Bhai mera physical CISF ONGC dehradun tha or maine physical pass bhi kr liya lekin mujhe or jinhone bhi physical pass kiya unko qualified candidate copy nhi di hmne baad me wha ke staff se pucha bhi pr unhone btaya ki only disqualified walo ko candidate copy milta qualified walo ko nhi..... Kis kis ko nhi mili candidate copy....?
Bhai please written k liye bata dijiye kaise taiyari karu 2025 k liye . Abhi se kaise start karu or kanha se. Mai hindi medium ka student hu. But mai puri kosis karunga apni
@@tilakrajput9694 bhai ab me bolunga to tu bolega ki fenk Raha hai lekin bhai Ghar pr meri timing 7 min aati thi kbhi kbhi 6:50 aati thi mene Aaj 5:46 me mari thi Bhagwan ksm
Thanks for explaining everything in full details ❤
Glad it was helpful!❤
Minimum kitna height aur weight hona chaahiye....?
@@AkhileshX24 Bhai mene height me relaxation liya h aur mere pas 2022-2023 ka EWS nhi h..... Me UR me ja sakta hu.... Reject to nhi karenge?????
My 'G' Leaves no stone unturned
😂
Bhai mera physical CISF ONGC dehradun tha or maine physical pass bhi kr liya lekin mujhe or jinhone bhi physical pass kiya unko qualified candidate copy nhi di hmne baad me wha ke staff se pucha bhi pr unhone btaya ki only disqualified walo ko candidate copy milta qualified walo ko nhi.....
Kis kis ko nhi mili candidate copy....?
Koi problem ni but qualified walo ko v maximum jgh milta hai
Ha Bhai mujhe bhi nahi mili
23 Oct ko tha mera
Sir make a video for resources off ssc cpo 2025 humble request...
Bhai please written k liye bata dijiye kaise taiyari karu 2025 k liye . Abhi se kaise start karu or kanha se. Mai hindi medium ka student hu. But mai puri kosis karunga apni
Mera bhi physical BSP bhilai cisf tha mera bhi physical pass ho gaya hu 21 October
sir cpo pre mae direct indirect and active passie ate h ya nhi plz explain
Height kam krke naap rhe kya
Yes mera height se 2.5cm kaam aa ra hey...waha pe
@@ROMYyakuza apne height khud napi thi ya kisi se napwayi
Yr meri height 165.8 to 166cm h mujhe 165 chaiye hill certificate h to or mene ek police ka physical diya tha usme 166 ayi ho payega Mera?
It depends from centre to centre
Minimum kitna height aur weight hona chaahiye....?
Bhai madical bhi sath hi hota hai kya
Bhai left hand se shot put kr sakte h
Bhai weight ka kya scene rhta h
Kam jyada chl jata h
Or kitna
Bsf chhawala camp done ✅🎉
Bhai road pr ho rahi he na running
@@tilakrajput9694 hn bhai road running hai
@@gauravrajput9126 thoda bhot time km hua bhai ghr se aap ka
@@gauravrajput9126 mera 6:15-20 aa raha h abhi 29 ko h mera physical
@@tilakrajput9694 bhai ab me bolunga to tu bolega ki fenk Raha hai lekin bhai Ghar pr meri timing 7 min aati thi kbhi kbhi 6:50 aati thi mene Aaj 5:46 me mari thi
Bhagwan ksm
Mera bhi hogiya bha,BSF chawwla camp
Bhai long jump m strict hai ya chota mota foul maaf kr rhe hai
bhai full preparation strategy pr video bnao or 1 thoda bhut basic jaanne waale ko kitna time lgega next cpo ko crack krne k liye
please reply bhaiya
Bhai long jump mein running distance ka andaaza kaise lgate ho weha bhaag kar toh check kar nahi sakte
Krne dete hn bo
Bhai tiger jump allowed hai
Hn bhai
Yes
Minimum kitna height aur weight hona chaahiye....?
169 height is applicable or not obc category
Cavity in theeth can affect the selection
🚫
@@Mohitofficial011 explain it please
@@upscwithmind2031 height required 170cm no relaxation for .1cm
169 height Disqualified
Ur height will be 166/167cm there......
Your Marks in Pre..?
Bhai mere 150 raw marks nervous feel ho rha h ab
@@Yogendkumar49 q bhai..?
High jump, me Pole Touch hone par foul de rahe thee kya?
Durg me pass kar de rahe hai..23/10/2024
Hmm
@@AkhileshX24 kitne time waha se release Kiya.
Fail pass dono ko..
Bhai pole girne me foul hota h na @@AkhileshX24
Haa bhai abki baar sab jagah touch par foul h
@@dkyadav6735 sach me kya log to nhi bta rhe the aisa or centre wale
Passing ratio
Attendance ka 50 percent
@@AkhileshX24 Bhaya Aane wali 2025 CPO requirement Mein kaise prepare kare... Strategy /Tips de
Padh ke @@manojmeher4211
Weight ka kya seen tha bhai bhai mera to 54 hi h weight
Weight ka koi issue nhi PET me medical me dekhte hai weight