I am Ali, a PhD student in Hong Kong . I came to know about this slam in now (2024 ) when I was attending the majlis in Hong Kong. I am listening this slam for more than 30 times continuously since the shab e ghareeban. 😢 Today is 11 Muharam in Hongkong and I am going back to hostel in Train from Imam bargah. 😢 خدا ہمیں راہ امام حسین عہ پر چلنے کی توفیق عطا فرماہے۔ کیا غم بھر سلام ہے، انکھیں اشکوں سے بھری ہوئی ہیں۔ خدا شاہد ہے اج تک اس قدر دردناک سلام نہیں سنا 😢 Please like this comment each time you see or read so that I came back to listen. This will also add Sawab to your akhira also
i m 60 and i live in Germany. Bachpan mn hr saal 10th Moharam ko PTV pr yeh salam e Akhir suna krta tha. Hr mrtba sun kr ankhon mn anso nkl ate hn. 10th Moharam k is khri salam e akhir n mohey bachpan se rolaya h or aj bhi rola rha h. Bachpan ki yad taza ho jati h. Wo time jb mn PTV pr yh salam e Akhir dekha krta tha , to sb log zinda the, or aj koi bhi baqi nhi h. Sb is dunya se kooch kr gaey. Lkn yeh salam e Akhir abhi bhi zinda h. Ak den hm bhi is dunya ko chor kr chaley jaey gey lkn Imam Husain ko yh salam e akhre hamesha pdha jaey ga.
I'm from peshawar 29 years old.. used to listen this along with talib johri sham e ghareeban majlis with my shaheed father who would have 75 years old now.
سید ناصر جہاں ہر سال عاشور پر ہمارے محبوب ہوتے ہیں۔ ان کی آواز کاسوز اپنے درد دل میں شامل ہوجاتا ہے۔ گھرانا خاتم المرسل کے علم و غم ہماری ذندگی کا ساتھی ہوجاٸے۔
Listening since childhood Same feelings every time بچپن میں شعور نہ تھا ۔۔ منازل شعور طے کیں تو سلام کے ہر حرف کو قلب کی گہرائیوں میں اترتا محسوس کیا ہے ہر بار ۔۔۔ اللّہ رب العزت اس سلام کے لکھنے ، پڑھنے اور ہم تک پہنچانے کے مراحل میں ہر معاون شخص کی کوششوں کو قبول فرمائے اور ہم سب کی مغفرت فرمائے آمین
Bachpan sy sunta hon ye Salam or ab 48 ka ho gia hon, har bar sunta hon or har bar zar or zar ansoon dil ki gherayion sy hoty hue ankon sy jari ho jaty hein..
There is no parallel to this tragedy in the history of mankind, unleashed in Karabala. It has been woven with the same level of pathos as experienced by the sufferrs on that day of Ashoor. The voice has made this marsiya for ever immortal like the life of all shaheeds in Karbala for the Urdu speaking population. Indeed Salam to the martyrs as well as to the writer and reciter of this marsiya.
What a touching.... Subhan Allah... I am not Shia but I listen to this, over and over again. It just mesmerizing...wonderful work of poetry and excellent presentation by late Nasir Jahan (may his soul rest in peace)
i am a ghair muqalad and ghair e ahle sunnah/tasheeh (i refer myself as muslim only). hearing this gives me goose bumps! Islam zinda hota hai beshak har karbala ke baad! May Allah guide us muslim!
salaam hai uss par jis nay yea likha hai salaam hai uss par jis nay essko padha hai aisa mehsus hota hai yea sunn kar jaisay karbala mai mojuud hoin. bachpan sey sunn raha hoon.
therose king yeh aik sikhh ny 1972 m likha tha jo k bad m muslman ho gya tha mgr jb yh likha tb sikh tha. Yeh namalom poet tha jo k nasir sahib ko bej deta tha na koi nam na koi pata bad me jb pata chala to ua p documentary b bani
Heart-wrenching poetry and equally recited by Mastero Nasir Jehan, May He rest in peace. Can't think of finishing Ashura without listening to the Salam. ''bachey to agley baras hum hen or ye gham phir hey........Jo chal basy to ye apna salam-e- akhir hey.'' O Allah swt, on this night, on Sham-i- Ghariban,, Ahli Baith(as) being my Wasila, Bless all those who Love Imam (as) and His family and be merciful to all sinners like me.
I am 51 years of age. I till remember to pray to Allah Almighty the continuation of electricity after Sham-e-Ghareeban on Aashoor; just to watch Noaha and salam by Sayyed Nasir Jahan
@@eramreenrizvi8013 awadh ke shia azadaron ne Hindustan mei azadaari ko bhut kuch diya....Shukriya us khuda ka jis ne hume nawabeen awadh jaise hukumran bakshe.
