भाई मेरा दायां हाथ और दायां पैर बचपन से ही मोटा है बाएं हाथ पैर से अलग दिखता है क्या मैं विकलांग सर्टिफिकेट बनवा सकता हूं और कौनसी विकलांग केटेगरी फिल करूं
Bhaiya mai aaj 30/08/2024 ko udid card bhai ka banwane gya tha to janch hui fir cmo me jama kar diya tha to aaj hi ban gya hai ❤❤thank you bhaiya❤❤❤ information dene liye thanks ❤❤❤ aaj ban gya hai download bhi kar liya hai
@@Ravi_229 online karane ke bad test karwane jana padta tabhi udid card Banta hai mai 30/08/2024 ko janch karne gya tha to 30/08/2024 ko udid card gerret ho gya tha sham ko
@@Ravi_229 cmo office se banega test ke liye jila hospital jana padta hai doctor % likh kar dega fir us form ko cmo office me jama karne bad ban jayega ok
@@vinodshivhare3073 Aapko sabhi document lekar hospital me CMO office Jana hoga iske bad yadi apka udid card issue karne yogya hoga tab apka udid card issue kar diye jayega.
Plz reply, mujhe 2015 s 1 rare neurological disorder hua h, or m disability certificate bnvane gai toh nhi bna kyunki us time yh desease disability act m nhi aata tha, toh ab mujhe bnvana h olz guide kr den kis trh bnega? Sbse pehle kya krna hoga? Mujhe kuch b idea nhi h is bare m?? और is form m mne caste select का option dekha toh kya jo o.b.c ya e.w.s h toh usko e.w.s certificate b upload krna rehta h ya sirf caste mention h??
@@eshashaikh4871 Udid card ke application form mein aapko cast category select karni hai caste certificate upload nahi karna hai. Sabse pahle aapko Udid Card ke liye online aavedan karna hoga. Online aavedan karne ke baad aapko sabhi document lekar Apne district hospital ke CMO office mein Jana hoga Jahan per aapka sharirik parikshan Kiya jaega iske bad aapka udid ka jari Kiya jaega.
Bhaiya mai up se hu ghajipur se maine 2023 me online aavedan kiya tha aur apne najdiki distick hospital me jama kar diye lekin abhi tak ud id kard nhi bana hai
@@ganeshkumarganeshkumar685 Aaap Udid Card ki official website www.swavlambancard.gov.in par jakar apne Udid Card ke Application ka status check kar sakte hai. Us status me kya likhkar aa raha hai mujhe batana.
सर मेरी भांजी है जो की पूर्ण रूप से विकलांग है उसकी उम्र 3 साल 10 माह हुआ है तो सर क्या मे अपनी भांजी का विकलांग कार्ड आवेदन करवा सकता हूं यदि हा तो क्या दस्तावेज लगेंगे सर जवाब जरुर दीजियेगा सर मे इन्तज़ार करूंगा😢
@@chandanprajapati5120विकलांग प्रमाण पत्र बन जाएगा, लेकिन पेंशन योजना का लाभ लेने के लिए उम्र 18 साल होनी चाहिए । UDID Card बनवाने के लिए आधार कार्ड और फोटो की आवश्यकता होगी।
Chandan prajapati ji aap apni bhanji ko udaypur le kar jao Narayan seva Sansthan waha par uska ilaj karwao bachchi hai uska ilaj ho sakta hai divyang labh lene se behatar h ki uska ilaj karwao
@@PIYUSHSINGH-uf9ns पहले आधार नंबर या मोबाइल नंबर से एनरोलमेंट नंबर निकल जाता था लेकिन अभी सरकार ने सिक्योरिटी के कारण एनरोलमेंट नंबर को हाइड कर दिया है। इसलिए अब आप ऑनलाइन एनरोलमेंट नंबर नहीं निकाल सकते या तो आपके पास एनरोलमेंट नंबर होना चाहिए या फिर आप सीएमओ ऑफिस से इसे प्राप्त कर सकते हैं।
अगर कोई दिव्यांग व्यक्ति किसी अन्य राज्य में नौकरी कर रहा है और उसने अपने आधार का पता उसी राज्य में बदलवा दिया है लेकिन उसने अपना पुराना दिव्यांग सर्टिफिकेट अपने गृह राज्य से ही बनवाया था तो क्या अब वो अपने गृह राज्य से UDID कार्ड बनवाने के लिए आवेदन कर सकते है या उसी राज्य से बनवाना पड़ेगा जहां का पता उन्होंने अभी करवाया है ।
@@shashankvyas4827 आपके आधार कार्ड में जो एड्रेस है उसके अनुसार आप UDID Card बनवा सकते हैं या फिर एड्रेस चेंज करना चाहे तो एड्रेस प्रूफ में अन्य डॉक्यूमेंट भी दे सकते हैं। जिस डॉक्यूमेंट में आपका सही एड्रेस लिखा हुआ हो
