السلام علیکم عبدالرحمن صاحب، بہت اچھی اور مثبت خبر ہے ایک عرصہ کے بعد ایسا محسوس ہوا کہ کوئی نہ کوئی کہیں نہ کہیں کوئی عام پاکستانی کے بارے میں سوچ رہا ہے۔
Apko salam pesh kerty hn jo Pakistan me majuda issues ko discuss kerty hn or oun k hal k liye hakoomat ko best suggestions or solution bataty hn.. Salute you Dear💗🥰🇵🇰
Attock visit k dorran main ne personally 2 sites dekhi... Jahan bna bnaya dams hein... Ak site dekh kr to dil khush ho gaya... Boht hi thori investment se ban skta Dam... Belkul pas se GT road guzar rha... Attock khurd se 15 km aagy.. Or ghazi brotha se 10-12km pehle sindh river py
AbdurRehman Bhai aap sirf hawai baate krte ho jhuthi khabre dikhate ho jabki Pakistan ghart me jarha he behad garibi aur bhukmari he pak public mehngai se preshan he ye sab kaafir e hunood ki saazishon ka natija he Kaafir Pakistan ko brbaad krna chahta he Muslims America ko apna dushman samajhte he jabki ye baat yaad rakho USA kabhi bhi Islam ka aur Pakistan ka dushman nhi he dushman sirf ek he jo 1947 se he. Ye baat jitni jaldi samajh le Pakistani utna achha he USA & West ko apne favour me krke Pakistan traqqi krskta he USA ko dushman krke Pakistan ne apna behut nuqsan kia he jabki kaafir mulk ko mauqa milgya Pakistan koghairne ka is baat pe ghaur fiqr kijaye
Waysay plan to kala bagh ka bhi tha, jo shaid 50 sal say ziada arsa ho gya nahi ban sakka, plan to cpec ka bhi hay jisko role back ker sia gya hay, plan to bohat saray hain amal ni hota kissi per bhi.. plan wohi kamiyab hotay hain jin main commission ho, baki plan to bs plan hi reh jatay hain
Baat priority ki hai aur hamari list main water save krn dur dur tak ni tha toh dam kaise bntey ap climate change ki wajah se flooding aur awareness ki wajah se dam bi ban rhe hain aur reservoirs bi. Baat priority ki hoti hai
Is topic pr mazeed videos ki zaroorat hy. Daikhain dam ka maqsad sirf bijli bana nahi balk agriculture. To reduce flood. To meet water necessity . fisheries nd some others purposes r there. So every now nd then should plan to make dams
ھمارا مقصد سارے سیاستدانوں سے وعدے پورے کروانا اور ملک کی بہتری کے لیے کام کروانا ھے۔ عوام کا عام تاثر یہ ھے کہ ملک میں سیاست بھی ایک کاروبار ھے۔ سوچیں ملک کے سارے سیاست دان بہت زیادہ امیر ھیں جبکہ ملک میں غربت، افلاس اور بے روزگاری عام ھے۔
ووٹوں کے لالچ یعنی اقتدار کی ھوس نے حکمرانوں کو باولا کر دیا ھے بلکل درست فرمایا کہ اسی وجہ سے ڈیمز کی طرف توجہ نہیں کرتے بھلا ھو عثمان بزدار کا کہ یہ اچھا کام کر گیا اللہ کرے سب اس پر کام جاری رھے
عبد الرحمان بھائی جہاں آپ لوگوں کو اتنی معلومات دے رہے ہیں وہاں لوگوں کو سیاسی شعور بھی دیں کہ کیسے موجودہ حالات میں ہمارے سیاسی دان اپنی سیاست چمکا رہے ہیں
bhai jan dams,important projects k naam aur jagaho k naam ko texting k through mention kiya karen ta k students asani hojy questions k lye preparation krty jesy k ab apny jo nadi naalo k lye jaga ka naam lya wo smj ne aya,punjab mai jo dam ka naam lya wo b smj ne aya and a lot more so kindly aesi chzo ko texting main highlight kiya karen
Bhai UAE india se 30 billion ki import karta hai 🙄 Or chaina 17 billons ki Jab ke yah donu pakistan ki friends ki top 5 list main hain 😭😭😭 Hum UAE ko ani export q nahi kar pe
Gawadar airport sakurdu airport Karachi airport katzra Basha dasu nelum jehlum Sindh dam hydro projects road airports projects 🌊💦 china pakistan economic corridor European Arab africa asean saarc European 🏤🏰
Rajanpur Deeaghazikhan Se balaochistan se fruits vegetables motorways na hon tu mandion tak nahe pohanch pate So without th is infrastructure you can not help the poor of the poorest
Brother we have been discussing from last year water reservoir in Baluchistan. What happened this year no need to explain the criminal neglegency for 20 years who should be punished need to be highlighted
The flood water could alsobedrained into neighbouring desert areas in Afghanistan and iran who arefacing droughts, after international agreements, by building canals
not possible, the elevation difference would make it impossible without the need of hundreds of pumping stations. Plus the infrastructure cout would outweigh the dams benefits, and the infrastructure if built will be difficult to maintain.