My heart ache (I whenever I listen to this Salam or nouha) not because of the difficult times on Al e Rasool (SAW), but looking at our situation at time despite of their grave sacrifices. May Allah open our hearts and we all stand again as one umma.
I recall Ikhlaq Hussain , who used to pay "Salam e Akhir " every year . Then he went abroad . May he and his family be blessed by ALLAH TA'ALA 💫 for ever and bless all reading this message .
I m this time 60 i always used to listen on radio Pakistan when i was child on every 10th of muharram i can not describe in my words how painful is this nauha when all of a sudden i heard this nauha on RUclips i started weeping brutally All of my ancestors who used to listen it on radio Pakistan passed away today we are listening one day we too Will pass away but this naula will always remain
sadqay Ye bachpan say sun raha hn Ajeeb c kafiat tari ho jati hay is ko sunnay k baad aisa lagta hay Mola Hussain a s nay Allah say farmaya tha k nasir jahaan ko bhaijain slam e akkhir prhnay k liye aj b kisi ko kaaho Nasir jahan ko janty ho wo kehty hain konsay wo slam e akhir walay hats off and solute u sarkar.... Mola asad jahan Bhaai ko sehat o slamti ata krain
Truly amazing Salam by Late Nasir Jahan. This will go forever and wish we are alive next year to give our heartiest Salam to Bibi Zainab. Listening this since last 50 years. I m now 66 “Bache gar agley baras to yeh Gham phir hey Jo chal basey to yeh Salam e akhir hey” Wasalam
bachey to agley baras hum hen or ye gham phir hey...... jo chal basy to ye apna salam e akhir hey. Heart wrenching rendition very true im listing this from my childhood still very captivating words by nasir jahan
Bilkul sahi kaha apne. ye shahadat islam ko mahfooz rakhne ke liye insaniyat ko bachane ke liye thi. na ki sunni aur shia ke liye. ham sab ki yahi dua hai ke hamare beech ithehad qayem rahe. ameen.....
Asalamo alikum Zaidi sahib MEEN sunni syed hoon Laikin meen salaam e akhir bhut ziyada aqeedat say sunta hoon Shia aur sunni 1 hee umaat e Mohammad SALAHO ALHE WASALAM KAY 2 hissay heen Meray liey tu saal ka har din ashoora e muharam hei MERAY MEETHAY IMAM HUSSAIN ALHE WASALAM KI QURBANI KAY FALSAFAY KO BHUT KAM SAMAJH SAKTAY HEEN
Salam Khaak Nasheeno Pa Sogwaron Ka Ghareeb Dete Hai Pursa Tumhare Pyaro Ka Salam Un Pa Jinhe Sharm Khaaye Jaati Hai Khule Saron Pe Aseeri Ki Khaak Aati Hai Salam Us Pa Jo Zahmat Kashe Salaasil Hai Musibaton May Imamat Ki Pehli Manzil Hai Salam Bhejte Hai Apni Shahzadi Par Ke Jisko Sawnp Gaye Marte Waqt Ghar Sarwar Musafirat Ne Jise Bebasi Ye Dikhlayi Nisar Kar Diye Bache Na Bach Saka Bhai Aseer Ho Ke Jise Shaamiyo Ke Narghay May Husainiyat Hai Sikhaana Ali Ke Lehje May Sakina Bibi Tumhare Ghulam Haazir Hai Bujhe Jo Pyas To Ashkon Ke Jaam Haazir Hai Ye Sin, Ye Hashr Ye Sadmay Naye Naye Bibi Kahan Pa Baithi Ho Qaime To Jal Gaye Bibi Pahaar Raat Bari Der Hai Sawere May Kahan Ho Shaam-E-Ghareeban Ke Ghup Andhere May Zameen Garm, Yateemi Ki Sakhtiyan Bibi Wo Seena Jis Pa Ke Soti Thi Ab Kahan Bibi Janaab-E-Maadar-E-Baysheer Ko Bhi Sab Ka Salam Ajeeb Waqt Hai Kya Dein Tasalliyon Ka Payam Abhi Kaleje May Ek Aag Si Lagi Hogi Abhi To Godh Ki Garmi Na Kam Hui Hogi Nahin Andhere Main