Hello sir abhi udid ki website par portal issue chal raha hai aadhar card se surch karne ke bad number show nahi hote hai pure or koi uske bad record hai
Udid Card बनवाने के लिए ऑनलाइन करने के बाद आपको अपने जिला अस्पताल के सीएमओ कार्यालय जाना होगा जहां पर आपका शारीरिक परीक्षण होगा इसके बाद आपका Udid Card कार्ड जारी किया जाएगा। यूडीआईडी कार्ड जारी होने का कोई निश्चित समय नहीं है यह आपके जिले की UDID Card जारी करने वाली मेडिकल अथॉरिटी पर निर्भर करता है कि वह कितनी जल्दी आपका UDID Card का जारी करते हैं।
@@shivanidhawaniya5702 Aap ko test ke liye hospital Jana hoga tabhi aapka udid card banega. Phone koi nahi karta hai. Sirf kah dete Hai ki phone aayega.
@@Yashu-o7v Aap udid card ke liye online apply karne ke baad kabhi bhi hospital test ke liye ja sakte hai. Kuchh Districts me hospital mein Jo doctor test karte hain unke aane ka din nishchit hota Hai.
Sir ek baar disability form apply krne k baad dobara se kitne samy ke baad apply hoga sir kyoki mera reject kar diya Agr apply hoga hi nhi to us case me kya solution hai sir kyuki mera ban sakta h 😢😢😢please reply sir
@@Pinsu-sx2cy Aapko application form download karke print nikalwa lena hai aur Aadhar card ki photo copy yah document lekar hospital me CMO office Jana hoga. Iske bad yadi apka udid card issue karne yogya hoga tab apka udid card issue kar diye jayega. Udid Card card jari karne wali medical authority ise dobara yishu kar sakti hai. Yah dobara online nahin hoga kyunki ek bar online hone ke Baad aadhar card number website mein sev ho jata hai.
Maine papa ke liye disability form fill kiya tha pr hospital me reject kr diya tha to Advocate bol rha h fir se apply krne but fir se fill krne pe aadhar is already in use likh rha h.... kaise fir se apply kr skte h
Sabse pahle aapko dekhna hai ki aapka Udid Card application reject kis Karan se hua hai. Apne application ke status ko dekhne ke liye aapko PWD login ke option per jana hoga iske bad aapko reject disability certificate download karne ka option mil jaega, yadi aapko lagta hai ki aapka Udid Card dobara ban sakta hai tab aapko Aapne udid card ka application form jo reject ho gaya hai us form ka print nikal kar Apne district hospital mein CMO office mein jana hai. Yahan per aapka test hone ke bad aapka udid card jari kar diya jaega.
@@nitinbhangale5299 आप UDID Card की ऑफिशल वेबसाइट www.swavlambancard.gov.in पर जाकर अपने Udid Card का स्टेटस चेक कर सकते, और यूडीआईडी कार्ड बनने के बाद इसी वेबसाइट के जरिए यूडीआईडी कार्ड डाउनलोड कर सकते हैं।
@@ikbalbrothers8871 Aap Udid Card ki official website www.swavlambancard.gov.in par jakar track your application status par click karke aadhar number ya mobile number se status check karoge toh aapko application number mile jayega. Ab yeh application Number copy kar lena hai ya fir note kar lena hai iske bad aapko isi website mein PWD login per click kar lena hai ab yahan per aapko apna application number date of birth aur captcha fil karke login per click karne ke bad application form aur enrollment slip download karne ka option mil jaega. Is prakar aap apna application form download kar sakte hain.
@@kingvidyakumar2530 Jab aapka baccha signature karne layak ho jaaye tab aap uska Udid card banva lena kyunki pension Yojana ka Labh lene ke liye divyang vyakti ki aayu 18 years honi chahiye.
