Islam┇Muslim Law┇Insurance Kyun Haram Hai?┇Darul Ifta Ahl e Sunnat

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 фев 2025
  • VIDEO:
    ❄ Dikhaye sharai masail aur sharai qawaneen ke hawale se mufeed aur maloomati sisila "Darul Ifta Ahle Sunnat"
    ABOUT:
    ❄ Muftiyan e kiram logon ke pochay gaye sharai sawalat ke jawabat aur sharai masail ke hal beyan karte hen
    TOPIC:
    ❄ Is qist me "Insurance Kyun Haram Hai?" ke mozo par guftagu ki gaye
    BENEFITS:
    ❄ Quran O Hadees ki roshni me awam apne masail ka hal ke leye mukammil aur mustanad sharai rehnumai hasil karte hen
    Madani channel is one of the leading sunnah inspired spiritual channel of Pakistan
    ¶ Like ¶ Madani Channel: www. mada...
    ¶ Follow ¶ Madani Channel ¶ goo.gl/DqDA87
    ¶ Subscribe ¶ Madani Channel ¶ goo.gl/sgqysL
    ¶ Playlist ¶ Darul Ifta Ahlesunnat ¶: madani.co/darul...
    Must watch جزاک اللہ خیراً
    #mufti
    #fatwa
    #darulifta
    #tarbiyah
    #bestvideo
    #ilyasqadri
    #darulaman
    #muftifatwa
    #darululoom
    #sharaimasail
    #sharaihukum
    #muhammad
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬●

Комментарии • 22

  • @FidaHussain-me2vw
    @FidaHussain-me2vw 5 лет назад +2

    Mohtram Karz insaan Majboori sy layta hay, Jab keh Life Insurance ka Premium insaan kissi mojboori sy na hi dayta hay orr na hi Koi bhi Insurance company
    kissi insan ko majboor karti hay keh koi bhi ham ko karz dy. Lihaza sab say pahllay apka yeh nukta hi ghallat hay keh yeh karz hay. Ab raha yeh keh agar kissi insan ki uss term k douran death ho jaati
    hay or woh insurance company aik badi rakam uski baywa ya yadeem bachon ko day dayti hay to woh apni khushi ya contract k according dayti hay.

  • @RizwanAhmadAttari
    @RizwanAhmadAttari 7 лет назад

    Agar jo islami bhai india mai rehty hai aur bike/car ka insurance kaannuni taur per recommendation hai uske liye kya hukm hai

  • @atifg5472
    @atifg5472 4 года назад

    Salaam
    1 masla pochna tha k
    Foj me hr manth ki tnkhaw se koch pese katy jaty hen jb wo lakh ho jyn to sal bd us lakh pr koch extra pesy lagty jaty hen foj ki tarf se to ye theek he ya ye sood me aye ga
    Lakh jo ho jata he to wo kisi campani ko diye jathy hen krobar me laga ny k liye

    • @rmhtechnical
      @rmhtechnical 3 года назад

      WS dear ya haraam aor sood hain

  • @aminahmed887
    @aminahmed887 4 года назад

    Ap Jo sdka lete hain markets me kya estrah sdka lena jaiz hai? or wo kaha khrch hota hai

    • @MohsinAli-ft5xo
      @MohsinAli-ft5xo Год назад +1

      Deen ky kaam pr khrach hota ha
      Or ap ko kia lgta ha sdka jaiz nhi?

  • @akbarexperiment2133
    @akbarexperiment2133 6 лет назад

    Makan ka Dokan ka kiraya khan likha hay kisi sihabi ka zikar btayein. Nahein to Saray sabz pagtreon walay kisi Dokan mein nzar na aain

  • @sabahathmulla9782
    @sabahathmulla9782 7 лет назад

    As salam walekum Kya ek widow ko shadi me nahi dekhna kunki ristedar ignor karte hai please say the reason

  • @indiantrader1107
    @indiantrader1107 4 года назад

    Kya Network marketing halal h?

