ration card name delete kaise kare | अब डीलर और तहसील के चक्कर खत्म | ration card name kaise hataye

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 окт 2024

Комментарии • 24

  • @deendayalsolanki2400
    @deendayalsolanki2400 23 дня назад +1

    Bahi noc kese parpat hogi ye batao

    • @fastseekho
      @fastseekho  23 дня назад +1

      Name delete hone ke baad noc ki zarurat nahi agar tehsil se name hat jaaye to 1 month baad sabhi portel par fresh show hota he yaani Aisa ki dekhne waale lage ke abhi isne ration liya hi nahi

  • @sonuali5411
    @sonuali5411 6 месяцев назад +1

    Sir kya ek district se dusre District ke ration-card ka name katwa sakte he kya

  • @nadeemsiddiqui9784
    @nadeemsiddiqui9784 9 месяцев назад +1

    Sir ji, maine tehsil me jaakar naam katwa liya hai, par me jese check kiya hu abhi bhi show ho raha hai Please btayye kya reason hai, or ye bhi btayye kya tehsil wale bhi naam aage bhejte hai katwane ke liye

    • @fastseekho
      @fastseekho  9 месяцев назад +1

      G ye lanmba process hota hai abhi dm ke paas bhi aage finel hoge aap intizar kare

  • @Manojkumar-798
    @Manojkumar-798 7 месяцев назад +1

    Sir nam delet karwana hai kitna paisa lagega

    • @fastseekho
      @fastseekho  7 месяцев назад +1

      Paise to karne waale batayege govment fee Rs30 hai

  • @rakeshkumar-hf3cw
    @rakeshkumar-hf3cw Месяц назад +1

    Name delete hone par noc kese nikale up me

    • @fastseekho
      @fastseekho  Месяц назад +1

      Up me noc online nahi nikalti apni tehsil me contact kar sakte ho

  • @moviesworld8136
    @moviesworld8136 6 месяцев назад +1

    Bhai noc kaha hai wo nikalke batao

    • @fastseekho
      @fastseekho  6 месяцев назад +1

      Sir up me noc ki zarurat nahi hoti ration me se name delete karne ke liye

  • @viveksharma5204
    @viveksharma5204 Год назад +1

    Hello

  • @tarunkushwah9162
    @tarunkushwah9162 3 месяца назад +1

    Government employees ka naam kese delete kare

    • @fastseekho
      @fastseekho  3 месяца назад +1

      Sam procce hai

    • @tarunkushwah9162
      @tarunkushwah9162 3 месяца назад +1

      @@fastseekho kis option pr click kare hatane k liye

    • @fastseekho
      @fastseekho  3 месяца назад

      @tarunkushwah9162 aadhar link sahi nahi

    • @tarunkushwah9162
      @tarunkushwah9162 3 месяца назад

      @@fastseekho accha

  • @KeshavKumar-wg1hw
    @KeshavKumar-wg1hw Год назад +1

    ye sb proces krne ke bad bhi duplicate aadhar card lga hua aa rha hai

    • @fastseekho
      @fastseekho  Год назад +1

      Iska matlab ye he ke aap ne isse pehle isi tarah kisi se ya khud apna ration card bana liya hai aur finel lock bhi hogaya tha agar aapke woh ration card number hai to use hi apni tehseel me apurti vibhag me ja kar finel kara lo agar nahi hai to aap kisi doosre name se bhi ration card apply kar sakte ho warna ye shikayat tehseel me bhi ja kar kar kar sakte ho ke mere ration card ke sath ye ye problem hai ummeed hai aap samajh gaye honge thanks for watching

    • @KeshavKumar-wg1hw
      @KeshavKumar-wg1hw Год назад +1

      @@fastseekho tehssel mai jake ktva delete bhi krva diya ...Or unhone kr diya ....Lekin jb mai new rashan card bna rha hun to usmai aadhar card link hai ye ab bhi likha aa rha hai...

    • @fastseekho
      @fastseekho  Год назад +1

      Aapki baat sahi hai ye problem bhi Kai logo ko horahi hai ye site error hai hosakta hai kuchh samay solve hojaaye