Bhai ji ek doubt hai ham log cal kam Kiya package AC ka 25 tanka hai York hi 100 section perisher dikhata hai 120 discharge pressure dikhata hai abhi compressor cooling nahin kar raha kya reason ho sakta hai kuchh idea hai
Blockage ka issue hoga Kyo ki jo gas discharge hota hai compressor se aur evaporator me in hone se pahle jitni bhi mechanical device laga hota hai jaise ki expaintion valve, capillary ya gas flow ki jo bhi device lagi hoti hai agar wo thoda block hai to condencer coil jaldi hi heat ho jata hai hai aur compressor ke ander ka safty valve khul jata hai .jab safty valve khul jata hai to suction aur discharge side ka pressure lagbhag barabar dikhne lagta hai.
Sir Mera ek sawal h Ac me Refregrant 22 gas Dali huwi h OK Aur eska section pressor jo h 150se160psi hota h Mann lijiye agar section pressure zyda high ho jye tu kya Hoga
Dekhiye ac me jab R22 gas ho to pressure 50 se 60 se jyada masin me high pressure ka issue show kerta hai. Khasker lg pkg ac me ham 50 se 60 pe bich hi rakhte hain jyada rakhne se garmi ke time high pressure issue ata hai aur bar bar ch 18-19 ana suru ho jata hai.
Dekhiye agar ap gulf ke liye apply ker kerna chahte hai to travel agency se connect kijiye .jaise Delhi me hi( Rk international ) (sound line) (G ghee wala) aise bahut agency hai to gulf ki visa provide kerti hai.
Bahut acha bhai . Ye mausam bhi ac ke liye sahi hai .yahi kahi kisi company ya service centre pe ac ke job se join kerte hain to kafi help bhi milega practical .baki ham sabhi ki kosis rahti hai ki jo bhi sathi ac ka kam sikhna chahten unko hamari video se kafi help milta rahta hai
Very nice
Thanks u
Bahut tension hai bhai ji kuchh Idea hai to batao please
Sir ji
Bhai ji ek doubt hai ham log cal kam Kiya package AC ka 25 tanka hai York hi 100 section perisher dikhata hai 120 discharge pressure dikhata hai abhi compressor cooling nahin kar raha kya reason ho sakta hai kuchh idea hai
Compressor hai zr 190
Blockage ka issue hoga
Kyo ki jo gas discharge hota hai compressor se aur evaporator me in hone se pahle jitni bhi mechanical device laga hota hai jaise ki expaintion valve, capillary ya gas flow ki jo bhi device lagi hoti hai agar wo thoda block hai to condencer coil jaldi hi heat ho jata hai hai aur compressor ke ander ka safty valve khul jata hai .jab safty valve khul jata hai to suction aur discharge side ka pressure lagbhag barabar dikhne lagta hai.
Sir Mera ek sawal h
Ac me Refregrant 22 gas Dali huwi h
OK
Aur eska section pressor jo h 150se160psi hota h
Mann lijiye agar section pressure zyda high ho jye tu kya Hoga
Dekhiye ac me jab R22 gas ho to pressure 50 se 60 se jyada masin me high pressure ka issue show kerta hai. Khasker lg pkg ac me ham 50 se 60 pe bich hi rakhte hain jyada rakhne se garmi ke time high pressure issue ata hai aur bar bar ch 18-19 ana suru ho jata hai.
Bhai mujhe Gulf countrie jana hai Kai se Visa milega
Dekhiye agar ap gulf ke liye apply ker kerna chahte hai to travel agency se connect kijiye .jaise Delhi me hi( Rk international ) (sound line) (G ghee wala) aise bahut agency hai to gulf ki visa provide kerti hai.
Dubai aana hi to visit milega
🙏🙏😥😥😥
Bhaiya aap kaha kaam karte ho
Saudi arabia me
Flushing k lia Jo fitting banaye h , Bhai valve ka size bataea, please bhai
5/8" and 7/8"
@teacheverythings3895 😊😊
Bhai abhi bhi thik nhi hua hai raat me 310 psi hai to din kitna jayega 350 psi
Block hoga filter ya capillary me se kuch
Suction se pressure dalker discharge se flush kijiye
A/C kaam sikna hai