Kuch Soojhta Kidhar Dhundhen Tumhara Chaand Kahan Chhup Gaya Kidhar Dhundhen Na Is Tarah Koi Kheti Hari Bhari Ujdi Tumhari Maang Bhi Ujri Hai Godh Bhi Ujdi Nahi Layeeno May Insaan Koi Khuda Hafiz Darinde Aur Ye Be-Warisi Khuda Hafiz Shareek-E-Haq Darood-O-Salam-E-Payghambar Salam Sayyid-E-Lawlaak Ke Lute Ghar Par Salam Mohsin-E-Islam Khasta Tan Laasho Salam Tum Pe Shaeedon Ke Be Kafan Laasho Salam Tum Pe Rasool-O-Batool Ke Pyaro Salam Mehr-E-Shahadat Ke Gird Sayyaro Bache To Agle Baras Ham Hain Aur Ye Gham Phir Hai Jo Chal Base To Ye Apna Salaam-E-Aakhir Hai
My mother was passed away and she always cry whenever she listens this I remember my child hood and now I listen this at till thae age of38 just can't explain what to say or think what a example of sacrifice 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
my own mother used to listen to this and 'ghabraye gi zainab' on PTV each year and it never made much sense to me back then... and now i listen this a lot whenever i think of her and tears come every time on their own
Ye salam e akhir main bachpan main apny walid k sath sunnti thi os waqt meray walid k ankhon asoon se baarh jati thii lakin mujy samjh nhii atii thi meray puchny pr woh ye batatay thay k jab tumhain is ki samjh aay ghii to tumhari aankhain bhi ansoyon se barh jayain ghi ab main 60 saal ki umer ko pahunch chuki hon aur aaj jab bhi main ye salam sunti hon mujy to mera dill rota ha aur woh waqat yaad a jata ha main apnay bachon ko bhi batati hon Allah inhain meray baad bhi ye sunnay samjhnay ki tofeeq dyy aur woh issi trah is waqai ko yaad rkhain aur samjhain Allah pak hazrat Muhammad S.A.W ko aur un ki tamaam aall ullad ko janat main alla mukaam atta karay ameen 🤲
Ammi abbu k sath dekhte the ab dono chale gae ya Allah Pak mere or jo jo comment kr rahe hai sb k waldain ki hamare hazrat Hussain A.S k sadqe behisab maghfirat farmae aameen
thanks abbAs bhAi for providing text.since childhood i m listening.but now a days i go into Deep meditation and get healedby all the 72 bodies(r.a).i m not sunni nor shi'A but i m "sag e kuye sher e yazdanam.Ali hAin deen ka pArcham ,Ali alambard, Ali hain mazhare shaane khuda Ali sard...
Salam to everyone reading this message on 18:07:2024 . May Allah bless all who love the Prophet of peace HZT MUHAMMAD Mustafa saww and His progeny . Darood over to Him and His Descendants
mera salaam Ho shair par jisne yeh kalam likha aur yeh kalam pesh kiya main bachpan se sunta aaya hon aaj bhi waisa hi malom hota hai meri aankhe aaj bhi ansuon se munwvar ho jati hain faqat wassalam ❤
سید ناصر جہاں کا یہ کلام سننے کےلیے ہم رات گئے تک پی ٹی وی دیکھا کرتے تھے بچپن سے سنتے سنتے اب پچپن کے ہوگئے سید اسد جہاں نے بھی بہت اچھا سلام آخر پڑھا "بچے تو اگلے برس پھر غم ہے جو چل دئیے تو اپنا یہ سلام آخر ہے" یہ آخری شعر ہمیشہ آنکھیں نم کردیتا ہے
Nasir Sahib ki awaaz dil ko cheerti hai. Jab say Hosh sanmbhala hai inko sunta aaya houn. Aaj 58 ka Hora a houn lekin dil ki ajeeb kaifiat hojaati hai. Allah Nasir Sahib kay darajaat bland karay.
every year on Ashura we used to listen to this salam when i was just a child i am 61 now
I am 49 and I have same memories !
Khuda apko salamat rakhe, khayal rakhe
Allah ap ko salamath rakhe
Same with me.
