आपने ऑन्टी जी, महाशिवरात्रि, वैभव लक्ष्मी जी की उद्यापन पूजा, हरियाली तीज की बहुत ज्यादा अच्छी videos बनाई है। मुझे बहुत हेल्प हुई। आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Mam aapne bahut he achhi tarah se Vaibhav Laxmi Mata ka Vrat Vidhi hame dikhaya hai. ham jaroor issee follow karenge. Aap hamesha Vaibhav purna rahe aur khush rahe yahi hamari mano kamna hai. Jai Mataji.
मेरे द्वारा किया हुआ माँ लक्ष्मी जी की पूजा अच्छी लगी यह जानकर हमे भी प्रस्सनता हुई,आप ने हमारे लिए जो सुन्दर शब्द आशीर्वाद स्वरूप बोला है,उसके लिए मै आपको नमन करती हू माँ लक्ष्मी की कृपा आपके परिवार पर हमेशा बनी रहे ये मेरी मंगल कामना है,जय माँ वैभवलक्ष्मी।
Namaste anty ji. Agar me daily routine ki puja me Kalash sthapna Karu. Toh kya mujhe roj kalash me kuch change karna padega? Jaise ...naye Ashok ke patte ya firr Kamal ke patte? ya kalash ko hilana nahi hai? Ye Maine isiliye puch kyuki roj kalash saaf kaise rahega thodi si dhool wagera toh lagegi uss per.
Jai Maa Vaibhav Laxmi🌹🙏 Aunty ji maine 11 vrat ka sankalp liya thaa.... udyapan krishna paksh me pad raha hai ....to udyapan kr sakte hain kya krishna paksh me
Mam, pls bataiye... Ki amala-ashtmi se holi ke beech mai padne wale Friday ko kya vrat karna chaiye.. Ya usse chor ke aage wala karna chaiye..... Thank you
मेरे पास लक्ष्मीनारायण जी की पीतल की मूर्ति है। क्या मैं उसमें वैभवलक्ष्मी का व्रत शुरू कर सकती हूँ ? धान का अष्टदल बनाऊँ की नहीं और तुलसीदल चढ़ाऊ की नहीं ? समझ नहीं पा रही हूँ।
Apka bahut bahut dhanyabad itni jankari dene ke liye mata ji jo kalash he usko har shukrobar ko pani badalna he ya udhapan tak aise hi rakhna he plz reaply kijiyega aur gauri ganesh he unka visharjan kese karu
hii aunty kaise ho aap aunty Mai 11sukrvar ka vrat karne ka mannt ki hu Apne Bete ke liye ab vo 3.5year ke ho gaye hai to vart Puja kaise aur kb se start kru to achchha rhega 🙏🙏🙏please aunty jarur bataiyege please
Aunty ji meri chhoti behen 16 shukravar ka vrat karti thi achanak jyada tabiyat kharab hone ke karan 1 and half years karke beech mein hi chhut gya bina udyapan ke ar aj wo bht takleef me h uska pati bhi maansik roop se bimaar h so please bataiye ki kya krna uchit hoga
Didi aap bolate ho ki Vaibhav Lakshmi vrat apne ghar mein karna chahie main sarkari quarter mein rahti hun vahin per shuru ki hun lekin abhi ek do mahine ke liye ghar jaane wali hun kisi kam se to kya vahan per bhi vrat continue kar sakti hun kyunki vah to apna hi Ghar hai 🙏🙏🙏🙏🙏
(01)Kya shri vaibhav lakshmi ji ka vrat and navaratra ek saath kia ja sakta??? Kuynki navratri ke din bich me par rhe hai........(02)kya hum jis chowki me maa lakshmi ji ki taswir aur kalash lagaenge usi chowki par navratri ki bhi kalash rakh sakte hai ??? (03) kya hum dono vrat ek saath bhuk sakte.....kya yah sahi rahega???
Please btaye ki agr koi bhi kanya ya mahila ya pandit aas pas na mil paye to kaise udyapan kare....mai city me rahti hu vaha koi kisi k ghar nahi jata ....pls btaye ki kya kare..
