Bhai koi koi college Wale students ke nam hone ke wjh se nii le rhe to kya ab to time nii hai ki nya aaye bnwa ke registration kre islie ye btayiye hm ussi aaye me edit krke college me jma kr de to koi dikkt ho skta hai kya
College se forward nhi kar rhe hai kah rhe hai ki father ka income lagao Sir mai apka video aj dekha ab mai kya kru mujhe scholarship ki bahut jarurat hai
Bhaiya mere birth certificate me ek baar correction karwa liya hu mother name me but deo ke typing ke karan mother name me spelling mistake ho gya hai to dobara thik ho jayega kya .mere 2020 ka birth certificate hai mera age 16 hai
Sir do bahi ke scholarship me to papa ke ak income certificate hi lagta hai ..ya alage alage banban padta hai.. please reply 🙏🙏🙏 dono ke liye please reply 🙏🙏
Father ka dono me lag skate ho! Koi problem nhi hogi! 2nd agar father ka nhi lagana chahte to,,bachho ka income certificate bhi laga skate ho....! scholarship aa jati hai college vale kuch bhi kahe! Fark nhi padta
@@ComputerAssistantShiv bhai scholarship print me mere b.ed entrance ka marks aur rank nahi show kar ra hai aaisa kyu Hm final submit bhi kar die kyu renewal me ye sab fill hi nahi karna tha To kya ise correction ke time sahi Kia ja sakta hai
Hame Samajh me Aa Gyaa Your are the best voketoke
Pita ke name me title nhi hai mere marksheet me title hai to ky pita ka income valid hoga please reply
D pharma ka scholarship ke liye kis ka lagega Father ka lagega ki mera❤❤❓️❓️❓️❓️
Mere dad ke income certificate me unka name mere marksheet se alag hai koi problem hoga kya
Ye bataiye online karte time aay father ka fill kare jati student ka lagaye
Married girl me Income certificate kiska lagega....father ya husbnd
Husband ka! as per Adhar
Bhai koi koi college Wale students ke nam hone ke wjh se nii le rhe to kya ab to time nii hai ki nya aaye bnwa ke registration kre islie ye btayiye hm ussi aaye me edit krke college me jma kr de to koi dikkt ho skta hai kya
Last date January tak hai,lekin scholarship is bar sabki ayi hai chahe bachho ka laga tha ya Father!
Sir maine apna hi cast certificate lagaya hai to koi problem to nahi hogi na
Mera 2019 wala aaye jaat niwas apply kr sakte hai ky
College se forward nhi kar rhe hai kah rhe hai ki father ka income lagao Sir mai apka video aj dekha ab mai kya kru mujhe scholarship ki bahut jarurat hai
brither bank passbook father ka clega yaa
College walo ne too le liya Hain student ka income certificate
Minority me caste certificate ka option nahi khul raha 😢
Sir jiske pita nhi h wo kiska lgaay maa koi kaam nhi krti hai to
Jiske father aur mother dono nhi hai .. kya wo mama k aay ko abhibhavak k aay k roop m lga sakta h?? please bataiye
Sir mere college mein bahut drama kar rahe hain father ka mang rahe hain kya kare
Kis college se ho bhai
Mere me bhi
Konsa college hai apka
मैंने अपना लगा दिया
Mere me bhi father ka lag raha
Bhaiya mere birth certificate me ek baar correction karwa liya hu mother name me but deo ke typing ke karan mother name me spelling mistake ho gya hai to dobara thik ho jayega kya .mere 2020 ka birth certificate hai mera age 16 hai
Acha ye btaiye ki agr father ka income certificate lga rhe h to cast certificate kiska lgega
Apko pta chala?
Sir gardian ka kyu lg rha hai,agar 2log ek hi aay lga de to koi problem to nhi hoga n sir?? please sir reply
Haa bhai do log ek hi mat lagana
Sir mere form Application lock nhi kiya hu to apna hta kar papa ka kaise lagau
Sir
Pls
Hatega nhi, ya new Mobail se naya Ragistration karo ya fir,,ab rahne do jo ho gya,,theek hai, scholarship sab ki aa jayegi!
Sir do bahi ke scholarship me to papa ke ak income certificate hi lagta hai ..ya alage alage banban padta hai.. please reply 🙏🙏🙏 dono ke liye please reply 🙏🙏
Ek he lagega,,lekin,bachhon ke nam bne aay pramanpatra laga sakte ho scholarship sabki aati hai chahe bachho ka lagao ya father ka!
