उर्वशी ने अर्जुन को नपुंसक का अभिशाप क्यूँ दिया था? EP 54 P 2Mahabharat BR Chopra|Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 дек 2024

Комментарии • 31

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f 2 дня назад +7

    Jai Shree Krishna

  • @Amitkumar....681
    @Amitkumar....681 2 дня назад +3

    Jay shree Krishna 🙏🙏 jaldi jaldi part lawo bhaiyo

  • @Bpraudbihar
    @Bpraudbihar 2 дня назад +6

    Jay shree Krishna

  • @JP-HOON
    @JP-HOON 2 дня назад +13

    Reality hai ki Karn Arjun se bhot jalta tha kyuki Arjun Karn se kai powerfull, mahan yodha aur mahan dhanurdhar tha, Karn yahi chahta tha ki wo Arjun se mahan ho lekin nahi ho saka iss liye bhi wo Duryodhan ke saath tha usko bhadkata rehta tha ki yudh kare.. Ye Vedvyas ji ki Mahabharat jo Original hai usme sab likha hua hai par isko inhone Mahabharat mai nahi bataya...

    • @ravimishra4914
      @ravimishra4914 2 дня назад +5

      Achha be tune dekha tha vahan jaake jalta tha ki nhi...tu decide karega 😂😂... Karn jalta tha vaise jaise tum jale bhune ja rhe ho😂😂😂

    • @Indraneelsarkar127
      @Indraneelsarkar127 2 дня назад +5

      Sahi kaha bhai Devarshi Narad ji ne Yuddhisthir ji ko Duryodhan se Karna ki dosti ka kaaran yahi bataya tha.

    • @JP-HOON
      @JP-HOON 2 дня назад +3

      @@Indraneelsarkar127 Haa bhai❤ are Padha hai apan ne isliye bol rahe hai inke jese bina matlab ke thodi na bol rahe hai

    • @Indraneelsarkar127
      @Indraneelsarkar127 2 дня назад +2

      @@JP-HOON Exactly bhai. Bina padhe agar serial ke bharose rahoge toh sach ko kaise jaanoge. Ise buddhiheenta hi kahoge.

    • @ssdsvideos9380
      @ssdsvideos9380 2 дня назад +1

      But TV serials never showed this. They changed their storyline just to for PR.

  • @kuldeepmaurya4994
    @kuldeepmaurya4994 2 дня назад +2

    Mere ye sare episodes dekhe h lekin aaplogo k sath dekhne me aur achchha lagta h❤ thanx

  • @Indraneelsarkar127
    @Indraneelsarkar127 2 дня назад +4

    Yeh Yuyutsu hai bros Maharaj Dhritarashtra ki Vaishya Patni se utpanna putra. Vaishya Santan Dharma ke 4 varno(Brahmin,Kshatriya,Vaishya aur Shudra) mein se ek hai.Jab Mata Gandhari pregnant thi aur apne pati Dhritarashtra ki sewa nahi kar paati thi tab unki vaishya patni unka khyal rakhti thi, usi prem se Yuyutsu ka janma hua tha. Yuyutsu Mahabharat yuddh ke baad Maharaj Dritarashtra ka ekmaatra putra tha jo zinda tha. Pandavon ko swarg jaane ke baad Yuyutsu Samrat Parikshit ke Guardian aur Mahamantri bane the. Yeh bahut buddhimaan aur dharma parayan the.Mahabharat mein yeh Pandavon ki taraf se yuddh lade the.

    • @harikrishnank1971
      @harikrishnank1971 2 дня назад +1

      Pandavom swarg jane thak wo kya Yudhishtir ka mahamantri the bro? Ye mera doubt hai. Pandavom swarg jane ke baad Indraprasth par Shri Krishna ji ka prapoutha Vajra raja bana liya

    • @Indraneelsarkar127
      @Indraneelsarkar127 2 дня назад +3

      ​​@@harikrishnank1971Tab Vidur ji the bro. Pandavon ne jaane se pehle Parikshit ki responsibility Yuyutsu ko de diya tha. Yuyutsu guardian banne ke saath saath mahamantri bhi bane.

    • @harikrishnank1971
      @harikrishnank1971 2 дня назад +1

      ​@@Indraneelsarkar127Ok. Lekin 36 saal thak kya unko guardian se alag koi karthavya nahi de diya?

    • @Indraneelsarkar127
      @Indraneelsarkar127 2 дня назад +1

      ​​@@harikrishnank1971Saayad uss samay Rajkaarya ki dekh rekh karte the. Sabhasad the.