Bhai thoda hame bhi help karo aaj mai udid card ke online kiya district hospital ka name diya to us hospital khud jana padta hai or hospital se bulate hai check karne ke liye
@@mukeshsaran890 Udid card banne ka koi nishchit samay nahin hai yah aapke district mein medical authority per depend karta hai ki Udid Card kitne samay mein jari hoga. Udid card banne ke baad aap Ise online download kar sakte hai. Post dwara PVC Udid Card aane mein samay lagta hai
@@anshumangurjar2086Aapke disability ka test jitni jaldi ho jata hai utani hi jaldi aapka Udid Card jari kar diya jata hai. Udid card banne ka koi nishchit samay nahin hai yah aapke district mein medical authority per depend karta hai ki Udid Card kitne samay mein jari hoga.
@@keyurbhai6860 Udid card ko renewal karane ke liye aapko Apne udid card ko lekar district hospital mein CMO office Jana hoga. CMO office me aapka udid card renewal Kiya jaega.
मेरे बच्चे का udid बनाना है, लेकिन The entered Aadhaar number is already in use लिखा हुआ आ रहा है जबकि मैं तो पहली बार अप्लाई कर रहा हूं क्या करू बताएं सर
@@RajDigitalHelp 80% disabity हैं लेकीन सर्टिफिकेट टेंपरेरी बनाया गया है, जबकि डॉक्टर का कहना है कि यह जन्मजात बहरापन है और आजीवन ठीक नहीं हो सकता, मुझे बार बार रिन्यूअल करवाना पड़ता हैं, क्या करें सर परमानेंट सर्टिफिकेट बनवाने के लिए
Disability percent aapki body ka Kitna percent bhag viklangata se prabhavit hai is per nirbhar karta hai hospital mein doctor ISI ke anusar aapke udid card me disability percent likhate Hai. Agar aapko percent update banvana hai tab aapko Apne district hospital mein CMO office mein Jana hoga.
@@technicalbabaji381 Aapka hospital ke CMO office mein test hua hai ya nahin. Yha per document bhi jama karne honge. Yadi yah prakriya karne ke bad bhi aapka Udid Card jari nahin hota hai tab aapko dobara se hospital mein jakar sampark kar sakte hain.
सर मैंने पहले udid card surrender ka form fill Kiya था क्योकि उसंमे आधार नंबर लिंक नहीं था लेकीन अब website पर आधार नंबर लिंक का option available है कोई दीक्कत तो नहीं ना होगी. मैं नया कार्ड बनाना चाहता हुं पर आधार number already used दिखा रहा है
आपको अपना यूडीआईडी कार्ड का सरेंडर नहीं करना था इसे अपडेट करवाना चाहिए था आपका यूडीआईडी कार्ड कैंसिल तो नहीं हुआ है। आप यूडीआईडी कार्ड की वेबसाइट पर जाकर आधार नंबर डालकर उसका स्टेटस चेक कर सकते हैं। अगर आधार ऑलरेडी यूज्ड दिखा रहा है तब दोबारा अप्लाई नहीं होगा ऐसी स्थिति में आपको अपनी मेडिकल अथॉरिटी से संपर्क करना होगा।
Bhai bhot badiya tarike se samjhaya h apne very good work ❤
@@skydream9207 Thanks for watching the video so attentively
भाई मेरा दायां हाथ और दायां पैर बचपन से ही मोटा है बाएं हाथ पैर से अलग दिखता है
क्या मैं विकलांग सर्टिफिकेट बनवा सकता हूं
और कौनसी विकलांग केटेगरी फिल करूं
Bhaiya mai aaj 30/08/2024 ko udid card bhai ka banwane gya tha to janch hui fir cmo me jama kar diya tha to aaj hi ban gya hai ❤❤thank you bhaiya❤❤❤ information dene liye thanks ❤❤❤ aaj ban gya hai download bhi kar liya hai
Bhai kese banwaya tha mujhe bhi ban bana hai
@@Ravi_229 online karane ke bad test karwane jana padta tabhi udid card Banta hai mai 30/08/2024 ko janch karne gya tha to 30/08/2024 ko udid card gerret ho gya tha sham ko
@@vpconcept83 direct hospital Jake nahi banega
@@Ravi_229 cmo office se banega test ke liye jila hospital jana padta hai doctor % likh kar dega fir us form ko cmo office me jama karne bad ban jayega ok
Bhai sabse phele registration karna hoga n??
