God bless you🙏 verry👍 good job👍 ek message ye vishwa eak na ek din meet jayegi puri manav jati prabhu yeshu ke samne nyaay ke din khadi hogi vachan kaheta hai vachan mein bhadiye yeshu ka aasli pahechan is video ko dekhe satya jane ek baar denial raj ka video ko dekhe satya jane khari🙏 sikh paye yeshu ne puri manav jati ki saja bhogti hai jo vishwas karel wo swarg paye vachan kaheta hai prabhu kisi daram ka nahi hai wo jivan parivartan karte hai🙏🙏
Bahot badiya mj bhai apka bahot bahot shukriya 🙏 mera plant ki saari leaves dry and yellow ho ker gir rahi thi. Par apke yeh tarike ne plant me firse jaan daldi. Thank you 🙏
@@LEARNINGGARDENINGWITHMJ brother maine kal npk 19:19:19 daala spray kara hai apne plants pe kya usme bhi same solution daal sakta hu apne 2-3 or marte huye plants pe. Pls reply
Nice video 🙏 and very useful abhi humic acid available na ho to dap ke sath kya dal sakte hai sir nagchampa par bhi video banaye mani isko cutting se grow kiya hai par flowering nahi kar raha hai
Can we use neemkhali powder or cinnamon powder tea as fungicide in root rotting cdouble chandani?? My plant face this same problem and I want to save it ..plz suggest..
DAP & HUMIC ACID 2-2 gm. 1 Ltr. Pani me Sabhi podho ke liye hota hai ya sirf chameli ke liye ? Dusra agra apne pass sbhi taraha ke podhe milakar 40 gamle hain to kitani Quantity lagegi. 2-2 gram. Ya fir 80-80 gm. ?
My nursery man just have me an plant and I can't remember the name 😂 Now I remember it's togor I planted it in my groud it get 4 hours of direct sun light is it okay ? Thanks man
Sir ek se dusre folier spray k bich mein kitne dino ka gap hona chahiye aur kya hum chandni k poudhe ko abhi bade gamle mein shift kr sakte hai kya. Aur ek liquid fertilizer se dusre liquid fertilizer k bich mein kitna gap hona chahiye?? Please bataye.
Mny chandni plants ko repot kia tha fab mn ek mar gya do ky new leaf burn ho jaty hn mtlb teeno plants mery khrab ho gye pta nhn kia hua kia ghlti hui mujhsy
Double chandini ko repot kiye hue 6 din ho chuke hai... Repot jaise aap bata rahe ho vaise hi kiya tha, ..... Lekin tab se hi chhoti waali kaliyan jhad rahi hain...
मेरा boganvelliya और नारंगी को deep cating करनी पडी मुझे क्युकी reporting के कारण वो tantine मे सुख गए थे boganvelliya भी और नारंगी का पेड़ भी Maine जहां तक ग्रीन टहनियां थी मैंने वहाँ तक रोक के डीप cating करी ताकि पेड़ मेरा रह सके.. Pinni ढक rakhi hai maine. Asp मुझे बताए मुझे क्या करना चाहिए
Stem kaali ho rahi thi tab use kaat kar fungicide laga diya... Thode din baad vapis kaali hui fir se wahi kiya.... .....pahle ek do pattiyan nikli aur wapis murjha gai.... Ese karte karte stem 1 inch ki rah gai .... Nai shoot nikal rahi hai........ Ab kya karu ki ye na murjhaye....
Thank you very much very helpful 🙏
Very nice shearing
Wow....very nice information Bhayia 🎉🎉🥳🙏😊
Davai Mera ye plant ke soil me 🐜 ant lag chuki hay. Use plant kharab ho raha he. Keya Karu. Pls bata do.
mera double chandni ka plant bhut badiya chal rha h bhut time se khub flowers aa rhe h bunches me 😊
Thankuuu sooo much . It's really important ....
Thankyou
God bless you🙏 verry👍 good job👍 ek message ye vishwa eak na ek din meet jayegi puri manav jati prabhu yeshu ke samne nyaay ke din khadi hogi vachan kaheta hai vachan mein bhadiye yeshu ka aasli pahechan is video ko dekhe satya jane ek baar denial raj ka video ko dekhe satya jane khari🙏 sikh paye yeshu ne puri manav jati ki saja bhogti hai jo vishwas karel wo swarg paye vachan kaheta hai prabhu kisi daram ka nahi hai wo jivan parivartan karte hai🙏🙏
My plant power.full
Nice
Bahot badiya mj bhai apka bahot bahot shukriya 🙏 mera plant ki saari leaves dry and yellow ho ker gir rahi thi. Par apke yeh tarike ne plant me firse jaan daldi. Thank you 🙏
Thankyou
@@LEARNINGGARDENINGWITHMJ brother maine kal npk 19:19:19 daala spray kara hai apne plants pe kya usme bhi same solution daal sakta hu apne 2-3 or marte huye plants pe. Pls reply
Mara Chandni ka poda choty gamly ma ha kia isy bary gamly ma krna zrori ha
Desi vs hybrid double chandani
Koan sa lu??
Thank you sir mujhe bhut jarurat thi es video ki mera chandni ka plant bhi achi trh grow nhi ho rha h
Kya ye hybrid variety ka hai??
