Meri bike ki tanki m jung lga hua h, 1 mechanic bola tanki gandi hone se kuch nhi hota. Aur 1 mechanic bola petrol ki tanki new khareed lo. Kya krun bike se petrol leak hota h, aur kabhi-2 petrol atka reh jata h start bhi nhi hoti.. carborator pr plier marna padta h, tab petrol chalta h.
@@devashish8588 lagaya tha, pr wo kamyaab nhi rha. Same problem hone lagi. Isliye second hand tanki lagwa li thi, bina jung lagi hui ₹800 m. Ab 5 mahine se koi problem nhi h.
@@AshishKumar-hr4zx Bike ka tank me kachra hoga tb bhi ye problem hoga kyuki new carburator lagane se new carburator me bhi tank se kachra chala jata hai
good and batter
Udaya🙋🙋⛽⛽👍👍
Super mechanic
Very nice video Bhai
Thank you 👍
Hii
Aaccha ज्ञानवर्धक वीडियो पर सफाई का भी ध्यान रखे
Thanks brother yo save us 3k❤
Bhot bhot Thankyou ❤️
Ye sab ka pura pura kitna cost padega
❤
Very Nice
Thank you so much 🥰
Super
Sir bike chalate time overflow ho raha hai toh kaise thik kare, bike 1km chalate he overflow hone lagta hai
Carburetor acche se saaf Karva Lijiye
Mera to apne app thik ho gaya
Kachra fasa hoga jo hat gaya hoga
Meri bike ki tanki m jung lga hua h, 1 mechanic bola tanki gandi hone se kuch nhi hota.
Aur 1 mechanic bola petrol ki tanki new khareed lo.
Kya krun bike se petrol leak hota h, aur kabhi-2 petrol atka reh jata h start bhi nhi hoti.. carborator pr plier marna padta h, tab petrol chalta h.
Fuel filter milta hai wo laga lo 20/30 mein petrol pipe mein lag jayega
@@devashish8588 lagaya tha, pr wo kamyaab nhi rha. Same problem hone lagi. Isliye second hand tanki lagwa li thi, bina jung lagi hui ₹800 m. Ab 5 mahine se koi problem nhi h.
👌👌👌👌
In my area such ah stupid mechanic. You bro very good professional work
Thank you so much🥰 please support🙏
Sir new b lagya wo b overflow hora h just lagte hi
Kya ab problem door hui.plz bataye
Side stand issue Jupiter mai ata hai
Krboretor KO change kardo
Bhai mera new carburettor hai taab bhi girta hai 😭
Ha bhai Maine v lgaya h , tbb v gir rha h kya kre???
@@AshishKumar-hr4zx Bike ka tank me kachra hoga tb bhi ye problem hoga kyuki new carburator lagane se new carburator me bhi tank se kachra chala jata hai
Bhai Mera bhi ho raha hai new lagbaye hai kaise thik hoga😢
@@navodayaexpert1142 filter lgaye hue h, tbb kaise ho rha h bhai??
Vai keise thik kiya fer meinevhi new lagwaya tabbhi nehi rukta hein