Mata ji hm apne ghar se bahar rhte hai aur yahan pr koi kisi ke ghar aata jata nhi hai, aur kisi karanvsh hm apne sasuraal main v jakar udyapn nhi kr sakte. Iss karan hm suhagn mhilao ko nhi bula kr bojan kra sakte, to iss sthiti Mein Ham Kya Karen, please jrur reply reply kijiyega 🙏🙏
Namaste mata g Mein monday aur friday ka vrat rkhti hu. Ye vart ko subh kitne bje se phle rkh lena chahiye. Agr kabhi vrat wale din subh late uth to us din vart rkhna chahiye ya nhi
Mam agar 11 vrat ki kamna ki ho to udapn 12 shukrwar ko hoga ya 11 ko or udapn wale din bhi Katha pdni hai Udapn sham ki puja sme hi krni hai ya subha bhi kr skte hai
Namaste maa....bhut achi jankari di apne....bas ye bata dijiye maa k apne kaha hai k aarti nhn kerte....to kya sthapana din se leker udyapan tk aarti nhn kerni hai kisi bhi Friday ko....aur phir jo book hoti hai usmai kahani hoti hain vo pedhni hai k nhn...plz margdarshsn kare
प्रणाम माता जी.. बहुत ही अच्छा कार्य कर रहे हैं आप.. धन्यवाद
आपने ऑन्टी जी, महाशिवरात्रि, वैभव लक्ष्मी जी की उद्यापन पूजा, हरियाली तीज की बहुत ज्यादा अच्छी videos बनाई है। मुझे बहुत हेल्प हुई। आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Aapke yha ye achi bat h aapko koi sa phool mil hi jata h😊
ओम् जय माँ वैभव लक्ष्मी नमः 🌺🌺🙏
Beautifully explained...tx so much...I like your simplicity.
Apke video mujhe bahut acche lgte h....ab bahut pyar se sab samjhati h... Thank you so much mam...
Maa vaibhav lakshmi sada hum pe apni kripa bnaye rakhiyega maa 🙏🙏
Jai maa laxmi🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Jai maa Laxmi🌹🌹🌹🌹🌹
Mam aapne bahut he achhi tarah se Vaibhav Laxmi Mata ka Vrat Vidhi hame dikhaya hai. ham jaroor issee follow karenge. Aap hamesha Vaibhav purna rahe aur khush rahe yahi hamari mano kamna hai. Jai Mataji.
मेरे द्वारा किया हुआ माँ लक्ष्मी जी की पूजा अच्छी लगी यह जानकर हमे भी प्रस्सनता हुई,आप ने हमारे लिए जो सुन्दर शब्द आशीर्वाद स्वरूप बोला है,उसके लिए मै आपको नमन करती हू माँ लक्ष्मी की कृपा आपके परिवार पर हमेशा बनी रहे ये मेरी मंगल कामना है,जय माँ वैभवलक्ष्मी।
Thanks or this information.
Mam aapka hr video boht Acha rhta h or vebhao lxmi vrat ki puja aapne vistarse btaya h hm bhi yesehi puja krte h thank you mam
jai maa laxmi ji mujh par bhi kirpa karo me bhi apke vart karna chahti hu
Bahut bahut dhanyabad..🙇🏻♀️🙇🏻♀️
Thanks you 🙏
Bhut hi axi jankari di thnq ma ji
har sawal apse puchte hai or batane ke liye dhanyabadd mam 😊😊
mam pradosh kal kitne bje se hota hai kitne baje tak
सूर्य डूबने के बाद से १ से १/२ घंटे बाद तक रहता है।
mam aap jaise btathe ho mai vaisa hi karti hu. aap bhut bhut acha btathe ho. 👍
हमे जानकर अच्छा लगा।
You are great
very good and important informations...thanks
आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
Namaste anty ji.
Agar me daily routine ki puja me Kalash sthapna Karu.
Toh kya mujhe roj kalash me kuch change karna padega? Jaise ...naye Ashok ke patte ya firr Kamal ke patte? ya kalash ko hilana nahi hai?
Ye Maine isiliye puch kyuki roj kalash saaf kaise rahega thodi si dhool wagera toh lagegi uss per.
ruclips.net/video/l6Rn9wgIbck/видео.html
Bhahut hi achhha pujn btya aapne tnx mem
Mam puja Karne k liye friday ko fasting Kaise rakhe.
एक टाइम मीठा भोजन खा सकते है,दिन डूबने से पहले।सुबह पूजा करना है।
Dayanidhi Majhi
thankyou
Mam 11 shukravar main kar ne vali hu.. 1 Ho gaya hai.... Tho Har Friday nariyal badal na Hai kya mam
Or puja meine shamko ki thi
Jai maa Vaibhav lakshmi devi ☺☺☺☺☺☺
Jai mahalakshmi mata
Thanks you so much mam love you mam
Mata ji aapka bahut bahut dhanyavad
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 Jai maa laxmi g 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Thnkuu mam..☺☺
Thankyou
Dhanyavad mataji
Beautiful
Thanks aunty ji Aap bhut achche se btati h
Vaibhav lakshmi vrat me aarti krte ya nhi?? Plz bataiye
Thank u maa ji
Mnlogy
Jai Ma Laxmi🙏
Dhanywaad Aunty g
thnku so much mam
Jay mata laxmi 🙏
Aap bht ache se puja krti hai.. Shree yantra kahan se le jo sahi ho plz bataye 🙏🏻
Happy laxmi puja
Jai Maa Vaibhav Laxmi🌹🙏
Aunty ji maine 11 vrat ka sankalp liya thaa.... udyapan krishna paksh me pad raha hai ....to udyapan kr sakte hain kya krishna paksh me
ji ha
Mamji.. Krishna paksha me start Kar sakte he Kya...?? Please bataye .. main Kal se start karna chahti hun .. Amabasya pade to Kar sakte he Kya..??
