Thank you Padit ji for explaining each and every detail of pooja even the Jaap of maala how to take the beads where to move where to end ,was all very informative which I never knew before Dhanyawad apka Dil se.
Pandit ji, aapne kaha tha ki mai maa Katyayani maa ka vrat firse shuru karu, to kripya btayein ki abhi kis muhrat se shuru kru 🙏🏼🙏🏼 aur kitne vrat sankalp kre( Mai kuch vrat aur bhi rehti hu)
Pranam pandit ji aapne bahut achha marg darshan diye hai guru ji 21 din k anushthan me Sam ke time jb jap krenge to mala nak ke samne hona jruri hai kya 10 mala krte krte hath drd dene lgti . Aur khud se hawan 108 ahuti se ho sakta h kya ya dasans krna padega 🙏🏻 kripa krke btaiye guru ji
Guruji Mai bahot pareshan Hu, kai Karano se shadi kat rhi, jab pata laga ki manglik Hu to 4 sal pahle ek jyotish ke Salah se Ujjain manglanath me vidhivat puja v karai tab ki MERI shadi nhi ho pa rahi, Guruji mere 2 sawal hai Agar Kisi pandit se Jap karwati Hu aur bich me mujhe period aa gya to sankalp tut jayega? Mata katyayani ke Jap alag2 Kam ke liye alag2 Sankhya me Hoti hogi to shadi ke liye kitni Sankhya me Jap karwau?
Pranam Guruji, Jay mata di , guru ji aapse ek anurodh h mujhe thoda ye batane ka kripa kijiye Guru ji mai confusion me hua ,Mere pass sham ke time hi puja karane ka h , to kya mai us time mata ji ko sunder aur bhag laga sakti hua
Pandit jii m kuch dino se katyayani maa ka mntr jaap krne lgi hu ...mere ghr m ye kr toh skti hu lekin disturbe hoti hu br br isliye m bhole baba k mndir Jaya krti thi phele se he ab ye mntr jaap bhi m gouri mata ko roj nhla dhula k ache se vhi p puja krti hu कात्यांनी roop m kya ye shi h ....
sir kya durga maa ki tasveer ke aage kar sakte hain ye mantra ya maa katyayni ki hi photo honi chahiye plz reply kyonki ghar me to durga maa ki hi photo hai
Total kitni mala jaap krni h kya ek he din kr skte h Puri puja ....kyoki family k beech rhke itni lmbi puja jaap ....nii kr skti m already bhot puja pth krti hu m sb kuch na kuch bolte rhte h ...kaam bhi Krna hota h ...plzz pndit ji btao kya m ek he din saare jap kr lu .. kitne jaap krne jaruri h total ?
☀️जयसियाराम☀️ ✨🙏🏻✨ *कमल गट्टे की माला से महालक्ष्मी जी की उपासना विशेष रूप से किया जाता है। रुद्राक्ष की माला से मां कात्यायनी या शिव परिवार को उपासना करनी चाहिए*
Guruji 2 Feb se gupat navratri lg rha h.. Wednesday h To kya wed se start kr skte h ? Aur kya 21 dino tk Krna jaruri h agr 9 days m pura Krna chahe to kr skte h kya ?
Thank you Padit ji for explaining each and every detail of pooja even the Jaap of maala how to take the beads where to move where to end ,was all very informative which I never knew before Dhanyawad apka Dil se.
