@@subrat_rk Indore se Khandwa road hote hue Bhurhanpur, vha se ichhapur , 4/6 lane highway lag jata hai akola hote hue Nanded phir jese hi Maharastra cross hoga phir se Hyderabad ke liye 6 lane highway hai. Video mai details hai Indore se Ichhapur highway ka kam chal rha hai to single road hai mostly kevel bhich mai 50-60km bana hua hai
@@subrat_rk Early morning nikalna shi rhta, to avoid traffic till bhurhanpur uske bad koi dikkat nhi hai Aur abhi barish ka mausam bhi hai to highway ka jo kam chal rha hai usse dikkat aa sakti hai
Very helpful 😊
Maharashtra main kaise roads hai. pls reply.
MP cross karte hi road bahut badiya hai, pura 4/6 lane road hai kevel nanded se 30 km single road aayega
Sir, what is your profession
@@pravinsawase5387 I’m a software engineer
Apne konsa route liya tha.. Can u give more details
@@subrat_rk Indore se Khandwa road hote hue Bhurhanpur, vha se ichhapur , 4/6 lane highway lag jata hai akola hote hue Nanded phir jese hi Maharastra cross hoga phir se Hyderabad ke liye 6 lane highway hai.
Video mai details hai
Indore se Ichhapur highway ka kam chal rha hai to single road hai mostly kevel bhich mai 50-60km bana hua hai
Very poor route.. I got stuck almost.. 7 hr drive karke bi me malkapur hi pahuch payaa,, I hope yaha se hyd ka route sai ho
Mene aapka video dekh kar ye route liya or else me nagpur se jataa.. But it's okay... It's an experience also
@@subrat_rk Early morning nikalna shi rhta, to avoid traffic till bhurhanpur uske bad koi dikkat nhi hai
Aur abhi barish ka mausam bhi hai to highway ka jo kam chal rha hai usse dikkat aa sakti hai
Hyderabad to nagpur n nagpur to indore kaisa rahega ?