Sir mane hindi medium say english medium me convert kiya kiya accounts ka paper aacha ho gaya but law ka paper me daar lag raha hai english me likha nhi ja raha hai what can i do now
Hi students, koi baat nahi aapna pura knowledge ko jhok do agar english word galat hote hain toh koi bat na, apne pura concept clarity rakhna aur baas clear and simple language use karke law ke language main likh ke aana hain aapko
Law ke paper case study mostly honge , Indian regulatory framework , SOGA, NI & LLP se kuch direct question banega , ICA, IPA & Companies Act full case study. Maine Law ke important topics or section upload karenge morning pe aaj , tab tak aap apne teacher ke notes pura revise kar lijiye
Daar sabko lagta but itna aap mehnat kiya ho last kuch month se, so uska waste kyasa hone de, aapna pura jaan jhog na hain and parents ka face dekh lena motivation automatic ayega yeah ek exam hain jisme darna nahi kuch karna hain, aapke pash gain karne ka hain learning
aapne aap par believe rakho , I can I can mujhe aata hain and main karke ayunga, promise karo exam dene ke bat mujhe jaroor review dena exam kyasa gaya
Sir what will be the level of the law paper?
Sir mane hindi medium say english medium me convert kiya kiya accounts ka paper aacha ho gaya but law ka paper me daar lag raha hai english me likha nhi ja raha hai what can i do now
Hi students, koi baat nahi aapna pura knowledge ko jhok do agar english word galat hote hain toh koi bat na, apne pura concept clarity rakhna aur baas clear and simple language use karke law ke language main likh ke aana hain aapko
Law ke paper case study mostly honge , Indian regulatory framework , SOGA, NI & LLP se kuch direct question banega , ICA, IPA & Companies Act full case study.
Maine Law ke important topics or section upload karenge morning pe aaj , tab tak aap apne teacher ke notes pura revise kar lijiye
Daar sabko lagta but itna aap mehnat kiya ho last kuch month se, so uska waste kyasa hone de, aapna pura jaan jhog na hain and parents ka face dekh lena motivation automatic ayega
yeah ek exam hain jisme darna nahi kuch karna hain, aapke pash gain karne ka hain learning
aapne aap par believe rakho , I can I can mujhe aata hain and main karke ayunga, promise karo exam dene ke bat mujhe jaroor review dena exam kyasa gaya