Aslamualikum menay apni Honda City 2017 model ma tyre dalwaya original Steel rims pr 195/65/R15 dukandar ka kehna pr . Gari Ki grip pehla SA BHI kharaab ho Gai road pr agar speed ma thora left Yan right turn krain tou aysa lagta gari peechay SA nikal rahi swing kr rahi
195 walay laganay kay baad agar gari mein 5 banday hon aur boot mein samaan bhi ho to kia load ki wajah say gari kay neechay bethnay ki soorat mein tyre gari ki body kay sath ragar khatay hain kia? kindly bta dain kyunkay mein nay change karanay hain
what is the disadvantage to continue with OEM provided tyre GTYR 175/65 R 15
Ground clearance of honda city is very low that why 185/65R15 is best size
Kiya spec ho rim ki kitne jj ho or off set kiya ho
Aslamualikum menay apni Honda City 2017 model ma tyre dalwaya original Steel rims pr 195/65/R15 dukandar ka kehna pr . Gari Ki grip pehla SA BHI kharaab ho Gai road pr agar speed ma thora left Yan right turn krain tou aysa lagta gari peechay SA nikal rahi swing kr rahi
Plzz call me
Very informative
🎉 Thank you
Sir what about 185/55r15?
Height wise 185/65R15 se Thora Kam hai use tou kr sakty hain lakin ziada better 185/65R15 hai
Sir rim size k bare b batayeee
Car?
@@gearanddrive honda city 2018
Your shop location?
Whatsapp 03004505282
185 60 R15 kesa size hai. May ne ye size lagwaya hai aj city may pehlay 195 65 R15 laga. Tha.
pehkay 195 walay jo lagay thay unkay sath gari ki ground clearance aur drive kay baray mein bataen?
@@shahzebkhan9854 wo hee dobara lagwa liye 195 65 15. Road clearance is bed
195 walay laganay kay baad agar gari mein 5 banday hon aur boot mein samaan bhi ho to kia load ki wajah say gari kay neechay bethnay ki soorat mein tyre gari ki body kay sath ragar khatay hain kia? kindly bta dain kyunkay mein nay change karanay hain
@@shahzebkhan9854 g ho sakta hai. Par meri gari 4 say zyada log nahi hotay aur trunk bhee empty hota hai. Tou i have no issue
Mostly log 195 hee lagwatay hain
Or pcd kiya ho
Thank you for sharing.. kindly share your number.
Whatsapp
03004505282