Same here im 44 now
I am Ali, a PhD student in Hong Kong . I came to know about this slam in now (2024 ) when I was attending the majlis in Hong Kong. I am listening this slam for more than 30 times continuously since the shab e ghareeban. 😢 Today is 11 Muharam in Hongkong and I am going back to hostel in Train from Imam bargah. 😢
خدا ہمیں راہ امام حسین عہ پر چلنے کی توفیق عطا فرماہے۔ کیا غم بھر سلام ہے، انکھیں اشکوں سے بھری ہوئی ہیں۔ خدا شاہد ہے اج تک اس قدر دردناک سلام نہیں سنا 😢
Please like this comment each time you see or read so that I came back to listen. This will also add Sawab to your akhira also
This Salaam used to be an instrument of unity between faiths. Only a stone-hearted would not cry after listening to this. Subhan Allah
i m 60 and i live in Germany. Bachpan mn hr saal 10th Moharam ko PTV pr yeh salam e Akhir suna krta tha. Hr mrtba sun kr ankhon mn anso nkl ate hn. 10th Moharam k is khri salam e akhir n mohey bachpan se rolaya h or aj bhi rola rha h. Bachpan ki yad taza ho jati h. Wo time jb mn PTV pr yh salam e Akhir dekha krta tha , to sb log zinda the, or aj koi bhi baqi nhi h. Sb is dunya se kooch kr gaey. Lkn yeh salam e Akhir abhi bhi zinda h. Ak den hm bhi is dunya ko chor kr chaley jaey gey lkn Imam Husain ko yh salam e akhre hamesha pdha jaey ga.
❤
Yes
Salamat Rahain Hamesha Abad Rahain.
I'm from peshawar 29 years old.. used to listen this along with talib johri sham e ghareeban majlis with my shaheed father who would have 75 years old now.
Jabb india sabb ek tha. Abb aap 78 yrs ho
Aap in ko nahi in ke baitay ko suntay thay. This is way before Talib Johri.
سید ناصر جہاں ہر سال عاشور پر ہمارے محبوب ہوتے ہیں۔ ان کی آواز کاسوز اپنے درد دل میں شامل ہوجاتا ہے۔ گھرانا خاتم المرسل کے علم و غم ہماری ذندگی کا ساتھی ہوجاٸے۔
Mola Hussain (as) k sadqey mey syed Nasir Jahn ko jannat ul firdos mai buland maqam atta ho Ameen 🤲
Listening since childhood
Same feelings every time
بچپن میں شعور نہ تھا ۔۔ منازل شعور طے کیں تو سلام کے ہر حرف کو قلب کی گہرائیوں میں اترتا محسوس کیا ہے ہر بار ۔۔۔
اللّہ رب العزت اس سلام کے لکھنے ، پڑھنے اور ہم تک پہنچانے کے مراحل میں ہر معاون شخص کی کوششوں کو قبول فرمائے
اور ہم سب کی مغفرت فرمائے
آمین
سبحان اللہ
Bachpan sy sunta hon ye Salam or ab 48 ka ho gia hon, har bar sunta hon or har bar zar or zar ansoon dil ki gherayion sy hoty hue ankon sy jari ho jaty hein..
Same here I'm listening every time and it cracks my heart. When I want to get refresh in my heart I do listen it.
I am also now 40+ like you and i remember it from my childhood it was used to melt my heart very much even in that time wasnt able to understand
There is no parallel to this tragedy in the history of mankind, unleashed in Karabala. It has been woven with the same level of pathos as experienced by the sufferrs on that day of Ashoor. The voice has made this marsiya for ever immortal like the life of all shaheeds in Karbala for the Urdu speaking population. Indeed Salam to the martyrs as well as to the writer and reciter of this marsiya.
@@Ik4yas same here
Salam khak nashiono pay sogawaro ka😭😭😭😭😭
سلام ہو شاعر اور پڑھنے والے پر یہ سوز و سلام تا قیامت باقی رہے
سلام یا حسین ع.س
I am listening to this salam since i was young.very heart touching.tears run in my eyes.
Cheez hi aisey hy bhai
😭😭😭😭😭😭💔
哈哈哈哈哈哈哈哈哈哈哈哈好4哈哈哈哈哈哈哈哈哈哈哈
What a touching.... Subhan Allah... I am not Shia but I listen to this, over and over again. It just mesmerizing...wonderful work of poetry and excellent presentation by late Nasir Jahan (may his soul rest in peace)
Ameen
Kya ye in hone ne likha hai
@@abbas2853 سید آل رضا مرحوم اس کلام کے خالق ہیں
One has to be Lover of family of Rasool e khuda
Ni Shia or Sunni
Ameen
i am a ghair muqalad and ghair e ahle sunnah/tasheeh (i refer myself as muslim only). hearing this gives me goose bumps! Islam zinda hota hai beshak har karbala ke baad! May Allah guide us muslim!
Ameen
bachey to agley baras hum hen or ye gham phir hey...... jo chal basy to ye apna salam e akhir hey. Heart wrenching rendition.
😓😭
is purrey nohey ki jaan ye ye shair jo chal bassey tu salme aakhir
Very true
Yes it is true@@irfandanishkhan398
Poet is Syed Aal -e-Raza . And what a poet he was. May both him and Syed Nasir Jahan sahab rest in peace
Aameen
Ameen
salaam hai uss par jis nay yea likha hai
salaam hai uss par jis nay essko padha hai
aisa mehsus hota hai yea sunn kar
jaisay karbala mai mojuud hoin.
bachpan sey sunn raha hoon.