Sir sub disable (उप दिव्यांगजन ) क्या है please reply 😊
हॉस्पिटल से दिव्यांग certificate mil गया। UDID कार्ड के लिए ऑनलाइन अप्लाई किया , लेकिन CMHO कार्यालय से reject हो गया । अब हमें क्या करना चाहिए
@@vinodshivhare3073 Aapko sabhi document lekar hospital me CMO office Jana hoga iske bad yadi apka udid card issue karne yogya hoga tab apka udid card issue kar diye jayega.
Plz reply, mujhe 2015 s 1 rare neurological disorder hua h, or m disability certificate bnvane gai toh nhi bna kyunki us time yh desease disability act m nhi aata tha, toh ab mujhe bnvana h olz guide kr den kis trh bnega? Sbse pehle kya krna hoga? Mujhe kuch b idea nhi h is bare m??
और is form m mne caste select का option dekha toh kya jo o.b.c ya e.w.s h toh usko e.w.s certificate b upload krna rehta h ya sirf caste mention h??
@@eshashaikh4871 Udid card ke application form mein aapko cast category select karni hai caste certificate upload nahi karna hai. Sabse pahle aapko Udid Card ke liye online aavedan karna hoga. Online aavedan karne ke baad aapko sabhi document lekar Apne district hospital ke CMO office mein Jana hoga Jahan per aapka sharirik parikshan Kiya jaega iske bad aapka udid ka jari Kiya jaega.
Bhaiya mai up se hu ghajipur se maine 2023 me online aavedan kiya tha aur apne najdiki distick hospital me jama kar diye lekin abhi tak ud id kard nhi bana hai
@@ganeshkumarganeshkumar685 Aaap Udid Card ki official website
www.swavlambancard.gov.in par jakar apne Udid Card ke Application ka status check kar sakte hai. Us status me kya likhkar aa raha hai mujhe batana.
कितने दिन लगते है
Udid card me divyang pension kitni milti hai please reply bhaiya❤❤
@@vpconcept83 Divyang pension me 1000 rupaye per month milte hai. Isprakar 3 months mein 3000 rupaye pension milti hai.
@@RajDigitalHelp divyang pension ka online karke kanha jama karna hoga bhaiya please reply
@@vpconcept83Block
@@RajDigitalHelpharyana me 3k per month
Bhaiya regestration karne ke bad hame pata kaise chalega kab aur kaha jana hai card bana hai ya nahi ?? Please reply
Agar aap puri video dekhoge to aapko sab jankari mil jayegi.Jab Udid Card ban jayega tab Aap iski website se iska status check kar sakte ho.
Dimak kam hai kaun sa option select kare bhaiya
Mental illness
Yah form fil karne ke bad apne aap se id card a jaega? Ki aspataal Mein Sabhi document ke sath jana avashyak hai?
@@26savanvanzara Udid Card apply karne ke baad aapko test ke liye hospital Jana hoga tabhi aapka udid card banega.
@@RajDigitalHelp ohk.. Dhanyavad 🙏
Great 👍
Thanks for the visit
सर मेरी भांजी है जो की पूर्ण रूप से विकलांग है उसकी उम्र 3 साल 10 माह हुआ है तो सर क्या मे अपनी भांजी का विकलांग कार्ड आवेदन करवा सकता हूं यदि हा तो क्या दस्तावेज लगेंगे सर जवाब जरुर दीजियेगा सर मे इन्तज़ार करूंगा😢
@@chandanprajapati5120विकलांग प्रमाण पत्र बन जाएगा, लेकिन पेंशन योजना का लाभ लेने के लिए उम्र 18 साल होनी चाहिए ।
UDID Card बनवाने के लिए आधार कार्ड और फोटो की आवश्यकता होगी।
Chandan prajapati ji aap apni bhanji ko udaypur le kar jao Narayan seva Sansthan waha par uska ilaj karwao bachchi hai uska ilaj ho sakta hai divyang labh lene se behatar h ki uska ilaj karwao
भाई एनरोलमेंट नंबर नहीं मालूम है तब क्या करे।।????