Jai ganesh ji jai maa Vebhav laxmi ji💝🌹
dhanywaad
Mam, pls bataiye... Ki amala-ashtmi se holi ke beech mai padne wale Friday ko kya vrat karna chaiye.. Ya usse chor ke aage wala karna chaiye..... Thank you
Jai maa laxmi
so nice work...mam
आपका धन्यवाद :)
thanks mata ji Lakchami ji ka puja ka niyam btane ke liye
आपका बहोत-बहोत धन्यवाद और आशीर्वाद :)
Thank you aunty 🙏
mam bht bht apka dhanyabad
आपका स्वागत है।
Path
Very good
Pranam mata ji
Please bataye vrat ke douran period aaye to khana kha lena chahiye ya upvas rakhna chahiye .
Mam,ujyapana 13 Friday ko hogayee.abhi tak meri manaskamana purna nehi hue.kab meri manaskamana purna hogi bataiye pls 🙏 pls 🙏.
thanks a lot...
धन्यवाद :)
Bahut badiya
मेरे पास लक्ष्मीनारायण जी की पीतल की मूर्ति है। क्या मैं उसमें वैभवलक्ष्मी का व्रत शुरू कर सकती हूँ ? धान का अष्टदल बनाऊँ की नहीं और तुलसीदल चढ़ाऊ की नहीं ? समझ नहीं पा रही हूँ।
Ek number
thank you madam
आपका धन्यवाद :
Apka bahut bahut dhanyabad itni jankari dene ke liye mata ji jo kalash he usko har shukrobar ko pani badalna he ya udhapan tak aise hi rakhna he plz reaply kijiyega aur gauri ganesh he unka visharjan kese karu
har sukrvar new kalas sthapit kare
gauri ganesh ko udyapan ke smy sthapit kare
🙏
Maa ji ek video is pr bhi hona chahiye ki kis bhagwan ki moorti kaisi kharidani chahiye kaisa roop hona chahiyr unka
hii aunty kaise ho aap
aunty Mai 11sukrvar ka vrat karne ka mannt ki hu Apne Bete ke liye ab vo 3.5year ke ho gaye hai to vart Puja kaise aur kb se start kru to achchha rhega 🙏🙏🙏please aunty jarur bataiyege please
17 april
nice
hii
Kya ham suhag ka saman aur Vaibhav Lakshmi book unke ghar mein ja kar de sakte hai.
Jai maa laxmi more pati ki manokamna puri Karo jai Maa laxmi
अव तो लॉकडाउन चल रहा है तो लास्ट फ्राइडे क्या करे
Jai vaibhav laxmi maa🙏
Mam please batiye mein aaj chowki hall mein jaha shugano ko bhojan ke liye bhithaungi.waha choki laga sakti hun
Hv
Aunty ji meri chhoti behen 16 shukravar ka vrat karti thi achanak jyada tabiyat kharab hone ke karan 1 and half years karke beech mein hi chhut gya bina udyapan ke ar aj wo bht takleef me h uska pati bhi maansik roop se bimaar h so please bataiye ki kya krna uchit hoga
ruclips.net/video/Q2NgnuPudWk/видео.html
ruclips.net/video/Q2NgnuPudWk/видео.html
pipal ka puja bhi kare
Auntyji mai iss shukrawar 20 november ko vaibhav laxmi vrat ka udyapan kr sakti hoon kya
k mam thank u ☺
Tnk u anty
Didi aap bolate ho ki Vaibhav Lakshmi vrat apne ghar mein karna chahie main sarkari quarter mein rahti hun vahin per shuru ki hun lekin abhi ek do mahine ke liye ghar jaane wali hun kisi kam se to kya vahan per bhi vrat continue kar sakti hun kyunki vah to apna hi Ghar hai 🙏🙏🙏🙏🙏
Namste auntyji..main Vaibhav laxmi vrat start karna chahti hun kya 18 sept 2020 se suru karna accha hoga??? Pls reply kigiye
Shri vaibhav lakshmi ji ki vrat (11 friday) ke bich me navratra ke din pare toh hum kya kare???
ap dono vart flahari kare
@@AsanZindagi lekin hum dono ek saath kese kare???
Mam, meri baibhava laxmi maa ki puja 13 may friday ko khatama huii abhi tak meri manaskamana purna nehi hue kab purna hogi pls bataiye pls 🙏 .
