Naveen sir ap mere ko thoda jankari dijiye...mere pass Tata sumo gold cr4 engine h gadi long drive ho ya short gadi ko jab khadi karta hu to uska engine bhut let se thanda hota h isse koi problam to nhi hoga na..gadi new kharida tha tab se vaisi h
Bhai ji wiring purani ho jati h to sensor kam nhi krte kai bar... Jaise hand break ka symbol dekh lo, bonet ka symble dekh lo etc.... Ye aa jate h wiring ki vjh se
mere pass bhi tavera hai mere gadai bahut overheat hori hai sare pype change kara liya aur radiator bhi clean kara liyaa phir bhi mere gadai overheat hori haii water resurver se bahut tez garam bhaap maarti haiiii 60km chalne ke baad me car race hona bhi chalu hoo jati haiiii sirr iss per video banooo mujhe mere problem solve kaar kee dooo...........
S.r.meri tavera gadi me temprechar ka kata c se h ki tarf ja rha hai mene radiator service kra diya hos pipe bhi daal diya colenet bhi change kar diya lekin to bhi gadi hit ki tarf kata jata hai iska tarika btaye
Sir mere paas Tavera 2008 ka model hai uske headlight andar se kharab hue hai dust se muze use saaf karna hai kaise saak kare headlight bahar kaise nikale maine kholne ki koshish ki uper wale 2 nut kholke par headlight bahar nahi nikalti Aap ka number bhi dena
Radiator ke pas me jo dibba h usme coolant dal rkha h kya.uame coolant dalkr dekhe ki radiator us water ko khinchta h ya nhi...vo pipe bhi block ho skti h
Sir Tavera throttle cleaning ki video banaye
थैंक यू सर आपको ऐसे ऐसे वीडियो बनाते रहिए
वेलकम भाई
Navin ji jo fan aap bata rahe he vo to ac on karane par hi chalata he
Ye do o situation me chalta h... Overheating hone pr bhi chlta h
@@NaveenSoniSir nahi chalta ha kya karain
बहुत बढ़िया जानकारी दी
Thank you
tavera me kulend ke pas jo chta fnka bnd hone pr kya
Sir can v run with out thermostat valve I took second hand tavera all ready it is not ther
This is risque for car engine
Naveen sir ap mere ko thoda jankari dijiye...mere pass Tata sumo gold cr4 engine h gadi long drive ho ya short gadi ko jab khadi karta hu to uska engine bhut let se thanda hota h isse koi problam to nhi hoga na..gadi new kharida tha tab se vaisi h
Koi dikkt nhi h bhai
Ok bhiya or mere gadi m blue coolent dala h m usko green change kar sakta hu na
Namaste sar Chevrolet Tavera 2013 CDI engine ke bare mein bataiye sar
Han ji jldi btate h
Sir can we spay water on radiator fan?
Yes why not....but after you have to dry engine
@@NaveenSoniSir Thanks
coolant kaise change kre?
Iska video dala hua h mera.aap mere Channel ki playlist me jao aur vha pr tavera wali playlist ko dekho
Nice video Naveen ji
Thank you ji
Euro3 & euro4 me kaya Farka he?
Koi khas nhi h
@@NaveenSoniSir ok
Meri gadi jo he a/c me dabti he kaya karu
Me ne diesel pump bhi cheng karvya kabadi se lekar
Sir meri tavera main diesel metar kam nhi kar rha hai
Bhai fuel gauge me problem h.ya meter me.check krne pr hi pta chlega
Sir ji ,25 se 30 kilometres chalne PR Tavera car heet ho Rahi hai,
Coolant check kre... Pani add kre.. ydi coolant kam h to add kre...
भाई मेरे गाड़ी के तिन symobl सुरु रहते हे उसका क्या प्रॉब्लम होंगा
Kon kon se start rhte h
बैटरी का और बाकि 2
हिट का छोड़के बाकि सब
Bhai ji wiring purani ho jati h to sensor kam nhi krte kai bar... Jaise hand break ka symbol dekh lo, bonet ka symble dekh lo etc.... Ye aa jate h wiring ki vjh se
@@NaveenSoniSir अच्छा.उसका कुछ आगे प्रॉब्लम नही होंगा न लेकिन भाई साहब
Sir app bahut Achi video banatai ho achai sai samjhatai ho bahut achaa laga thanks sir
Thank you Bhai ji.
Ac chalata samay dabti hay kyakaru sajasando sar
City me ac km chlao bhai..long me use me lo
mere pass bhi tavera hai mere gadai bahut overheat hori hai sare pype change kara liya aur radiator bhi clean kara liyaa phir bhi mere gadai overheat hori haii water resurver se bahut tez garam bhaap maarti haiiii 60km chalne ke baad me car race hona bhi chalu hoo jati haiiii sirr iss per video banooo mujhe mere problem solve kaar kee dooo...........