*☀️जयसियाराम ☀️*
✨🙏🏻✨
Pandit ji Mai 1mala Katti labh nhi milegs
Pandit ji hum bhi 21 din ka anusthan suru kiya hai per 18 din hi hua period agya hai aab kya kre please btayiye
Pranam Guruji 🙏🏻 Kripya navmi 14 Oct, 2021 ka koi mahurta batayie gaudhuli bela ya subah k..aapki badi kripa hogi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Radhe Radhe guruji🙏
Aapne kaha ki pahle din 10 mala fir dusre din 20 mala karni hai to aise kitne mala karni chahiye daily
Mujhe kisi ne kaha h ki mitha pan (bida) mukh me rakh kar jaap karna h,,, guru ji kripa kar ke mujhe margdarshan bataye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
😊😊😊😊😊😊
Mujhe v yhi bola gya h same or ye v ki mala kamalgatte ki mala se Krna h
Pandit ji hawan ki vidhi bataye hi nahi.kripya bataiye . Yadi pandit ji nahi bula sakte hai to hawan kaise kare
Pandit ji, aapne kaha tha ki mai maa Katyayani maa ka vrat firse shuru karu, to kripya btayein ki abhi kis muhrat se shuru kru 🙏🏼🙏🏼 aur kitne vrat sankalp kre( Mai kuch vrat aur bhi rehti hu)
Guruji Charan spars hawan krne ki bidhi bataiye Guruji dasansh hawan kaise krte hain kripya margdarsan kijiye
Pranam pandit ji aapne bahut achha marg darshan diye hai guru ji 21 din k anushthan me Sam ke time jb jap krenge to mala nak ke samne hona jruri hai kya 10 mala krte krte hath drd dene lgti .
Aur khud se hawan 108 ahuti se ho sakta h kya ya dasans krna padega 🙏🏻 kripa krke btaiye guru ji
Guruji pranam
Jaisa ki aapne btya phle din 10 mala ka jap, dusre din 20 mala ka daily kitne mala ka jaap krna chaiye 10 ya 20
Guruji Mai bahot pareshan Hu, kai Karano se shadi kat rhi, jab pata laga ki manglik Hu to 4 sal pahle ek jyotish ke Salah se Ujjain manglanath me vidhivat puja v karai tab ki MERI shadi nhi ho pa rahi, Guruji mere 2 sawal hai
Agar Kisi pandit se Jap karwati Hu aur bich me mujhe period aa gya to sankalp tut jayega?
Mata katyayani ke Jap alag2 Kam ke liye alag2 Sankhya me Hoti hogi to shadi ke liye kitni Sankhya me Jap karwau?
M khud se karungi kese or ab se Karu or kya Karu ye batane karpa kaye guru chandal dosh nivaran guru ji🙏🙏
@@babitajamwal8845
⚛️जयसियाराम ⚛️
✨🙏✨
कृपया वीडियो पूरा देख लीजिए।
पूरी जानकारी है
Guruji holi 2024 baad subh din bataiye plzz🙏🙏🙏
Kya aap mujhe yeh prayog karne ka koi accha din bata sakte hai dekhkar
Pranam Guruji, Jay mata di , guru ji aapse ek anurodh h mujhe thoda ye batane ka kripa kijiye Guru ji mai confusion me hua ,Mere pass sham ke time hi puja karane ka h , to kya mai us time mata ji ko sunder aur bhag laga sakti hua
Pranam pandit ji ,aap kha se ho .
Gurug....november me uttam time btaiye pooja suru krne k liye
11 nov shiv ratri
Pandit jii m kuch dino se katyayani maa ka mntr jaap krne lgi hu ...mere ghr m ye kr toh skti hu lekin disturbe hoti hu br br isliye m bhole baba k mndir Jaya krti thi phele se he ab ye mntr jaap bhi m gouri mata ko roj nhla dhula k ache se vhi p puja krti hu कात्यांनी roop m kya ye shi h ....
Guru ji jp ke smy k hi ja skte hai ki nhi
sir kya durga maa ki tasveer ke aage kar sakte hain ye mantra ya maa katyayni ki hi photo honi chahiye plz reply kyonki ghar me to durga maa ki hi photo hai
Thanks guruji ..jai ma katyayni ❤🙏
Please bataye August month Mai कात्यानी मा का जाप कर सकते h
Hawan kis din kre 26/4/ 2022 ko shubh mahurat h kya?
Guruji parnam ye kbse kr sakhte hai
Sawa lakh mantro ki jagah 11000 tak khud se kr paaungy..ye shi rhega kya pandit ji
Kya 21 Mala Subah Sham Mila kar kar sakte hi
Aanewale kaunse subh din hai jis hum anusthan shuru kar sakte hai
Katyani mantra rudrarashak ki mela se karsakta hai
mera janm 17 oct 1993 ko 6 :20 pr sham ko hua sunday ko guruji ap btaye kb hogi meri shadi
Guruji navratri me 9 din tk roj ek 1mala kr rhe hai to 9 be din havan krne me mata ka mantra kitne bar bolna hai aahuti dalte time.