@@PIYUSHSINGH-uf9ns पहले आधार नंबर या मोबाइल नंबर से एनरोलमेंट नंबर निकल जाता था लेकिन अभी सरकार ने सिक्योरिटी के कारण एनरोलमेंट नंबर को हाइड कर दिया है। इसलिए अब आप ऑनलाइन एनरोलमेंट नंबर नहीं निकाल सकते या तो आपके पास एनरोलमेंट नंबर होना चाहिए या फिर आप सीएमओ ऑफिस से इसे प्राप्त कर सकते हैं।
Sir certificate ka online apply krna ka bad hospital jana jaruri ha ya khud post sa ghar aa jayega
@@funnyking1dbg667 Hospital jakar test hoga tabhi aapka Ddid card issue kiya jayega.
अगर कोई दिव्यांग व्यक्ति किसी अन्य राज्य में नौकरी कर रहा है और उसने अपने आधार का पता उसी राज्य में बदलवा दिया है लेकिन उसने अपना पुराना दिव्यांग सर्टिफिकेट अपने गृह राज्य से ही बनवाया था तो क्या अब वो अपने गृह राज्य से UDID कार्ड बनवाने के लिए आवेदन कर सकते है या उसी राज्य से बनवाना पड़ेगा जहां का पता उन्होंने अभी करवाया है ।
@@shashankvyas4827 आपके आधार कार्ड में जो एड्रेस है उसके अनुसार आप UDID Card बनवा सकते हैं या फिर एड्रेस चेंज करना चाहे तो एड्रेस प्रूफ में अन्य डॉक्यूमेंट भी दे सकते हैं। जिस डॉक्यूमेंट में आपका सही एड्रेस लिखा हुआ हो
Sir, hospital se viklang praman patra banwane me kya kya document lgte hain ?
Udid card banvane ke liye Aadhar card aur photo ki avashyakta hoti hai.
Hello sir abhi udid ki website par portal issue chal raha hai aadhar card se surch karne ke bad number show nahi hote hai pure or koi uske bad record hai
सर ओनलाइन दिया है कब बनकर आयेगा
Udid Card बनवाने के लिए ऑनलाइन करने के बाद आपको अपने जिला अस्पताल के सीएमओ कार्यालय जाना होगा जहां पर आपका शारीरिक परीक्षण होगा इसके बाद आपका Udid Card कार्ड जारी किया जाएगा। यूडीआईडी कार्ड जारी होने का कोई निश्चित समय नहीं है यह आपके जिले की UDID Card जारी करने वाली मेडिकल अथॉरिटी पर निर्भर करता है कि वह कितनी जल्दी आपका UDID Card का जारी करते हैं।
Sir application submitted krne bath call aayegi janch k liye ya hme kudh hi jana pdega
@@shivanidhawaniya5702 Aap ko test ke liye hospital Jana hoga tabhi aapka udid card banega. Phone koi nahi karta hai. Sirf kah dete Hai ki phone aayega.
Okk thank u sir😊
Online karne ke bad kagaj bhoola gya kya kare sir@@RajDigitalHelp
@@UmeshYadav-e8f Aap WhatsApp ke dwara print mangwa kar enrollment number ke dwara print nikalwa sakte hai
सर यह कैसे पता चलेगा कि किस DATE को HOSPITAL जाना है
@@Yashu-o7v Aap udid card ke liye online apply karne ke baad kabhi bhi hospital test ke liye ja sakte hai. Kuchh Districts me hospital mein Jo doctor test karte hain unke aane ka din nishchit hota Hai.
मेरे केस में हल्का सा पीठ पर कूबड़ निकला हुआ है क्या सेलेक्ट करना है।
Sir Mera UDID card to aa gaya lekin e disability certificate download nahi ho raha hai kya kare
@@KartikSoren-k1n aap kuchh samay baad e disability certificate Ko download karke dekh sakte hain.
Sir ek baar disability form apply krne k baad dobara se kitne samy ke baad apply hoga sir kyoki mera reject kar diya Agr apply hoga hi nhi to us case me kya solution hai sir kyuki mera ban sakta h 😢😢😢please reply sir
@@Pinsu-sx2cy Aapko application form download karke print nikalwa lena hai aur Aadhar card ki photo copy yah document lekar hospital me CMO office Jana hoga. Iske bad yadi apka udid card issue karne yogya hoga tab apka udid card issue kar diye jayega. Udid Card card jari karne wali medical authority ise dobara yishu kar sakti hai. Yah dobara online nahin hoga kyunki ek bar online hone ke Baad aadhar card number website mein sev ho jata hai.