H Bhai ye 10 muharram Mai padha jata 😔 mere village Mai
therose king yeh aik sikhh ny 1972 m likha tha jo k bad m muslman ho gya tha mgr jb yh likha tb sikh tha. Yeh namalom poet tha jo k nasir sahib ko bej deta tha na koi nam na koi pata bad me jb pata chala to ua p documentary b bani
Wrote by AALEY RAZA SAHAB NEOTANVI(Neotani District Unnao U.P India and recited by NASIR JAHAN JAUNPURI
Heart-wrenching poetry and equally recited by Mastero Nasir Jehan, May He rest in peace. Can't think of finishing Ashura without listening to the Salam.
''bachey to agley baras hum hen or ye gham phir hey........Jo chal basy to ye apna salam-e- akhir hey.''
O Allah swt, on this night, on Sham-i- Ghariban,, Ahli Baith(as) being my Wasila, Bless all those who Love Imam (as) and His family and be merciful to all sinners like me.
My father RIP used to listen to this every shaam e ghareebaan on PTV
Great Noha
Every year ending the day of ashoor with this kalam while tears in eyes, May Allah bless Nasir Jahan with the highest ranks in jannat. Ellahi Ameen
I am 51 years of age. I till remember to pray to Allah Almighty the continuation of electricity after Sham-e-Ghareeban on Aashoor; just to watch Noaha and salam by Sayyed Nasir Jahan
Mashallah.. Khuda koi gham na de siwai gham e Hussain AS k
This salaam Wrote By AALEY RAZA SAHAB NEOTANVI (NEOTANI DISTRICT UNNAO U.P INDIA)
@@eramreenrizvi8013 awadh ke shia azadaron ne Hindustan mei azadaari ko bhut kuch diya....Shukriya us khuda ka jis ne hume nawabeen awadh jaise hukumran bakshe.
Alfateha, every year I listen Salaam e Akhir , for so many years on the day of shame ghareeba.
Har baar Wahi Dard mahsus hua jb bi suna
Salam ho imam ap pe aur apki aal pe
Jisne padha khuda uski naslo Ko hamesha baki rakhe ...ameen
Jitni bar bhi suno utna hi or zyada Mann krta h sunne ka masha allah beautiful voice heart touching
Great voice great words Allah abadit kabool kere ameen
My heart ache (I whenever I listen to this Salam or nouha) not because of the difficult times on Al e Rasool (SAW), but looking at our situation at time despite of their grave sacrifices. May Allah open our hearts and we all stand again as one umma.
I recall Ikhlaq Hussain , who used to pay "Salam e Akhir "
every year . Then he went abroad .
May he and his family be blessed by ALLAH TA'ALA 💫 for ever and bless all reading this message .
I m this time 60 i always used to listen on radio Pakistan when i was child on every 10th of muharram i can not describe in my words how painful is this nauha when all of a sudden i heard this nauha on RUclips i started weeping brutally
All of my ancestors who used to listen it on radio Pakistan passed away today we are listening one day we too Will pass away but this naula will always remain
sadqay Ye bachpan say sun raha hn Ajeeb c kafiat tari ho jati hay is ko sunnay k baad aisa lagta hay Mola Hussain a s nay Allah say farmaya tha k nasir jahaan ko bhaijain slam e akkhir prhnay k liye aj b kisi ko kaaho Nasir jahan ko janty ho wo kehty hain konsay wo slam e akhir walay hats off and solute u sarkar.... Mola asad jahan Bhaai ko sehat o slamti ata krain
Mya 45 shal se sunra hu par aaj tak nasir sab ke barabar koi nohay kha nahi ay mashallah se
Truly amazing Salam by Late Nasir Jahan. This will go forever and wish we are alive next year to give our heartiest Salam to Bibi Zainab. Listening this since last 50 years. I m now 66
“Bache gar agley baras to yeh Gham phir hey
Jo chal basey to yeh Salam e akhir hey”
Wasalam
Its 2020 and i'm here and listening such a heart touch voice😭😭🙏
Listen every year since childhood. Allah shower his blessing on Al e Rasool and Mr Nasir jehan
bachey to agley baras hum hen or ye gham phir hey...... jo chal basy to ye apna salam e akhir hey. Heart wrenching rendition very true im listing this from my childhood still very captivating words by nasir jahan
Alhamdolillah
I consider myself Muslim and all either Shia or Sunni are Muslim for me there is no difference. We are all one umma.
its awesome, no body is able to recite like him, and what a Salam it is.............. writer and reciter may Allah Panjantan Pak blessed them.
crimebranch larkana he’s not writer of this Salam
Writer was JUSTICE ND SHAYER AALEY RAZA SAHAB NEOTANVI(NEOTANI DISTRICT UNNAO U.P INDIA)🙌
Absolutely right
Bilkul sahi kaha apne. ye shahadat islam ko mahfooz rakhne ke liye insaniyat ko bachane ke liye thi. na ki sunni aur shia ke liye. ham sab ki yahi dua hai ke hamare beech ithehad qayem rahe. ameen.....