  • @UniversityofWhatssapp
    @UniversityofWhatssapp 2 дня назад +1

    Karn is also powerful u will see on kurukshetra war

  • @harikrishnank1971
    @harikrishnank1971 2 дня назад +3

    Are bhai saab wo Vikarn nahi hai. Yuyutsu hai. Wo Duryodhan ka sauthela bhai hai. Mathlab pitha Dhritarashtra hai lekin uska mata ek Vaishya sthree hai. Jab Gandhari ko putrom hone keliye vilamb hoga thab Dhritarashtra ne ek Vaishya sthree ke sath sambandh karke ussmem ek putra hoga. Aur uska naam Yuyutsu hai. Vikarn Gandhari ka putr hai

  • @MadhuvratsinhChudasama
    @MadhuvratsinhChudasama 2 дня назад +4

    Yuyutsu

  • @kuldeepmaurya4994
    @kuldeepmaurya4994 2 дня назад +1

  • @ShivamINDIA-q7g
    @ShivamINDIA-q7g 2 дня назад +3

    ❤❤❤ (read its)😂
    India's history over 1,000 years ago is complex and multifaceted. Islamization in India was a gradual process that occurred over several centuries, with varying degrees of influence and conflict.
    *Pre-Islamic India (Before 712 CE):*
    1. Hinduism, Buddhism, and Jainism flourished.
    2. Temple construction and religious practices thrived.
    *Islamic Conquests (712-1206 CE):*
    1. Arab traders and missionaries introduced Islam.
    2. Muhammad bin Qasim conquered Sindh (712 CE).
    3. Mahmud of Ghazni's invasions (1001-1027 CE) destroyed temples, including:
    - Somnath Temple (Gujarat)
    - Mahakala Temple (Ujjain)
    4. Mohammad Ghori's victories (1178-1206 CE) established Muslim rule.
    *Delhi Sultanate (1206-1526 CE):*
    1. Qutb-ud-din Aibak demolished temples, building:
    - Qawwat-ul-Islam Mosque (Delhi)
    - Adhai Din Ka Jhopra (Ajmer)
    2. Alauddin Khalji's campaigns destroyed temples:
    - Chittor Fort (Rajasthan)
    - Jalore Fort (Rajasthan)
    *Mughal Empire (1526-1857 CE):*
    1. Babur, Humayun, and Akbar's reigns saw:
    - Temple destructions
    - Mosque constructions
    - Islamic conversions
    2. Aurangzeb's rule (1658-1707 CE) was marked by:
    - Widespread temple destructions
    - Forced conversions
    *Notable Examples:*
    1. Babri Masjid (Ayodhya): Built on disputed land, allegedly on top of a demolished temple.
    2. Kashi Vishwanath Temple (Varanasi): Rebuilt multiple times after destruction.
    3. Tirthankar Temple (Delhi): Converted into a mosque.
    *Historical Records:*
    1. Islamic chroniclers (e.g., Ibn Battuta, Al-Biruni) documented temple destructions.
    2. Hindu texts (e.g., Rigveda, Mahabharata) describe conflicts and temple desecrations.
    *Debate and Controversy:*
    1. Historians debate extent and motivations behind temple destructions.
    2. Nationalist and communal narratives often influence interpretations.
    3. Archaeological evidence and epigraphic records support temple destructions.
    *Key Sources:*
    1. "The History of India" by Mountstuart Elphinstone
    2. "The Cambridge History of India" series
    3. "Islamic Architecture in India" by Frederick W. Bunce
    4. "Hindu Temples: What Happened to Them?" by Sita Ram Goel
    *Important Notes:*
    1. Not all Muslim rulers engaged in temple destruction.
    2. Many temples survived or were rebuilt.
    3. Islamization was a complex process, involving cultural exchange and syncretism.
    This brief overview highlights the complex historical context. Interpretations vary, and ongoing debates require nuanced understanding.
    Would you like more information on:
    1. Specific historical events
    2. Islamic architecture in India
    3. Hindu-Muslim relations
    4. Archaeological evidence
    Let me know!

    • @ShivamINDIA-q7g
      @ShivamINDIA-q7g 2 дня назад +1

      To correct the present we need to know history and to correct the future we need to correct the present.❤

  • @kumaranil9999
    @kumaranil9999 2 дня назад +2

    Uyutsu ek akela kaurav bhai tha jo pandvo ki or se lada tha

    • @harikrishnank1971
      @harikrishnank1971 2 дня назад

      Jin log maharani Gandhari ke putr hai unko Kaurav kahthe hai. Wo maharaj Dhritarashtra ka putr hai lekin maharani Gandhari ka putr nahi

  • @P.C1999
    @P.C1999 2 дня назад +2

    Boycott muslim in india
    Boycott Bangladesh

  • @meerarana7399
    @meerarana7399 2 дня назад

    Duryodhan 100 bhai the....unme se sabhi durachari nhi the...Vikarn aur YuYutsuh dharm ke raste pe the....isiliye Duryodhan ka virodh karte the...usse samjhane ki koshish karte the

    • @harikrishnank1971
      @harikrishnank1971 2 дня назад +1

      Lekin phir bhi Vikarn Gandhari ka putr hai aur asli bhai hone ke wajah se wo Duryodhan keliye lada aur mar gaya

  • @trueindianankit5773
    @trueindianankit5773 2 дня назад

    Virat Yudh

  • @yadavrambhagat
    @yadavrambhagat 2 дня назад +2

    Jay shree Krishna