Bhaiya main Dhanbad, Jharkhan se hoon, 21 years ka hoon aur abhi A Division khelta hoon. Main kaun sa railway division aur zone me aata hoon? kisse aur kahan jaake baat karu?
Bhaiya mere pass koy certificate nhi h aur na hi mai club se khela hu but mai Cricket khelta hu kya meko sport se job mil skti h bhaiya plz reply Kr do 🙏 aur ye bhi bta dijiye ki mai kya kru jisse mai railway ke liye cricket khel saku
Bhaiya main maharashtra state main rahata hun aur gaon nashik hain mera mujhe aap sport kota mumbai division ki koi linc batao bhaiyya please help me 😊😊😊😢😢😢😢
Bhai kaun sa zone best rhega railway me jo cricket ko support krta hai plz reply kyu ki mai rpf ki taiyari me hu aur ntpc ke liye bhi kr rha hu meri bhi condition apke he tarah hai isiliye padhyi krne laga aur railway me ek job leke fir se cricket ko time dena hai🙏🙏
Bhaiya mere paas national ka 100meter ka certificate hain bhaiya mujhe sports kota se job bhi chahiye aur cricket bhi khelana hain please help me mera state Maharashtra hain please bhai mhuje koi linc ya website batao please help me 😊😊😊😊🙏🙏🙏🙏
Best explanation bhaiya.
Dil se dhanyavaad.
Thankyou
Mai football ko le ke
Most welcome bhai
19:00❤
Informative vedio
Ntpc exam ka through railway team me kysa khele bhaiya plazee btayiia na
Me bhi whi soch rha😢
Thanks bro
Welcome bhai
Bhai me 12th class me hu or me railway ki traf se cricket khal na chhata hu me kese kya kru❤🙏🙏🥺
Bhaiya main Dhanbad, Jharkhan se hoon, 21 years ka hoon aur abhi A Division khelta hoon. Main kaun sa railway division aur zone me aata hoon? kisse aur kahan jaake baat karu?
Kabaddi vedio banav
Gun sotting sport kab hota he sir
Wo sports quota ka form nikalta hai tab
Bhaiya ye bataiye railway ranji main select trial ke base par hote hai ya. Divsl ,zone ke level ki performance ke base par
Bihar ke gaya se kaise khele kis zone me ata hai
Bhaiya ham bhi Jana chahte Hain railway group D mein
Tho padhai kijiye
Bhaiya kya hum prayagraj se v cricket khel sakte hai ntpc se railways
Bhai rpf constable ka kaisa kya rehta hai...?
Bhai ssc cgl se jo ministery of railway me job lgta h , uska posting kaha kaha hota h
Aur unko chance milta h n ?
Ye ni pata hai bhai
Bhaiya mere pass koy certificate nhi h aur na hi mai club se khela hu but mai Cricket khelta hu kya meko sport se job mil skti h bhaiya plz reply Kr do 🙏 aur ye bhi bta dijiye ki mai kya kru jisse mai railway ke liye cricket khel saku
Bhai job ni mil sakta lakin job lene kai baad khel sakte ho
Bhaiya Telangana state kon sa decision hai please reply mee
Bhai railway ma kn sa job kn sa cricket ma khell swaths ho please replay ❤❤🙏
Any age limit for railway employees to give trials? Pls give reply
Below 30
@@grnblogs3704 thank you
Bhai sports kota ki vacancy konse website pe aati hain,main mumbai Maharashtra se hun bhai 😊😊😊please koi linc yaa naam batao website ka
Bhai railway Junior engineer bhi cricket khel sakte h
Bilkul
bhai s nd t ya technician job mein transfer bhi hota h ya ni. nd agar hota h toh ktne sal mh hota h??
Mutual transfer ya own request
Bhai channi ma cricket sports hai ma abhi laga hu please reply 🙏
Congratulations bhai
Thank bhi @@grnblogs3704
Bhaiya main maharashtra state main rahata hun aur gaon nashik hain mera mujhe aap sport kota mumbai division ki koi linc batao bhaiyya please help me 😊😊😊😢😢😢😢
Rrbcr.gov.in
Bhai kaun sa zone best rhega railway me jo cricket ko support krta hai plz reply kyu ki mai rpf ki taiyari me hu aur ntpc ke liye bhi kr rha hu meri bhi condition apke he tarah hai isiliye padhyi krne laga aur railway me ek job leke fir se cricket ko time dena hai🙏🙏
Mumbai division, kharagpur division, ranchi division, Asansol division
@@grnblogs3704bhaiya rrb je cricket khel sakata hai
Bhaiya mere paas national ka 100meter ka certificate hain bhaiya mujhe sports kota se job bhi chahiye aur cricket bhi khelana hain please help me mera state Maharashtra hain please bhai mhuje koi linc ya website batao please help me 😊😊😊😊🙏🙏🙏🙏
Aap direct spots quota bhar sakte ho
Bhai Rpf wale khel sakte hai kya ?
Ha bhai bilkul
Bhaiya rrb je cricket khel sakata hai kya please reply @@grnblogs3704
@@grnblogs3704bhaiya rrb je cricket khel sakata hai kya please reply fast
Ha bhai
Jo employe ya worker hai uska jyada se jyada ktna age eligibility criteria hona chahiy ????
jaise sport quota mein 25 atmost hota hai. plz reply.
28 tak ... Ager fit hai tho
Bhai railway me rpf aur ntpc me bhi job lg jaye to bhi khel sakte ya group D me he aisa hai plz btao
🙏🙏
Ha bhai sab khelte hai
@@grnblogs3704 bhai rpf kaise khel sakta hai aur ranji tk j skata hai uska ek vidoe bna do Bhai sb ki help ho jayegi aap ache se bat sakte🙏🙏
Bhaiya jo rrb je ho bo cricket khel sakata hai@@grnblogs3704