रेहान भाई हमने अपनी गाड़ी को डेंट और पेंट दोनों ही कर लिया है और उसके चारों गेट बदलवा दिए हैं
ओके सर जी मतलब गाड़ी में बढ़िया पैसा लगा दिया आपने
Bahot mast bhai
Thank you bhai thank you so much 🙏
Super video bhai
Thank you sir ji thank you so much 🙏🙏
Mashallah Bhai ❤
Shukriya bhai jaan ❤️
क्या बात है 👌🏻👍🏻🤭
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Assalam walekum Rehan Bhai
Walaikum assalam bhai jaan
Caunter saft me problem ho sakta hai
Han ho sakti hai sapat ya top ke kangan mein
Rehan bhai ecco car clutch chorne pe awaz raha hai clutch dabne per awaz band ho jata hai kya problem ho sakta hai clutch set cheng kardiya fir bhi ye problem hai koi solution batvo kisme ho sakt hai gear box ke ander ki bering bhi acchi hai va bhi check karliya hai saft me problem ho sakta hai koi solition
Bhai sapat mein bhi problem ho sakti hai ya FIR top ke kangan mein bhi problem ho sakti hai
Bhae hamari ecco me bhi yhi problem he kya kro bhi apki shop kha he
Bhai main Rajasthan jila dosa se hu
Kaise ho bhai
Bahut badhiya hun bhai jaan ❤️
रेहान भाई मारुति अल्टो 800 का आरंभ buch सेट हो गया है मारुति ईईको की बैलेंसिंग रोड me
ओके सनी भाई सही हो गया ना काम
Bhai ji ..... Spark plug kitne KM par change kardena chahiye...
25 se 30000 kilometer per
@@rkcarslalsot thank you Bhai ji....
👍👍👍👍
Rehanbhai mene member 89 dal diye
Ji han aap member ban chuke Ho video bhej dena mere ko WhatsApp per
Meri eeco gadima avaj jada kayu aata he bhai resh pakdta he kaya mistik hoga
Bhai aap apni gadi ki problem ki detail likho Puri mere ko samajh nahin a Raha aapki awaaz ki problem
@@rkcarslalsot meri eeco gadi he likin aavaj jada aatahe or resh pakdta he kabi kabi or garm jada hota he 5minit chalu hoga na to
To sar ji gadi ke tapit check karvao throttle body service karvao aur caliberation karvao
i10 1.2L cng me Gadi thoda sa bhi clutch dabate hai bandh ho jati hai Throttle body pura clean hai Khol ke kiya 3 BAR spark plug 2 bar change kr diya spark plug wire bhi change kr diya air filter change kr diya pr gadi Cng me bndh hi ho jati hai petrol me bndh nahi hoti kya problem ho skta hai? 80 ki speed ho aur sahej clutch press kre gadi turant bndh CNG me aisa ho raha hai bhai 10 mechanic ke pass jake aya kisi se nai ho raha kya ho skta hai problem bhai jara bata do CNG KIT BRC KI hai conventional Hai..
To sar ji CNG per problem hai to CNG kit ki service karvao
Bhaiya ji ECCO me malilege 10 ka problem hai mekenik ko bhi dikha diya phir bhi nai ban pa raha hai kya karu main
Sar aap yah batao aapki gadi petrol per chalti hai ya gas aur petrol donon per. Total kitna kilometer chal chuki hai
Sir apka address kya hai
Sar main Rajasthan jila Dausa se hu
Bhai ek problem hai omni me
Boliye sar kya problem hai aapki Omni mein
Average 9/10 ka hi throttle saf kiya oxygen sensor saf karba deya koi fark nhi pada
To sar Ji detail batao aapki gadi gas per hai ya petrol per ya donon per aur kaun sa model hai yah aur batao aur total kitna kilometer chal chuki hai
Sir omni patrol par 2017 September ka
Sar kilometer to batao detail Puri batao
Mamuli kam nikala lekin aadami Kitna pareshan hota hai
Bilkul sar Agar laparvahi nahin Hoti to inhen itni dur nahin aana padta
Bhai no dedo apna
Yah Lo sar mera number call sham ko 7:00 baje se 9:00 baje ke bich Mein karna 9783726465
Bhai mujhe meri eon me pblm h bhut baat krni h plz contact number share kr dijiye
Yah lijiye sar mere number call sham ko 7:00 baje se 9:00 baje ke bich Mein karna 9783726465