Sar Mujhe bataen Tavera gadi kis train ki left side parking light Ke Niche Jo button hota hai vah kis chij ka hota hai please
Headlight adjustment ke liye hota h..
Sir mera Tavera car bahut jaldi garam ho jata hai aur garam hone par start nahi hota hai
Over heat ki problem h bhai.ek bar check krwa do
S.r.meri tavera gadi me temprechar ka kata c se h ki tarf ja rha hai mene radiator service kra diya hos pipe bhi daal diya colenet bhi change kar diya lekin to bhi gadi hit ki tarf kata jata hai iska tarika btaye
Radiator ke aage ek fan hota h use dekho ki temperature jyada hone pr vo ghumta h kya... thermostat bhi check krao
Bhai meri tavera me halka sa back copression ek halka dua ata hai oil gas nikal ne se vo kese dhik hoga bhai pls batana
Ek bar shop pr salah le lo aap.engine khul bhi skta hai.kai type ki conditions hoti h.
Gadi agese puri baith chukahe usku kya karna bhaiya
Bhai uske liye centre bolt ko sat krna padta h
air filter ko water se clean kr sakte hai?
Nhi bhai.kbhi mt krna
Tavera ko kitna engine oil lagta hai
6.5 Ltr
Sir car ka radiator fan kaise nikale plz help me
Aasani se nikl jata hai bhai..kya problem ho gyi uske
Dusra k gadi rewars light nahi jal rahi
Iska video bnaya tha maine.aap dekho ek bar
vo tut rha h usshe kya frk pdta h
Car Overheating nhi hoti h
Sir mere paas Tavera 2008 ka model hai uske headlight andar se kharab hue hai dust se muze use saaf karna hai kaise saak kare headlight bahar kaise nikale maine kholne ki koshish ki uper wale 2 nut kholke par headlight bahar nahi nikalti
Aap ka number bhi dena
Niche bhi screw aate h vo kholne pdte h
@@NaveenSoniSir wo mujhe nahi dekhaiy muze whatsapp no pe photo bhejo ya to video ke zariye batao mera no 9665633195
Ok
Iska video dal diya hai maine aaj..aap dekhiye
गाडी चलाते वक्त एसी लगाने पर ओव्हरिट हो जाता है इंजिन क्या वजह हे
Long me ac use kro... Radiator me coolant check kro...pani check kro... Jyada dino tk mt rkho purana pani
Sir radiator mai air banti ho toh kya karai Sab Kuch check karvaa liya hai phir bhi Heating problem door Nahi ho Rahi please kya karai jaroor batai
Okk jaroor
@@NaveenSoniSir problem nh bataye sir
Radiator ke pas me jo dibba h usme coolant dal rkha h kya.uame coolant dalkr dekhe ki radiator us water ko khinchta h ya nhi...vo pipe bhi block ho skti h
Hi sir I'm Sonu
Tavera car main clutch plate change karne ke bavjud bhi pickup mein problem a raha.
Aur vibration mein ho raha hai problem kya hai
Iske kai reasons hai bhai.aapne jise clutch plate change krwai unse dubara bat krke dekhe
Ac ka realy bar bar jalta he
Bhai achhi quality ka lekr aao
भैया मेरे पास एक गाड़ी है वह स्टार नहीं होता है टवेरा रीस्टार्ट का प्रॉब्लम रहता है कभी स्टार्ट होती है कभी नहीं होती उसके लिए क्या
Iski to bhut sari problems ho skti hai.jaise battery weak hona, starter khrab ho skta hai.
Sir mere pass bhi tavera he oil jada utha rahi he or black smoke bhi de rahi he
Ye kaun loge hain jo aajkal expert ban ke ghumte hain youtube par?
Tavera ki handbrake
Sir Tavera ka headlight kaise bahar nikae is video banao aap ka mobile number dena
Bnate h video
Hi sir I'm Sonu
radiator mein coolant cam hona hundred kilometre per 100ml kam hota hai
Radiator aor Likeaz kahi nahi hai.
Kaya problem hai sir.
Ac me bahut awaj a raha hai air kam a raha hai eska karan air upay bataye
Blower ko khol kr saf kr lijiye... Gadi konsi h aapki jiski AC me problem hai
Tavera gadi
Tavera me blower kanha rahta hai
Aap mere video dekhiye... Maine bna rkha h iska video... Ac Servise ke nam se
ruclips.net/video/i0iYOPTM1pM/видео.html
Aap is video ko dekhiye.. Full AC Service h tavera ki
Mera do problem ka સોલ્યુસન de navin soni sir
Sir aap over hits ki baat karte ho or fen dikha rahe ho voto a/c fen he
Bhai ye fan tbhi chlta hai jb car over heating ho jaye..iske pichhe radiator hai.uski cooling ke liye hai ye fan
ગાડી મેં આગળ ના કાચ પર પાણી નો સ્પ્રે નહિ થતો
Aap k no do