@RajDigitalHelp thank you sir btane k liye
madhya pradesh me bhi banta hai
@@Aayush_sen001 Udid Card pure Desh me banta hai
Disc herniation and chronic back pain kr disability certificate ban sakata h kya
@@20dipalipatil20 Chronic Neurological Conditions disability ka Udid Card ban jayega.
Maine papa ke liye disability form fill kiya tha pr hospital me reject kr diya tha to Advocate bol rha h fir se apply krne but fir se fill krne pe aadhar is already in use likh rha h.... kaise fir se apply kr skte h
Sabse pahle aapko dekhna hai ki aapka Udid Card application reject kis Karan se hua hai. Apne application ke status ko dekhne ke liye aapko PWD login ke option per jana hoga iske bad aapko reject disability certificate download karne ka option mil jaega, yadi aapko lagta hai ki aapka Udid Card dobara ban sakta hai tab aapko Aapne udid card ka application form jo reject ho gaya hai us form ka print nikal kar Apne district hospital mein CMO office mein jana hai. Yahan per aapka test hone ke bad aapka udid card jari kar diya jaega.
मैने सात युङङीआय अप्लाईड किया है अभीतक मेरा युङी आयङी मुझे नही मीला
@@nitinbhangale5299 आप UDID Card की ऑफिशल वेबसाइट www.swavlambancard.gov.in
पर जाकर अपने Udid Card का स्टेटस चेक कर सकते, और यूडीआईडी कार्ड बनने के बाद इसी वेबसाइट के जरिए यूडीआईडी कार्ड डाउनलोड कर सकते हैं।
Sir udid form Apply kiya Sir hogya lakin form download nahi kiya ab kes hog sir jarur batya
@@ikbalbrothers8871 Aap Udid Card ki official website www.swavlambancard.gov.in par jakar track your application status par click karke aadhar number ya mobile number se status check karoge toh aapko application number mile jayega. Ab yeh application Number copy kar lena hai ya fir note kar lena hai iske bad aapko isi website mein PWD login per click kar lena hai ab yahan per aapko apna application number date of birth aur captcha fil karke login per click karne ke bad application form aur enrollment slip download karne ka option mil jaega. Is prakar aap apna application form download kar sakte hain.
Hlo sir
Sir mena from to jana kr diya. Medical ka liya bola tha ki apko call aagyi but abi tak call nhi aayi 15 day hongya to mujha kya krna hoga
@@RahulPal-xm8ui Aap ko test ke liye hospital Jana hoga tabhi aapka udid card banega. Phone koi nahi karta hai.
Mere bacche ka udid banana hai 3 years ka hai uska signature kaise dalenge
@@kingvidyakumar2530 Jab aapka baccha signature karne layak ho jaaye tab aap uska Udid card banva lena kyunki pension Yojana ka Labh lene ke liye divyang vyakti ki aayu 18 years honi chahiye.
Bhai thoda hame bhi help karo aaj mai udid card ke online kiya district hospital ka name diya to us hospital khud jana padta hai or hospital se bulate hai check karne ke liye
@@vibhorkumar5038 Aap ko hospital mein test ke liye khud hi Jana padega
Aap apana number mo no de
Father ki jagah pati ka name kese wife of kese likhe sir
Sir mujhe hospital se physical disability certificate mile gya hai udid card kitne din me mile jyegq
@@mukeshsaran890 Udid card banne ka koi nishchit samay nahin hai yah aapke district mein medical authority per depend karta hai ki Udid Card kitne samay mein jari hoga. Udid card banne ke baad aap Ise online download kar sakte hai. Post dwara PVC Udid Card aane mein samay lagta hai
Bhaiya me online karwa do or in case 40% ka certificate nahi bana to
@@Ravi_229 40% se kam disability hone per aapko sabhi Labh nahin milenge Jaise pension Yojana ka Labh lene ke liye 40% disability honi chahie.
Form bharne ke baad kitne din me udid card bn jaega
@@anshumangurjar2086Aapke disability ka test jitni jaldi ho jata hai utani hi jaldi aapka Udid Card jari kar diya jata hai. Udid card banne ka koi nishchit samay nahin hai yah aapke district mein medical authority per depend karta hai ki Udid Card kitne samay mein jari hoga.
Sir en ankh se 95+ nehi dikhai deta form me kya option dalu blindness ya blindness please reply 😊
Thanks sir nicely explain thank you so much ❤❤❤
@@ManumanuManu-on1mf Aankh se dikhai Na Dene per aapko disability type mein BLINDNESS option select karna hoga.