Pakistan ka yhi problem he koai dam bnata nhi he agr koai bnaye to sb us ky khilaf ho jaty hain. Pakistan maon jb tak dam nhi bny gay tb b tak pakistan hr sal bahta rhy ga.
Bhai ye barsh ka itna zayada pani nahi hota k har saal selaab aye Bhai ye sab idaroon ko keyun nazar nahi Ata k barsh na hone ki waja say zameen hooshak hoti hai Barshoon ka pani to zameen Main jazhab ho jata hai to phir aqal and k liye ishaara hi qafi hai India ki waja say har saal selaab Ata hai Keya sare idare Soye howe Hain ye inkawairi keyun nahi karte ye bad log India k har saal Mazloom awam par zoolam karte hai Ye hoda k azaab say nahi darte ab in doshmanoon ko hoda Pak hood apni shan k motabiq Saza Day gay Zaalmoon ko
1 2 dam Baluchistan mai be bana diya jahay croro laters zaya ho reha haiii khudara yahan be kuch nazar nasai ke ajahay itna tasub thoo kafir be nai karta itna nafrat hum baloch pir be musalman hai
Allah karai ye manhoos syasatdan apni laraian aur aik dosre par ilzemat khatam kark Pakistan aur pakistan ki aam awaam k bare mai soochain aur Pakistan k future k barr mai soochai aur dams banain tak.kalabagh dam ko bhi syasat danon ne latkaya hoa hai aur Pakistan ko bohat nukjsan dya hai .apni syasat chamkarahe hain na milk ka sochte hain na awaam ka sirf apne lia jii rahe hain .jaise inko marna nahi hai .Allah se darain aur mulk k liaa kuch karain.
Bharr mein jaye Tere Khush khabrian ....Saray dams Punjab idhar Sindh Khandar banta ja rha hai aur in hukmranon ko Sindh ki Tabahi Nazar nhi aati ...Lanat
السلام علیکم عبدالرحمن صاحب، بہت اچھی اور مثبت خبر ہے ایک عرصہ کے بعد ایسا محسوس ہوا کہ کوئی نہ کوئی کہیں نہ کہیں کوئی عام پاکستانی کے بارے میں سوچ رہا ہے۔
Good reseach sir weldone
Apko salam pesh kerty hn jo Pakistan me majuda issues ko discuss kerty hn or oun k hal k liye hakoomat ko best suggestions or solution bataty hn..
Salute you Dear💗🥰🇵🇰
Very credible information Brother.
God Bless you.
Attock visit k dorran main ne personally 2 sites dekhi... Jahan bna bnaya dams hein... Ak site dekh kr to dil khush ho gaya... Boht hi thori investment se ban skta Dam... Belkul pas se GT road guzar rha... Attock khurd se 15 km aagy.. Or ghazi brotha se 10-12km pehle sindh river py
sanghar nullah in koh suleman area is heavy nullah ( rodd kohiii).... 3,4 dams can be built on it for millions of acre feet water....
Wah
Good
AbdurRehman Bhai aap sirf hawai baate krte ho jhuthi khabre dikhate ho jabki Pakistan ghart me jarha he behad garibi aur bhukmari he pak public mehngai se preshan he ye sab kaafir e hunood ki saazishon ka natija he Kaafir Pakistan ko brbaad krna chahta he Muslims America ko apna dushman samajhte he jabki ye baat yaad rakho USA kabhi bhi Islam ka aur Pakistan ka dushman nhi he dushman sirf ek he jo 1947 se he. Ye baat jitni jaldi samajh le Pakistani utna achha he USA & West ko apne favour me krke Pakistan traqqi krskta he USA ko dushman krke Pakistan ne apna behut nuqsan kia he jabki kaafir mulk ko mauqa milgya Pakistan koghairne ka is baat pe ghaur fiqr kijaye
Waysay plan to kala bagh ka bhi tha, jo shaid 50 sal say ziada arsa ho gya nahi ban sakka, plan to cpec ka bhi hay jisko role back ker sia gya hay, plan to bohat saray hain amal ni hota kissi per bhi.. plan wohi kamiyab hotay hain jin main commission ho, baki plan to bs plan hi reh jatay hain
MassAllah you are doing well
Oh... Kash hamaray hukamran bhi yeh sochna shuroo kardain.Well done Abdul rehman bhaey.
keep up the good work brother
Mashallah ❤️❤️❤️
Very nice Abdul Rahman
MA SHA ALLAH
🌹🌹🌹
Baat priority ki hai aur hamari list main water save krn dur dur tak ni tha toh dam kaise bntey ap climate change ki wajah se flooding aur awareness ki wajah se dam bi ban rhe hain aur reservoirs bi.