  • @KhidmateInsaniat-ub2nq
    @KhidmateInsaniat-ub2nq 2 месяца назад

    Molve sb AP jhot bhot safyi sa bool rhy hain

  • @نورالاسلام-ذ1ب
    @نورالاسلام-ذ1ب Год назад

    مشینی ذبیحہ حلال ہے یا حرام

  • @saifshaikh8899
    @saifshaikh8899 4 года назад +3

    Absolutely illogical answer... Lic yaa kisi bhi tarike ka investment se fuzool kharch bachte hai and saving habit badhti hai jo aaj nhi toh kal mjhe wapis milegi nhi toh meri family ko... Aur aage jaake medical insurance zaroorat ke waqt mjhe mera ghar bech ke hospital ka bill bharne se bachayega....
    Aap log jo masjid aur madrase ka chanda jama karte ho usmai se 20-30℅ khudka commission hota hai woh halaal jo jo ki garib logo ke sadke ka paisa hai aur kaafiro se munaafa lena haraam... Waah sahi hai....
    Absolutely illogical and illiterate answer...

    • @Sarais1
      @Sarais1 3 года назад +1

      Jo company mukammal kafiron ki ho us mai kisi muslim ka share na ho un se policy lena jaiz hai ye madani channel pr btaya gya hai

    • @aamirsadafvlogs
      @aamirsadafvlogs 2 года назад

      @@Sarais1 Ji bhai Hamare Sayyedi Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan ne Apne Fatawa Razviyya me ye bayan kiya hai

    • @logical5030
      @logical5030 2 года назад

      @@Sarais1 to fir kafiro ki company me preferenc share bhi kharidna jaiz hoga

  • @faisalsharif12
    @faisalsharif12 5 лет назад

    Sawal ghundam jawab chana,
    سوال گندم جواب چنا

  • @alishah7566
    @alishah7566 2 года назад +1

    182 السلام عیکم ورحمتہ اللہ و برکاتہ سب پاکستانی عوام کو ایک اہم پیغام دینا چاھتا ھوں کہ ملک پاک میں بہت سی انشورنس کمپنیوں نے اور تکافل انشورنس کمپنیوں نے آپنے دفتاتر کھول رکھے ھیں سب نے پاکستانی عوام جو نوکری کے نام پر سبز باغات بنانے شروع کر رکھے ھیں آپ سے عرض ھے کہ کھبی بھول کر کسی کمپنی کا ایجنٹ دالال مت بن جانا جو بھی آپ کو ایجنٹ دالال بنائے گا وہ صرف زاتی لالچ کے لیے ھی دالال بنائے گا ایک بار آپ قابو آ گئے تو کھبی واپس نہ ھو سکو گے انشورنس کا کام بہت گندہ کام ھے ایسا گندہ کام ھے جس میں کوئی انشورنس آفسراں آپنے ساتھ آپنے باپ بیٹے بھائی ماں بیوی بیٹی بہں کو نوکری میں نہ لگاتے ھیں اکر یہ نوکری اچھی ھوتی تو سب سے پہلے انشورنس یا تکافل آفسراں آپنی فیملی کو ایجنٹ دالال بناتے کسی اور کو کھبی نہ لگاتے اور نہ لگنے دیتے ایجنٹ دالال بنے سے پہلے کم از کم سابقہ ایجنٹ دالال جو یہ گندہ کام کر کے چھوڑ چکے ھیں ان سے معلومات لے لیں اللہ حافظ زندگی باقی بات باقی

  • @Asrar-e-Qudrat
    @Asrar-e-Qudrat 4 года назад +1

    Bhae yeah Tau smjhao Sood kese
    Beema nahen yeah committee ke tarah hota hai
    Apko nahen pata
    Yun Tau kitnay log Hain jinko log Apnai pesaun karoobaar start karwa k daitay Hain uske income ya profit se divide karlaitay income
    Yeah ese he hai Jese businesses walai Apnai sath kisi kaam walai ko rakhtay Hain helper k taur pr k bhae karoobaar se Jo pesa ayga usmain se itna tmhara ese he insurance m ham kisi ko pesa daitay k hamarai liye kisi business pr lagaday etc
    Yun Tau qaroobar bhe haraam hogya Jo AP bta rahai kyun k qaroobar m profit he Tau hota k jitnay m ham nay khareeda us se zada m sale hojana