@@RajDigitalHelp sir बड़ी बड़ी चीजे दिखती है पूरी nehi colour pahchan skta hu but read to bilkul nehi kr skta kya blindnes select krna hoga
@@ManumanuManu-on1mf जी हां आपको डिसेबिलिटी टाइप में BLINDNESS ऑप्शन सेलेक्ट करना होगा।
Bhai renewal karna he too
@@keyurbhai6860 Udid card ko renewal karane ke liye aapko Apne udid card ko lekar district hospital mein CMO office Jana hoga. CMO office me aapka udid card renewal Kiya jaega.
@@RajDigitalHelp Bhaiya , only pwd certificate se govt. Job ka form bhar sakte hai ? Mujhe rrb ntpc form bharna hai .
मेरे बच्चे का udid बनाना है, लेकिन
The entered Aadhaar number is already in use लिखा हुआ आ रहा है जबकि मैं तो पहली बार अप्लाई कर रहा हूं
क्या करू बताएं सर
आप आधार नंबर से स्टेटस चेक करो उसके बाद आपको पता चल जाएगा कि पहले आवेदन हुआ है या नहीं।
@@RajDigitalHelp 80% disabity हैं लेकीन सर्टिफिकेट टेंपरेरी बनाया गया है, जबकि डॉक्टर का कहना है कि यह जन्मजात बहरापन है और आजीवन ठीक नहीं हो सकता, मुझे बार बार रिन्यूअल करवाना पड़ता हैं, क्या करें सर परमानेंट सर्टिफिकेट बनवाने के लिए
@@madanlalmadan9519 kya ph certificate m renue date hoti h kya
@@RajDigitalHelp udid card k liyey apply kiya tha pr rejected ho gya why
@@bhupendranegi1679 हां मेरे बच्चे के केवल 2 साल का ही जारी किया है 19 से 21 तक का, जबकि स्थायी विकलांगता है
चुच क्या होता है भाई
@@butuwaa आप स्पष्ट शब्दों में लिखकर कमेंट कीजिए , क्या कहना चाहते हैं?
Bhai Mera card 35% ka bana Diya h wo 40% ka kese hoga
Disability percent aapki body ka Kitna percent bhag viklangata se prabhavit hai is per nirbhar karta hai hospital mein doctor ISI ke anusar aapke udid card me disability percent likhate Hai. Agar aapko percent update banvana hai tab aapko Apne district hospital mein CMO office mein Jana hoga.
@@RajDigitalHelp gya tha Bhai wo bole Pahle walo ko cancel karao fir online karao fir check krenge duara
15 days se upper ho gaye successfully submitted aa raha hai bs or kuch nahi aa raha hai
@@technicalbabaji381 Aapka hospital ke CMO office mein test hua hai ya nahin. Yha per document bhi jama karne honge. Yadi yah prakriya karne ke bad bhi aapka Udid Card jari nahin hota hai tab aapko dobara se hospital mein jakar sampark kar sakte hain.
@RajDigitalHelp mere disabled certificate bana hua tha or phire mene apply Kiya hai toh bs successfully submitted aa raha hai kafi din se
सर मैंने पहले udid card surrender ka form fill Kiya था क्योकि उसंमे आधार नंबर लिंक नहीं था लेकीन अब website पर आधार नंबर लिंक का option available है कोई दीक्कत तो नहीं ना होगी. मैं नया कार्ड बनाना चाहता हुं पर आधार number already used दिखा रहा है
आपको अपना यूडीआईडी कार्ड का सरेंडर नहीं करना था इसे अपडेट करवाना चाहिए था
आपका यूडीआईडी कार्ड कैंसिल तो नहीं हुआ है। आप यूडीआईडी कार्ड की वेबसाइट पर जाकर आधार नंबर डालकर उसका स्टेटस चेक कर सकते हैं। अगर आधार ऑलरेडी यूज्ड दिखा रहा है तब दोबारा अप्लाई नहीं होगा ऐसी स्थिति में आपको अपनी मेडिकल अथॉरिटी से संपर्क करना होगा।
@@RajDigitalHelpphle aadhar update ka option nahi tha. aadhar already used dikha Raha hai
Dimak kam hai kaun sa option select kare bhaiya
Intellectual disability
Mind kam hone per disability type me INTELLECTUAL DISABILITIES option select kar lena hai.
Thanks bhai aaj ban gaya hai ❤❤❤❤