*🌹HAPPY 🌺GARDENING 🌹*
Humik एसिड की जगह दूसरा ऑप्शन है क्या भैया
और लास्ट मे जो रूट खराब का उपाय बताया है. Drykodarma और humik acid का
Kya ye किसी भी प्लांट पे aply कर सकते है अगर पानी ज्यादा दे दिया हो
Nice video 🙏 and very useful abhi humic acid available na ho to dap ke sath kya dal sakte hai sir nagchampa par bhi video banaye mani isko cutting se grow kiya hai par flowering nahi kar raha hai
Skip humic acid aur cutting pe flower 1 saal baad aayega
Gobar wali khad de skte h
Or sir Mere plant ki patiyaa shukh rhi h Kya kre btaiye please🙏
Double chandini plant ki leaf light green colour ki ho gai hai kya kare jld kuch upay bataiye
Can we use neemkhali powder or cinnamon powder tea as fungicide in root rotting cdouble chandani?? My plant face this same problem and I want to save it ..plz suggest..
Seeds grow karne k liye video banaiye mj ..me grow karta hun to kuch din baad sapling mar jate hai
Mere parsulin me flworing ho rahi hai but flwoer opne nhi hote full day dhup me hai
DAP & HUMIC ACID 2-2 gm. 1 Ltr. Pani me Sabhi podho ke liye hota hai ya sirf chameli ke liye ? Dusra agra apne pass sbhi taraha ke podhe milakar 40 gamle hain to kitani Quantity lagegi. 2-2 gram. Ya fir 80-80 gm. ?
Humik एसिड किसलिए डाला जाता है
I m first 🙏🙏🙏
Reason for buds falling in tagar plants
Overwatering, Low nutrition
What do you mean by pinching???
Humic acid na ho to uski jagah kya de sakte hain
Sir patte pile ho gae he to kya kare
Nicely explained 🙏
❤️❤️❤️❤️
Humic acid is very costly Any other options
My nursery man just have me an plant and I can't remember the name 😂
Now I remember it's togor I planted it in my groud it get 4 hours of direct sun light is it okay ?
Thanks man
सर 2. ग्राम mejarment कितना.. Koi andaza दीजिए चम्मच का
और D. A. P मोटा दाना हो तो कितना ले
Sir ek se dusre folier spray k bich mein kitne dino ka gap hona chahiye aur kya hum chandni k poudhe ko abhi bade gamle mein shift kr sakte hai kya. Aur ek liquid fertilizer se dusre liquid fertilizer k bich mein kitna gap hona chahiye?? Please bataye.
Imformetib video
💕💕
Buds to khoob ban rhi pr jyadatr gl k gir ja rhi.. Ek do bud aapke plant me v dikha tha.. Vaise hi.. Fungicide v apply kiya tha ek do baar
Mere plant pe buds nhi glte woh blooms complete ho jate hai tb esa lgta hai
👍,means humic acid ko hum sare plants me use kar sakte he root damage se bacche k liye ,m I right sir???
Yes bilkul
My chandni plant is not blooming . After bud forms it became dry. Please give some suggestions
Upr k comments me reply kiya hai same
Mny chandni plants ko repot kia tha fab mn ek mar gya do ky new leaf burn ho jaty hn mtlb teeno plants mery khrab ho gye pta nhn kia hua kia ghlti hui mujhsy
Repot krte waqt roots disturb hua hoge
@@LEARNINGGARDENINGWITHMJ shaed aisa hi h
Double chandini ko repot kiye hue 6 din ho chuke hai... Repot jaise aap bata rahe ho vaise hi kiya tha, ..... Lekin tab se hi chhoti waali kaliyan jhad rahi hain...
45 days wait kre
Bhaiya ye plant h lekin ek b leaf nahi h na hi ek b growth h kya karo
Follow tips given in video
मेरा boganvelliya और नारंगी को deep cating करनी पडी मुझे क्युकी reporting के कारण वो tantine मे सुख गए थे boganvelliya भी और नारंगी का पेड़ भी
Maine जहां तक ग्रीन टहनियां थी मैंने वहाँ तक रोक के डीप cating करी ताकि पेड़ मेरा रह सके.. Pinni ढक rakhi hai maine. Asp मुझे बताए मुझे क्या करना चाहिए
Adenium obesum ko chodke, Arebicum me konsi attractive flowers colours verayti ho ti he
Mera plant 7 saal se 18 inch ke pot mai hai. Repotting kab karoo?
Flowering ke baad kaise pinch kare?
No need to repot and video link diya hai usme pinching बतायी गयी है
Mere chandani ke plant par kaliya bahot hoti hai par phool nahi khilte. Esa kyun ho raha hai?
Potash and micronutrients apply kriye 2 gm each in gap of 15 days
Koi bhi plant me fungus ke liye kya karna chahiye... Fungicide use karte hue bhi plant chala jaata hai..
Fungus ki wajah se nhi koi dusra reason होगा
Stem kaali ho rahi thi tab use kaat kar fungicide laga diya... Thode din baad vapis kaali hui fir se wahi kiya.... .....pahle ek do pattiyan nikli aur wapis murjha gai.... Ese karte karte stem 1 inch ki rah gai .... Nai shoot nikal rahi hai........ Ab kya karu ki ye na murjhaye....
Kund ka paudha hai ye...
Sab kuchh sahi h fir bhi leafs yellow kyu hoti h