Naya ho toh aur bhi bohut zaroori hai...Kuch technician jaldi kaam khatam karne ke liye vaccum karna chod dete hai, aur baat main nuksan Malik ko uthana padega...
Sir aapne perfect tarike se vacuum kiya hai, kal maine naya ac lagvaya technician se usme vauum to theek -30 psi pressure tak le gaya par last me jab usne valve meter gauge ki kholi to saara presaurre bhar aagaya or sath me gas bhi nikal gayi kaafi 😓. Kya aap bta sakte hai kin isse zyada frk to nahi padega kyuki vacuum ka fayda to hua nahi usne moisture to fir ghusa hi diya ac me dobara
@@md_riyaz_01 aur ek baat Maine jab technician ko bad mein poochha tha ke vacuum motor pump se vaccum nahin kiya to kaise Kiya ? To technician ne bola ke usne self vacuum kar diya hai. To yeh self vacuum tikh rahega to sir ? kyunki AC lagi hai bus 6 month hue hain. Future mein koi problem nahin aaega to sir ? Please reply
Self vacuum nam ka hota hai asli vaccum vaccum machine se hota hai Lekin usne nhi kiya h vacuum to tention na lo kuchh nhi hota hai Ac kismat ke bharose chalta hai chal gya to chand tak nhi to saam tak
agar sirf outdoor ko vaccum kar rahe ho to outdoor ka 1/4 or 1/2 dono pipe ko katke u band banake fir breezing kar dena hai fir aram se vaccum karo vaccum khatam hone ke baad fir lock karfo l&key ko
@@mahaveerjain604 dikkat ye hai ki Compressor kharab ho sakta h Google Search Karke Bol Rhe ho I know Customer Bhi Aise Hi Google Search Karke Bolta hai ki Bhai gas 70 dalna but me aisa nhi karta hu..
Nice video...naya ac laganeke time vacuum pamp jaruri hai. ?
Naya ho toh aur bhi bohut zaroori hai...Kuch technician jaldi kaam khatam karne ke liye vaccum karna chod dete hai, aur baat main nuksan Malik ko uthana padega...
Aisha koi baat nahi h
Humara tarika bhi apse milta julta hai bro 😂😂 👌
Sir aapne perfect tarike se vacuum kiya hai, kal maine naya ac lagvaya technician se usme vauum to theek -30 psi pressure tak le gaya par last me jab usne valve meter gauge ki kholi to saara presaurre bhar aagaya or sath me gas bhi nikal gayi kaafi 😓. Kya aap bta sakte hai kin isse zyada frk to nahi padega kyuki vacuum ka fayda to hua nahi usne moisture to fir ghusa hi diya ac me dobara
bahar kyun ayega osne lock karke kholi hogi
bhai reed valve loose karke ka logic please samjhaiye? mera wala technician usko pura kholke kiye vacuum, difference kya hain?
Very nice sir ji ❤❤❤❤❤
Bhai vacuum karte waqt gas ko lock kar rakhenge ya khol ke
Off the gas
Theek hai 😵💫
Leakage test bhi karni chahiye after gas charge
Good explanation...... thank you
R-22 me 60-65 dalta hai gas in running pressure.
Lpg dalenge to chalega riply dijiyega
Thanks bro ❤
Good
Single Stage vaccum aur Double stage vaccum mae kya difference hai ? Yeh stage kya AC ka outdoor unit pae depend karta hai ?
Single stage se aap split window AC vacuum kr sakte hai but double stage se aap duct ac vrv ac vacuum kr sakte hai
Thik hai bhai
Amastad ac h 1.5 tan invertar F1 error aa rha h kya masla h sakta h bhai
New ac install karneke samay vaccum nahi kiya tha. To koi problem ho Sakta hai kya? Lekin ek baat ac colling achha hi kar raha hai.