It is very difficult to stopping tears after every time listening this Salam continue from childhood to 58 now.
Allah Pak give Nasir jehan the best in the hereafter for such heartfelt nohas for our beloved imam. Yes we have heard it through our lives
I used to listen after listening shaam e ghareban by allama Rasheed Turabi now I am 63 years.
Asalamo alikum
Zaidi sahib
MEEN sunni syed hoon
Laikin meen salaam e akhir bhut ziyada aqeedat say sunta hoon
Shia aur sunni 1 hee umaat e Mohammad SALAHO ALHE WASALAM
KAY 2 hissay heen
Meray liey tu saal ka har din ashoora e muharam hei
MERAY MEETHAY
IMAM HUSSAIN ALHE WASALAM
KI QURBANI KAY FALSAFAY KO BHUT KAM SAMAJH SAKTAY HEEN
@@gulabsinghsingh7248 walekumusalam, bae shak Imam Hussain sare musalmano shia sunne ya ghair Muslim sab kae leae rahnuma hain.
Same here😭😭😭😭😭💔
Salam Khaak Nasheeno Pa Sogwaron Ka
Ghareeb Dete Hai Pursa Tumhare Pyaro Ka
Salam Un Pa Jinhe Sharm Khaaye Jaati Hai
Khule Saron Pe Aseeri Ki Khaak Aati Hai
Salam Us Pa Jo Zahmat Kashe Salaasil Hai
Musibaton May Imamat Ki Pehli Manzil Hai
Salam Bhejte Hai Apni Shahzadi Par
Ke Jisko Sawnp Gaye Marte Waqt Ghar Sarwar
Musafirat Ne Jise Bebasi Ye Dikhlayi
Nisar Kar Diye Bache Na Bach Saka Bhai
Aseer Ho Ke Jise Shaamiyo Ke Narghay May
Husainiyat Hai Sikhaana Ali Ke Lehje May
Sakina Bibi Tumhare Ghulam Haazir Hai
Bujhe Jo Pyas To Ashkon Ke Jaam Haazir Hai
Ye Sin, Ye Hashr Ye Sadmay Naye Naye Bibi
Kahan Pa Baithi Ho Qaime To Jal Gaye Bibi
Pahaar Raat Bari Der Hai Sawere May
Kahan Ho Shaam-E-Ghareeban Ke Ghup Andhere May
Zameen Garm, Yateemi Ki Sakhtiyan Bibi
Wo Seena Jis Pa Ke Soti Thi Ab Kahan Bibi
Janaab-E-Maadar-E-Baysheer Ko Bhi Sab Ka Salam
Ajeeb Waqt Hai Kya Dein Tasalliyon Ka Payam
Abhi Kaleje May Ek Aag Si Lagi Hogi
Abhi To Godh Ki Garmi Na Kam Hui Hogi
Nahin Andhere Main Kuch Soojhta Kidhar Dhundhen
Tumhara Chaand Kahan Chhup Gaya Kidhar Dhundhen
Na Is Tarah Koi Kheti Hari Bhari Ujdi
Tumhari Maang Bhi Ujri Hai Godh Bhi Ujdi
Nahi Layeeno May Insaan Koi Khuda Hafiz
Darinde Aur Ye Be-Warisi Khuda Hafiz
Shareek-E-Haq Darood-O-Salam-E-Payghambar
Salam Sayyid-E-Lawlaak Ke Lute Ghar Par
Salam Mohsin-E-Islam Khasta Tan Laasho
Salam Tum Pe Shaeedon Ke Be Kafan Laasho
Salam Tum Pe Rasool-O-Batool Ke Pyaro
Salam Mehr-E-Shahadat Ke Gird Sayyaro
Bache To Agle Baras Ham Hain Aur Ye Gham Phir Hai
Jo Chal Base To Ye Apna Salaam-E-Aakhir Hai
Allah jannat main Aalaa moqaam ataa karen, Nasir saheb ki rooh.Jitna baar bhi suntey hai ye salam dil nahi bharta.