गुरु जी अक्टूबर 2020मे कब से करु
please बताइय
Agar Bina muhurat dekhe jaap start kre to fal nai milega kya???
Agar hawan naa paye bina hawan ke kar skte hai
Thursday se kar sakte hai 8 june 2023 se subha
Pandit ji is mahine me kon sa din uttam hai jaap ke liye 🙏
Aaj ke sath ve din se koun sa acha dinh
Maa katyaani ka vart kaise rkha jata h aur ye kis din rkha jata h plz let me know
Pandit ji rudraksha ka mala se karsakta h
Guru ji mjhe ye anusthaan krna hai aap uttam samay bataye
Isbar Friday Puja start kr sakte hain Navratri k time?
Guru ji evening me kite baje tak kar lena chahiye aur agar mala na ho to finger pr count karke kar sakte hai kya
Guru ji kal ka din kaisa hai jaap suru krna hai please btaiye guru ji
Please guru ji btaiye
Pranam maharaj ji..10 june 2023 ke bad kb se start kr skte hai jap...plzzzzzzzz btaiye....
Guru ji 7 dik ke bad subh muhurat konsi he
pehle din 10 mala krna hai or 20 din tak 10 10 mala krna hai or 21 be din 11 mala krna hai tab 21 hajar jaap hoga..kya pla reple kre
Total kitni mala jaap krni h kya ek he din kr skte h Puri puja ....kyoki family k beech rhke itni lmbi puja jaap ....nii kr skti m already bhot puja pth krti hu m sb kuch na kuch bolte rhte h ...kaam bhi Krna hota h ...plzz pndit ji btao kya m ek he din saare jap kr lu .. kitne jaap krne jaruri h total ?
Pandit ji 30 June 2022 ko anusthan start Kar ke asthami ko Pura kr ke hawan Kar sakte h , Inn gupt navratri ke 8 Dino m
Bhut bhut dnywad guru Ji ....bhut a cha btaya apne 🙏
Guru ji agr hmre pas bethne ka smye naho to pure din vrt rhkr chlte firte mala nhi kr skte hai
Guru ji, namaskar 🙏🙏 Guru ji, guru chandal dosh nivaran bataoo
जयसियाराम।
इसकी शांति अच्छे विद्वान् जी से संपन्न करा लीजिये। स्वयं से करना बहुत कठिन है।
Guru ji pranam 🙏🏼🙏🏼mai 04/06/2023 Sunday se suru krna chahti hu kar sakti hu ya nh plz bataiye
Guru ji mera margdarshan kare🙏🏼🙏🏼
Total kitni ginti krni hein. Kya 9 din mein bhi kiya jata hein?
Guru ji jo diya jalyege
..wo 21 din tak lgtar jalna chaiye ?
⚛️जयसियाराम ⚛️
✨🙏✨
अनिवार्य नहीं। परंतु पूजा जप के प्रारंभ में जला दीजिए।यानी जब तक जितनी देर जप करें।
Pandit ji kya mata ji ka jap subah sham dono smay me baat kr nhi kr skte hi
Ab kya kare Kuch batiye phir se start se karana pare ge
Guru ji hum kl yani friday se suru kr sakte hai kya pujja 🙏
Pranam guru ji
Aj se suru kiye h katyani mata ka jap subah 4:20se
Pandit ji
Kya ye navratri se shuru kr sakate h
Jay Mata di pranam Guruji , 8 june se 12 June ke bich kon sa din thik hoga jap suru karne ke liye , Guruji kripa karke bata dijiye .....
जयसियाराम।
10जून से बहुत ही उत्तम रहेगा
Pranam Guru ji , thank you
Guru kl ka mohrat kaisa h
19march ko saniwar pad rha h aur hast nachhtr h please jaldi bataiye
Pandit Ji Maine Kisi video mein Kamal Gatte ki Mala Suni Thi Kamal Gatte ki Mala se Jaap kar sakte hain kya
☀️जयसियाराम☀️
✨🙏🏻✨
*कमल गट्टे की माला से महालक्ष्मी जी की उपासना विशेष रूप से किया जाता है। रुद्राक्ष की माला से मां कात्यायनी या शिव परिवार को उपासना करनी चाहिए*
@@HINDURITUALS acha guru ji me to Kamal gatte ki Mala le aai
Pandit ji me es Virat ko 6may se puja karna suru kar diya hu kiya ah uchit time hai
Guru ji 3 bad kon sa din achha hoga
Kya 20 December 2021 Monday se pooja start kar sakte hai
Guruji kitna din ka jaap Krna accha hoga.