Baat priority ki hoti hai
God bless all Pakistani patriots
Thanks for providing information.👍
Welcome dear
سر پوٹھوہار کے علاقے میں گھبیر ڈیم اور سواں ڈیم کے برے میں کوئی ویڈیو بنائیں گھبیر ڈیم پے تو کام شروع ہونے کے بعد رکا ہوا ہے
Ok dear
kindly do a detailed vlog on cpec western alignment
Ok dear
Is topic pr mazeed videos ki zaroorat hy. Daikhain dam ka maqsad sirf bijli bana nahi balk agriculture. To reduce flood. To meet water necessity . fisheries nd some others purposes r there. So every now nd then should plan to make dams
Agreed.Hum aksar dams par videos banatay hain
Good informative video more videos again thanks I am from karachi Pakistan good luck
Thanx Ammar
آپ کا وی لاگ بہت اچھا ہوتا ہے لیکن برائے مہربانی یوتھیا بننے سے پر ہیز کیا کریں
MashAALLAH
But small ponds and branches of river should be increased
Pakistan zindabad pak army life for you sarfraz Ali shaheed and all shaheed ap ke azmat ko salam
Great mom who give birth these braves love you moms
Good news
PLEASE PLEASE apni khabro ka source bhi bata diya karay
Dear description box main har khabar ka link hota hai
We aborded guys pay a lot of thank to Mr. Abdul Rahman who launched very valuable information & do hope to continue.
سواں ڈیم پر مکمل ڈاکومینڑی بنائیں پلیز
Brother I want correct your petrol pronunciation it’s petrol not petrl
ھمارا مقصد سارے سیاستدانوں سے وعدے پورے کروانا اور ملک کی بہتری کے لیے کام کروانا ھے۔
عوام کا عام تاثر یہ ھے کہ ملک میں سیاست بھی ایک کاروبار ھے۔ سوچیں ملک کے سارے سیاست دان بہت زیادہ امیر ھیں جبکہ ملک میں غربت، افلاس اور بے روزگاری عام ھے۔
ووٹوں کے لالچ یعنی اقتدار کی ھوس نے حکمرانوں کو باولا کر دیا ھے بلکل درست فرمایا کہ اسی وجہ سے ڈیمز کی طرف توجہ نہیں کرتے بھلا ھو عثمان بزدار کا کہ یہ اچھا کام کر گیا اللہ کرے سب اس پر کام جاری رھے
Assalamualaikum bhi Hamry milk ma mansoby baniye jatty ha lakin banty nhe agir shro hotta ha TU carption ke Nazar ho jatty ha
سندھ کا پانی پنجاب زبردستی روک رکھا ہے سندھ کی زمین بنجر ہو گئی ہے
عبد الرحمان بھائی جہاں آپ لوگوں کو اتنی معلومات دے رہے ہیں وہاں لوگوں کو سیاسی شعور بھی دیں کہ کیسے موجودہ حالات میں ہمارے سیاسی دان اپنی سیاست چمکا رہے ہیں
سندھ کا کیا ہوگا پنجاب میں ڈیم بنائے گے تو
Alhamdulillah
bhai jan dams,important projects k naam aur jagaho k naam ko texting k through mention kiya karen ta k students asani hojy questions k lye preparation krty jesy k ab apny jo nadi naalo k lye jaga ka naam lya wo smj ne aya,punjab mai jo dam ka naam lya wo b smj ne aya and a lot more so kindly aesi chzo ko texting main highlight kiya karen
جو قومیں ڈیم نہ بنانے کے حق میں ہوتی ہیں وہ پھر ایسے ہی ڈوب جاتی ہیں اب کالا باغ ڈیم یاد تو آتا ہو گا%
Dear A Rahman Sb.
MashaAllah u have good command on Urdu. If u try not to use English words, it will help our national language. JazakAllah Khair
Dear our 45% viewers are from out of Pakistan so they are unable to understand difficult urdu words
اسلام عليكم. عبدالرحمن بھائی bhi kia is par amal ho ga
Je in sha Allah
👍👍
Ap itne ache khabren dete he nazar to nhen ata
ye DAMS shahbaz speed banaya ga ?