My mother was passed away and she always cry whenever she listens this I remember my child hood and now I listen this at till thae age of38 just can't explain what to say or think what a example of sacrifice 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
may Allah give her place in Jannah . take care bro
my own mother used to listen to this and 'ghabraye gi zainab' on PTV each year and it never made much sense to me back then... and now i listen this a lot whenever i think of her and tears come every time on their own
😭😭😭😭😭😭😭
sakina bibi a.s tmhare gulaam hazir hain
bujhai jo piyaas tw ashqon k jaam hazir hain
hayee mazloom
😭😭😭 the most heart touching line
Ye salam e akhir main bachpan main apny walid k sath sunnti thi os waqt meray walid k ankhon asoon se baarh jati thii lakin mujy samjh nhii atii thi meray puchny pr woh ye batatay thay k jab tumhain is ki samjh aay ghii to tumhari aankhain bhi ansoyon se barh jayain ghi ab main 60 saal ki umer ko pahunch chuki hon aur aaj jab bhi main ye salam sunti hon mujy to mera dill rota ha aur woh waqat yaad a jata ha main apnay bachon ko bhi batati hon Allah inhain meray baad bhi ye sunnay samjhnay ki tofeeq dyy aur woh issi trah is waqai ko yaad rkhain aur samjhain Allah pak hazrat Muhammad S.A.W ko aur un ki tamaam aall ullad ko janat main alla mukaam atta karay ameen 🤲
السَّــلام عَــلَى الحُسَيْــن وَ عَـلَى عَليِّ بْنِ الحُسَيْــنِ
وَ عَــلَى أوْلادِ الحُسَيْـــنِ وَ عَــــلَى أصْحــابِ الحُسَيــن
Jab Jab suna salam e akhir Nasir Jahan sb ka to yeah rula deta hai. Salam Ya HUSSAIN (AS) :'(
Ya Hussain I have listen salam akhri every year but i think I have lestion Ist time i am 62 year old person.
Mashallah bohot hi dil se pada hai ab aese nayab nohay kha ana bohot muskil hai Allah janat mya aala makam dea 14 masumin sadkeme elahi ameen
What a beautiful voice. So much sadness. This is everlasting. May Allah bless him and give this gentle soul the highest place in Jannah.
اگر کسی نے جنتی شخص کی زیارت کرنی ہے تو ناصر جہاں اور ان کے بیٹے کی کرلے۔❤
Ammi abbu k sath dekhte the ab dono chale gae ya Allah Pak mere or jo jo comment kr rahe hai sb k waldain ki hamare hazrat Hussain A.S k sadqe behisab maghfirat farmae aameen
Aameen
Ameen
Ameen
Ameen
😭aur jiske maa baab nhi h unki magferat farma ameen
We used to listen to this in Karachi in the 70/80s MashaAllah ❤ May Allah SWT rest his soul amongst the chosen ones Ameen 🤲🏼
My parents used to make all of my entire family to listen this Salam on every 10th of Muherram.
Great shair.. Syed Aal e Raza of this evergreen SALAAM and Nasir jahan ever lasted it by his heart touching voice
mery walid marhoom ya salam sun ker buhut rotay tha, kia derdnak salam ha aur kia he dard bhari awaz. Allah Nasir jahan marhhom ka derjat buland keray
thanks abbAs bhAi for providing text.since childhood i m listening.but now a days i go into Deep meditation and get healedby all the 72 bodies(r.a).i m not sunni nor shi'A but i m "sag e kuye sher e yazdanam.Ali hAin deen ka pArcham ,Ali alambard,
Ali hain mazhare shaane khuda Ali sard...
I can't find the text
Yeh sunke aansoo nhi rukte . Labbaik ya Hussain
I use to listen every year..
God bless him..
Subhan Allah jazak Allah. Very good noha
Subhan Allah jazak Allah. May Allah bless eternal peace and elevate highest place in heaven to Nasir Jehan bhai. Too good salam e Akhir.
The recitor is reciting is so perfectly.....
Salam to everyone reading this message on 18:07:2024 .
May Allah bless all who love the Prophet of peace HZT MUHAMMAD Mustafa saww and His progeny . Darood over to Him and His Descendants
Since childhood i used to listen with my family..very heart touching melodies 🙏
I think ever best explaination of Battle of Karbla by Poetry!
Mashallah! may Allah shower His blessings on you forever and ever...
30 sal sy tu mein sunn rha hn her sham e gareeban & never hav i ever not cried listening to this heart wrenchin salam...