Koi dikkat nhi h
@@md_riyaz_01 aur ek baat Maine jab technician ko bad mein poochha tha ke vacuum motor pump se vaccum nahin kiya to kaise Kiya ? To technician ne bola ke usne self vacuum kar diya hai. To yeh self vacuum tikh rahega to sir ? kyunki AC lagi hai bus 6 month hue hain. Future mein koi problem nahin aaega to sir ? Please reply
Self vacuum nam ka hota hai asli vaccum vaccum machine se hota hai
Lekin usne nhi kiya h vacuum to tention na lo kuchh nhi hota hai
Ac kismat ke bharose chalta hai chal gya to chand tak nhi to saam tak
Thik hai
Sir jider Sai oil dalta hai vacuum krte sme use dila rhkna hai
Adhuri jankari , nozle kaise lagani hai uske bad konsa nut dheela karna hai? Gas fil karne se pehle kya karna hai?
You are right bro
Good Post
Bhai thanks
Nice
lg valone cacuming kiya hi nahi or install kadia 1.5 ton ac....ab sir kuch rasta he?
Gas uninstall Karwa ke phir vacuum karo uske baad phirse gas khol do
BHAI VACCUM KARNE KE BAAD KITTI DER BAAD AC CHALAE OR VACCUM KARTE SAMAY LIQUID OR SUCTION LINE DONO ALLEKEY SE BANDH RKHNI HAI KYA
agar sirf outdoor ko vaccum kar rahe ho to outdoor ka 1/4 or 1/2 dono pipe ko katke u band banake fir breezing kar dena hai fir aram se vaccum karo vaccum khatam hone ke baad fir lock karfo l&key ko
Sir aap kah rahe hai a.c Balasat ho sakata hai ....Kiyo sir thora vistar se bataye
aap reeply nahi diye
Fattta nhi hai oil bahar aa jayega bro so mene extra bol Diya but vaccum karke without gas kabhi nhi chalana chahiye baki apki marzi
Ok sir
Bhai hamko bhi Kam par lgwado
Bhaiya aap sitamarhi rehte ho kya ao na
Madhubani
Bhai maine abhi naya compresser lagaya hai vah vacuum Mein ja raha hai
60 to 70 psi running pressor
R 22 Me PSI 70 Aa Sakti hai??? Running me
Hmm but jarurat ke hisab se
@@md_riyaz_01 isme Jarurat kya hai... Matlab koi dikkat to nhi h na 😎
@@mahaveerjain604 dikkat ye hai ki Compressor kharab ho sakta h Google Search Karke Bol Rhe ho I know Customer Bhi Aise Hi Google Search Karke Bolta hai ki Bhai gas 70 dalna but me aisa nhi karta hu..
Thek hai 😂
ठीक है ठीक है ठीक है कितनी बार बोलोगे?
😂😂😂ha ji
Samjha rehe h thik h😂
R 22 ki ok
Pure video me 43 bar bola h thik h
Bhai 50 - 55 nahi daalte 60 - 65 dalte hai gas
Psi is secondary think... you should charge gas as per company weight direction.....
Bhai kitna ton ka ac tha
Bhai 50 se 55 nhi bro 60 to 65 psi rahta h ok
Bhai tum apna de do mujhe
Are बाबा तम्बाकू थूक के bat karo
Mai ac lgwaya saale sirf 2 -5min kia vaccum
Bhai apna no dena yaar
Kitna bar thikhain bolega..
KUCH BHI BOL RAHA HE BHAI TU VACUUM ME AC CHALU KAR NE SE BLAS HO JATA HE KYA AC KUCH BHI😂
Ha bhai risky hota hai
😂@@md_riyaz_01
1. Ac ko vaccum karna se kiya hota hai....
2. Vaccum kyu karna chaiye...
3 vaccum every service pe kar padta hai...
Gas Charging par karna chahiye
Cooling achhi ati hai
Jab ac for fit Kiya jata he tab Karna chahiye vacuum
Good
Thik hai
thanks bro