Aap vrat poora hone par udyapan kar de aur Manyata maan le ki ab manokamna poori hone par aage ye vrat karenge
jai Maa vaibhav laxmi
pranam mata ji
(01)Kya shri vaibhav lakshmi ji ka vrat and navaratra ek saath kia ja sakta??? Kuynki navratri ke din bich me par rhe hai........(02)kya hum jis chowki me maa lakshmi ji ki taswir aur kalash lagaenge usi chowki par navratri ki bhi kalash rakh sakte hai ??? (03) kya hum dono vrat ek saath bhuk sakte.....kya yah sahi rahega???
vaibhav laxmi ji ki alag se chauki me puja kare
@@AsanZindagi and kya dono vrat ek saath bhooka ja sakta hai?
Please btaye ki agr koi bhi kanya ya mahila ya pandit aas pas na mil paye to kaise udyapan kare....mai city me rahti hu vaha koi kisi k ghar nahi jata ....pls btaye ki kya kare..
ok thanku anty ji....
आपका धन्यवाद
hii
2024mai vaibhav Laxmi Puja kis month shuru kare sutak time kon se hai
namaste chachi ji 🙏
vaibhav laxmi ki puja karne k baad kalash ,phool aur baki samagri ka kya kare please jaldi bataiyega
Mata ji hm apne ghar se bahar rhte hai aur yahan pr koi kisi ke ghar aata jata nhi hai, aur kisi karanvsh hm apne sasuraal main v jakar udyapn nhi kr sakte. Iss karan hm suhagn mhilao ko nhi bula kr bojan kra sakte, to iss sthiti Mein Ham Kya Karen, please jrur reply reply kijiyega 🙏🙏
aapane jitane mahilaao ke liye sankalp kiya hai utani jagah dono me fal,meethai,dakshina rakh kar mandir me de deve aur uayapan kar le
very nice mata ji...aap kaise sab samagri sab aarange karte ho...
हम जहाँ रहते हैं वहाँ भगवान की कृपा से सभी सामग्री आसानी से उपलब्ध हो जाती है :)
Namaste mata g
Mein monday aur friday ka vrat rkhti hu. Ye vart ko subh kitne bje se phle rkh lena chahiye. Agr kabhi vrat wale din subh late uth to us din vart rkhna chahiye ya nhi
सुबह जब भी आपको टाइम मिले पूजा कर लीजिये।
Mem ky piter k bad 18 sitember 2020 ko mai is brat ka udhyapn kiya ja sakta h ky mem batay please
ji nahi
@@AsanZindagi to kab karu mam batay
Jay jagannath anti
Thanks for the video ..
Kya khanay may namak and tamatar lesaktay hay..
Aur kin kin cheezo ko nai khana chahiye ye b bataye pls..
ji nahi, vrat me namak aur tamatar nahi le sakate
Jai maa Luxmi
Auntyji mujhe Vaibhav Laxmi ma ka udyapan krna hai....Pr abhi corona ke samay gher pr suhagan mahilayen nahi aa paayengi...to mai udyapan kaise kroon
Mam meri pichhle Friday ko ujyapana kardiya tha.lekin manaskamana kab Puri hogi bataiye pls 🙏.
Aapka prashna spasta nahi hai
Anti ji pranam .anti ji kal mai udhapan Karna chahti hi .par mujhe ghabrahat ho rari hai .Aapne itna Kuch bataya hai me kaise Kar paungi .
Mam agar 11 vrat ki kamna ki ho to udapn 12 shukrwar ko hoga ya 11 ko or udapn wale din bhi Katha pdni hai
Udapn sham ki puja sme hi krni hai ya subha bhi kr skte hai
Namaste maa....bhut achi jankari di apne....bas ye bata dijiye maa k apne kaha hai k aarti nhn kerte....to kya sthapana din se leker udyapan tk aarti nhn kerni hai kisi bhi Friday ko....aur phir jo book hoti hai usmai kahani hoti hain vo pedhni hai k nhn...plz margdarshsn kare
namaste,khani padhe bs or aarti na kare..
Ek baat aur maa...hm roz sham ko aarti kerte hain Lakshmi maa k....to kr sakte hain k nhn...ye sahi hai k nhn ...plz maa margdarshan kare
Do logo ko puja karna ho to plz reply mam fasting karna hai
ek hi nariyal me kar skte hai
Mam plzzz btaiye ki lock down me Vaibhav laxmi Ka udhyapan kaise kre....
Subah me puja kaise kare
Namste aunty ji..Kis mahine m udhyapan kare
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Shavan month se kr skte h ey vart
Sham ko vaibhav laxmi ki pooja me konsa parsad banay.
खीर,दूध की बर्फी पूरी बना सकते है।
🙏aunty ji
Is Saal malmaas LGA tha
Mujhe vaibhw Lakshmi vrt start krna h to kya agle Friday se Mai suru KR skti Hu??
ji ha kar skte hai..
9696015006