Agr daily 108 ,tym kre toh kitna din tk Krna accha hoga
16 november ke baad subh muhurat btane ki kripa kre.
Sham ke time mein Kitna mala japna chahie
Pandit ji 14/6/2021 shubh muhurat bata dijiye ki kb kare Pooja
Pandit ji ladkiya havan nhi kar sakti to iss upay me khud hi havan karna he humko
Aap kaha😂se hai guru ji mujhe bulana hai aapko
Guru ji..🙏 maa ko chandn aur roli ka tikka kar sktye hai
Kamalgate Ka mala se kr skte h
7th day thursday ko banta hai 17th march ko konse din shuru kare?
Guru ji kal 4 baje subha se puja karna sahi hoga kya . Kripaya uttar dijiyega
Om gang ganpatye hota hai ya om gan ganpatye namahq hota h?
31/05/2021 k baad ka shubh mohrat bta dijiye... Kripya kr k...
Guruji Sankalp mantra likh dijye. Boht dhunda nhi mil rha
Guruji morning me kitne bje se katyayni mantra kr sakte h
जयसियाराम।
प्रातः 7 बजे के अंदर
या फिर 9 बजे के बाद केवल 10जून को। बाकी daly अपनी सुविधानुसार
Jai mata ki guruji hawan kitne mala ka karna hta h kya 1 mala havan khud kar sakte hai
Bhut jyada jaap hai pandit ji..kam karte hue ye kar paana asambhav hai ..kya pandit se paath karwa skte hain?
Tel ka diya 🪔 jalayein ya ghee ka .
Please answer me
⚛️जयसियाराम ⚛️
✨🙏✨
देशी घी सबसे उत्तम
न मिलने पर तेल
Guru ji🙏🙏 ye pooja 2022 m kb krege plz btaiye
Hawan naa kare toh kya safal hoga?
Kl koi muhurt ho guru ji to bta dijiye..
Sr isko perious k 7th day k bad se uthate h ...to Kya us time Jo muhurt ap dekh k btayenge usme sukla paksha hona jaruri h ??
Kay ane wala chaitra Navaratri me suru kar sakte hai 2021
2 tarikh se guruji kattyayani jap krna chahti hu kayesa samey h
Pranam pandit ji
Pita anusthan kar sakte hai kya
☀️जयसियाराम☀️
✨🙏🏻✨
जी हां।
नियम संयम से रहते हुए।
परंतु 1 माला नित्य आप भी करें तो बहुत उत्तम होगा
Baba ji kripa krke btayiye ki prieod ka 6din hai ma ka jap kbse pun suru kre aap btaye🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Beti ke liye man Baap Sankalp Karke kar sakte hain kya
Pandit ji mai kya navratra suru hone k din yaani ki 7.10.21 se kalash sthapna k sath sath kr sakati hu kya ??
गुरुदेव 🙏
2021 में कौन सा मुहूर्त अच्छा हैं??
मां कात्यानी मंत्र का पूजा करने के लिए
Kya devi mandir m bethkar nitya mala kar sakte h.......
Hawan krna jruri hai pandit ji
Guru ji 16 January ko suru kar sakte h
Kya maa apni bete ke liye yah anushthan kar sakti h
Guru ji pranam 🙏 kal 13 July 2022 purnima ke din se start Kar sakte hai mantra Jaap please reply 🙏🙏 Radhe Radhe 🙏
☀️जयसियाराम☀️
✨🙏✨
जी हां। बहुत उत्तम
@@HINDURITUALS Thank you Guru ji 🙏 jai SiyaRam 🙏
Guruji 2 Feb se gupat navratri lg rha h.. Wednesday h
To kya wed se start kr skte h ?
Aur kya 21 dino tk Krna jaruri h agr 9 days m pura Krna chahe to kr skte h kya ?