@@ComputerAssistantShiv matlab bahi .. please reply 🙏🙏
Father ka dono me lag skate ho! Koi problem nhi hogi!
2nd agar father ka nhi lagana chahte to,,bachho ka income certificate bhi laga skate ho....! scholarship aa jati hai college vale kuch bhi kahe! Fark nhi padta
Mummy ka income lag skta hai kya?
In case father nhi hai to bilkul lag skate ho,,agar hai tabh bhi laga skate ho.
Maine apne papa ka income certificate banvaya hai per papa ka
Bhaai mere father ka adhar card nhi h ...kya mother k nam se bn skta h..
2nd year wale ya 3rd year wale kya kre?
Renewal me automatically hoga,,
@@ComputerAssistantShivbhaiya Mera 2 year hai or Maine sumbit kr diya hai Bina father ke income certificate ke koi problem to nhi Hoga na
@@Aasthamishra6978please reply, mera first year h, maine apna income lagake submit kr diya, college Wale ne kuchh nhi bola
bhai mere pita ji ki death ho gayi hai maine bhi banaya aapna kya galat hoga
Thanks ❤
महिला बृद्धा पेंशन में किसका आय लगेगा महिला का या उसके पति का
Mahila ka jo hai usi ka,,
Bro e-district protal par abhi to koi updates nhi aaya h@@ComputerAssistantShiv
Tb to sir correction krana pdega
Father ka income lagana h to uska koi portal nhi open hoga
Mera to lock ho chuka hai mein ab kya Karu sir meine to apna hi income certificate laga Diya sir, ab mein kya karu?
Bahut longo ka aise he submit ho gya hai, college valo ne jama kar liya ho to koi dikkat nahi hai.
Agr college wale accept na kare uss case me dubara fillup hoga??
@@ComputerAssistantShivsir maine apna hi lga diya h aur college ne forward bhi kr diya kya mera scholarship aaega
@@ujjawalscricinfo9098Aya ya nhi
@@MrGuru-ht1tb aa gya
Mummy k bnwa skte hh?
Yes,agar Father nhi hai
Bhai Aay niwas ke bina scholarship form bhr skte hai kiya
Nahi
Hmne scholarship me apna income dala aur agar main papa ka income jama kr du to
Nahi,jiska dala hai vahi jama kariye!
@@ComputerAssistantShiv wo to college Wale le nhi rhe
@@ComputerAssistantShiv correction window kb open hogi
income certificate me correction ni hota@@Lucifergamingdee
sc category last date fome
schoolarship
2099😂😂
Parivar me kisi ki bhi aay laga sakte hai
Nahi mata ya pita ka lagiye,,agar mata,pita n ho to bacche ke nam ka he bnva de.... scholarship sabki aati hai !
Mai apna aay laga sakti hu meri shadi ho gyi h
Ha
@@GaonkiRasoi-vb4yh ha
@@ComputerAssistantShiv scholarship भरने का डेट कब तक है कॉलेज में
Bhai to ab kare kya , naya register karenge to fraud me nahi aayenge
Agar college valo ne le liya ho to koi dikkat nahi hai!
@@ComputerAssistantShiv nahi liya lauta diya
@@ComputerAssistantShiv kuch solution bataiye, 10,20 logo ko mere samne lauta diye
@@ComputerAssistantShiv pls ispe. Alag video banaye pls,
Sir please reply kare@@ComputerAssistantShiv
Mere father nhi h bhai ka lga sakte h?
माता जी का लगा दिजिए, मतलब जो अभिवावक के तौर पर हों उन्हें ही लगाइए! भाई का लगा सकती है (यदि माता, पिता, पति,) इनमे से कोई कोई न हो!
Mummy ka lga skte hai ?
Yes!
Father & Mother दोनों की डेथ हो गई हो तो उसे दशा में
Is vakt aapko jo padhata ho
Dobara online ho jayega
Yes
Jiske father nahi hai wo kiske name se income certificate banwaye???
Mother ka
Yes!
@@ComputerAssistantShiv bhai scholarship print me mere b.ed entrance ka marks aur rank nahi show kar ra hai aaisa kyu
Hm final submit bhi kar die kyu renewal me ye sab fill hi nahi karna tha
To kya ise correction ke time sahi Kia ja sakta hai