3.5 saal mai punjab govt ne kitne dam banaye
بارہ ڈیمز شروع کیے ھوئے ہیں چالیس سالوں کے بعد
Bhai UAE india se 30 billion ki import karta hai 🙄
Or chaina 17 billons ki
Jab ke yah donu pakistan ki friends ki top 5 list main hain
😭😭😭
Hum UAE ko ani export q nahi kar pe
Rehman bahi ap ko map k sat flood ki information deni chahye
Ok dear
Gawadar airport sakurdu airport Karachi airport katzra Basha dasu nelum jehlum Sindh dam hydro projects road airports projects 🌊💦 china pakistan economic corridor European Arab africa asean saarc European 🏤🏰
Pakistan ma Jo new dam bun rha ha in pr video buna
جو قومیں ڈیم نہ بنانے کے حق میں ہوتی ہیں وہ پھر ایسے ہی ڈوب جاتی ہیں اب کالا باغ ڈیم یاد تو آتا ہو گا@
Save water
Dem bnao Mulk bachao
Very nice analysis Abdul Rehman bhai. Especially when you said motorways = votes.
Haha
More Lakes , Small Dams, See Bopal India Map or View From Air City of Lakes
☺️
Yes it's develop from 70 yrs listening ,
PML N government bucher for agriculture land and farmer
I'm from Rajan pur
Welcome Awais
Duniya mai projects city abaad hony sy phely banty ha
Or Pakistan mai taba hony k baad
ML1 per km start Howa ka ni
ni howa wo america ki nazar ho gya....
What about the dams need in Balochistan????
100 dams under construction in Balochistan
@@RichPakistan Alhamdolillah greatest news . But where ? Plz can you name any place.? I know only about Hab dam .
Akhori dam banao
Rajanpur
Deeaghazikhan
Se balaochistan se fruits vegetables motorways na hon tu mandion tak nahe pohanch pate
So without th is infrastructure you can not help the poor of the poorest
Hamaray hukumran srf mall banatay hai baqi Allah hi hafiz pakistan ka
Arey yar budget kha hai tumhare paas ? Psdp is lowest
Brother we have been discussing from last year water reservoir in Baluchistan. What happened this year no need to explain the criminal neglegency for 20 years who should be punished need to be highlighted
The long run solution is divert flood waters to Afghanistan and Iran who face severe droughts and remain deserts!!!
The flood water could alsobedrained into neighbouring desert areas in Afghanistan and iran who arefacing droughts, after international agreements, by building canals
not possible, the elevation difference would make it impossible without the need of hundreds of pumping stations.
Plus the infrastructure cout would outweigh the dams benefits, and the infrastructure if built will be difficult to maintain.
@@farqadmazhar1210 perhaps, we may have to dig deeper easy using modern tunnel boring machinery?
Hello, it is 250 billion gallons,
But how many glass of water will these projects hold,😆😆😆😆
Dem bnao Mulk bachao
Pakistan ka yhi problem he koai dam bnata nhi he agr koai bnaye to sb us ky khilaf ho jaty hain.
Pakistan maon jb tak dam nhi bny gay tb b tak pakistan hr sal bahta rhy ga.
Bhai ye barsh ka itna zayada pani nahi hota k har saal selaab aye
Bhai ye sab idaroon ko keyun nazar nahi Ata k barsh na hone ki waja say zameen hooshak hoti hai
Barshoon ka pani to zameen Main jazhab ho jata hai to phir aqal and k liye ishaara hi qafi hai India ki waja say har saal selaab Ata hai
Keya sare idare Soye howe Hain ye inkawairi keyun nahi karte ye bad log India k har saal Mazloom awam par zoolam karte hai
Ye hoda k azaab say nahi darte ab in doshmanoon ko hoda Pak hood apni shan k motabiq Saza Day gay Zaalmoon ko
1 2 dam Baluchistan mai be bana diya jahay croro laters zaya ho reha haiii khudara yahan be kuch nazar nasai ke ajahay itna tasub thoo kafir be nai karta itna nafrat hum baloch pir be musalman hai
Hamray leaders ager ye kam pahly karty to AJ ye Hal na hota .log mar rahay han
Allah karai ye manhoos syasatdan apni laraian aur aik dosre par ilzemat khatam kark Pakistan aur pakistan ki aam awaam k bare mai soochain aur Pakistan k future k barr mai soochai aur dams banain tak.kalabagh dam ko bhi syasat danon ne latkaya hoa hai aur Pakistan ko bohat nukjsan dya hai .apni syasat chamkarahe hain na milk ka sochte hain na awaam ka sirf apne lia jii rahe hain .jaise inko marna nahi hai .Allah se darain aur mulk k liaa kuch karain.
Bharr mein jaye Tere Khush khabrian ....Saray dams Punjab idhar Sindh Khandar banta ja rha hai aur in hukmranon ko Sindh ki Tabahi Nazar nhi aati ...Lanat
Apnay Zardari ko kahen woh banaye Punjab apnay Budget say bana raha hai
Ye baat PPP sy q nai khty
جو قومیں ڈیم نہ بنانے کے حق میں ہوتی ہیں وہ پھر ایسے ہی ڈوب جاتی ہیں اب کالا باغ ڈیم یاد تو آتا ہو گا$