سلام یا حسین۔ ۔۔۔۔۔
کاش مجھے بھی اللّه ایسا لہجہ دے اور اس درد سے پڑھ سکوں ۔۔۔۔۔
yazid per or uskay manlay walon per lannat.
Allah ap ko lehja aur salayate ata kare aur ap padye insha allah
Allah Huma sale alla Syediana Mohammaden Walehi wasalammm
My eyes full of tears and that what I can offer from me
Allah imam e Hussain k sath mehshor farmay انشاء اللہ
Bachpan se sun rha hun qayamat tak aesa kalam na likha jayega na padha jayega jazalalla
After a long time hearing it both my mother and I used to listen and cry
mera salaam Ho shair par jisne yeh kalam likha aur yeh kalam pesh kiya main bachpan se sunta aaya hon aaj bhi waisa hi malom hota hai meri aankhe aaj bhi ansuon se munwvar ho jati hain faqat wassalam ❤
Allah ka shukr hai ki Aaj bhi lucknow aur awadh me ye Salam Aaj bhi padhe jaate hain amooman majalis me
Assalamu alaikum sogware Shohdae karbala.Labbaik YA Hussain as.
Bohat aala mola apko jannal firdos me ala mukam ata fermyn
So heart touching.A man can imagine the sad situation of PROPHET MUHAMMAD(P.B.U.H) family in Karbla.Hussainiat Zindabaad.
Aj apny 20y bachy ko sonaya.. Me ne apny bachpan me bohat sona...
Bachy toh agly baras hum hain or yeah ghum phir hai
Jo chal basay toh yeah apna Salam Akhir hai
i m from ele sunatt.....lkn hussain aur ale baeeet sab ky hain.....my fvrt slam e akhir
ya sun kr sara waqia e karbala ankhun k samney a jata ha
Really very touching and going down the heart. Wonderfully rendered. Creates a very gloomy atmosphere. May Allah (SWT) rest his soul in peace.
سلام یا شہداء دین اسلام
اسلام ژندہ ہوتا ہے ہر کربلا کے بعد
AzM Pakistan 🇵🇰🕋💚❤️ Zinda baad
The very noha belongs to every generation on the planet.
I am in USA since 24 years . I am Hanfi Bralvi . I love Nasar Jehan Rahmat Ullah . Allah bestow him Firdous E Alla Ameen ya Rabee Allameen
ME WO SUNNY HO KE MERA LASHAA BHI KAHY GA YA HUSSAIN...SALAAM SALAAM SALAAM YA HUSSAIN😭😭😭
سید ناصر جہاں کا یہ کلام سننے کےلیے ہم رات گئے تک پی ٹی وی دیکھا کرتے تھے بچپن سے سنتے سنتے اب پچپن کے ہوگئے سید اسد جہاں نے بھی بہت اچھا سلام آخر پڑھا
"بچے تو اگلے برس پھر غم ہے
جو چل دئیے تو اپنا یہ سلام آخر ہے"
یہ آخری شعر ہمیشہ آنکھیں نم کردیتا ہے
Bhay to aglay baras hum ho gay aur yah gum ho ga- Guzar gay to yah appna SALAM e AKHAR hay
Nasir Sahib ki awaaz dil ko cheerti hai. Jab say Hosh sanmbhala hai inko sunta aaya houn. Aaj 58 ka Hora a houn lekin dil ki ajeeb kaifiat hojaati hai. Allah Nasir Sahib kay darajaat bland karay.
Who is listening in december 2019.
Mola as apki mushklen asan kren is klam k sadqy
Salaam nasir sb per is marsiye k liye
Old kalams are the best. They don't have any stupid music in the form of adds, they are simple and easy to understand❤️
Subah Qayamat Tak Is Salaam Chalte Hi Rahega......
Allah inhe jaware rahmat me jagah inayat farmae aur inka shumar maulaiyon me kare aur nauha kha me kare ilahi ameen
Koi jumla nhi hai
Haye mere ghareeb hussain
Kabra ke shahedon aap pe mera salam
i m ele sunatt.....lkn hussain aur ale baeeet sab ky hain.....my fvrt slam e akhir
Mere moula Hussain A's par lakhon salam labbayk ya Hussain A's
mola apki sb shohda ki maghfirt frmaye. or un k drajat bulnd kray or hm sb ka salam pursa qabool frmaie.ameen
Salaam Ya Molla
O I can listen this all day.
میری والدہ اور میرا بہت پسند کیا سلام ہیں۔۔۔۔ہر سال دس محرم کو سنتے ہیں۔ مولا قبول کرے۔ آمین
Sakina BiBi tumhare ghulaam hazir hain, Wah .. beautiful salaam always cry….